- 941
- 1,385
- 124
Bhaag 1
"Neeta! Please... Music thoda kam karo ya band karo!"
Neeta ki maa aksar uski badi si volume bardasht nahi kar paati thi aur aaj Sunday hone ke karan voh aur bhi uchal rahi thi aur kamar lachka rahi thi kyonki takreeban teen mahine ke baad Dance competition ke anual function tha aur har saal ki tarah is saal bhi Neeta bhaag lena chahti thi.
Vaise Neeta ko apni patli kamar aur apni 56 kgs ki vajan par kaafi naaz thi, kyonki dubli patli hone ke karan voh aaram se lachak sakti thi aur bade kaide ke saath sabse latest bollywood aur English steps bhi acchi khaasi kar leti thi. Baal bhi use hamesha se hi khule rakhne ki aadat thi aur kyon na ho?
Ekdam kaali ghaneri baal thi uski, bilkul apne maa ki tarah, bas apni maa ki ek cheez se use sakht nafrat thi, aur voh thi apni maa ki moti vajan!
Sirf itna hi nahi, balki uski parivar ki tamam aurte hi kaafi hatti khatti aur moti thi aur yehi ek karan thi ke apne parivar se door voh aksar apni doston ke saath hi rehna pasand karti thi.
Ek din dance practice ke baad, Neeta apni pasine se bhari badan ko towel se saaf kar hi rahi thi ke tabhi kamre ke bahaar se...
"Neeta! O Neeta!"
Apni maa ki awaaz sunte hi Neeta foran daud ke uske paas jaati hain aur uski maa apni mobile uske haath me deti hui kehti hain..."le baat kar!"
Neeta confuse hui.."kaun hai mom?"
Neeta ki maa ahista se kehne lagi "tu khud hi baat kar ke dekh! Are baat to kar!"
Neeta : (call leti hui) hello?
Dusre aur se : (ek pyari si madhur awaaz me) hello rajkumari! Kaisi hai tu?
Neeta : (khushi se) DAADIMAAA! Hiiiiii! Kaisi hai aap??
Daadi : Are main to thik hoon, tu to mujhe bhool hi gayi ekdam se!
Neeta : not at all daadimaa! I love you so so much!!! Aap jaanti nahi, main aksar aapke baare me sochti hoon!
Daadi : to thik hai, apni samaan bandhle aur yaha aaja kuch dino ke liye! Vaise bhi teri school ki chuttiyan chal rahi hai!
Neeta : ummmm okay daadima, koi baat nahi, main aaj shaam ko hi aajaati hoon. Byeeeeeee!!
Phone vapas leti hui Neeta ki maa apni beti ko khushi se jhoomti hui dekh, mann hi mann muskurayi aur apni moti kamar matakke vapas apne kaam pe lag gayi.
.....
Shaam ko :
"Dekh Neeta, vaha pahuchte hi mujhe ek phone karna okay? And daadi ke saath no badtameezi aur please apni dance se unka kaan mat pakana, okay?"
Apni maa ki baaton se, Neeta ek mooh banati hui kehti hain..
"Relax mom, atleast daadi aap jaisi to nahi hai! I am sure, vaha voh mujhe aur laad pyaar degi!"
"Sirf laad pyaar nahi, aur bhi bahut kuch degi beti!" Neeta ki maa ahista se khilkhilane lagi aur Neeta sochne lagi..
"Yeh maa ko kya hua achanak?"
Jald se jald apni kamre me jaake Neeta tayyar ho jaati hain aur voh apni sabse favourite tshirt pehnti hain jispe likhi hui thi..'Slim And Cute' aur uske niche pehnti hain ek badiya si jeans jo uski komal patle se taangon aur jaanghon pe acchi tarah fit hui thi.
Baalon pe hairband lagake, foran Neeta apni mom ko bye karke, kandhe pe bag liye apni scooty pe nikal jaati hain seedhe daadi ke ghar ki aur, jo sheher se thodi door ek choti si town pe thi.