• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Kundali Bhagya

ashishpyarka

New Member
49
148
33
Update 263



Me badi ma aur Padmaji hum tino sarpanchji ke waha chale gaye, mene hi car chala li thi, waise jyada dur nahi tha par fir bhi hum waha car se gaye the, badi ma aur Padmaji pichhe bethi hui thi, waha jab hamari car pahuchi to ek aadmi daudta hua waha aaya aur usne car ka darwaja khola.

Sarpach : Aiye thakurain, hum sab aapka hi intejar kar rahe the (car me dekhte hue) Thakur sahab nahi aaye.

Kamnadevi : (bahar nikalte hue)Wo kabhi aaye hai jo tum ye soch rahe the.

Sarpanch : (Halka sa muskurate hue) Muje pata hai par fir bhi dil to yahi chahta hai ki wo bhi kabhi yaha aaye (Padma par najar dalte hue) Bahurani bhi aayi hui hai. (Padma bhi muskurate hue bahar nikali, Sarpanch ne Shiv ki aur koi dhyan nahi diya)

Kamnadevi : (Meri aur dekhte hue) Tum kyu ander bethe hue ho, car yahi rehne do. (Me bhi car ki chabi le kar bahar aa gaya, Sarpanch muje upar se niche tak dekhne laga, me badi ma ke pass pahuch gaya)Chalo.

Sarpanch : Ye kon hai. (Sarpanch ne socha tha ki koi driver hoga par usko dekh kar lag nahi raha tha ki wo koi driver hai aur thakurain itne pyar se keh rahi thi to usko yakin ho chala ki ye koi khas hi hai par wo janta nahi tha)

Kamnadevi : Sab batati hu, pehle ander to chalo. (Waha ek ladki jo ghar ke ek side se sabko dekh rahi thi wo daudte hue ander ki aur bhagi, ander ja kar wo sarpanch ki beti ke pass pahuch gayi, ye ladki Sarla thi)

Sarla : Wo ladka tumhare yaha aaya hui hai. : (Sarpanch ki ladki jo sabke liye sarbat bana rahi apani maa ki madad kar rahi thi uske kaan me ja kar kaha)

Manusi : Kiski baat kar rahi hai? (Usne thoda jor se hi kaha tha jis se Sarpanch ki bivi Pushpadevi ne bhi unki aur dekha to Sarla thodi sahem gayi par jald hi baat ko sambhalte hue boli)Wo thakurain log aa gaye hai ye keh rahi thi. (Kehte hue usne Manushi ko ankhe dikhayi, Manusi ne bhi dekha ki wo uski maa ki wajah se aisa bol rahi hai to wo kuchh nahi boli)

Pushpadevi : Isme itna chowknewali kya baat hai, ye to baroso se ho raha hai, wahi to aati hai.

SArla : (Juthi muskan ke sath)Hmmmm.

Puspadevi : Achchha to me bahar ja rahi hu, tum dono thodi der baad me bulau tab ye sarbat le kar aa jana, aur ha thakurayin ke liye wo alag se rakkha hai wo glass le kar aana.

Sarla : Sirf thakurayin ke liye?

Pushpadevi : Kyu koi aur bhi hai unke sath?

Sarla : Ha, wo chhoti thakurain hai aur ek ladka bhi hai.

Pushpadevi : Ladka? Kon ladka? Chhote thakur hai kya?

Sarla : Kya chachi, me chhote thakur ko nahi pehchanti (Keh kar wo muskurayi) ye to koi aur hai.

Pushpadevi : (sochte hue)Aur kon hai?

Sarla : Shayad unka koi ristedar hai, badi thakurayin bade pyar se usko apane sath le kar chal rahi thi.

Pushpadevi : Achchha thik hai, tin glass le aana. (Kehte hue wo kahdi hui aur soch rahi thi ki wo kiski baat kar rahi hogi, wo waha se bahar ki aur nikal gayi)

Manusi : Ye kya gol gol baate bol rahi thi tu?

