• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Rate story out of 5 stars (honest reviews only)

  • ⭐⭐⭐⭐⭐

    Votes: 24 70.6%
  • ⭐⭐⭐⭐

    Votes: 7 20.6%
  • ⭐⭐⭐

    Votes: 2 5.9%
  • ⭐⭐

    Votes: 0 0.0%
  • Votes: 0 0.0%
  • Champak mein isse badhiya stories thein

    Votes: 1 2.9%

  • Total voters
    34

mistyvixen

When the hell is crowded, the dead roam free.
968
1,894
124
elmo count GIF by Sesame Street
Spammer no spamming :pepecopers:
 

Rudra Roy

Member
338
352
64
Kuch To Mast Baat Hai Is Jagah Ki
Gali Gali Mai Baat Hai Is Jagah Ki
Yahaa Hai Khal Bali Hasi Sar Par Chadi
Ticket Ho Ya Na Ho Ye Gaadi Chal Padi
Gali Gali Sim Sim
Gali Gali Sim Sim
Gali Gali Sim Sim Sim Sim
Gali Gali Sim Sim
🤗🤗
Is it really from that...Damn!! .I didn't recognize it..😃
 

mistyvixen

When the hell is crowded, the dead roam free.
968
1,894
124
Chapter 18
Hellbound


Payal, Karan aur Shravas subah ke kirno ke neeche ek jhopdi mein baithe hue the. Subah ke dhup ke kirne sardi ke thandi hawaon se jaise unhe aaram de rhe hoon. Kal raat bhediyon ke sena ka khatma karne ke baad Karan aur Shravas der raat ko iss jagah pe vapas laute the.

Raat ko jayda baat Kiye bina hi thakavat ke wajah se sabne saare jaruri vartalaap agle din ke liye taal diya tha. Karan ko nam mitti ke khushbu se woh din yaad aa gye jab woh pehle baar iss duniya mein aaya tha aur apne mom ke saath tha. Aisa lag rha tha ke kitna samay beeth chuka tha un dino ko yaa shayd Karan hi ab iss duniya ka aadi ko gya tha...yhi uska asli ghar tha yhi pe uski family the.

Shravas ek ped se sat ke khada hua tha aur unke taraf dekhe thoda haskar bola, "Ah! Main bhi lagta hai budhape ke wajah se...mera dimag khtm hota jaa rha hai...maine kal se hi aap dono Rajkumar aur Rajkumari ko bhuka rkha hua hai...kuch khane ke liye tak nhi pucha"


"Abhi hum Rajasi vesh mein nhi hai...aur hum isse bura bhi jhel chuke hai" Payal ne apne muh ke paas haath rkhar uss waqt ko yaad kiya jab woh Karan ke saath bahar Rajya dekhne nikle the.

Shravas ke aanke sikud gye aur woh Payal ke taraf dekhar bola, "Fir bhi Rajkumari mujhe yaad hai aap jab chote the kaise apne Pita ke peeche anginat sawal leke ghumte thein...ab dekho aapko...maine shayd ke aap jaise koi sundar ladki apne jivan mein dekhe hogi..Kash aapke Pitaji bhi yahan hote yeh sab dekhne ke liye aaj woh bade prasan hote."

PSX-20241128-225445

Payal ne thoda sharma ke neeche dekha, "Pitaji woh hamesha hi bolte the ke woh mujse sabse jayda pyaar karte hai..." Aur itna bolkar Payal ke aankhon mein se aansu se boonde choot pade.

Karan ne thode der ke baat unke beech shanti tode hue pucha, "Shravas kya tumhe mere Pitaji ke antim shano ke baare mein kuch pata hai?"

Shravas ke mukh par bhav ghambeer ho gya, "nhi main antim shano mein Maharaj ke saath nhi tha...unhone mujhe ek hi maksad ke liye yahan chorda tha...unke aur Maharaani Nandani ke anupashtithi mein Kaljai ke suraksha karna...aur jab maine mehsoos kiya ke woh Rajmahal mein abhi surakhshit nhi hai tabhi maine usse chore karne ka faisla kiya. Usse jayda mein shayd hi mushkil kuch janta hoon."

Payal ne nirasha mein apna sir neeche jhuka liya, Karan ne unke nirahsaha bhanpte hue bola, "Di humein sabke jawab milenge...jaise Hume ab Kaljayi mil gayi hai..."

Payal uske aankho mein dekh ke muskurai.

Karan ne apna dhayan uske aanko se hata ke, apna gala saaf karte hue bola, "Shravas...ek baat smjh nhi aaye ke...aapne humein yaha ek saath kyu bulvaya hai...matlab Payal di ko bhi mere saath yaha kyu bulaya?"

"Ab yeh ek smjhdhari bhara sawaal hai..." Shravas apne peenth seedhe karte hue bola.

"Main pure baat smjhata hoon. Karan tumhe yeh toh shayad pata hi hoga ke kise mrt jeev ke bhutkaal jaanane ke liye uske ek ansh matlab ke uske khoon ke boond ke jarut padte hai"

"Waqai maine iske baare mein padha hai...yeh martakon ke baare mein janane ka ek khatarnak jaadu hai..."

"Bilkul" Shravas ne shemati mein sir hilate hue aage bola, "lekin ek aur tarika hai KalJayi ka istemaal karne ke liye jo ke sabse gupt rkha jata hai aur aaj tak iska varnan kahin bhi nahi kiya gya. Mrt jeev ke bachchon ke khoon se bhi...Mrt jeev ke baare mein thoda bahut pata lagaya Jaa skta hai aur jitne jyada bachchon ka khoon uplabd hoga utna hi uss mrt jeev ke baare mein jana jaa skta hai..."

"Isliye tumne hum dono ko yahan ek saath bulaya hai..." Payal ne sab kuch samjhte hue kaha.

"Haa....Payal...tumhare Pitaji ab iss duniya mein nhi hai lekin main fir bhi apne dost ko akela nhi chord skta....mujhe yeh janana hi hoga ke mere dost ka ab kya ban gya hai...aur yeh main akela nhi kar skta...isliye mujhe tum dono ke madad chaiye...yeh main tumahre liye nhi balki apne swarth ke liye bol rha hoon."

Karan ne ek lambi saans le aur peeche jhukar apne dono bhujayein cross karte hue bola, "kaisa swarth Shravas...hum khud janana chate hai"

"Lekin-", Shravas ke chere ghambirta se bhar gya, "par yeh itna saral nhi hai...har cheez kar ek kimat hote hai...hum shyad iss tarike se safal toh ho jaye lekin ek bilkul bhi surakhshit nhi hai..yaa yoon khun ke bahut jayda khatarnak bhi saabhit ho skta hai....antim baar jab KalJayi ko tumhare pitaji ne pehle baar padhne ke liye pehle aur aakhri baar khola tha tab woh ek mahine ke liye nidra mein chale gye the. Aur hum jiss tarike se karne jaa rhe hai usse yeh sab tumhe sehna padega Karan..."

Payal ne chinta mein Karan ka haath pakadte hue bole, "Karan yeh mujhe kuch theek nhi lag rha...main nhi chate ke tumhe kuch bhi ho"

Karan thodi der ke liye soch mein dub gya, "kya yeh sach mein samjhdaari bhara kadam hoga?"

"Massster!" Achanak se beech mein Meher ke awaaz aaye.

"Hmmm...kya hua Meher?"

"Massster haa bol dijiye...aapko main kuch nhi hone dungi...aakhir KalJayi iss duniya ke chaar mukhya Kalakritiyon mein se ek hai aur woh mere neeche hi aate hai...aap ke paas toh main hoon...yeh chote chote kitab kya bigad lenge aapka..."

"Sach mein Meher? Fir toh shi hai...tum sach mein kamal ke ho"

"Bas shayd kuch din ke liye aapke nidra mein jaa skte ho" Meher ne beech mein Karan ke baat kaate hue bole.

"Kya?!? Abhi toh tum bol rhe the main kuch nhi hone dungi...?"

