• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

IPL fan club thread

vihan27

“मृत्योः भयम् सर्वदुःखस्य मूलम्।”
20,618
12,188
213
The og bad boys

Warner bann hone pehle agar abhi khel raha hota to batata inko sledging kya hota hai
Right, vese marnus bhi kam nhi hai
 

vihan27

“मृत्योः भयम् सर्वदुःखस्य मूलम्।”
20,618
12,188
213
Ogg Smith gone long long away

Hand eye coordination uska game hain but umar ke sath hand eye coordination badal jata hain

Sath hi virat ka bhi hand eye coordination ka game thaa Wo bhi Issilye ke liye out form gaya
Most uncomfortable player 😅, hamesha yahi lagta hai ke ye abhi gaya
 

vihan27

“मृत्योः भयम् सर्वदुःखस्य मूलम्।”
20,618
12,188
213
South Africa sabse tough wickets banata hai Australia se bhi jyada .
Overall aus sabse tough hai, SA me pitches tough hoti hai but grounds chote hote hai, aus me tough pitches ke sath bade grounds hote hai, running bahut karni padti hai
 

vihan27

“मृत्योः भयम् सर्वदुःखस्य मूलम्।”
20,618
12,188
213
Line length ke liye nahi khilaya hoga

Usse Better gut Atkinson hai
Personally tongue acha laga mujhe, full length bowler hai
 

vihan27

“मृत्योः भयम् सर्वदुःखस्य मूलम्।”
20,618
12,188
213
Kl rahul ke bare me kya khyalat hai
Bhai galat bande kaa naam le liya, meri nazar me ye banda sabse bada losser hai, mujhe ye bilkul psnd nhi, bc 19 November ke baad to ye sabse bada villain hai mere liye...
Aur rahi baat iske Sena countries me performance ki to bhai jis bande ko test cricket khelte 11 saal ho gaye ho aur 66 matches ho chuke ho uske baad 7 century bahut badi baat nhi hoti...
 

vihan27

“मृत्योः भयम् सर्वदुःखस्य मूलम्।”
20,618
12,188
213
Stocky, ind series ke baad kuch alag hi bowler lag hai yee, aaj bhi kamal kar diya...
Test cricket hamesha top pe rahega, aaj to match kaa maza aa gaya
 
Top