Sarla : Tu to puri bevakuf hai, are me us ladke ki baat kar rahi thi, mene bataya nahi tha wo nadi wala.

Manusi : Oh to ab yaha bhi wo tuje dikhne laga. (Kehte hue usne majak me kaha)

Sarla : Tujse to baat karna hi bekar hai, me sach keh rahi hu, wo thakurayin ke sath aaya hai, teri kasam.

Manusi : Aya hoga, to kya? Pata nahi kitne dino se bas usi ladke ke gun ga rahi hai, aisa kya dekh liye hai tune usme.

Sarla : Wo to tu dekhegi tab pata chalega tuje, aaj aaya hai to dekh lena. (Wo ajeeb tarha se muskurate hue boli)

Manusi : Me tere jaisi nahi hu jo aise hi kisi ladke ko dekh kar pagal ho jau.

Sarla : To kya me tuje aisi lagti hu, tu meri sabse pakki saheli hai, kya tu mere bare me aisa sochti hai? (Usne muh banate hue kaha)

Manusi : To fir aisi kyu harkate kar rahi hai, hume kya wo jo bhi ho.

Pushpadevi shir par pallu liye bahar aa gayi waha gaav ke dusare bhi log bethe hue the, unhone thakurayin aur Padma ka swagat kiya.

Pushpadevi : Namaste thakurayin, namaste bahurani. (Padma ne bhi hath jod kar muskura kar unka abhivadan swikar kiya)

Kamnadevi : Kaisi ho Pushpa?

Puspadevi : Aap ki kripa hai bas. (Thakurayin bas muskurayi, Puspadevi ne bhi us ladke ko dekha jo ek kurshi par pass me hi betha hua tha)Ye kon hai, pehle kabhi nahi dekha?

Kamnadevi : Batati hu baba, sab ek hi sawal puchh rahe hai, mene socha ki sabko alag alag jawab dene se achchha hai ki ek sath hi sab ko jawab de du. Ye Shivans hai. (Naam sunte hi jase sab ke muh khule ke khule hi reh gaye, sab ascharya se us ladke ko dekhne lage)

Sarpach : (Thuk nigalte hue)Aap sach keh rahi ho kya?

Kamnadevi : Isme juth kehne ki kya baat hai (Halka sa gussa hote hue)

Sarpach : Nahi mera wo matlab nahi tha. Ye ye to bahot achchhi baat hai, tabhi me kabse soch raha tha ki inko dekha dekha sa lag raha hai, par jab aapne ye baat kahi tab chehra spast ho gaya, inhe dekh kar hi lag raha hai. (Kamnadevi bas muskurayi par Padma bade gaur se Sarpanch ki aur dekh rahi thi, wo kuchh ghabraya hua bhi lag raha tha)Malik ko ye baat pata hai? (wo ghabrate hue bola)

Kamnadevi : Kya bachcho jaisi baat kar rahe ho Vidhyadhar, wo hamare ghar me reh raha hai to kya unhe ye baat pata nahi hogi?

Sarpach : (Lajjit hote hue) Nahi mera wo matlab nahi tha wo bas wo bas...(Uski jaban sath nahi de rahi thi)

Kamnadevi : Ye sab bate chhodo, mude ki baat par aao, batao kyu bulwaya hai hume?

Pushpadevi : Ye sab bate to hoti rahegi, pehle mene sabke liye sarbat banaya hai wo lijiye. (Usne awaj di) Manusi ooo manusi, wo sarbat to le aao jara. (Sarpanch abhi bhi muje hi dekh raha tha, uske chehre se hi lag raha tha ki wo kafi gabhraya hua hai, meri samaj me nahi aa raha tha ki aisa kyu hai, tabhi do ladkia hath me tray le kar waha sarbat liye hue aayi, dono muje hi dekh rahi thi, usme se ek ladki ko dekh kar laga ki shayad mene usko dekha hai, turant hi dimag me aa gaya ki isko mene nadi par dekha tha, par dusari ka pata nahi tha.)Are khadi khadi dekh kya rahi hai, sarbat de.

