• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Kuch Rang Zindagi Ke Aise Bhi (Completed)

asadjee

Well-Known Member
8,204
18,174
174
Hello Every One
Ye Kahani Hai Ik Aise Ladke Ki Jise Bachpan Se Hi Haalat Aur Dushmano Ne Chain Se Jeene Nahi Diya....
Badalte Waqt Ne Usay Khoonkhar 'Joshila Baq Raftaar Bana Diya...Jab Jawaan Hua To Apne Dushmano par
Bhooke Bhedion Ki Tarha Toot Pada.....
Is Me Milega Aap Ko.......... Action ... Incest .... Adultry And Much More
Ye Kahani Kalpanik Hai Is kahani ka Kisi Ki Zindagi se Koi Lena Deana Nahi

aap sab se ummeed karta hu ke aap sab ka support
mujhe regular mile ga aur salah bhi

ap sab ka shukriya





INDEX



Update 01Update 02Update 03Update 04Update 05
Update 06Update 07Update 08Update 09Update 10
Update 11Update 12Update 13Update 14Update 15
Update 16Update 17Update 18Update 19Update 20
Update 21Update 22Update 23Update 24Update 25
Update 26Update 27Update 28Update 29Update 30
Update 31Update 32Update 33Update 34Update 35
Update 36Update 37Update 38Update 39Update 40
Update 41Update 42Update 43Update 44Update 45
Update 46Update 47Update 48Update 49Update 50
Update 51Update 52Update 53Update 54Update 55
Update 56Update 57Update 58Update 59Update 60
Update 61Update 62Update 63Update 64Update 65
Update 66Update 67Update 68Update 69Update 70
Update 71Update 72Update 73Update 74Update 75
Update 76Update 77Update 78Update 79Update 80
Update 81Update 82Update 83Update 84Update 85
Update 86Update 87Update 88Update 89Update 90
Update 91Update 92Update 93Update 94Update 95
Update 96Update 97Update 98Update 99Update 100
update 101update 102update 103update 104update 105
update 106update 107update 108update 109update 110
update 111update 112update 113update 114update 115
update 116update 117update 118update 119update 120
update 121update 122update 123update 124update 125
update 126update 127update 128update 129update 130
update 131update 132update 133update 134update 135
Update 136Update 137Update 138Update 139Update 140
update 141update 142update 143update 144update 145
update 146update 147update 148update 149update 150
update 151update 152update 153update 154update 155
update 156update 157update 158update 159update 160
update 161update 162update 163update 164update 165
update 166update 167update 168update 169update 170
Update 171update 172update 173update 174update 175
update 176update 177update 178update 179update 180
update 181update 182update 183update 184update 185
update 186update 187update 188update 189update 190
update 191update 192update 193update 194update 195
update 196update 197update 198update 199update 200
 
Last edited:
  • Like
Reactions: A.A.G. and Naik

asadjee

Well-Known Member
8,204
18,174
174
Update 1

ek ladka bhaga ja raha tha usay kuch andaza nahi tha. apne aas paas dekhe bina badhawasi main hi bhaga ja raha tha.us ne is par bhi ghor nahi kya ke wo jis side bhag raha hai wo ek khoofnak jungle hai jahan koi bhi hoshmand insan "din ka ujala bhi kyun na ho" wahan jaane ke naam se hi un ki geeli ho jati hai.koi khush kismat hi ho ga jo us jungle se zinda wapis bahar a paya ho .aisa kya hai us jungle main koi is bare me sahi se bata nahi paya. agar koi zinda wapis laut bhi aya to wo batane ki halat main nahi rehta tha.

wo ladka lag bhag 1.5 ghante se bhag raha tha. wo bohat thak gaya tha bhagte bhagte us ke paon jawab de chuke the wo achanak ladkhada kar gira. us ka sar ek pathar se takraya aur wo behosh ho gaya.

jab us ki aankh khuli to to usay kuch dikhai nahi diya.har taraf andhera hi andhera tha wo dar gaya us ne apni ankhon ko masal kar saaf kiya us ne idhar udhar dhiyan se dekha to usay kuch kuch dikhne laga. wo dar gaya ye jaan kar ke wo ek jungle me hai.

