- 1,453
- 17,278
- 144
Update 113
Baithak se nikalne ke baad me sidha apne kamre me chala gaya tha jaha rajkumar randip aur rajguru pahle se hi maujood the jo mujhe apne krodh par sanyam rakhne ke liye bol rahe the
Jiske baad mene unse kuch der baat ki aur uske baad woh dono bhi apne kamre me chale gaye aur me apne kamre me aise hi baithe hue sochne laga ya kah sakte yaad karne laga
apni pichli jindag ke baare me apne astitva ke baare me lekin har baar ki tarah meri ye khoj atyant pida aur ghutan ke sath ke saath ruk gayi jiske baad me thodi taza hawa lene ke liye bahar aa gaya lekin waha bhi mujhe chain nahi mil raha tha
jiske baad me aise hi bahar ghumne laga aas pass ka nazara dekhne laga aur aise hi nazara dekhte hue me wapas kamre me aa gaya jaha aakar me aaage ke baare me sochne laga aur aise hi ab woh samay bhi aa gaya
jab humara mukabla suru hone wala tha hum sabko humare kamron se mukable ke maidaan tak le jane ke liye khas rath bheje gaye the jo dharti ke saath hi aasman me bhi ud sakte the jinke saath hum sabhi us maidaan tak pahuch gaye
jaha par ye mukabla hone wala tha aur jab hum waha pahunche toh me dang rah gaya kyunki mere saamne us maidaan me pahle 100 se jyada log maujood the toh wahi mujhe aise dang dekhkar rajkumar randip mere najdeek aaye shayad woh meri pareshani samajh gaye the
Rajkumar :- kya soch rahe hai veer yahi na ki ye sabhi pratispardha me hissa lene aaye hai toh kal darbaar me kyu nahi the
Me :- ha aur inke rath bhi hume aasman dikhayi nahi diye
Rajkumar :- woh isiliye kyunki ye sabhi kewal aam praja hai ye is spardha me hissa oe sakte hai lekin inhe humari tarah koi khas suvidha nahi milti hune kal darbaar me maharaj se milne ka mauka ye rath rahne ke liye jagah aur bazar se kuch bhi kharidne ki chhut ye sab woh bhi muft me kyunki humare naam se pahle humare rajya ke naam hai jis kaaran hum sabhi yaha ke khas mehmaan hai kyunki hum praja nahi pratinidhi hai
Me :- thik hai
Iske baad hum sabhi rathon se utarkar pratiyogiyon ke kshetra ke taraf badh gaye woh maidaan kuch is tarah bana tha ki use dekhkar har koi dang rah jaye uski vishaalta aur bhavyata har kisi ke man me use apna banane ki iccha nirmit hone lage
usme kam se kam 1000 log darshak bhag aaram se baith sakte hai aur saath me hi ek bhavya kamra jo sabse uper bana hai jisee maidaan ke har bhag me nazar rakhi jaye
jaha par maya rajya ke samrat ke sang har rajya ke rajshi pariwaar jo ye mukabla khelne nahi balki kewal apne sambandh banae ya phir apne rajya ke pratinidhi ka utsah badhane aaye the yahi par rajkumar randip aur rajguru bhi maujiood the aur sare mantri gan bhi
ye mukabla dekh paye aur sarvottam yoddha ka chunav kar paye toh wahi maidaan daye taraf woh sabhi jadugar aur yoddha maujood the jo kewal praja thi toh wahi bayi taraf woh sare maujood the jo yaha apne apne rajya ke pratinidhi ke taur par aaye the
jaha me tha aur un dono ke beecho beech ek ke baad ek lagataar 7 kaanch ki moti aur majboot deeware thi toh Wahi abhi sab is maidaan me lage aaynon ko dekh rahe the ki tabhi aasman me aatishbaji hone lagi
aur usi aatishbaji ke bich ek sundar ladki aasmaan se udte hue niche aa gayi aur woh bilkul raja sujay ke saamne ruki aur aasman me se hi hum sabko dekhkar bolne lagi
Ladki :- me soka aap sabka swagat kar rahi hoon is prachin aur mahan mukable me toh sabse pahle me aapko yaha maujood humare pratiyogiyon se mulakat kara du humare daye taraf hai aam praja jo is mukable me kewal apne liye hissa le rahi hai toh wahi humare baye taraf hai woh yoddha jo apne rajya ke liye ye yuddh ladh rahe hai rajya ke pratinidhi ban toh aap sabko me is mukable ke baare me bata doon
Jaha ek taraf woh ladki soka sabko is mukable ke baare me batate ja rahi thi toh wahi mujhe taha kuch gadbad lag rahi thi me yaha Kisi bhi rajya ke pratinidhi ke roop me nahi aaya tha
mujhe lag raha tha ki pratinidhitva ka kaam rajkumar randip ya rajguru karne wale hai lekin yaha toh woh dono bhi kewal darshak bane hue the aur yahi sochkar me turant apne jagah se hatkar sabke samne aaya
Me :- ruko mujhe kuch kahna
Meri baat sunkar sab logon ka dhyan mere taraf gaya
Soka :- ha boliye kya kahna hai
Me :- yaha par sabko shayad kuch galat fahmi hui hai me yaha khud ke liye aaya hoon naki kisi rajya ya phir kisi desh ke pratinidhi ke roop me
Meri baat sunkar jaha rajkumar randip ke chehre par aashcharya aur Khushi ke mile jule bhav the toh wahi rajguru ke chehre par aise bhav the jaise ki kisi bhoot ko dekh liya toh wohi baki sabhi log bhi mere is nirnay se dang the kyunki waha ye pahli baar hi ho raha tha ki Koi apne paksh ko badal raha hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj ke liye itna hi