Are kya xforum me aag lgane ka irada hai aapka jo aisi story Likhi ja rhi hai superb starting bhai... CongratsUPDATE 1
business tycoon rajesh Chauhan ki chhoti beti nidhi kidnap ho chuki thi
14 ghante ho chuke the
lekin abhi tak kuchh pata nahi chala tha nidhi
rajesh cm ko phone kar raha tha
cm commissioner ko
aur commissioner apne junior's ko
jaise ki baaki case koi maayne hi nahi rakhte the
bahut bada pariwar tha Rajesh Chauhan ka
pita dhanajay Chauhan
maa aarti Chauhan
bada bhai ranjeet chauhan
wife anjali Chauhan
divya ranjeet Chauhan ki badi beti
kavya ranjeet chauhan ki chhoti beti
badi behen kamini chauhan
husband suresh kumar
badi beti keerti Chauhan
chhoti beti deepti chauhan
rajesh Chauhan
wife shalini chauhan
badi beti komal Chauhan
chhoti beti nidhi chauhan
chhoti behen rekha chauhan
husband surendra Tyagi
badi beti raveena tyagi
chhoti beti neha tyagi
aur last mein main
aaryan
rajesh Chauhan ki najayez aulaad
ek bastard
meri maa aur rajesh Chauhan dono ek dusre se badi mohabbat karte the
itni mohabbat ki rajesh ne meri maa ko bina shaadi kiye hi pregnant kar diya
aur jab maa yeh baat rajesh ko batane waali thi
usse pehle hi rajesh Chauhan ne yeh keh diya
meri shaadi ho chuki hai
main majbur tha
mere pita ki izzat ka sawal tha
agar tum thoda sa bhi mujhse pyar karti ho
toh abortion karwa lo
maa us din ke baad se kabhi nahi mili
rajesh Chauhan se
lekin unhone mujhe janm diya
aur mera naam Aaryan rakhkha
jab main 10 saal ka hua tab mujhe maa ke man ki baatein sunayi dene lagi
jab bhi main maa ko dekhta tab mujhe unke dil mein dabi hui takleef dikhti
unka dard unki tadap
phir maa ko cancer ho gaya
us din maa ki tabiyat jyada kharab ho chuki thi
maa ke munh se bas yahi nikal raha tha
rajesh rajesh rajesh
main rajesh Chauhan ki haveli pe pahuncha
gate pe khade guard ke samne rota raha
bilakhta raha
lekin guard ne mujhe andar jaane nahi diya
tabhi gate ke bahar car aake ruki
aur usmein se rajesh Chauhan bahar nikla
apni family ke sath
use dekhte hi mujhe uske baare mein sab pata chal gaya
aur mujhe woh pata chala
main rone laga
tabhi mujhe meri maa ka khyal aaya
main bilakhte hue bola
ki meri maa beemar hai
woh ek baar aapko dekhna chahti hai
please mere sath chal lijiye
shalini. kaun hai yeh
rajesh. shayad paagal hai
main. meri maa ka naam devika hai
yeh sunke woh chaunk gaya
rajesh. dekh kya rahe ho bhagao ise yahan se
main cheekh pada
aur rajesh Chauhan pe jhapat pada
guard's ne mujhe bahut maara
main jaise taise ghar pahuncha
lekin meri maa mar chuki thi
main apni maa ki laash ko apne seene se lagaye
rota raha
mera zindagi ka ek hi maqsad tha badla
woh bhi aisa
jaisa aaj tak kisi ne nahi liya ho
chauhan Mansion
shalini cheekh rahi thi
use gussa bahut aata tha
uska khanan bhi koi chhota nahi tha
shalini. rajesh mujhe meri beti chahiye kisi bhi keemat pe
maine kaha tha ki ek din aisa aayega
aur woh din aagaya
tumhare paapo ki saza meri beti ko mil rahi hai
Dhananjay. shant ho jaao bahu
kuchh nahi hoga gudiya ko
rajesh phone lagao Aaryan ko
rajesh. pita ji
Dhananjay. yeh sab usi ka kiya dhara hai
phone lagao use
aur puchho kya chahta hai woh
shalini. soch kya rahe ho rajesh
phone karo us haramzade ko
aur puchho kya chahiye use
agar maine apne bhai ko keh diya
toh uske woh itne tukde karenge
ki koi gin bhi nahi paayega
main khoon kharaba nahi chahti
rajesh ne number dial kiya
Dhananjay. phone speaker pe daalo
maine hello kiya
kaise hain mere pujniya pitaji
rajesh. meri beti kahan hai
main. gayi hogi kisi ka bistar garam karne
shalini cheekhte hue. zubaan Sambhal ke baat kar
warna teri laash koi bhi nahi pehchan nahi paayega
rajesh. Aaryan
main. mujhe nahi pata
aur apni biwi se boliye ki jyada cheekhe na
kahin aisa na ho
ki yeh inki aakhri cheekh ho
Dhananjay. kya tum sach keh rahe ho
main. haaa dadaji
Aaryan namard nahi hai
jo aisi harkat karega
komal. kya tum sach keh rahe ho
main. tumhare baap ne mere sath hi nahi
bahuto ke sath bura kiya hai
kisi ka dimaag satak gaya hoga
utha liya hoga
kya pata inki beti inke naati ko bhi sath leke aaye
shalini. you bastard
phone cut gaya
shalini. yeh aise nahi maanega
main abhi apne bhaiya ko phone karti hoon
komal. please mom calm down
shalini. kaise ho jaaun
meri beti pata nahi kis haal mein hogi
aur phir shalini rone lagi
uske sath sath komal bhi
unknown place
nidhi behosh padi thi
jab use hosh aaya toh woh ek band room mein thi
aur uske saamne kayi aadmi baithe the
woh buri tarah se ghabra gayi
nidhi. kaun ho tum sab
tabhi aadhe aadmi apne kapde utaarne lage
jise dekhke nidhi rone lagi
leader. bahut jyada uchhalta hai tera baap
mere dad ko thappad maara tha usne
usi din soch liya tha
ki aisa badla lunga
woh jeete jee mar jaayega
dekh kya rahe ho ho jaao shuru
isse pehle woh sab nidhi ki taraf badhte
un sabke sar mein bahut tez dard hone laga
gate khula
saamne main khada tha
are bhavesh Chaudhary tu yahan
mujhe dekhte hi sabki hawa nikal gayi
sabka jism kaanpne laga
Aaryan. kamal karte ho pandey jer
laundiya uthane se pehle pata toh kar liya hota
ki laundiya kaun hai
bhavesh
main main main kuchh samjha nahi Aaryan bhai
Aaryan woh kya hai iske baap ki main najayaj aulaad hoon
ab iska baap madarchod hai
main nahi hoon
is liye mujhe iski raksha karni hai
maa kehti thi kuchh bhi karna
lekin kisi ladki ki izzat kharab mat karna
toh maine wohi kiya jo maa chahti thi
bhavesh. Aaryan bhai mujhe pata nahi tha
please mujhe maaf kar do
main kabhi dobara aisa nahi karunga
main. bahar jaa
nidhi mujhe dekhne lagi
main. dekh kya rahi hai bahar jaa
ek baar mein sunayi nahi deta tujhe
nidhi ghabrate hue bahar chali gayi
aur woh jaise hi bahar pahunchi
bhavesh aur uske aadmiyon ki cheekh use sunayi dene lagi
jab main room se bahar nikla
toh mera sharir khoon se lathpath tha
main uska hath pakda
woh kaanp rahi thi
main use leke uske ghar pahunch gaya...
Wah bhai kya update hi nice update aur bhaiUPDATE 1