• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Housewife khud ke ghar me hi qaid (Completed)

KIng Khan

Active Member
709
2,162
123
Update 24
Neckless lekar shabana kahti hai
S.bahot der ho gayi hai mujhe ghar chod dijiye
Hariya shabana ko ghar chod deta hai …ghar pahuchkar shabana apne bedroom me jakar let jati hai ganesh bhi bahar aata hai shabana ka room band dekh kar fir se store room me chala jata hai.
Shabana khayalo me ya khuda kaise khel khel rahi ye taqdeer mujh se jisse jan se jyada pyar kiya usne dhoka diya aur jisse jan se jyada nafrat ki usi ne mujhe sahara diya do bar mujhe nayi zindagi di
Hariya g such kah rahe the mai kar jaongi to Afzal ka rasta saf ho jayega aur Afzal us chudail Madhuri ko bol bhi raha tha kuch wajah nahi to mujhe ghar se bahar nikal kar meri jagah us Kamini ko de deta I hate you Afzal I hate you…
Shabana ki nazar uske purse par jati hai wo jakar apna purse utha ti hai jisme wo daimod ka neckless tha us neckless ko dekh kar sochti hai ..
Shabana ye insan saccha hai jo tere liye apni jan bhi dede aur ek ghatiya Afzal hai ..magar shabana ganesh g tujh se umar me bade hai kya unka sath dena sahi hoga ..magar ganesh g hi teri aakhri ummid hai shabana ..
Hum yaha shabana ke pariwar ke bare me jan le shabana ke ammi abbu accident me mare gaye the shabana ka bada bha tha salim usi ne shabana ki shadi kit hi magar shabana ki Bhabhi salma se shabana ki kabhi nahi bani isliye aaj wo apne bhai keg har nahi jana chahti hai kyu salma ki aur uski na banegi salma ke tahe wo sah na sakegi..islye ab jo hai aakhri ummid ganesh hi hai..
Ye sochte sochte shabana ki aankh lag gayi..jab sham ko Afzal aaya to door bail baji to wo uth gayi usne dekha ki uski baho me wo diamond ka har tha jisko dekhte dekhte wo so gayi thi …
Shabana sharma gayi us neckless ko dekhte hue usne har purse me rakha aur bedroom ka darwaza khol kar main door open kiya samne Afzal tha
Shabana ne shadi ke bad aaj pahli bar Afzal ko dekh kar muskuraya nahi tha usne door open kiya Afzal ke andar aate door band kiya aur afzal ko ignore karke chali gayi ..
Usne Afzal ki taraf dekha aur socha mere pyar me kya kami rah gayi thi Afzal jo tumne mere sath aesa kiya ..agar mai pasand nahi thi to shadi karke kyu barbad kiya mujhe ..afzal ne change kiya aur kapde dhone ke liye shabana ko de diye shabana ne roz ki tarah Afzal ke kapde liye usko check karke bathroom me dalne lagi jaise usne pent ki pocket me hath dala afzal ka gila rumal uske hath laga ..
Shabana ko yad aaya ye rumal gila kyu tha Afzal ne isi rumal se madhavi keg and par laga apna pani saf kiya tha ..shabana ko itna gussa aaya ki Afzal ki jan le le magar wo chup rahi…
Roz ki tarah Afzal khana kha kar so gaya magar shabana ki aankho me nind nahi thi aur ganesh ki manzil ab karib thi wo bhi soya nahi tha …
Ganesh uth ta hai store room se bahar aata hai hall me aakar ruk jata hai uska dhyan shabana ke bedroom me tha wo dhire se shabana ke bedroom ki taraf gaya usko laga ki shayad shabana aur Afzal ladh rahe hoge wo dhire se bedroom ke darwaze par apne kan lagata hai uske sir ke weight se darwaza halke se khul jata hai ganesh dar jata hai jaise hi darwaza khulta hai bahar ki halki Roshni bedroom me jati hai shabana darwaze ki taraf dekhti hai samne usko ganesh dikhayi deta hai
Shabana ka dil dhadak jata hai …pata nahi magar usko kya ho jata hai wo ganesh ko ishara kar ke puchti hai kya hua..
