• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Ek yodha

Sushil@10

Active Member
566
540
93
Update 113

Baithak se nikalne ke baad me sidha apne kamre me chala gaya tha jaha rajkumar randip aur rajguru pahle se hi maujood the jo mujhe apne krodh par sanyam rakhne ke liye bol rahe the

Jiske baad mene unse kuch der baat ki aur uske baad woh dono bhi apne kamre me chale gaye aur me apne kamre me aise hi baithe hue sochne laga ya kah sakte yaad karne laga

apni pichli jindag ke baare me apne astitva ke baare me lekin har baar ki tarah meri ye khoj atyant pida aur ghutan ke sath ke saath ruk gayi jiske baad me thodi taza hawa lene ke liye bahar aa gaya lekin waha bhi mujhe chain nahi mil raha tha

jiske baad me aise hi bahar ghumne laga aas pass ka nazara dekhne laga aur aise hi nazara dekhte hue me wapas kamre me aa gaya jaha aakar me aaage ke baare me sochne laga aur aise hi ab woh samay bhi aa gaya

jab humara mukabla suru hone wala tha hum sabko humare kamron se mukable ke maidaan tak le jane ke liye khas rath bheje gaye the jo dharti ke saath hi aasman me bhi ud sakte the jinke saath hum sabhi us maidaan tak pahuch gaye

jaha par ye mukabla hone wala tha aur jab hum waha pahunche toh me dang rah gaya kyunki mere saamne us maidaan me pahle 100 se jyada log maujood the toh wahi mujhe aise dang dekhkar rajkumar randip mere najdeek aaye shayad woh meri pareshani samajh gaye the

Rajkumar :- kya soch rahe hai veer yahi na ki ye sabhi pratispardha me hissa lene aaye hai toh kal darbaar me kyu nahi the

Me :- ha aur inke rath bhi hume aasman dikhayi nahi diye

Rajkumar :- woh isiliye kyunki ye sabhi kewal aam praja hai ye is spardha me hissa oe sakte hai lekin inhe humari tarah koi khas suvidha nahi milti hune kal darbaar me maharaj se milne ka mauka ye rath rahne ke liye jagah aur bazar se kuch bhi kharidne ki chhut ye sab woh bhi muft me kyunki humare naam se pahle humare rajya ke naam hai jis kaaran hum sabhi yaha ke khas mehmaan hai kyunki hum praja nahi pratinidhi hai

Me :- thik hai

Iske baad hum sabhi rathon se utarkar pratiyogiyon ke kshetra ke taraf badh gaye woh maidaan kuch is tarah bana tha ki use dekhkar har koi dang rah jaye uski vishaalta aur bhavyata har kisi ke man me use apna banane ki iccha nirmit hone lage

usme kam se kam 1000 log darshak bhag aaram se baith sakte hai aur saath me hi ek bhavya kamra jo sabse uper bana hai jisee maidaan ke har bhag me nazar rakhi jaye

jaha par maya rajya ke samrat ke sang har rajya ke rajshi pariwaar jo ye mukabla khelne nahi balki kewal apne sambandh banae ya phir apne rajya ke pratinidhi ka utsah badhane aaye the yahi par rajkumar randip aur rajguru bhi maujiood the aur sare mantri gan bhi

ye mukabla dekh paye aur sarvottam yoddha ka chunav kar paye toh wahi maidaan daye taraf woh sabhi jadugar aur yoddha maujood the jo kewal praja thi toh wahi bayi taraf woh sare maujood the jo yaha apne apne rajya ke pratinidhi ke taur par aaye the

jaha me tha aur un dono ke beecho beech ek ke baad ek lagataar 7 kaanch ki moti aur majboot deeware thi toh Wahi abhi sab is maidaan me lage aaynon ko dekh rahe the ki tabhi aasman me aatishbaji hone lagi

aur usi aatishbaji ke bich ek sundar ladki aasmaan se udte hue niche aa gayi aur woh bilkul raja sujay ke saamne ruki aur aasman me se hi hum sabko dekhkar bolne lagi

Ladki :- me soka aap sabka swagat kar rahi hoon is prachin aur mahan mukable me toh sabse pahle me aapko yaha maujood humare pratiyogiyon se mulakat kara du humare daye taraf hai aam praja jo is mukable me kewal apne liye hissa le rahi hai toh wahi humare baye taraf hai woh yoddha jo apne rajya ke liye ye yuddh ladh rahe hai rajya ke pratinidhi ban toh aap sabko me is mukable ke baare me bata doon