"Bas 2-3 din ke baat hai...aur aap jab uthoge tab mein aapke liye ek tohfa bhi taiyaar rakhungi...hehe"

"Kya baat hai Meher...aaj mujh par bahut pyaar aa rha hai...kahin mujhse pyaar toh nhi ho gya tumhe?"

"Shakal toh dekho aaine mein apne...bade aaye...hmpf"


"....Shravas main taiyaar hoon..." Karan ne Shravas ke taraf dekhte hue haami bhari. Lekin Payal ne usko chitna bhari annkho se dekha.

"Theek hai fir tum dono mujhe yahin par din dhalne par milna...main tum dono ke liye khane ka intezam karta hoon..."

***

Shaam ko Karan, Meher ko haath mein liye khada tha...uske maathe se pasine ke boonde beh rhe thein jaise jaise woh Meher ko haath mein liye abhyaas kar rha tha. Lekin par woh apna pura dhyan nhi laga paa rha tha.

"Meher?", Karan ne usko aawaz lagate hue pucha.

Thode der baad Meher ka jawab aaya, "Masster? Aapne yaad kiya?

"Kya ab mujhe aage Vayu tatv pe dhayan dena chaiye? Main apne gati badana chata hoon...Shravas se yudh ke duran mujhe mehsoos hua tha ke mujhe abhi bhi bahut kuch seekhna hai...Mom mukhya roop se ek yodha nhi hai isliye shayad ab main unke speed bhanp skta hoon..."

Meher ne ek lambi aah bhari, "aapko bahut jaldi hai Masster...lekin aapko yeh kisne bola ke sirf Vayu tatv se hi gati badhaye jaa skti hai?"

Karan ka dimag jaise beech mein ghum gaya, "Kya matlab hai tumhara Meher?"

"Khud hi socho Masster...kya aapne Agni ko apne kabhi jalane ke Koshish ke hai?"

Meher ke baat sunke jaise ke Karan ke kaan khade ho gye...usne aaj tak bas agni ko apne haathon pe hi istemal kiya tha...usne yeh pehle kyu nhi socha!

Karan ne earth propulsion systems ke baare mein padha tha...aur usko woh yahan bhi toh istemal kar skta tha.

"Bas apna control banane rkhna aur apne pairon ke neeche agni ke matra ka dhan rkhna...Masster...lekin agar control tuta toh bahut khatarnak bhi saabit ho skta hai yeh."

"Koshish karne mein kya burai hai...Meher?" Karan haste hue bola.

***

Karan ne apne aankhe band ke aur Meher ko kaskar apne haathon se pakada aur Agni tatv ko yaad kiya aur uske usse apne peeth pe laga liya. Uske kadmon ke neeche agni ke ek choti se lapt uthe, "bas...ab dheere dheere" Karan apne aap se bola.

Achanak se ekdum agni neeche badh gye aur woh aasman mein kaafi upar uchal gaya, aur chilaya, "Meher...kuch karo!"

"Masster....band karo apne pairon ke neeche agni ke baare mein sochna"

Karan ne jaise hi Meher ke baat mane, woh ladkhada ke neeche jameen pe gir pada.

"Yeh kya tha Masster? Maine bola tha na dhyan se!"

"Haa...tumhare liye bolna aasan hai...lekin mujhe aadat nhi abhi iske...chalo dubara koshish karte hai..." Karan ne apne upar se dhul saaf ke.

Karan ne apne aankhe fir se band ke aur iss baar pura dhyan laga ke ek sthir lau uske kadmon ke neeche ujaagar ho gye. Usko apna sharir halka lagne laga aur uske kadam jameen se kuch upar uth gye

"Yeh kaam kar rha hai, Meher!"

"Itne jaldi jasan mat manao, Masster...khade rheker control banayae rkhna bahut aasan hai...asli intehaan toh isko lekar chalne mein hai..."

Karan ne haa mein sir hilaya aur apna ek haat aur pair aage kiya aur uske neeche pairon ke agni ke usko ke bahut teez dhake ke saath aage dhakela.

Karan ke chere ke paas hawa bahut teze ke saath guzarte jaa rhe the...aur uske pair ke neeche se jameen dhudhli padhte jaa rhe the.

