• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Jinnat ki duniya

Qasai

New Member
75
55
34
saal 2025

Waqt buhat taizi se guzar raha hai... har traf lasho ka anmbaar laga hoa hai... zindagi dekhte hi dekhte maut k andhero me khooti jaa rahi hai... apne hi apno ki maut ka sabab bante ja rahe hai...

Maano k jang ne zindagi ko badal k rakh diya tha... jahan tak nazar ja rahi thi malboo ka dhair nazar aa rahe thy, dekhne se aisa lagta tha k sadio se yeh jang chali aa rahi hai par aisa nahi tha... kyun k jang ki shuruaat hoye abi to sirf 3 sal hi guzre thy...


Russia ka khul k samne aa jana or ukraine ko 2022 me nist o nabood kr dene k bad to duniya badal si gyi thi... uski dusri shuruat hoi jab china or taiwaan ne ek dusre ko target krna shuro kr diya or dekhte hi dekhte adhi duniya is jang k lapait me aa chuki thi... or us se bhayanak manzar tab pesh aya jab asia ki 2 bari taqate aamne samne aa gyi... g haan... india or Pakistan k darmiyaan jang shuro ho jane k bad se ghar shehar or mulk ab khandhar ban chuke thy road or sarak ka to ab nam o nishan nahi bacha tha... log paharo or viraano me basne lage thy... dur kahin viraano me khoo jana chahte thy... par kehte hai na taqdeer apna faisla khud krti hai...

Aisa hi hoa tha... 2 sal to puri duniya ne kisi trah servive kr liya or jo b anaaj tha uska upyoog krte rahe par ab k anaaj ugnaa mumkin na tha to is surat me halaat pehle se zyada badal chuke thy log ek dusre ko lutte thy or jo bacha kuchaa ration bacha hota tha usey lut k le jate thy...

Yeh sirf ek mulk ya qasbe ki baat nahi thi... balke puri duniya hi is lapait me thi... halaat bad se badtar ho rahe thy kisi ko samjh nahi ataa tha k wo zinda rehne k liye kiyaa kiyaa kre...?

Khud ko apne hi shehr k bashindo se mehfooz rakhe ya phr apna or apne parivar ka pait palne k liye dusro ko lute ya phr guzarte jahaaz jo goli bari krte guzarte thy un se mehfooz rakhe...

Sabhi ki samasyaa sirf itni si thi k akhir wo kiya kren k wo apni zindagi bacha paaye...


 

Qasai

New Member
75
55
34
Dosto i know ap log keh rahe hongy k mene jinnat ka nam diya or kahani jang ki hai to dosto yeh kahani ka hissa hai... or jo dost yeh smjh rahe k me kisi mazhab ko bich me laya hun to aisa kehna galat hoga...

Kyun k na mene kisi mazhab ka nam mention kiya hai or na hi kisi dharam ko mention kiya...

Or na hi rule k khilaaf kaam kiya hai... bus jinnat ka bap ka asal nam bataya hai...

Mera khayal hai agar kisi ko koi masla na ho to me yeh kahani aagy barha sakta hun...?
 
Top