Jaha ek taraf woh ladki soka sabko is mukable ke baare me batate ja rahi thi toh wahi mujhe taha kuch gadbad lag rahi thi me yaha Kisi bhi rajya ke pratinidhi ke roop me nahi aaya tha

mujhe lag raha tha ki pratinidhitva ka kaam rajkumar randip ya rajguru karne wale hai lekin yaha toh woh dono bhi kewal darshak bane hue the aur yahi sochkar me turant apne jagah se hatkar sabke samne aaya

Me :- ruko mujhe kuch kahna

Meri baat sunkar sab logon ka dhyan mere taraf gaya

Soka :- ha boliye kya kahna hai

Me :- yaha par sabko shayad kuch galat fahmi hui hai me yaha khud ke liye aaya hoon naki kisi rajya ya phir kisi desh ke pratinidhi ke roop me

Meri baat sunkar jaha rajkumar randip ke chehre par aashcharya aur Khushi ke mile jule bhav the toh wahi rajguru ke chehre par aise bhav the jaise ki kisi bhoot ko dekh liya toh wohi baki sabhi log bhi mere is nirnay se dang the kyunki waha ye pahli baar hi ho raha tha ki Koi apne paksh ko badal raha hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj ke liye itna hi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Nice update
 
Naik

Well-Known Member
21,577
77,468
258
Update 112

abhi hum us baithak mw baithe hi the Ki tabhi waha joro se ghoshna hone lagi aur us ghoshna ke saath hi ek vruddh insaan us baithak me aa gaya jise dekhkar Puri baithak apne jagah se uthkar unhe pramaan karne lagi

Jiske jawab me us vruddh ne bhi sabki pranam kiya aur phir woh jake sabke saamne rakhe hue sinhasan par Jake baith gaya aur uske baithte hi waha par 1 aadmi aa gaya

Aadmi :- aap sabhi rajaon aur unke pratinidhiyon ka me maya rajya ka senapati tahe Dil se swagat karta hoon humare (sinhasan par baithe vruddh ke taraf ishara karte hue) raja sujay ne aap sabke liye ek sandesh diya hai jo me aap sabko sunana chahunga lekin uske pahle me aap sabka parichay sabse Kara deta hoon

Itna bolke us aadmi ne ek ek karke waha maujood sabhi logon ka parichay diya sabhi log ek dusre ko kewal unke rajya aur unke desh se pahchaan rahe the kisi ko bhi kisi ka naam jaanne me koi ruchi nahi thi

sab log kewal ye dhyan de rahe the ki kon konse rajya se hai taki ye mutable ho Jane ke baad sabse shaktishali logon se jaan pahchaan bana paye

Aur unse dosti kar paye ya phir kamjor rajyon ko apne adhin kar paye wahi ye parichay ka bhag khatam hote hi us aadmi ne uske pass rakha hua khat nikal jisne is Maya rajya ke Raja sujay ne sandesha likha tha

Senapati :- toh ab samay hai me aap sab ko maharaj sujay ka sandesha padh kar batau jo me aap ko unhe ke shabdon me padh kar batana chahunga

* mere pyare doston pickle kayi varshon se ya kahu sadiyon se ye rajya is mukable ka aayojan karte aaya hai

Jisme humare purvaj vikramiy samrat sarvabahu ko aashirwaad me mili is talwaar jise aap sabhi Anant urja astra ke Naam se jaante hai use pane ka inaam rakha gaya hai

Lekin ye dekhkar dukh hota hai ki itna sadiyon se koi bhi ye astra ko pana toh door uske Karib bhi nahi ja sake khair ye sab baad ki baat hai

Abhi ke liye jo naye yodha is mukable me pratham baar aaye hai unke is mukable ke padaon ke baare me batana chahunga jo purane yodha hai woh bhi inhe dhyan se sune kyunki is baar niyam aur padav pahle se alalg hai

is baar ye mukable har baar ki tarah 3 padav ke badly 7 padavon me vibhajit hoga aur iske piche ka kaaran hai is baar 100 se bhi jyada pratispardhi aaye hai aur ab agar padvon ke baare me bataya Jaye toh

sabse pahle padav me aap sabhi ko apni jivan urja (aura) ko sabke samaksh antim charam tak le Jana hoga jisse aap ki jaduyi shaktiya kis star par hai woh sabko dikh sake