Manusi : (Thithakte hue)Ha mummy. (Wo thakurayin ke paas pahuchi)Namaste thakurayinji.

Kamnadevi : (Muskurate hue)Tum to kafi badi ho gayi ho, (Manusi sharmane lagi, sarbat lete hue)Kyu sarpach kab bula rahe ho fir? (Muskurate hue wo jis dhnag se boli uski baat ka matlab sab samaj gaye, wo shadi ki baat kar rahi thi)

Sarpach : Jald hi bulate hai.

Pushpadevi : Nahi thakurayin, jab tak ye padhayi puri nahi kar leti tab tak nahi.

Kamnadevi : (Muskurate hue)Are me to bas majak kar rahi thi, tum sach keh rahi ho, ladkio ko padhna hi chahiye. Aur ye ladki (Sarla ki aur dekhte hue) Ye Mahipatram ki ladki hai na?

Mahipatram : (Jo wahi betha hua tha)Ji thakurayin, ye meri hi ladki hai.

Kamnadevi : Bachchio ko bade hote der nahi lagti. (Kehte hue wo sarbat pine lagi, wahi Padma ko sarbat dene ke baad jab Manusi Shiv ko sarbat dene gayi to itna sharma rahi thi, uska pura sharir kanp raha tha, wo najare bhi nahi mila pa rahi thi par fir bhi ek najar usne dekh hi liya, par jaise hi uski najar Shiv se takrayi usne najare jhuka li, sab ko sarbat dene ke bad dono ladkia ander chali gayi)(Kamnadevi ne baat aage badhayi) Har sal jo utsav hum manate hai to is saal bhi manayenge, iske liye hume bulwane ki kya jarurat thi.

Sarpanch : Aapke bagair ye utsav kaise ho sakta hai, aapko to aage hi rehna padega na. (Kamnadevi bas muskurayi) waise to ye utsav humne sirf apane gaav ke liye suru kiya tha par ab to aas pass ke kayi gaav ke log aate hai to prabandh bhi dekhna padta hai, bhale hi sarpanch me hu par sarkar(Govt) se to aapko hi baat karni padegi.

Kamnadevi : To isme konsi badi baat hai, hum baat kar lenge. Aur koi kaam ho to batao.

Sarpanch : Hamari bhala kya aukat jo aapko kaam kahe, bas aapka hath hamare shir par hai to hum sab kar hi lenge, ye to bas jankari dene ke liye aapko bulwaya tha.

Wahi duari aur dono ladkia ander chali gayi thi, Manusi ne jab Shiv ko dekha to sach me wo dekhti hi reh gayi thi, par wo apani saheli ke samne kamjor dikhana nahi chahti thi to wo bas kaam ka bahana bana kar kaam me vyast dikhane ka prayas kar rahi thi.

Sarla : Kya haua, achchha nahi laga?

Manusi : Achchha hai ki nahi us se hame kya lena dena, tu to kham kha hi baate bana rahi thi. (Sarla thodi mayus ho gayi)Ab muh kyu bana rahi hai, tuje agar pasand hai to mene thodi na roka hai tuje?

Sarla : Mene aisa kab kaha, wo kaha aur me kaha, me to bas ye keh rahi thi ki wo achchha dikhta hai aur kuchh nahi. (chehre par mayusi ke sath wo boli)

Manusi : (Usko udas dekh kar)Tu kyu aisa muh latka rahi hai, wo chahe dikhne me kitna bhi achchha kyu na ho, par tu janti hai na ki wo kis khandan se hai, tu janti hai un logo ko, aise logo se dur rehna hi achhha hai, samaj rahi hai na tu?

Sarla : Sab samajti hu, me to bas bata rahi thi aur kuchh nahi.

Manusi : Ab ye muh maat latka aur kaam me dhyan laga. (Fir dono kaam karne lagi)

Yaha kafi der tak utsav ko lekar charcha chali uske baad me badi ma aur Padmaji sab waha se ghar ke liye nikal gaye, Un sab ki bato se muje itna to pata chal gaya ki ye utsav hai kya. Pichhale kuchh salo se yaha ke logo ne naye sal par ek dusare se milne ke liye is utsav ka ayojan kiya tha taki sab aapas me ek dusare se mil sake aur nav varsh ki subhkamnaye de sake, par ab yaha is utsav ne mele jaisa roop le liya tha aur aas pass ke gavo ke log bhi is utsav me saharsh bhag le rahe the, badi matra me log aa rahe the to ayojan bhi karna padta tha, ye utsav bade peymane par hone laga tha to suraksha ka bhi dhyan rakhna pad raha tha. Jyadatar gaav vale mil kar ye utsav manate the to wahi sab dhyan rakh rahe the par fir bhi prasasan ki aur se bhi suraksha ke intejam kiye jate the. Yaha sabki kuldevi ka mandir tha aur uske pass bahot badi jagah thi to wahi ye utsav manaya jata tha.

Kamnadevi : Tumne suna na, ye utsav kya hai?

Shiv : Ji badi ma.

Kamnadevi : Ye utsav suru tab hota hai jab hamare ghar ke log puja aur havan karte hai, is baar tum yaha ho to ye tumhare hatho hi hona hai samaj rahe ho na. (Padma bethe bethe sab sun rahi thi, wo ghur kar Shiv ki aur dekh rahi thi, itna sab hone ke bavajud uska maan abhi bhi ye maan ne ko taiyar nahi tha ki Shiv hi shivans hai, kyu ki usko pata tha ki usko yaha kisi kaam ke liye Shivans bana kar laya hua hai, par wo apani sasu ko kuchh nahi keh sakti thi to wo chup hi rahi)

Hum sab ghar pahuch gaye aur Padma utarte hi sidhe apane kamare me chali gayi, hum ander pahuche to Krupaliji beth kar tv dekh rahi thi, badi maa ki wajah se wo sidhe mujse baat karne se katra rahi thi to unhone apani maa se hi puchha.

Krupali : Utsav ki wajah se bulwaya tha na? (Wo janti thi ki ye har baar ki baat hai, pichhale kuchh samay se wo is utsav me nahi aayi thi)

Kamnadevi : Ha, is baar Shivu yaha hai to mene socha hai ki usi ke hatho is utsav ka prarambh kiya jaye.

Krupali : (Uska dil bhi abhi bhi Shiv ko Shivans maan ne se inkar kar raha tha kyu ki agar wo maan jati to fir ye uska bhai ho jata aut ye wo katayi nahi chahti thi)Par har baar to is utsav ki suruaat papa aur aap hi karti hai na?

Kamnadevi : Ha karte hai, par kabhi na kabhi to hume is bagdor ko agali pedhi ko dena hoga, jab mera beta itne salo baad aaya hai to fir kyu na usi ke hath se karwayenge. (Krupali kuchh na boli par uska dil bhi ander hi ander dukhi hone laga wo mayusi se Shiv ko dekhne lagi par boli kuchh nahi)

Yaha jaise hi Kamnadevi waha se nikali aur gaav vale bhi nikal gaye to sarpanch ne Udesinh ko phone lagaya,

Sarpanch : Namaste thakursahab.

Udesinh : Kaho Vidhyadhar, kaise phone kiya?

Sarpanch : Wo thakurayin sahiba aaj yaha aayi thi.

Udesinh : Muje pata hai, is liye phone kiya tha tumne?(wo chidte hue bola)

Sarpanch : Nahi thakursahab, baat ye nahi hai, mene kisi aur kaam ke liye phone kiya tha.