Ganesh bhi ishare so bolta hai bahar aao ..
Shabana Afzal ko dekhti hai wo kharrate mar raha tha wo dabe pao bahar aati hai aur ganesh ke nazdik aakar fusfusate hue kaha
S..kya hua
G.mujhe aap se bat karni hai ganesh ne bhi dhire kaha
S.dhire se ye koi bat karne ka waqt hai ganesh g subha bat kar lena
G,nahi abhi karni hai..
S.agar Afzal uth gaya to
G.to aap mere sath chaliye store room me wahi bat karenge
S.accha baba aati hu aap bhi na
Dono store me dakhil hote hai
S.boliye kya bolna hai
G.aapne bataya nahi kya hua dophar ko aap aayi aur sidha apne room me so gayi kya hua dophar ko
Shabana ne sab kuch bata diya magar dono sex kar rahe the ye na bata saki aakhir wo ek sharmili Housewife thi ..usne hariya ne jo letter diya uske bare me ganesh ko kuch nahi bataya ..shabana ki aankho me aansu bahne lage
G.royiye mat shabana g mai hu na aapko meri qasam aap apne aapko aaj se akela nahi samjhegi
Itna kahte hi ganesh ne mauke par chuka mara
Ganesh ne shabana ko baho me bhar ke uske sir ko aur pith ko sahlane laga
G.aap kea ankh me aansu acche nahi lagte ye aansu nahi ye moti hai jinko barbad na karo
Ganesh ki baho me aaj pahli bar shabana apne aapko safe aur relax mehsus kar rahi thi ganesh apna hath acche se ghuma raha tha ..
Shabana ke pith par hath ghumate hue ganesh ko shabana ki bra ki strep apne hatho me mehsus ho rahi thi ..shabana ki aankhe bhi band ho gayi thi uske aansu ruk gaye the .ganesh shabana ko sahla raha tha ..
Ganesh ke hath shabana ki pith se hote hue uski badi gand tak pahuch jate hai shabana ka dil dhadak jata hai..shabana ne blue kurti aur white leggie pahni hue thi ..ganesh shabana ki badi gand ko dahlate hue upar ki taraf apna hath lata hai aur pith ko sahlata hai ..
Shabana apni aanke band kiye hue but bani ganesh ki baho me khadi thi shabana ne apne hath ganesh ki pith par nahi rakhe the ..
Ganesh ne ab apne dono hath shabana ki badi gand par rakh diye aur dhire dhire masalne laga
S.ssshhhhhh sshhhhhhhhhh karne lagi
Ganesh ne dekha garam hai loha mar do hathoda ..magar achanak aawaz aati hai
Shabana shabana ye awaz Afzal ki thi thode der ke liye dono dar jate hai shabana store room se bahar aati hai kya hua
A tum kaha thi
S.store room me gayi thi wo macchar jyada ho gaye to macchar ki dawai dhund rahi thi
A.mili dawai
S.nahi
A.thik kal bazar se lekar aa jana ab sojao
Ganesh ka fir khade lund par dhoka ho jata hai….
Subha hoti hai shabana ke sath pichle dino me bahot kuch hua tha uski to duniya hi badal gayi thi kahi rato se shabana thik se so na payi thi isliye shabana ki tabiyat kharab ho gayi thi Afzal utha dekha shabana ab tak soyi hai …
A.shabana kya hua ab tak so rahi ho
S.apni aankh kholte hue tabiyat kuch thik nahi lag rahi
A.dr. ke pas jakar aao itna kahkar fresh hone jata hai..
Shabana thik se uth nahi pa rahi thi bukhar se kamzori aa gayi thi ..shabana Afzal ke liye breakfast banati hai afzal breakfast karke kahta hai lunch box mat do mai bahar kha lunga office coligue ke sath ..shabana samajh gayi kaun si office coligue usko Afzal par bahot gussa aa raha tha Afzal jane ke bad ganesh bahar aata hai ..
