- 75
- 55
- 34
EPISODE 1 - (PART-1)
jin ki duniya ka ek shehr jis ka naam koh saba hay... wahan kach gehma gehmi chal rahi hay aaye ek nazar idhar dekh aate hen...
ek jhalk sartaj ki...
agar shehzadi ab yahan nahin hai to is takht par kon raaj kare ga... (jino ne sar e mehfil sab logon ke bech yeh bat chead di)
Shaqaan : ham jante hen keh shehzadi koh saba se kahin ghaib ho gayi hay or ham ne onhen talash karne ki bhi bohat koshishen ki hay... par ab tak wah hamen kahin nihen mili... liken ham yon hath pay hath dhare nahin beth sakte... ham bahat jald shehzadi ko talash kar len ge... or woh hi koh-saba ki dekh rekh kare gi....
sartaj : to kiya jab tak shehzadi nahin milti kiya koh-saba ko ham yon hi chhod den... agar esa hawa to ya koh saba ke asolon ke khilaf hoga... or shehzadi abhi is qaabl bhi nahin ke wih sahi faisle le saky ... to mera khayal hay kah jo is hakomat ko chalane ka huner rakta ho ... use hi takht nashin kar diya jaye ... sartaj ke ya alfaz ada karte hi koh-saba main sartaj ke naam ki sadain baland ho gayi...
arhaan jo ab tak khamosh tha bol utha... arhaan : khamosh ho jain ... meri bat suny ... jahan tak koh-saba ke asoloon ki bat hay ... to is main ya bhi shamil hay kah jab tak takht nashin khud hi apani saltanat kisi ko na de de tab tak wah hi koh-saba ka haakim hay ... or agar kisi ko us ki hakomat chahiye to use is haakim se maqablah kar ke haakim ko shikast deni padti hay ... is laye jab tak shehzadi khud apani saltnat na de de tab tak koi ise haasil nahin kar sakta ... or agar koi chahta hay is saltnat ko haasil karna ... to ise shehzadi or us ki foj se lad ke ftah haasil karni hogi ... arhaan ki bat khtam hote hi sab arhaan ki aqalmandi ki daad dene lagte hen...
arhaan ki bat san kar Shaqaan(arhaan ka baap) bhi khush ho jata hay ... or kahata hay...
shaqaan : arhaan ki bat se main sehmat hon ... or jab tak shehzadi nahin aa jati tab tak ya hakomat un ki hi rahe gi ...
sartaj : yeh sun kar arhaan ko gussay bhari nigah se dekhane lagta hay... par afsos ke kach kar nihen pata...
![images-1 images-1](https://i.ibb.co/GWphDZw/images-1.jpg)