Udesinh : Baat ko gol gol maat ghumao, sidhe sidhe baat karo, me yaha busy hu.

Sarpanch : Wo unke sath me ek ladka aaya tha. (wo bol kar ruk gaya)

Udesinh : (Wo samaj gaya ki wo kya kehna chahta hai, usko bhi gussa aaya ki uski bivi Shiv ko waha kyu le kar gayi) Ha to?

Sarpanch : (Thoda darte hue) Wo thakurayin bata rahi thik ki wo aapke chhote bhai ka ladka hai. (Usne apane maan ki shanka jahir ki)

Udesinh : Hai to?

Sarpanch : Kya ye sach hai? (Usko bharosa nahi ho raha tha, Udesinh ne koi jawab nahi diya to usne dobara kaha)Kya ye sach hai thakur sahab?

Udesinh : Tumhe kya fark padta hai ki ye sach hai ya nahi? (Irritate hote hue wo bola)

Sarpanch : Par ye wo kaise ho sakta hai, par usko dekh kar lagta hai ki ye wohi hai, usme chhote thakur ki jalak saaf saaf dikh rahi thi, par dimag ye maan ne ko taiyar nahi hai, (Thoda ruk kar)Usko to aapne...

Udesinh : (Uski baat bichme hi kaat kar chillate hue)Wo baat apani juban par bhi maat lana. (Sarpanch unki awaj sun kar hi upar se niche tak kanp gaya)

Sarpach : Naahiiii thakur saaahhaab meeee to baassss woooooo....

Udesinh : Me ne tumhe chetaya tha sarpach, agar kabhi ye baat apani juban par laye to wo tumhari maut ka karan banega, lagta hai bhul gaye tum. (Wo gusse se bola)

Sarpanch : Nahi malik me kabhi kisi aur ke samne ye baat nahi bol sakta, wo to us ladke ko dekh kar muje yakin nahi ho raha tha, upar se thakurayinsahiba uska parichay de rahi thi, jiska matlab tha ki aapko sab pata hai, mera dimag kuchh samaj nahi pa raha tha to mene aapse puchhne ke liye phone kiya. (Usne darte hue sab akaha)

Udesinh : Mene kaha na ki tum in sab bato se dur raho, aur ha wo baat agar kabhi tumhari juban par aayi ya aaur kisi ki juban par bhi aaayi to wo tumhare liye thik nahi hoga aur ye tum achhhi tarha se jante ho. Ab rakkho phone.

Sarpanch : Ji .. ji ma....(Wo apani baat puri karta us se pehle samne se phone cut gaya. Wo apane phone ko dekh raha tha aur kuchh soch raha tha ki tabhi uski gharwali bahar aayi)

Pushpadevi : Suniye, aaj sham khane ke kya banau? (Usne dekha ki uske pati ne uski baat suni hi nahi)Suniyeeee, kaha khoye hue ho? (Wo thoda jor se boli)

Sarpanch : (Chaunk kar) Hhhhh, kyaaa?

Pushpadevi : Kaha khoye hue hai, phone ko aise kyu dekh rahe hai?

Sarpach : (Chidete hue)Timhe kya, kya hai ye batao na.

Puspadevi : Chid kyu rahe hai, me to bas itna puchh rahi thi ki aaj khane me kya banau?

Sarpach : (Chidte hue)Ye kya roj roj ek hi sawal, jo bana na hai wo banao na.

Pushpadevi : Hua kya hai aapko, itna chid kyu rahe hai.

Sarpach : Kuchh nahi,me abhi aata hu.

Puspadevi : Achchha suno na.

Sarpach : Ab kya hai?

Pushpadevi : Me ye keh hahi thi, wo chhote thakur ka ladka kitna lumba tha nahi?

Sarpanch : To me kya karu?