Ganesh kitchen me khadi shabana ke pas jata hai shabana bartan saf kar rahi thi ganesh shabana ke hatho se bartan leta hai aur kahta hai
G.layiye mai kar deta hu shabana ke hatho ko chute hi
G.shabana g aapko bukhar hai shayad
Ganesh shabana ke mathe par hath rakhta hai aur kahta hai..
G..hey bhagwan aapko to bahot tez bukhar hai band kijiye kam abhi ke abhi aaram kijiye chaliye
Ganesh shabana ka hath pakadkar usko jabardasti magar pyar se lekar bedroom le jata hai shabana bhi uske piche bacche ki tarah chalne lagti hai ganesh shabana ko bed par letne ko kahta hai
G.aap pagal ho gayi hai kya koi itne bukhar me kam karta hai bhala ..hey bhagwan mai dr.lane jab hi nahi sakta ab kya karu mai ..ha hariya ko bolta hu
Shabana ganesh ko dekh rahi sirf ..ganesh hariya ko bolta hai jaldi se dr.ko le aaye
Ganesh kitchen se ek bowl me pan lata hai usme ek gila kapda bhiogokar shabana ke mathe par rakhta hai aur kahta hai
G..aap fikar na karo aap jaldi thik ho jayegi hamare gaon me aesa kapda rakh kar hi bukhar chala jata hai abhi hariya dr.ko lata hi hoga
Shabana sochti hai jisko meri fikar karni chayiye thi wo to chala gaya ignore karke aur jo paraya hai wo meri kitni fikar kar raha hai ..aesa sochte hue shabana ki aankhe gili ho jati hai ..shabana ke dil me ganesh ek khas jagah bana li thi..
Ganesh bar bar shabana ke mathe par se kapda lekar usko bowl me nichod deta ..
Dor bail bajti hai ganesh dor par jane lagta hai ….
S..rukiyue ganesh g aap kaha chale door open karne bahar hariya hai ya koi aur
G.hariya hi hoga
S.call karke puch lijiye
Ganesh call karta hai aur puchta hai samne hariya tha dr. ke sath
S.aap ko agar dr. ne pahchan liya to ..
Ganesh bhi sochne lagta hai shabana bed se uth ti hai magar kamzori se uth nahi pati ganesh door open kar nahi sakta shabana uth nahi pa rahi tabhi ganesh shabana ke pith ke piche ek hath aur shabana ki tango ke niche ek hath dal kar shabana ko uta tha hai aur door ki taraf jane lagta hai
Shabana ka dil dhadak jata hai
S.ye kya kar rahe ho aap mujhe niche utariye
G.aap kamzori ki wajah se chal nahi pa rahi mai kaise aapko chalne du jab tak mai hu aapko koi taqleef nahi hone dunga ..
Shabana ko aesa laga ki wo bhi ganesh se gale lag jaye itni fikar itna pyar aaj tak kisi ne shabana par zahir nahi kiya tha
Main door ke samne aate hi ganesh shabana ko niche utar deta hai ..aur store room me jane lagta hai..jab tak store room tak ganesh pahuch na jaye shabana usko dekhti rahti hai uske bad door kholti hai samne hariya aur ek Dr.khade dono andar aate ..
Dr.shabana ka checkup karta hai kuch dawai likh kar deta hai aur kahta hai
Dr.aapko aaram ki zaroorat hai rest kijiye bahar ka kuch mat khayiye aap ko bukhar hai sham tak utar jayega aap bus rest kijiye mai chalta hu dawai jo likh di hai wo waqt pe kha lijiye..
Itna kahkar dr.chala jata hai hariya shabana ko bahar se dawai lakar deta hai tab tak ganseh bhi bahar aa chuka tha ..usne dekha shabana hall ke sofe par leti hai Dr.ne uska checkup hall ke sofe par hi kiya tha ..hariya jate waqt kahta hai ganesh bhai aur kuch mangwana hai ganesh nahi kahta hai hariya chala jata hai..
