- 705
- 441
- 64
Doston main Ravi aaj aapke saamne apna ek chota sa prayas rakh raha hun.
Yahan par ek se badhkar writer hain jinki lekhni rojana aapka manoranjan karti rehti hai. Bas aap sab doston se gujarish hai ki un sabke saath apne is bhai ka bhi dhyaan rakhna aur mujhe meri galti se rubaru karate rehna.
Ye kahani dosti, pyaar, takraar, jhoot, fareb, dhokha, lalach, irshya, ghrana, dukh, khushi, sehansheelta, daya, matratav, pita ka pyar, ruthna, manana jaise lagbhag sabhi maanviya samvednayon ka samavesh liye huye hai
Halanki ye poori tarah mangadanth hai lekin fir bhi aap sab ise kahin na kahin kisi na kisi roop mein apni jindagi se judi huyi payenge.
Bas aap doston ka pyaar aur saath bana rahega to ye story jaroor safalta ke kadam choomegi.

Last edited: