Aab to aise hona hi tha na...
kyun ki atul bhale hi ishq ki raah par chal raha tha lekin sachha pyar kisi dusre disha me thi. Aur atul bethasha pyar ke naam kanhi aur bhag raha tha. Aab to disha kya puri raah hi badal gayi...muskurate phulte gaalon par aansoon hi lakeer ban gayi...woh kahte hain na " ISHQ EK GUNAH HAI JISKI SHURUWAT DO MASUM BEGUNAHON SE HOTI HAI" wohi hua aaj Atul ke saath. Aaj uski najar me Ishq phirse gunah ban gaya. Lekin kahte hain naa saath me sachha pyar ho har asambhav sambhav hai . Bhale hi Nisha ke pash uska pyar ek dost ke rup me ho uske saath to hai aab to wohi ish namunkin ko mumkin karke dikhayegi.....
Nisha tumhe atul ko pana hai to bohot kuch kar gujarna padega...ye ishq hai iski kayi rang hai...