- 968
- 1,893
- 124
Last edited:
30 done start writing new partChapter 15
Guardian of the Ruins
Hawa tanav se bhari hue the...paas hi jalti hi sukhe belon ke mehek chaaron taraf faile hue the. Karan ke sharir mein dard ke ek leher daud rhe the aur uske pair chot ke wajah se jakad rhe the. Meher usse kuch duri pe padi the...aur saamne KalJayi ke Rakshak ke hathon mein nukele belein bhayank rup le rhe thein.
"Massster...!"
Meher ke awaaz jaise bi Karan ne sune toh jaise uske liye waqt ruk saa gaya...usne turant mudke Meher ke taraf dekha.
"Masster...lado...mujhe jane mat dena...ab"
Karan ne bhi bina soche apne aankhein band ke aur Meher ko apne taraf kheenche ke koshish ke.
"Oh? Apne antim samay mein ab tumhe dar lag rha hai?", Rakshak mazak bhari dhwani mein bola.
Paas mein pade hue Meher kaanpne lage aur usmein se halki chingari ke lapte niklne lage jaise ke woh bhi apne master ko dur se hi pehchan gye ho. Aur fir ek jakhte mein Karan ke ichashakti dwara bulaye jane par aake uske haath mein udd ke aa gye.
Jab saamne Rakshak ne yeh dekha toh uske ek nukele Bel aage aaye aur Karan ke gardan par vaar viya, Karan ne ek dum se apna dusra haath ke muthi band ke aur aag ke lapton se uss Bel ko pakad liya.
Rakhshak ke aankhe gusse se laal ho gye jaise hi Karan apne pairon par utha do Belen usske ghutne ko laptne ke liye aage badhe. Karan ne cheethe ke furti se ek Bel ke pure dusre haath se aag ka ek gola feka aur dusre vine pe upar uchal ke kud gaya...
uss Bel ka shara leta hua hawa mein kuda aur ek baar....hawa mein ghuma... Meher ko kaskar padkar uss bel ko uske haath se leke ant tak pura cheer dala jisse pure lakdi ke tukde gali mein fail gye.
Rakshak ke kadam peeche hue aur usne ek dusre Bel Karan ke taango ke taraf bheje...Karan neeche gol ghumke bagal mein ho gaya... aur usse bhi beech mein se cheer dala. Meher ek bhayankar chamak ke saath raat ke andhere mein chamakne lage aur Meher aur Belon ka takarav jaise dhundla padne laga.
Rakshak ne apne kadam peeche kiye aur apna jabda gusse mein dabaya...aur usne apne upre vastr neeche gira diye...uska pura sharir mano aadmi se badal kar bhayavah rup lene laga...uske pure sharir ko belon ne dhak liya.
Rakshak ke belon ke neeche se karkash awaaz goonji, "Tumhe lagta hai yeh tum mujhe hara skte ho? Tumne abhi tak kuch nhi dekha."
Karan ne apne dono haath se Meher ko pakda aur apne dono aanke ek pal ke liye band ke, Meher ke chaaron aur agni ke lapte jalne lage...hamla karne ke liye woh Meher ko peeche le gya.
Rakshak ne fir apne belon se Karan ko dhak liya lekin woh bas uske ek chal thi iss baar woh apne kutele haathon se Karan ke paas neeche hamla karne ke liye jhuka aur jaise uski speed pehli se dus guna badh gye Karan ke dono ghontoun ko uske nukele haath kaatte hue nikal gye lekin jaise hi Rakshak ne unko pure tarah se kaat ke fekne ke liye apne panje jor se dabaye...uske aankein jaise jam gye aur woh whi ruk gaya.
Karan neeche gir ke behosh hone laga, uske neeche ke jameen bhete hue khoon se san gye.
Karan ke aankhe jab band ho hi rhe the, toh woh Rakshak neeche jhuka aur uske kaan ke paas aake bola,
"Hum jald dubara milenge, Yuvraj Karan" lekin shayd tab tak thakan aur chot ke wajah se Karan ka hosh jaa chuka tha.
***
Karan ke aanke khule aur choton aur jhakhamon ka dard vapas aa gya. Usse ek min ke baad apne aur Rakshak ke ladai yaad aaye aur usko ghutne mein dard krur yud ke yaad dila rha tha. Dheere dheere usne apne chron taraf dekha jaise jaise use saaf saaf dikhne laga.
Woh ab uss sunsaan gali mein nhi tha. Naa ki chaaron taraf se nukele belon se dhaka hua tha...usne paaya ke woh ke gadde ke mukhmal jaise naram bed pe leta hua hai...lekin uska dhyan sabse jayda paas mein hi baithe kise ke chehere ne kheencha.
Payal.
Uske chere pe narmi thi, uske baunhe chinta mein sikude hue aur uske aankhon mein nirasha.
Jaise hi usne Karan ko hosh aata dekha, Payal ne Karan ka haath tham liya, "Tumhe hosh aa gya?", uske awaaz shehad jaise meethe. "Mujhe tum vahan gali mein behoshi mein mile...mujhe nhi pata ke kya hua lekin maine jab tumhe itne der tak behosh dekha toh mujhe laga ki-", Payal ke dimag mein chinta bhare hue the lekin woh apna kathan pura nhi kar paaye.
Karan ne jaise hi seedha baithne ne koshish ke uske ghutne mein ek dard ke lehar daud gye. Woh thanka hua tha, uske jaise sharir mein ladai ke baad ab Jaan hi nhi bache the.
"Payal Di?"
"Lete rho Karan, tum mujhe jab wahan mile toh tumhare sarir pe ghav ke nishan the...Prachi aur Main nhi jaante the ke kya karein toh main tumhe yahan apne kamare mein le aaye subah tak..." Payal ne Karan ko iss narmta ke saath dekha ke jaise uske pure sarir mein ek thandank se fail gye ho.
"Lekin mujhe abhi dekhna hai ke tumhare ghav saanf toh hai?", Payal ne sharma ke apne palke neeche ke aur bagal mein dekha, "Karan apne shirt utharo..."
Karan ne apne muh ko apne haath se pakad liya...uske andar dard aur garmi dono ek saath uth rhe the.
Ek halki ghurhuraht ke saath usne apne shirt ke button khole aur apne haath bahar ke taraf nikal ke shirt utare...jisse uske sharir pe cuts ke nishan bahar aa gye.
Payal ke apne hoth dabaye jab usne Karan ke training se chiseled body ko dekha, woh pehle bhi baaki aadmi ko bina shirt ke training mein dekh chuke the...lekin aaj hi usse kuch aisa alag kyu mehsoos ho rha tha. Payal uske har ek sharir ke kone ko apne ungliyon se mehsoos karna chate the...Karan ke ghavon ke saare dard ko apne jeeb se chat ke theek kar dena chati thi.
"Hat, Payal ye kya soch rhe hai tu...woh tera chota bhai hai", Payal ne hosh mein aate hue khud ko smjate hue bole.
Payal ne ek lambi saans lein aur Karan ke chati pe dava lagana chalu kar diya...jaise di uske narm ungliyon uske chati se upar hoke neeche nikalte dono ke andar ek garmi ke lehar se fail jate. Payal ke nazron kabhi Karan ke taraf se nhi mude aur uske gaal sharam se laal hoke baar baar neeche jhuk jaate.
Karan bhi iss tanav ko mehsoos kar skta tha uske apne pant ke andar ke halchal mehsoos ke lekin abhi shi waqt nhi tha yeh sab ke liye. Nhi shayad kabhi shi waqt nhi tha apni behan ke baarein mein yeh sab sochne ke liye. Lekin fir kyu uska dil itne joron se uske seene mein dhadak rha tha.
Jaise hi Payal ne uske ghavon mein marham lagana khtam kiya, Karan bola, "Dhanyawad, Di"
Lekin Karan ne dekha ke uske aankhein baar baar uske aanhkon se milte fir sharma ke neeche chale jate, kya Payal di man mein bhi whi sab chal rha tha jo ke Karan ke man mein tha?
Payal ne Karan ke ankhon mein dekhte hue apne hothon pe ek baar jeeb firayae aur anjane mein apna sir aage kar diya.
Karan ko yakeen ho gya ke Payal di ke man mein bhi whi chal rha hai.
Jaise jaise Payal ke hoth Karan ke paas aaye aur uske garam saanson ne use dhak liya, "Mujhe abhi Jana hai Karan..."
"Bas aaj ke liye ruk jao, Di", Karan ke unke kamar par haath ferte hue apne paas kheecha...jaise ke Payal ke mehek ke aage Karan sab kuch chuka hai...
Karan ke hoth Payal se bilkul chimne hi wale the, "Karan, lekin mujhe bahut kaam hai....",
"Ab iske mana mat karna di", Karan ne unke kamar ko kaskar pakda aur apne se chipka liya bed pe.
Payal ne haar maanke apne aanhke band karke apne hoth khol diye...jaise hi Karan ke saansein Payal ke saansein Payal se mile usse laga ke jaise shayd ke uske pehle kiss thi? Ismein kuch toh alag tha...
Jiss tarah se dono ek dusre ke jeebon ko chaat rhe the...unke band ke antim seema tut gye aur Karan ke Payal ke blouse ko peeche se khol diya...
"Aaarrrrhgh", Karan ke taango mein kate hue ghavon mein dard fail gya....