Ganesh main door lock karke shabana ki taraf aata hai shabana ganesh ko hi dekh rahi thi
G.DR.ne aapko rest karne ko kaha hai chaliye aap rest kijiye aur fir se shabana ko utha kar bedroom me le jata hai isbar shabana kuch nahi kahti bus ganesh ke apnepan ko dekh rahi bedroom me jane ke bad ganesh shabana ko bed par lita ta hai aur dawai ke packet dekhta hai subha ki dawai nikalta hai aur kahta hai
G.chaliye dawai kha lijiye magar aapne kuch khaya hai subha se ..
Shabana na me gardan hilati hai
G..hey bhagwan kuch bhi nahi khaya aur mai aapko dawai de raha tha aap ruko mai aapke liye kuch bana kar lata hu
15 min bad ganesh kuch sandwitch aur juice lata hai aur shabana ko deta hai..
Shabana ko ganesh ki har ada par pyar aa raha tha kitni fikar hai ganesh g ko meri ye soch soch kar uska dil bhar aata hai..
Ganesh bade pyar se shabana ke kandho ko pakad kar shabana ko utha ta hai apne hath se usko sandwitch khilata hai shabana bhi bacche ki tarah sandwitch khati hai uski aankho me halke se aansu aate hai…
G..aap ke aankho me aansu kya hua
S..kuch nahi bus aese hi
Shabana ko itna pyar itni fikar aaj tak kisi ne nahi dikhayi usko ab Afzal se nafrat aur ganesh se apna pan ki feel aa rahi thi aapna pan kahe ya fir ise pyar kahe kuch pata nahi tha shabana ko..
g.pura sanwitch khayiye aap aur uske bad juice bhi pina hai
S.sandwitch aapne banaya
G.ha kyu accha nahi hai
S.g nahi bahot accha hai aapki tarah
Ganesh khush ho jata hai
Ganesh shabana ko sandwitch khilakar juice pilakar bed par lita deta hai aur kahta hai aap so jayiye mai bahar rukta hu.
Ganesh bedroom se bahar aata hai magar shabana ki aankho me nind nahi thi wo soch rahi thi shabana ganesh g se kis janam ka Rishta hai kitni care kar rahe meri ye kaisa Rishta hai kya nam hoga is rishte ka wo mujh se bade hai magar unko dekh kar ab mera dil kyu dhadak jata hai ye sab kya ho raha hai mere sath..
Kuch der bad ganesh dhire se bedroom ka darwaza kholta hai check karne shabana soyi hai jagi magar shabana jag rahi thi .

G.ye kya shabana g ab tak jag rahi ho
S.mujhe din me sone ki adat nahi mujhe nins nahi aa rahi hai
G.accha aesi bat hai rukiye mai aata hu
Ganesh bahar jakar bedroom me aata hai uske hatho me ek oil ki bottal thi
G.shabana g jab nind nahi aaye to chumpi karna chayiye nind aa jati hai..
S.chumpi matlab ?
G.chumpi matlab tel malish sir ki ok
Ganesh ne shabana ko balo me oil dalna shuru kiya shabana ganesh ko dekh rahi thi bus sirf ganesh ko dekh rahi thi uski care jo ganesh kar raha tha shabana ko bahot accha lag raha tha wo ab afza ki bewafai bhi bhul rahi thi..
Ganesh ne bade pyar se shabana ki tail malish ki sir ki shabana ko ganesh ke khurdare hath jo shabana ki sir malish kar rahe the ek alag hi duniy me le ja rahe the …..shabana so gayi gehri nind me…
 

KIng Khan

Active Member
709
2,162
123
Update 25
2 ghante bad dophar ke 1 baje shabana ki aankh khuli dekha bed ke kinare ganesh bhi kursi laga kar baithe baithe ho soya hua tha shabana uthi bed par baithi ..shabana taktaki laga lar ganesh ko dekh rahi thi ek kala sa budha jo jism se kasa hua tha chehre par kale safed bal sir par bhi jyada bal nahi the baniyan me sina jo dikh raha tha sine par bhi kale aur safeb bal the shabana bade pyar se ganesh ko dekh rahi thi..
