• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

How to create index ....help me

Siraj Patel

The name is enough
Staff member
Sr. Moderator
136,249
113,101
354
Agar story ka index banana hai to Table ke liye niche wale code ko dekho aur samjho.

Code:
[TABLE][TR]
[TD] Update 1 [/TD]
[TD] update 2 [/TD]
[TD] update 3 [/TD]
[TD] update 4 [/TD]
[TD] update 5 [/TD] [/TR][TR]
[TD] update 6 [/TD]
[TD] update 7 [/TD]
[TD] update 8 [/TD]
[TD] update 9 [/TD]
[TD] update 10 [/TD] [/TR] [/TABLE]
Ye code thread mein post karne se aisa dikhega

Update 1 update 2 update 3 update 4 update 5
update 6 update 7 update 8 update 9 update 10
 

Siraj Patel

The name is enough
Staff member
Sr. Moderator
136,249
113,101
354
Link add karne ke liye sabse pahle

1) "Update 1" Likho

2) fir "Update 1" Ko select karo (Select Karna mat bhulna)

3) Select karne ke baad upar editor mein ek Option hoga dekhna Link add karne ka Font Style (A) ke bagal mein usme click karo

4) Link add karne ka box aayega usme add karke "Insert" pe click karna.

Chalo main tumhe suddh desi bhasa me samjhata hun....


Table create karte wakt janha tumne
Update 1 likhe ho wanha ush wakt Update 1 ko touch karke kuchh der hold karo....

phir hold ho jaane ke baad wese hi ushe select rahate hue upar
link bb code box me "link" box par click karo....

Uske bad tumhe ek blank box dikhega jisme tumhe ush post ki link dalni hai...phir ok mar dena hai....
 

Siraj Patel

The name is enough
Staff member
Sr. Moderator
136,249
113,101
354
Post link kaise nikalte hai.....?

Aap Jo Bhi browser use karte ho
example :- Chrome me jab page open karoge Tab option par click karna hai, jisse desktop view me page open Ho Jayega aur uske baad wahan par jitne bhi post kiye Gaye content Hain Sabhi Ke Neeche Ek option dikhega jaise ki example #1 aur # 2 jaise option honge Jinko click kar ke hold me jana he, tab wahan par aapko post link mil jayega usko copy karne baad apne index me aao aur usko edit karke link ko index mein paste karo jaise abhi maine Upar wale msg mein bataya hai ho jayega.....
 
Top