"jungle main hai" ye soch kar hi us ki phatne lagi.phir bhi wo darta darta agay barha. har taraf andhera tha bhayanakar size ke darkht junglee belen kante dar jhadiyan khonnkhar darindon ki awazein. dar ke maare us se chalna mushkil ho raha tha . kuch der baad usay ek darakht nazar aya darakht bohat hi ghana aur us ki shakhein 1.5 feet chodi thi.wo ladka us darkht par charh gaya."ab usay suba ka intizar tha".
 
Last edited:

tpk

Well-Known Member
12,757
17,183
228
Update 1

ek ladka bhaga ja raha tha kahan bhaga ja raha tha.usay kuch bhi pata nahi tha
us ke aas pass kya hai wo badhawasi main hi bhaga ja raha tha.us ne is par bhi ghor nahi kya ke wo jis side bhaga ja raha hai wo ek nihayat hi khoofnak jungle hai jahan koi bhi hoshmand insan din ka ujala bhi kyun na ho wahan jaane ke naam se hi un ki geeli ho jati hai.koi khush kismat hi ho ga jo us jungle se zinda wapis bahar aya hai.aisa kya hai us jungle main koi nahi bata sakta koi bata nahi sakta.agar koi zinda laut kar bhi wapis laut bhi aya to wo batane ki halat main na rehta tha

wo ladka bhaga ja raha tha najane kitne ghante se ab wo bohat thak gaya tha bhagne ke karan us ke paon jawab de chuke the wo achanak ladkha kar gira.girne se us ka sar ek pathar se takraya aur wo behosh ho gaya

jab us ki aankh khuli to najane kitne bhante beet chuke the filwaqt to usay kuch bhi yaad na aya ke aaj ke din us par aur us ki family par kya guzar chuki hai.

us ne apne charoon taraf dekha tu har taraf andhera hi andhera tha usay kuch bhi ache se dikhai nahi de raha tha.wo andaze se hi ik taraf chal diya kuch der chalte rehne se us ki ankhen kuch kuch andhere ki aadi hoti ja rahi thi ab usay kuch kuch apne aas paas ka andaza ho raha tha ke wo kisi jungle main hai

(jungle main hai) ye soch kar hi us ki phat gai.phir bhi wo darta darta agay badhta chala ja raha tha rukne ka naam hi nahi le raha tha har taraf ghane trees khoofnaak jungle belen kante dar jhadiyan.kuch ghante chalne ke baad usay ek darakht nazar aya darakht bohat hi ghana aur us ki shakhein 1.5 feet chodi thi.wo ladka us darkht par charha usay darakht pe charne main koi mushkil nahi hui
nice start
 
  • Like
Reactions: Naik

Naik

Well-Known Member
20,955
76,610
258
main koi writer nahi hoon aur mujhe lagta hai ke main ek acha writer ban bhi nahi sakta.kaha jata hai ke agar koi kaam pefectly nahi kiya ja sakta tu is ka matlab ye nahi ke usay kiya hi na jaye struggle kabhi bhi insan ko nahi chodni chahiye struggle jari rakho ho sakta hai ke karte karte tum us kam me success hasil kar lo.main nahi janta ke main ye story kaisi likho ga achi ho gi ya bohay achi ho gi buri ho gi ya bohat buri

koshish to ye hi ho gi ye story har haal main end tak le ke jaon
is stroy main bohat kuch ho ga like incest adultry fantasy revenge
action etc.
ye kahani sara sar meri soch pe mabni hai is ka kisi ki zindagi se koi connection nahi hai
Nayi kahani k liye mubarak baad bhai
 
