Bhaag 1
Burmer, Rajasthan - Saal 1656
Raja Inder Singh apne naye naveli dulhan ko leke abhi abhi apne mahal me padhare the. Dulhan ki naam thi Kapila, ek 22 saal ki sundar akarshit ladki. Raja usse kareeb 30 saal badhe the aur kyonki voh behad raeez the, isliye itni sundar aur kamseen ladki unhe bade asani se mil gaya tha.
"Kapila, aaj main behad khush hoon tumhe paake. Hmmm sach me meri teesri dulhan ho tum, lekin sabse sundar aur sabse haseen!"
Inder Singh ne ghoonghat kholker gaur se apne dulhan ke chehre ko dekhte rahe. Naak naksh se leke aankhen, behad haseen the aur aankhon me khaas karke ek gehrayi thi. Jaha tak uskk jism ka sawal tha, patli kamar ke upar do acche khaase stan the aur kamar ke niche sudol jaanghe aur mulayam se pair the. Ghagra choli me bhi Kapila bahut hi kaamvasna ko urja dene vali mahima lag rahi thi.
"Tum kuch kahogi nahi Kapila? Kya mere saath paake tum khush ho?" Inder Singh ne foran nazre uske honton se leke uski balkhati gardan par jama di.
"Main bhala kya kahu Maharaj? Bade saubhagyabati hai voh stree jisko aapka saath mila!"
Kapila ke is vakya se Inder Singh bahut prasann huye aur kyonki aaj dono ke suhagraat bhi the, pure mahal ko aise sajaya gaya jaise mahal khud ek dulhan ho.
"Ab aap zara aaram kijiye, hum zara mahal ke sajavat ko dekh ke aate hain!"
Inder Singh ke jaate hi, Kapila ne darwaza de diya aur apni ghoonghat khole chain ki saans lene lagi. Uski aankhon ka kaaya ekdam se badal gayi jab usne nazre charo aur ghumayi. Kamra to alishan tha hi, lekin khaas baat yeh thi, ke har deewar par ek tijori laga hua tha.
"Hmmmmmmmmm ab yeh sab kuch sirf meri hai! Hehehehe bas meri hai!" Kapila ne shaitani muskaan ke saath deewaro se lage ek tijori kholi aur usme se dher saare gehne liye apni haathon pe rakhe, dekhne lagi!
"Kitni sundarta hai in gehno me!! Uffff!!!! Sab Mera hai!!! Sirf aur sirf mera!!"
Kapila ka maksad saaf tha. Use Inder Singh me zara sa bhi dilchaspi nahi thi, balki sirf aur sirf uske daulat se pyar thi! Par is baar se budha raaja vaakif nahi tha.
................
Raat ke samay:
Kesar ke doodh pine ke baad, Inder Singh apne kaksh me ghuse aur halke halke mumbattio ke roshni ke darmiyaan apne dulhan ko ghoonghat odhe dekhne laga. Chehre pe muskaan liye Inder Singh apne gown ko khole phenk dete hain aur keval adhnagn jism pe ek makhmal ke dhoti pehne bistar pe chadh jaate hain.
Bistar par chadhte hi, Inder Singh ne dulhan ke ghoonghat ko jaise khola, unke aankhon me kuch chubhne lag gaya. Unke chehre pe ek hairani ke bhav the. Unke aankhon ke saamne Kapila apni puri jee bharke muskura rahi thi kyonki uski gale pe dher saari sone ke gehne saje huye the. Kaano pe mote mote gol akaar ke heere ke jhumke aur jab itna kaafi nahi tha, tab usne muskurate huye apne dono kohni ko upar uthaye khanakne lagi apas me. Dono ke dono kohniyo pe mote mote heere aur sone ke kangan the, jinki khankhahat me hi alag nazakat thi.
"Yeh kya Kapila?? Tumne to pure ke pure tijori hi pehn liya!" Inder Singh ascharya se kehne lage. Par nahi voh bahut khush the aur nahi bahut naraaz.
"Kyon na pehnu Maharaj? Sab mere liye hi to hai!!" Kapila muskurane lagi aur bhi zoron se. Voh phir khud hi kabhi apne gale ki gehno ko dekhti to kabhi apni kohni ko apas me khankhati.
"Are Kapila! Aaj ki raat to un gehno ko baksh do, aaj Milan ki raat hai!"
Inder Singh ki awaaz me ek bhookh thi aur Kapila ne jhooth mooth ki hasi dete huye kaha...."Hmmmmmm to Maharaj bahut hi zyada betaab hai kyon?"
"Bilkul janeeman! Chalo ab aao aur apne maharaj ko khush kardo!"
Indar Singh ek ek gehne ko utaarne laga, jise ke liye badi mushkil se Kapila ne anumati di thi, kyonki use apne gehno pe zyada dilchaspi thi, na ki Raja ke budhe jism pe. Jab saare gehne saree aur blouse samet utar gaye, tab jaake Inder Singh ne apni kamsin dulhan ko apni bahon me kass ke jakad liya. Apne mucho ke tale honton ko uski naram pankhuri jaisi honton pe tika diya bina kisi vilamb ke.