Aur dusre padav me aap sabko apni Kabiliyat sidh karne ke liye ek chunauti di jayegi use pura Karna hoga

Aur uske baad tisre padav me aap sabko ek dusre se aame saamne ka mukabla karna hoga aur ye yaad rakhe ki pahle tin padavon ke baad sarvottam 30 yoddha hi aage jayenge

Baki sab ya toh is mukable ka aanad use dekhkar le sakte hai ya apne rajya me vapas laut sakte hai

Wahi chauthe padav me aap sab Maya rajya ke Sarvashreshth 10 yoddha on se sabko ek team banakar mukabla karna hoga

Aur uske baad paanchve padav me aap ko Maya rajya ke senapati se yuddh karna hoga aur in doni padavon ke baad kewal sarvottam 10 yoddha hi aage badh sakte hai

aur agar is sab ke baad koi aage badh pays toh uske lite chatha aur sativa padav hum tabhi batayenge*

Ye sab Bolne ke baad senapati ne woh sandesha wapas rakh diya toh wahi sabke chehron par is waqt krodh ke bhag aaye the aur kaaran bhi saaf hai

Kyunki sandesh ka har ek shabd un sabko kamjor aur hara hua bata rahe the lekin itna guess home ke baad bhi koi bhi ek shabd bhi nahi bol raha tha jaise ki sab log in baton se sahmat the

toh wahi ye sab hone ke baad sabko apne kamron me been diya gaya tha aur dare mukablon ko Kal se shuru kiye Jane ki ghoshna bhi ho gayi thi

Jis kaaran har koi apni apni taiyari karne hetu turant us baithak se nikal gaye toh wahi us Sandeshe me likhi baton ko sun me bhi guess me tha

Aur isi guess me abhi me kuch karta ki tabhi Raj Kumar randip me mera hath paradise liya aur mujhe wana see Bahar le Jane lage toh wahi me bhi us raja aur uske senapati ko gusse me ghurte hue waha se chala gaya

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj ke liye itna hi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Badhiya mukabla hoga
Ab Jo apne di.ag or takat ka istemal theek tarah se karega woh aage Jayega
Baki dekhte h aage kia hota h
 
  • Like
Reactions: Iron Man

Naik

Well-Known Member
21,577
77,468
258
Update 113

Baithak se nikalne ke baad me sidha apne kamre me chala gaya tha jaha rajkumar randip aur rajguru pahle se hi maujood the jo mujhe apne krodh par sanyam rakhne ke liye bol rahe the

Jiske baad mene unse kuch der baat ki aur uske baad woh dono bhi apne kamre me chale gaye aur me apne kamre me aise hi baithe hue sochne laga ya kah sakte yaad karne laga

apni pichli jindag ke baare me apne astitva ke baare me lekin har baar ki tarah meri ye khoj atyant pida aur ghutan ke sath ke saath ruk gayi jiske baad me thodi taza hawa lene ke liye bahar aa gaya lekin waha bhi mujhe chain nahi mil raha tha

jiske baad me aise hi bahar ghumne laga aas pass ka nazara dekhne laga aur aise hi nazara dekhte hue me wapas kamre me aa gaya jaha aakar me aaage ke baare me sochne laga aur aise hi ab woh samay bhi aa gaya

jab humara mukabla suru hone wala tha hum sabko humare kamron se mukable ke maidaan tak le jane ke liye khas rath bheje gaye the jo dharti ke saath hi aasman me bhi ud sakte the jinke saath hum sabhi us maidaan tak pahuch gaye

jaha par ye mukabla hone wala tha aur jab hum waha pahunche toh me dang rah gaya kyunki mere saamne us maidaan me pahle 100 se jyada log maujood the toh wahi mujhe aise dang dekhkar rajkumar randip mere najdeek aaye shayad woh meri pareshani samajh gaye the

Rajkumar :- kya soch rahe hai veer yahi na ki ye sabhi pratispardha me hissa lene aaye hai toh kal darbaar me kyu nahi the