Designer-2024-11-28-T125333-281

"Meher yeh jayda tez hota jaa rha hai...kuch karo..." Karan chillaya.

"Apne pairon ko rokne ke koshish karo...Masster...kya kar rhe ho!"

"Koshish toh kar rha hoon!!!" Teze se ped peeche chutte jaa rhe the aur Karan ne aage dekha toh Nadi saaf saaf dikhaye de rhe the, "Meheeeer!!!"

"Massster....!!!"

"Are Mera naam chilana band karo...hum crash karne wale hai..."

"Crush kya?"

Ek jhakte ke saath Karan Nadi mein kood pada, aur uske pairon ke neeche ke lapte bhuj gye. Thodi der baad usne apna muh bahar nikala aur paani bahar thuka jismein se ek choti se machli bhi bahar aa gyi, "badhiya"

"Bahut badhiya...maza aaya" usne Meher ko pakad apne peeth pe vaapas lagaya aur paani se bahar nikalne ke liye apne kadam aage badhaye.

Jaise hi woh paani se bahar nikalne ke liye aage badha peeche se kise ke chilane ke jaanipechani awaaz aaye, "Karan?!?"

Karan jaise jam gya aur aur peeche muda.

Wahin tat ke paas hi Payal khadi hue the, uske geele baal uske kandhon aur chere ke bagal mein gire hue the. Woh Nadi ke paas snan karne aayi thi...thodi din ke thakavat se rahaat paane ke liye.

Karan ne dekha ke Payal ne uske laal rang ke underwear aur stockings ke alawa kuch nhi pehna hua tha. Jab Karan ne anjane mein wahan Nadi mein kuda jab woh apne baal dho rhe the.

PSX-20241128-230009

"Karaaan?!?" Payal fir se chillai, uske awaaz krodh aur aakrosh se bhari hue the, "tum yahan pe kya kar rhe hoooo?!?"

"Mai...Mai...yahan-" Karan hichkichya...aur uske nazar uske geele stano ke hokar uske tango ke beech uske geele panty pe pade.

"UPAR DEKHO KARAN!!! Maine pucha tum yahan par kya kar rhe the?" Payal ke aanke gusse se laal pad gye.

"Di...main woh...bas abhyaas kar rha tha..." Karan ne apne nazarein chupate hua kaha.

"Abhyaas... Paani mein? Karan tum bahar jao aur...wahan tat ke paas jake baitho main abhi aaye..."

Karan ke dar ke mudke uske chere ke taraf dekha aur haa mein sir hilaya.

Karan soch rha tha ke Aaj toh uske shamaat aane wale hai, aur usko smjh nhi aa rha tha ke woh kaise samjhaye Payal Di ko. Bagal mein mudke dekha toh Payal Di ke kapde uske bagal mein hi pade hue the... Karan ne yeh sab khayal apne dimag se nikalne ke koshish ke aur unke intezar mein aankh band kar le baith gya.

Thodi der baad Payal dheere dheere matakti hue paani se bahar aaye apne geele kesh nichodne ke baad. Uske geele underwear uske stano se kaskar chipat rhe the aur uske figure ko aur nihaar rhe the.

801077221361121082

Karan ka toh jaise jabda khula ka khula reh gya...jaise jaise woh uske paas aaye.

"Tum mere baare mein kya sochte ho, Karan?" Payal ne apne kesh pe apne hoth dabakr Karan ke aanko mein dekhte hue pucha.

Karan ne apne pasine poche, "Di matlab kya hai aapka?"

Payal aage badhe aur uske thodi ko apne haath se pakda, "mujhe jawab do Karan"

"Di-" Karan ke dhadkane badh gye kya yeh sach mein ho rha tha?

Karan se aur Raha nhi gaya aur Payal ko usko Kamar se pakadar apne taraf kheecha aur uske gale ke paas jake uske baalo ko peeche kiya...aur apna hoth uske gardan ke paas le gya.

"Di aap bahut-" Karan iske aage bolne hi wala tha ke Payal peeche hue aur uske gaal pe ek kaskar thappad jad diya.

Karan ne apne haath uske kamar pe se hataye.

"Tum mere baare mein aisa kaise soch skte ho Karan? Apne behan ke baare mein!!!"

"Diiii lekin uss din aapne bhi toh?" Karan kuch bolne hi wala tha par Payal ne uske baat kaat de.

"Uss din jo hua tha woh isliye ke main toh tumhare liye chintit the...lekin aaj jo tumne kiya usse mujhe sharam aa rhe hai...khud pe tumse jayda..."

"Ek baat ache se samaj lo tum...hum dono Bhai, Behan hai...tum abhi abhi yahan aaye ho isliye tumhe yeh sab khayal aa rhe hai...lekin hamare beech kuch... KUCH nhi ho skta. SMJHE TUM???"

Payal yeh kehkar apne kapde utha ke wahan se chali gye.

Karan ka toh jaise dil thaham gaya tha aur woh apna chera apna gutnon ke beech chupakar baith gya, "Di agar yeh sab isliye ho rha hota yeh main iss duniya mein abhi aaya hoon toh fir woh Mom ke saath kya tha?"

"Mujhe yeh ho kya rha hai...aisa kyu lag rha hai ke main apna dimag khota jaa rha hoon."

***

Shaam ke samay chaaron taraf jheguron ke awaaz goz rhe the lekin Payal aur Karan ho hamesha ek dusre se baat karte rhete the aaj chup chap khade the.

"Di-", Karan ne jhijakte hue kaha, "main jo aaj hua woh maine janbhuj ke nhi kiya"

Payal bina uske taraf dekhe bola, "mujhe usse koi fark nhi padta"

"Lekin Di- aap agar aise rhoge toh mujhe toh padta hai naa!"

Karan iske aage kuch bol pata isse pehele hi Shravas wahan pahuch jata hai, "ab yeh kya dekh rha hoon? Payal tum kisliye naraaz ho Karan se?"

"Tumhare beech kuch hua hai kya?"

"Nhiiiiii!" Dono ne anjane mein achanak ek saath jawab diya.

Shravas ne upar dekha aur fir mushkurahate hue hasa, "tum dono ko toh jooth bolna bhi nhi aata"

Fir woh aage bola, "lekin jo bhi narazgi hai usse jaldi sulja lena... tum dono bhai behan ek saath bahut ache lagte ho..hmmm"

Payal aur Karan dono mein se kise ne bhi iska koi jawab nhi diya.

Shravas muda, "ab mere peeche aao...humein bahut saa kaam hai"

Unhone chup chup uske peeche Nadi ke kinare chalte chalte ek chote se jharne ke paas pahuch gye...jiske peeche ek ghufa jaisa kuch dikhaye de rha tha.

Designer-2024-11-28-T114606-714

"Yeh jagah...hai naa sundar?" Shravas ne ek badi muskan ke saath unke taraf mudkar pucha.

Payal ne sirf apna sar hilaya uska dhayan kisi aur cheez pe hi tha.

Shravas ne apne bahuhe upar karte pucha, "subah toh bahut baate kar rhe the tum? Khair chordo"

Shravas ke haathon se belen nikalne lage aur usne gufa ke aage ke lock khole...aur pathar ke darwaze bagal mein khiskane lage.

Jaise hi unhone andar pravesh kiya unhone dekha ke ek pathar ke chatan se pe ek kitab rkhe hue hai...jispar upar se halki rohsini pas rhe the jisse uske upar ka Mor chin roshit ho rha tha.

Designer-2024-11-28-T121250-764

Usse dekhte hi Payal aur Karan ne ek rahat saans le... aakhirkaar Kaljayi unke saamne thi.

"Kya tum dono taiyaar ho?" Shravas ke awaaz ke dum se ghambirta se bhar gye aur usne dono ek cup diya.

Payal aur Karan ne apne haath pe ek halka sa cut karke uss cup mein khoon ikhta kar diya.

Shravas ne cup liya aur KalJayi ke mor chin pe dalne ke liye aage badha, "isse tumhe bahut dard hoga Karan...kya tum waqai taiyaar ho?"