Kapila ko malum thi ke yeh raat kaisi bhi karke kat jayegi, kyonki ek budha Raja kab tak kaamvasna me jhujhta rahega!
Kapila ki honton ko chumne ke baad Inder Singh ne uski nagn stan ko haatho me leke dabochna shuru kiya. Ek budhe se sambhog me ulajhke Kapila ko ghinn si aa rahi thi, lekin acchi patni banne ki natak to use karni hi thi, varna voh pure rihasat ke jaidaat ki maalkin kaisi banegi.
Kuch der baad, Inder Singh pure ke pure bechain ho uthe aur apni langot bhi utaar ke phenk diya. Uske chaati pe lage safed aur kaale baalon ke mishran ko dekhke Kapila jaisi jawan aur kamsin haseena ko ghinn hui, lekin phir uske dil pe patthar rakhke apni baahon ko faila diya. Inder Singh behad romanch me aaye aur apne khade ling ko liye seedhe kori kunwari bur ke andar itne zoron se daala ke Kapila ki cheekh hi nikal aayi. Raja ke vishaal jism ka bhaar bhi to use uthani thi.
"Ah Kapila aahhh mazaa agaya!! Ahhhh ohh!!"
Inder Singh apne aap ko bur ke gehrayio pe lete gaye aur bade mast tarike se chudai shuru kiya Kapila ke saath. Filhal ke liye Kapila ko thodi mazaa zarur aane lagi thi kyonki sambhog karne me Inder Singh kaafi maahir the apne umar ke hisab se.
Lekin!
Yeh chudai ka silsila zyada der tak nahi chal saka. Inder Singh zor pe zor lagaye ab ahista ahista thakavat ke aur jaa rahe the. Unse aur ho bhi nahi raha tha. Paani bur me jaane se pehle hi Inder Singh thake haare apne rani ke baju let gaye!
Aur kuch der me kamre me kharato ke awaaz bhi gunj uthe.
"Hmmmphhh! Accha hua khud hi let gaya! Mujhe chudai ke liye to koi bhi mil jayega!"
Raja ko sote dekh, Kapila bistar se uthke seedhe snanghar ke aur chal pari. Vaise bhi raja ke veeriya uske andar samaye huye nahi the, par jitna uski jaanghon ke ird gird thi, voh sab dhone lagi aur phir naha dhoke vapas apni makhmali bistar pe aake let gayi.
Letke, Kapila ne Raja ke chehre ke aur ungli phirayi aur katu swar me dheeme se kehne lagi...
"Main yaha tere budhe badsurat jism ko pyar karne nahi leti hoon! Balki tere jaidaat pe raaj karne aayi hu!"
Bistar ke ird gird dono lambe mumbattiyo ko bujha ke Kapila so gayi.
....................
Do din baad :
"Maharaj! Aapke vaade ke anusar, jo aapke mataji ke kamre me sabse bada sanduk hai, voh aap mandir ko daan karne vaale hai, apne nayi dulhan ke haathon.
Pandit Yogachandra rihasat ke kul purohit the aur rajya ke arthik mamlo me voh nasihat dete the Inder Singh ko.
"Jee bilkul!" Inder Singh ne muskuraya aur apne ek darbaan ko bheja rani se kamre ki chaabi leke tijori Panditji ko dene ke liye.
"Vaise rani sahiba behad haseen aur akarshit hai. Uske aane se pure rajya me ek roshni si aa gayi" Panditji ne muskurate huye kaha.
"Jee voh to hai! Humare pichle do raniyo ke mukable, Kapila aur bhi zyada khushali leke ayegi rajya me!"
Inder Singh ne bade khush mijaaz se kaha aur pure rajya ke tamam mantri aur santri haan me haan milaya. Khushi ka yeh aalam barkarar tha lekin tabhi jis darbaan ko Kapila ke paas bheja gaya tha, voh dheeme kadam se apne sar ko jhukaye Inder Singh aur Panditji ke paas aake khada ho gaya.
"Yeh kya? Maine tumse kaha tha voh chaabi laane ke liye! Kaha hai chaabi??"
Inder Singh kuch krodhit ho uthe aur Panditji ne bhi sawal kiya..."Chup kyo ho? Jawab do! Voh chaabi kaha hai?"
Ab Darban kab tak chup rehta. Sar jhukaye, dheeme awaaz me voh keh utha...
"Maharaj, shama chahunga lekin, Maharani ne chabi dene se saaf inkaar kar diya!"
Krodhit Inder Singh aur bhi zyada krodhit ho uthe. Voh ghusse me apne Raj gaddi pe ek panja maadre huye zor se bol uthe...
"Kya??? Maharani Kapila ki itni himmat?????"
Pura mahal unke ghusse se chaunk uthe aur Inder Singh chehre pe krodh liye seedha Kapila ke kaksh ke aur tez kadmo se jaane lage.