  • Like
Reactions: asadjee

Naik

Well-Known Member
20,955
76,610
258
Update 1

ek ladka bhaga ja raha tha kahan bhaga ja raha tha.usay kuch bhi pata nahi tha
us ke aas pass kya hai wo badhawasi main hi bhaga ja raha tha.us ne is par bhi ghor nahi kya ke wo jis side bhaga ja raha hai wo ek nihayat hi khoofnak jungle hai jahan koi bhi hoshmand insan din ka ujala bhi kyun na ho wahan jaane ke naam se hi un ki geeli ho jati hai.koi khush kismat hi ho ga jo us jungle se zinda wapis bahar aya hai.aisa kya hai us jungle main koi nahi bata sakta koi bata nahi sakta.agar koi zinda laut kar bhi wapis laut bhi aya to wo batane ki halat main na rehta tha

wo ladka bhaga ja raha tha najane kitne ghante se ab wo bohat thak gaya tha bhagne ke karan us ke paon jawab de chuke the wo achanak ladkha kar gira.girne se us ka sar ek pathar se takraya aur wo behosh ho gaya

jab us ki aankh khuli to najane kitne bhante beet chuke the filwaqt to usay kuch bhi yaad na aya ke aaj ke din us par aur us ki family par kya guzar chuki hai.

us ne apne charoon taraf dekha tu har taraf andhera hi andhera tha usay kuch bhi ache se dikhai nahi de raha tha.wo andaze se hi ik taraf chal diya kuch der chalte rehne se us ki ankhen kuch kuch andhere ki aadi hoti ja rahi thi ab usay kuch kuch apne aas paas ka andaza ho raha tha ke wo kisi jungle main hai

(jungle main hai) ye soch kar hi us ki phat gai.phir bhi wo darta darta agay badhta chala ja raha tha rukne ka naam hi nahi le raha tha har taraf ghane trees khoofnaak jungle belen kante dar jhadiyan.kuch ghante chalne ke baad usay ek darakht nazar aya darakht bohat hi ghana aur us ki shakhein 1.5 feet chodi thi.wo ladka us darkht par charha usay darakht pe charne main koi mushkil nahi hui
Badhiya shuruwat
Aisa kia ho gaya jo ladka bas badhawasi m bhaga jaa raha kia aisi ghatna ho gayi ladke k saath
Dekhte h aage kia hota h
 
  • Like
Reactions: Smith_15

asadjee

Well-Known Member
8,204
18,174
174
Nayi kahani k liye mubarak baad bhai
thanks bro koshish karon ga ke story mindblowing ho kahani ki agar baat karoon to mere mind me bohat hi maze ki hai
lekin usay write karna asan nahi hota aoni soch ko proper tarike se alfaz ki shakal dena kuch logon ke liye mushkil hai tu mere liye bhi aisa hi hai agar aap sab ka support raha
aur suggestion bhi milti rahi
tu i will try my best
main aap sab ko surprising ek bat batao wo ye ke mujhe likhe huye bees sal ka waqt beet chuka hai
pencil ka use kiye huye bhi najane kitne saal beet gaye insan kaam main itna busy ho jata hai
aur kuch home tentions ki waja se waqt hi nahi mil pata tha
main story likhne ke liye apne aap ko perfect nahi samjhata mere mind main ek story ban rahi thi to mera
dil kiya ke kisi ko story ka wo plot do ta ke wo us pe ek ahci story likh de
kyunki mujhe laga mian achi story nahi liukh sakta
lekin aaj hi najane mere dil main ikya samai mera mood ban gaya likhne ke liye
to bas phir kya tha likhne ki shuaat kar di
aap sab se guzarish hai agar mere se koi ghalti ho to honestly mujhe bata de aur agar salah de saken to phir kya kehne
abhi aur bhi bohay kuch kehne ke liye hai baqi ka phir sahi
 

asadjee

Well-Known Member
8,204
18,174
174
Update 2

wahi ek doosri taraf__

ek aurat apni teen betion ko le kar bhag rahi thi aur un ke peeche gunday lage huye the aur sath me kuch kutte bhi the jo
us aurat aur us ki betion ki khushboo pa ke un ko cheer phar karne ke liye betab un gundon ke sath sath bhaag rahe the.

