- 6,199
- 3,587
- 174
Mann sekaafi deep hai ...... kese likh leti ho yaar....
Mann sekaafi deep hai ...... kese likh leti ho yaar....
Keep writing dear ma'am.... bas shayr mein thoda wazan bana kar likhiye to aur acha lagegaMann se
Shayeri mein waight kaise bana deKeep writing dear ma'am.... bas shayr mein thoda wazan bana kar likhiye to aur acha lagega

Hahaha i know this might sound funny... but believe me Shayri mein wazan ..yaani balance hota hai.. jismein shayr ki har line barabar hone chahye...Shayeri mein waight kaise bana de![]()
But anyways weight free stanzas bhi hote hainHazaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dum nikle ::
Bohot nikle mere armaan phir bhi kam nikle
Is tarah Mujhe shayari likhni pasand nahi Kyunki Is tarah Se Ek Hi Shabd repetitive Ho jaati Hai Aur rhyming Mein creativity nahi rahtiHahaha i know this might sound funny... but believe me Shayri mein wazan ..yaani balance hota hai.. jismein shayr ki har line barabar hone chahye...
Jese ghalib ka ek shayr hai--
But anyways weight free stanzas bhi hote hain
Jese aap likhti ho... Bas ye hai ki balance rakhne se sundarta badh jati hai
Han ji apna apna style hota hai..Is tarah Mujhe shayari likhni pasand nahi Kyunki Is tarah Se Ek Hi Shabd repetitive Ho jaati Hai Aur rhyming Mein creativity nahi rahti
Padle maine tujhko, dil ne tujhe chhu liya
Aur kaun rakhe mujhe, bas tera naam peya.
Pagalpan kehte hain, log yun muskura ke.
Par dil yeh maane na, tujh bin jeena jaane na.
Phir bhi dhoondhti hoon, thodi si roshni mein,
Roz teri yaad ban kar jalta woh mujh mein.
Dil ki khwahish teri jaanoon main, koi orr kaun jaane?
Tujhe se Chahat hai, duniya na samjhe yeh baatein.
Jaanti hoon sab kuch, phir bhi anjaani banti hoon.
Haari har baazi mein, per jeeti tere wajah se hoon.
Apne swabhav se hi, tujhe apna banaayi.
Tere bin adhoori si, har khushi hai veeraani.
Aage badh kar bhi main, peechhe laut aayi
Kyun akeli langh jaaye? yeh raah suni suni.
Is raaste ka naam, teri yaad se roshan
Tu ek baar mil ja, poori ho har manzil.
Aayi geeli mausam, main saja doongi ghaas
Tu paaon rakh de zara, khil jaayegi har aas.
Aayegi baadlon ke din, main ban jaaoongi rangeen.
Tere aasmaan ko apne rangon se bhar
doongi main rangeen.
Isliye dhoondhti hoon, thodi si roshni mein
Dil ki khwahish teri jaanoon main, koi orr kaun jaane?
Pagalpan kehte hain log, chalo woh bhi sahi.
Tere pyaar mein jeena, yeh pagalpan hi sahi.
- Jaanvi