Payal ko achanak hosh aaya aur sharam se uth khadi hue, "yeh kya kar rhe thi tu Payal, nhi yeh sab galat hai...ab mujhe pura dhayan rkhnha hoga ke aisa kuch kabhi na ho...", Payal ne apne blouse ko peeche se bandh liya.
Woh fir jaldi se dubara Karan ke paas gye, "Karan abhi tum soo jao, aaram karo subhah maa ko sab bata denge..."
Jaise hi Payal wahan se uth ke bahar jaane lage, Karan ne apna haath gusse mein bed pe maara,
"Di...humein woh Rakshak toh mil gaya lekin hamara pure yojana chopat ho gye..."
Kya sach mein ab KalJayi ko paane ke koi ummed nhi bache the?
***
Usse Raat
TarKash aur SamudarGrihika ke beech ke jhaaz mein kuch ek dusre se raat ke andhere mein baat karte hue aa apne manzil ke aur aage badh rhe the.
SamadurGrihika ka kinara ab unhe nazar aana laga shayd 2 din mein woh wahan pahuch jaye aur Rani Usha ko unke Raja Dravya ka sandesh bhi pahucha de.
"Hum wahan jaldi hi honge", jahaj mein se ek navaaki ne ghere paani ko jaanchte hue bola, "Ek baar hum bas MahaRani Usha tak apna sandesh panhucha de...MahaRaj Dravya humse bahut prasann honge.
Lekin ek budha aadmi jo kayi baar samdur ke yatra kar chuka tha bola, "Main abhi pachtata rha hoon ke hum iss raste pe kabhi nhi aaye hote...maine suna hai aaj tak iss raste se koi bhi jahaj SamadurGrihika nhi pahucha hai...yahan iss gehre paani ke andar kuch toh hai..."
"Haha...aisa kuch nhi hai...yeh bas machuaaron dwara banaye gyi bachon ko darane ke liye ek kahani hai...aisa kuch nhi hota...pehle bhi yahan se log jate rhe hai...humne Raja Dravya ne bataya tha-"
Budha aadmi aage aaya, "Mera ek saathi aakhri baar isse raaste pe Raja Dravya ke hukum se gaya tha lekin aaj tak kabhi nhi lauta...mujhe pehle laga ke yeh bas aise hi kahani hai lekin iss paani ko chaaron taraf se dekho... yahan kuch toh gadbad hai..."
Dusre aadmi usse baat sunke thode se dar jate hai, "Raja Dravya ne humein kaha tha..."
Ek dusra aadmi bolta hai, "kahin aisa toh nhi ki Raja Dravya ne humse jhooth kaha tha...apne maksad ke liye...ke koi fir unka sandesh leke yahan se jayega hi nhi..."
Uss aadmi ke baat sabke samjh mein aa gye, aur sabke chere feeke pad gye...kya woh sach mein maut ke kue mein the?
Jaise jaise raat ghere hote gye....lehere aur teez ho gye aur Jahaz paani mein jooron se hilne laga. Achanak se logon ko mehsoos hua ke jahaz ke bhari cheez se takraya hai...Navik paal sambhalne ke liye hath pair maarne lage...unke chere pe dar ka tufan aur bhayanar ho gya....
"Jahaz ko smbhalo...yeh bas ek samurdi toofan hai...hum pehle bhi iska samna kar chuke hai...darne ke koi baat nhi hai...", Ek aadmi ke unmein se awaaz aaye.
Tabhi ek gaganbhardi garjana ek saath samdur mein Vishal uchal aaya aur aisa laga ke samdur khud ke jeevat ho gaya ho aur usmein ek rakshak bahar aaya, jiske samne pura jahaz ek chinti ek samaan lag rha tha.
Ek jawan navik ke jahaz ke deck ko kaskar pakda aur chillaya, "Nhiiii nhiii yeeeeeh sach nhiii hoooo sktaaaa.....koiiii....humeiiin bachoooo!"
***
2 din baad
TarKash
Raat
Raja Dravya apne bhavyaha shighansan pe baithe hue the, raat ke andhere mein mombattiyan ke parchayi deewaron pe pad rhe the. Shighansan ke chaaron taraf ke ajgar ghum rha tha jaise ke Raja Dravya ka hi ek hissa ho.
Do dut andar raaj bhawan mein aaye,
Unmein ek pehle dubla kathor mukh wala bola, "MahaRaj...hum aapke sevak aapke liye do suchna laye hai...ek achi aur buri...aap aaga karein ke aap pehle konse sunna chahenge..." Dono ne jhuk ke une pranam kiya.
Dravya ke thandi aankhein chamke uthe jab usne un dono duton ko dekha, bagal mein uss ajgar ne bhi hisssss ke awaaz nikle unke taraf dekhte hue jaise woh bhi Raja Dravya ka mood bhaanp gya tha.