Ganesh ki bhi aankh khul jati hai
G.aap kabhi jagi nind se
S.g abhi abhi
G.nind acche se aayi
S.bahot acche se aesa laga bahot dino bad soyi hu
G.tabiyat
S.pahle se better feel kar rahi hu itna kah kar bed se niche utarne lagi
G.aap kaha ja rahi
S.shabana sharmate hue g wo washroom
G.rukiye
Ganesh shabana ko utha leta hai aur kahta hai
G.jab tak aap thik nahi ho jati mai aapki tyre wali kursi
Shabana uski bate sunkar has deti hai
S.tyre wali kursi nahi wheel chair waise bat to ek hi hai
Ganesh shabana ko bathroom tak le jata hai aue bathroom ke darwaze par utar deta hai shabana bathroom me jati hai aur kuch der bad bahar aati hai ganesh bathroom ke darwaze ki taraf pith karke khada tha
Shabana ko sharam aati hai kaise kahe ki mai bahar aa gayi hu
S.aahham aahhham aesa karti hai jaise gala saf kar rahi ho
Ganesh usko palat kar dekhta hai ganesh muskura deta hai shabana bhi muskura deti hai ganesh usko utha kar bed par lita deta hai aur kahta hai..
G.mai aapke liye kuch bana deta hu kya khayegi aap
S.g g wo mai bana lungi
G chup lete rahiye samjhi aapko kam karne ki koi zaroorat nahi hai..
Ganesh bahar jata hai shabana ke liye khichdi banata hai aur la kar shabana ko deta hai shabana aur ganesh shabana ke bedpar hi baithkar khate hai shabana ko khichdi bahot pasand aati hai
S.wow kya khichdi banayi aapne mujhe bahot aachi lagi
G.g kyu jhuti tarif kar rahi ho aap
S.such me acchi bani hai aap ki tarah acchi
Ganesh bahot khush ho jata hai..
Dono khana khate hai ganesh kahta hai..
G. aaram karo mai bartan saf karta hu
S.bartan clean kar duni mai sham abhi tabiyat me sudhar hai
G.chup sojao bola na aaram karna hai aur ha dawai khana hai dophar ki
Ganesh apne hatho se shabana ko dawai khilata hai ..shabana par itna haq to aaj tak Afzal ne bhi nahi kiya tha ….
Shabana muskurake bed par let gayi …
S.shukriya ganesh g
G.shukriya gairo ko bolte hai mai to aap ka dost hu na
S.g dost hai aap mere acche wale dost..
Itna kah kar ganesh bahar jata hai shabana rest karti hai sham ko Afzal aata hai Afzal ke aane se pahle ganesh ne Afzal aur shabana ka rat ka khana bana liya tha aur store room me chala gaya tha
Shabana kitchen me jati hai to dekhti hai ganesh ne puri sabji kheer banayi thi shabana aaj bahot jyada impress ho gayi thi ganesh se …..
Afzal ne ek bar bhi nahi pucha shabana ko ki tabiyat kaisi hai ye bat shabana ne notice kit hi magar ab shabana ko Afzal se koi hamdardi ki ummid nahi thi …dono khana khane dining table par baithe
A.wah aaj ka khana to bada testy banaya tumne kuch naya masala use kiya kya ya bahar se mangwaya
S.g nahi masala naya use kiya
A.good yahi masala use kiya karo
Shabana man me ab kya batao tumko Afzal ye masala nahi usko banana wala hi badal gaya hai aur mera bhi dil yahi hai ki usi ko use karu ..shabana ko man hi man ganesh par pyar aur Afzal par gussa aa raha tha………..