Me :- ha aur inke rath bhi hume aasman dikhayi nahi diye

Rajkumar :- woh isiliye kyunki ye sabhi kewal aam praja hai ye is spardha me hissa oe sakte hai lekin inhe humari tarah koi khas suvidha nahi milti hune kal darbaar me maharaj se milne ka mauka ye rath rahne ke liye jagah aur bazar se kuch bhi kharidne ki chhut ye sab woh bhi muft me kyunki humare naam se pahle humare rajya ke naam hai jis kaaran hum sabhi yaha ke khas mehmaan hai kyunki hum praja nahi pratinidhi hai

Me :- thik hai

Iske baad hum sabhi rathon se utarkar pratiyogiyon ke kshetra ke taraf badh gaye woh maidaan kuch is tarah bana tha ki use dekhkar har koi dang rah jaye uski vishaalta aur bhavyata har kisi ke man me use apna banane ki iccha nirmit hone lage

usme kam se kam 1000 log darshak bhag aaram se baith sakte hai aur saath me hi ek bhavya kamra jo sabse uper bana hai jisee maidaan ke har bhag me nazar rakhi jaye

jaha par maya rajya ke samrat ke sang har rajya ke rajshi pariwaar jo ye mukabla khelne nahi balki kewal apne sambandh banae ya phir apne rajya ke pratinidhi ka utsah badhane aaye the yahi par rajkumar randip aur rajguru bhi maujiood the aur sare mantri gan bhi

ye mukabla dekh paye aur sarvottam yoddha ka chunav kar paye toh wahi maidaan daye taraf woh sabhi jadugar aur yoddha maujood the jo kewal praja thi toh wahi bayi taraf woh sare maujood the jo yaha apne apne rajya ke pratinidhi ke taur par aaye the

jaha me tha aur un dono ke beecho beech ek ke baad ek lagataar 7 kaanch ki moti aur majboot deeware thi toh Wahi abhi sab is maidaan me lage aaynon ko dekh rahe the ki tabhi aasman me aatishbaji hone lagi

aur usi aatishbaji ke bich ek sundar ladki aasmaan se udte hue niche aa gayi aur woh bilkul raja sujay ke saamne ruki aur aasman me se hi hum sabko dekhkar bolne lagi

Ladki :- me soka aap sabka swagat kar rahi hoon is prachin aur mahan mukable me toh sabse pahle me aapko yaha maujood humare pratiyogiyon se mulakat kara du humare daye taraf hai aam praja jo is mukable me kewal apne liye hissa le rahi hai toh wahi humare baye taraf hai woh yoddha jo apne rajya ke liye ye yuddh ladh rahe hai rajya ke pratinidhi ban toh aap sabko me is mukable ke baare me bata doon

Jaha ek taraf woh ladki soka sabko is mukable ke baare me batate ja rahi thi toh wahi mujhe taha kuch gadbad lag rahi thi me yaha Kisi bhi rajya ke pratinidhi ke roop me nahi aaya tha

mujhe lag raha tha ki pratinidhitva ka kaam rajkumar randip ya rajguru karne wale hai lekin yaha toh woh dono bhi kewal darshak bane hue the aur yahi sochkar me turant apne jagah se hatkar sabke samne aaya

Me :- ruko mujhe kuch kahna

Meri baat sunkar sab logon ka dhyan mere taraf gaya

Soka :- ha boliye kya kahna hai

Me :- yaha par sabko shayad kuch galat fahmi hui hai me yaha khud ke liye aaya hoon naki kisi rajya ya phir kisi desh ke pratinidhi ke roop me

Meri baat sunkar jaha rajkumar randip ke chehre par aashcharya aur Khushi ke mile jule bhav the toh wahi rajguru ke chehre par aise bhav the jaise ki kisi bhoot ko dekh liya toh wohi baki sabhi log bhi mere is nirnay se dang the kyunki waha ye pahli baar hi ho raha tha ki Koi apne paksh ko badal raha hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj ke liye itna hi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Badhiya shaandar update
Sahi kia Veer ne Jo aage aaker bola ki khud ke liye aaya h
Randip tow khush huwa lekin Raj guru ko yeh baat achchi nahi lagi
Baherhal dekhte h aage kia hota h
 
  • Like
Reactions: Iron Man and parkas

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
43,772
114,268
304

Shaandar jabardast Romanchak Update 👌👌
 
hunters zone

New Member
6
2
3
Badhiya
 
Top