"Buri khabar pehle..."
Pehle dut neeche jhuka aur thoda sa dar se kaanp gaya, "MahaRaja humein suchna mile hai abtak jo humne jahaaz SamadurGrihika bheja tha... MahaRani Usha se sandhi karne ke liye...uska koi khabar nhi hai aur woh laut ke bhi nhi aata dikha hai abhi tak...humse shak hai ke woh sab Varutha ke chapet mein aa gye..."
Varutha ka naam sunkar uss ajgar ka sharir jakad gaya aur woh uss dut ko niglne ke liye aage badha.
Raja Dravya ke bahunhe sikhud gye aur eyeball saanp jaise slits mein badal gye...lekin usne uss ajgar ko shant hone ka sanket kiya.
Ab tak pehle dut ka pura sharir dar ke pasine se dhak chuka tha, "Bahut bahut dhanyawad MahaRaja mere jaan bakshne ke liye..." Yeh bolkar woh peeche ho gya..
Dravya ne lambi saans le, "Bahut ho gya, ab achi khabar kya hai?"
Dusra dut aage badha aur neeche jhuk ke unhe pranam kiya, "MahaRaj achi khabar yeh hai ke humein pata chala hai ke MahaRani Nadnani VanRajya laut aaye hai."
Dravya ek chere par ek khatarnak muskan aa gye, aur usne shinghasan ke armrest ko kaskar pakad liya, ajgar bhi mood mein yeh badlav dekh ke Dravya ke charon aur lipat gya.
"Nandani", Dravya dheere se fusfusaya, "woh hamesha se hamari sandhi ke sath rhe the chahe ho hum jaise samantar jatiyaan chahe kyu na ho"...
Dravya shinghasan se khada hua, "agar woh laut aaye hai toh fir umeed abhi baaki hai"
Dut, Dravya ke uthasa ko dekh ke prasan ho gya, "MahaRaj khabar yeh bhi hai yeh MahaRani ke saath unka beta YuvRaj Karan bhi VanRajya vaapas laute hai."
Raja Dravya ke chere ke muskan aur badi ho gye, "Agar Hum Nandani aur YuvRaj ke saath sandhi fir se bana lete hai toh TarKash fir se surakhshit ho skta hai.
Woh dut ke taraf muda aur pucha, "Dut mujhe batao...tumhare paas iske liye koi yojna hai.."
Dut neeche jhuka, uske aankein pure smjhdaari se bhari hue, "MahaRaj bahut saral hai...Vivah...YuvRaj Karan aur aapke bete Rajkumari Sonali ke beech vivah....se TarKash Varutha se surakhshit ho skta aur hamara ghatbandhan bhi atoot ho jayega."
Dravya dheere dheere sheedyon se neeche utar kar kamre ke beech mein aaya aur uss dut ke kandhe pe haath rkhte hue bola, "Tum shi khete ho...yhi aage ka rastha hai TarKash ke liye... Rajkumari Sonali ko turant suchit kiya jaye ke unhe fooran VanRajya ke liye niklna hai"
***
Agle subah Rajkumari Sonali apne bistar se nagn awathsa mein uthe, Suraj ke kirne uske pure nange sharir ko roshan kar rhe the aur uske band palkon pe pad rhe the.
Aisa lag rha tha uske khoobsurati ke wajah se kirne uske pure sharir nange sharir ko chum rhe ho.
Achanak darwaje pe se kise ke khatkhatne ke awaaz aaye, "Rajkumari... MahaRaj aapse milna chate hai..." Dusri taraf se kisse ke pukarne ke awaaz aaye.
Aaj Ke liye itna hi guys...Target abse 35 (it's reasonable ). So do like who didn't liked before! Aur kuch negative constructive comments bhi kar diya karo...so I can improve myself.
30 done start writing new part
Just see pahle 30 possible nahi the ab 2 din me 30 soon it will be 50 and 100 just be focusedKarti hoon...35 toh mushkil hi lag rhe hai aaj bhi ...sigh these silent readers really need to wake up
Thanks a lot...You're right... next chapter drops tomorrow! It's done....(I need to stay on my schedule)Just see pahle 30 possible nahi the ab 2 din me 30 soon it will be 50 and 100 just be focused
That's the spirit kuch tadak bhadak sa denaThanks a lot...You're right... next chapter drops tomorrow! It's done....(I need to stay on my schedule)
Stable diffusion.Bhai ye pictures k liye konsa AI use karty ho ap? Kindly ye tu btana.
Are bhai vo laking hai ladka nahiBhai ye pictures k liye konsa AI use karty ho ap? Kindly ye tu btana.
How are you sister where is my payal and nandani's lover