Rat ho gayi Afzal so gaya tha shabana ko nind nahi aa rahi thi aaj jo ganesh ne kiya koi apna bhi nahi karta jo apna mere pas soya haii usne pucha tak nahi ..pata nahi kyu shabana ko lag raha tha ganesh se bate karu ganesh ka sath bahot accha lag raha tha shabana ko….
Rat 11.30 baje ganesh shabana ke bedroom ke door ke pas aakar darwaze ko dhakelta hai darwaza khul jata hai kyu ki aaj kal shabana ne apne bedroom ko lock karna band hi kar diya tha darwaza halka khulte hi shabana darwaze ki taraf dekhte hue ishare me kahti hai.. tum ruko mai aati hu
Ganesh bhi ishare me kahta hai nahi ruko tum aaram karo kya tumne rat ki dawai li ..magar tab tak shabana ganesh ke pas aa chuki thi …
Ganesh ko bahar hall ki taraf jane ko kaha ishare se
Ganesh hall me gaya aur pucha dawai li rat ki…shabana ne nahi kaha
Ganesh..kyu jao pahle aap dawai lo
S.mujhe ab bahot better feel ho raha hai isliye nahi li
G.kha lo shabana g rat me bukhar aa gaya to
S..aa gaya to aane dijiye aap hai na mera khayal rakhane ko
Ganesh bahot khush hota hai aur kahta hai shabana g aap rest karo mai jata hu ..shabana ka bilkul man nahi tha ganesh jaye
S.jana hai aapko
G.ha mai jaonga to hi aap rest karoge na
S.magar mujhe nind nahi aa rahi mujhe aapse bate karni hai jab tak nind nahi aati tab tak
G.magar aapke pati bahar aaye to.
Shabana soch me padti hai aur kahti hai chalo store room me jate hai
G.store room me andhera bahot hai aur jyada hawa bhi nahi aati kyu na hum upar terrace par khuli hawa me bate kare
Shabana khush ho kar ha wahi sahi rahega
Ganesh terrace ki taraf jata hai shabana piche piche jati hai upar jakar dhire se terece ka darwaza kholkar ganesh aur shabana terrace par jate hai…
Ganesh ne door lock kiya terrce ka koi risk nahi lena chahta tha wo
Shabana aur ganesh khuli hawa me terrace par tehlte hue bate karne lage shabana ne is waqt black kurti aur white leggie pahni thi aur sine par dupatta tha..
Hawa ke jhoke se shabana ki zulfe bar bar uske chehre par aati jisko wo apne kano ke piche laga deti hai usko dekh kar ganesh ka dil dhadak jata hai khubsurat gore chehre par kali kali zulfe …
Ganesh aur shabana yaha waha ki bate karte hai jaise hariya kaha mila aapke gaon me aapko accha kya lgta tha waigarah waigarh…
Achanak shabana kahti hai
S.ganesh g hum itne aaram se tahal rahe hai terrace par agar aapko kisine dekh liya to
G.itni rat ko kaun dekhega
S.magar risk lena kyu rukiye
Shabana terrace par ek chadar sukhne ko rakhi thi usko uthakar terrace ki side ki diwar ke pas bicha deti hai aur kahti hai..
S.yaha baithkar bate karte hai yaha se aapko koi nahi dekh sakta
Ganesh ko ye idea accha laga wo bhi aakar shabana ke pas baith jata hai shabana terrace ke diwar par tek laga kar apne pairo ko aage ki taraf kar ke baith gayi..shabana ke mote thigh par ganesh ki nazar gayi uske lund me hulchal ho gayi …
Ganesh ne kaha
S.bhagwan ne aapko badi fursat se banaya hoga such kahta hu
Shabana sharma jati hai aur kahti hai
S.kuch bhi aap ki tarife fir shuru ho gayi
Agar mai itni aachi hoti to mere shahuar kahi aur na…utna kah kar uski aankho me aansu aa jate hai
Ganesh shabana ki aankho kea anu apne hath se pochte hue
G.ek wada karo aap mujhse
S.kaisa wada
G.pahle wada karo
S.ok kiya
G.aap kabhi nahi royegi bhagwan aapke sare dukh is ganesh ko dede aapko sirf khushiya de
Shabana ganesh ki bato se aur bhi jyada impress ho jati hai
S.nahi royungi aap ko bhi wada karna hoga
G.wada
S.aapko bhi hamesha mera sath aesa hi dena hoga aapko mera khayal aesa hi rakhna hoga
G.ha wada karta hu aapko khush rakhunga aap ki chinta karunga aapko koi bhi taqleef nahi hone dunga chahe meri jan hi kyu na chali jaye .