Karan me bina jhijhak ke sir hilaya, "ab peeche hatne ka koi sawal hi nhi"

Shravas ne cup ko udel kar unka khoon kitaab ke mor chin ke upar daal diya...jise KalJayi dheere dheere apne andar lene lagi.
Thodi der tak iske baad room mein sanata rha...bas bahar jharne ke girne ke awaaz aa rhe the.


Fir achanak se KalJayi upar se chamakne lage aur apne aap uske pane palatne lage.

"Kya tumhe kuch dikh rha hai?" Payal ne Shravas se pucha.

"Dharya... Rajkumari"

Achanak se kitab ke panno pe se ek projection ke tarah ek chitr upar aaya. Usmein unhonhe dekha yeh ek andera se bhara kashya tha... jismein ek bistar pe ek aadmi leta hua tha jiske chamdi pure tarah se dukhe hue the. Payal aur Shravas ne uska chera dekhte hi usse pehchan liya.

Designer-100

"Pitaji" Payal ghuton ke bal neeche gir padi, aur uske aankhon se aansu nikalne lage.

Peeche se darvani awaje goonj rhe thein.

"Vinashika" ek bahut hi Karkash awaaz unke kaano pe padi, "aur kitne din Tak yeh sarir bach skta hai?"

Ek dusri aurat ke awaaz aaye jo madhur aur bhayavah ek saath dono thi, "jayda din tak nhi...Tamaysa hum uske sharir se sabkuch nichod rhe hai...apne sena ko AnantRajya bhejne ke liye. Lekin shristi ke saare nimayon se mukt hone ke liye humein Anantrajya ka Yuvraj chaiye..woh bhi zinda."

Itne mein hi woh projection jaise band ho gye....lekin unke bhayavah awaaz abhi bhi gooj rhe the.

Payal ne neeche ghutne jakad gye, "Woh unke saath aisa kaise kar skte hai?!?"

"Unke marne ke baad bhi...unko chain se nhi rhene de rhe!"

Shravas use shambalne ke liye neeche jhuka. Lekin achank un dono ka dhyan bagal mein khade Karan pe gaya pe gaya...jisska pura sharir gusse mein kaanp rha tha...uske aanhkon pure tarah se safed pad chuke the aur chamak rhe the...

"I'll kill them. I'll fucking kill them all"

"Karan!" Payal chilai.

"Jis aadmi se maine itne nafrat ke...woh humare liye yeh sab nark jhelta rha."

"Ab main unhone dikhaunga....ke asli nark kya hota hai...."

Aur uska sarir pure tarah se agni ke lapton se dhak gaya.

.
.
.
.
.
.


Aaj ke liye itna hi guys. Characters thode different lag skte hai kyuki images upgrade hue hai! Like target apna whi 35. Jitna jaldi pura hoga next update bhi utna hi jaldi aayega!
 
Last edited:

mistyvixen

When the hell is crowded, the dead roam free.
968
1,894
124
I trust you🙃sister ,har bhai aapni bahen ka sath deta hai chase galat ho ya sahi 👍👍
And I am back
Hello back...I'm Misty
Kuch To Mast Baat Hai Is Jagah Ki
Gali Gali Mai Baat Hai Is Jagah Ki
Yahaa Hai Khal Bali Hasi Sar Par Chadi
Ticket Ho Ya Na Ho Ye Gaadi Chal Padi
Gali Gali Sim Sim
Gali Gali Sim Sim
Gali Gali Sim Sim Sim Sim
Gali Gali Sim Sim
🤗🤗
Yeh kya lyrics thread thodi hai :pepecopers:
It was not spamming ....I was doing the final countdown before it hit 8...see the timing:waiting:
Listen to Final Countdown by Europe instead 🙃
Bhai

Bhai Bachpan ki yaaden hai sambhal ke Rakhna padta hai aur jab mere ghar tv nahi tha to dushre ke ghar dekhne jata tha ,
Imagine agar uncle mana kar dete toh 😂😂
 
  • Like
Reactions: Mrxr
Top