un ke beech ka fasila 300 meter ka tha.aurat aur bachian lag bhag thakan se choor ho chuki thi lekin zindagi bachane ke liye
bhagna tu tha hi...
lekin kahan tak bhag sakti thi wo massom si nazuk si chu moi si us aurat ki betian jin ki age (1st 5 sal 2nd ki age 6 aur 3rd ki age 7 saal) thi...
lekin wo aurat thakan se choor hone ke bawjood apni
betion ki himmat barha rahi thi ...khud ka hosla toot raha tha lekin apni betion ki zindagi bachane ke liye wo bhag rahi thi.
bhagna phir bhagna lagatar bhagna zindagi bachane ke liye struggle karna wo chorna nahi chahti thi wo janti thi agar us ne himmat har di tu wo apni zindagi ka sab kuch haar jaye gi...
usay khud apni zindagi se zayada apni betion ki zindagi ki fikr thi.
bechari nanhi bachian wo to sahi se janti bhi nahi thi ke ye sab ho kya raha hai aur "maa" kyun bhaag rahi hai wo to bas maa ko pareshan dekh kar us ke saath bhaag rahi thi.
peeche gundon aur kutton ka fasla 300 meter se kam ho kar 150 meter ka ho ke reh gaya tha aur khoonkhar kutte apne malikon ke hathon main pakdi rasi ko chuda kar un maa betion ko cheer phar kar dalne ke liye bechain ho rah the....

Gunda 1 - kaalu kutton ki rasi ko khol do yaar wo jald hi un tak ponch jayen ge
kaalu - nahi nahi hum aisa nahi kar sakte... agar hum ne aisa kiya to kutte un maa betion ko maar de gay agar wo aurat aur un ki batian mar gai tu hamara maalik humen zinda dafan karde ga
Gunda 1 - kaalu keh to tu thek raha hai lekin wo samne dekh
wo aurat nadi ke pas ponch gai hai humen jaldi karni ho gi kahi aisa na ho wo aurat apni betion ko bacha kar le jaye...
kaalu - are haan yaar maine to ghor hi nahi kiya chal bhago jaldi se agar wo hamare haath se nikal gai tu maalik humen zinda dafan kar de ga...
Gunda 1- ab kutton ko chorne ke ilawa aur koi option nahi hai
sab kutton ki rassian khol kar kutton ko azad kar do
kaalu - haramzado jaldi karo tum sab but ban kar kyun khade ho
jadli se kutton ko khol do ab to jo bhi ho dekha jaye ga.
kaalu ki baat sun kar baaki ke gundon ne sabhi kutton ko khol diya rasion ke khulte hi kutte khofnaak awaz nikalte huye us aur barh gaye.
jab aurat bhagte bhagte nadi ke pas ponchi tu us ne aas pass dekha koi aisi cheez jis ka usay faida ho lekin us se pehle ke usay koi cheez milti usay kutton ki awaz kareeb ati hui mehsoos hui
jab us ne peeche mur ke dekha tu us ke ronghate khade ho gaye
usay samajh hi nahi a raha tha ke ab wo kya kare samne nadi
beh rahi thi jis ka pani nihayat hi khatarnaak aur tez raftaar tha
agay bhi maut aur peeche bhi maut .....us ke paas sochne ka time nahi tha...

peeche to confirm maut thi to agay bhi lekin nadi me koodne se ek chance tha ke shayad jaan bach jaye... us ne bhagwan ka naam le kar apni betion ko thama aur nadi me kood gaii......

 
Last edited:
Top