Shabana apna hath ganesh ki mu par rakhti hai
S.mare aapke dushman
Ganesh aaj bahot khush tha ye sun na tha usko kahi dino se jo aaj shabana ne kaha
Ganesh..ek bat kahu
S.g kahiye
G..aap itni khubsurat kyu ho aapki khubsurati mujhe alag hi duniya me le jati hai..
Shabana ko uski tarif acchi lag rahi thi.wo muskurakar
S.mujhe kya pata accha such me mai itni khubsurat hu aesa kya khubsurat hai mujh me
G.meri nazro se dekho aap ..aap ki har cheez khubsurat hai
S.cheez matlab?
G.matlab aapke hoth jo gulab ki pankhdiyo ki tarah aapke apple ki tarah gal aap ke ye golden aur kale bal
S.aur
G.aur aapke hirni jaisi chal
S.aur
G.aur aap ka ye gora jism jaise sangemarmar ho
Shabana bahot sharma jati hai
G.shabana g ek bat kahu naraz mat hona
S.g.boliye
G.mujhe aapki god me sona hai
s.kyaaaa
shabana sharma jati hai aur kahti hai
S.aapkya bacche hai jo aapko meri god me sona hai
G. ha bacha hu bahot thaka hua hu aapke god me aaram karna chahta hu
Shabana sharma kar
S.thik hai
Ganesh khush hokar shabana ki ek thigh par apna sir rakh kar sota hai ..shabana me gaddedar bhare hue thigh par jab ganesh sir rakhta hai to lagta hai jaise bada sa rui ke pillow par sir rakh diya ho
Shabana ki dhadkan badh jati hai ye first time koi uske thigh par soya tha shabana sharma kar niche dekhti hai to ganesh se nazre mil jati hai .to wo sharma kar dusri taraf dekhti hai…..
Ganesh ko thigh ki garmahat aur narmahat dono pagal kar rahi thi ..
G.shabana g meri balo me ungliya ghumao na
Shabana bahot sharma rahi thi
S. g g ganesh g mujhe sharam aa rahi hai ..
G.sharmana kaisa mai aapka dost hu balo me ungliya ghumane me kaisi sharam
Shabana ne badi himmat kar ke kap kapate hue hatho se ganesh ke balo me pane ungliya ghumana shuru kiya uski dil ki dhadkan badh gayi thi ganesh ke safed aur kale balo me ungliya ghumate hue uske bhi jism me sarsarahat hone lagi …..
 

mass8787

Well-Known Member
2,046
3,860
159
Bohut sunder bohut lajawab qasam say jasa aap nay iss kahani koo turn and new Twist deya hay woo lajawab hay pahlay suru huwi yea kahai aak rape say or zuberdusty say pher badli hawas main or pher lagawo or prem main lajawab sahdar qasam say tareef kay leya elfaz kum hay
 
  • Like
Reactions: KIng Khan

KIng Khan

Active Member
709
2,162
123
Bohut sunder bohut lajawab qasam say jasa aap nay iss kahani koo turn and new Twist deya hay woo lajawab hay pahlay suru huwi yea kahai aak rape say or zuberdusty say pher badli hawas main or pher lagawo or prem main lajawab sahdar qasam say tareef kay leya elfaz kum hay


shukriya bhai ..aese hi hausla badhate rahiye mai likhta rahunga
 
  • Like
Reactions: mass8787
Top