Pushpadevi : Me to bas keh rahi thi, pata nahi itna kyu chid rahe ho aap aaj.

Sarpanch : Tum apana kaam karo na, me abhi aata hu. (Kehte hue wo ghar ke bahar nikal gaya, Puspadevi ko samaj nahi aa raha tha ki akhir uska pati kyu itna chid raha hai, jab wo ander gayi to uski beti bethi thi aur kisi khayalo me gum thi)

Puspadevi : Aise bethe bethe kya soch rahi hai? (Wo bhi thoda chidte hue boli)

Manusi : (Hadbadate hue)Kuchh nahi maa, bas aise hi. (Usne khud ko kaam me lagaya par bar bar uske jahen me usi ladke ka chehra aa raha tha, wo khud ko smbhalti par fir bhi pata nahi kyu wo chehra uski ankho ke samane aa hi jata tha, wo bhi ek jawan ladki thi aur is umar me aisa khinchav mehsus karna koi badi baat nahi thi par usko khud par gussa aa raha tha, wo is tarha se mehsus karna nahi chahti thi to wo khud ko rok rahi thi par fir bhi jaise uska maan uske bas me nahi tha aur fir se wo chehra uske maan mastisk me dastak de jata tha,jaise taise wo kaam me lag gayi)

Yaha Padma ka bhi wohi hal tha, uska karan kuchh alag tha, wo bhi soch to Shiv ke bare me hi rahi thi, uski samaj me nahi aa raha tha ki akhir log itni aasani se kyu is baat ko swikar kar rahe the ki ye ladka hi uske chachaji ka ladka hai, aisa kya hai jo log itni aaasani se is baat par bharosa kar rahe the, usko is baat ka yakin tha ki ye ladka wo to nahi hi hai, fir na jake kyu log is baat ko samaj nahi rahe hai. Is baat ka jawab bhi uske maan ne hi diya, Uske sasur ki baat koi taal nahi sakata tha, wo ek baar jo keh de wo fir chahe galat hi kyu na ho, har hal me sabko maan na hi padta tha, shayad isiliye log is baat ko maan rahe hai, ye tark usko bilkul sahi laga kyu ki is ke alawa aur koi baat to ho hi nahi sakti thi, wo janti thi ki ye wo ladka nahi hai aur fir bhi log is baat ko maan rahe the iska yahi matlab hota hai. Uske maan ko thodi shanti mili aur wo apane kaam me lag gayi. Is aur in sabse be khabar Shiv apani practice me laga hua tha, uske maan me ek hi dhyey tha, uski Juhi se bhi baat hui thi aur usne kaha tha ki kabhi bhi compition ke liye date aa sakati hai to usko taiyari karni hi thi.

Aaj khane ki table par roz ki tarha hi wo Krupali, Padma aur Badima hi bethe the.

Kamnadevi : Tum wapas jane ko keh rahe ho par jald hi wapas aa jaana, samaj rahe ho na meri baat. (Mene koi jawab nahi diya bas unki aur dekha) Aise kya dekh raha hai, ab tu koi anath nahi hai jo us anathalay me rahega, tu is ghar ka chirag hai to fir waha jane ki jarurat kya hai tumhe.

Shiv : Mene aapko kaha tha ki me aisa nahi kar sakta. (Mene shanti se jawab diya)

Kamnadevi : Me samajti hu ki itne saal tu waha raha hai par ab kyu rehna hai, waha tera kon hai jo tumhe waha rehna hai.

Krupali : Ye to aap waha jaogi tabhi pata chalega aapko. (Usne muskurate hue kaha, me bhi unki baat pe muskuraya)

Kamnadevi : Kyu aisa kya hai waha?

Krupali : Shayad aapko pata nahi hai par ye anathalay me ab rehta nahi hai, wo anathalay iske bharose hi chal raha hai, agar ye waha se nikal gaya to anathalay hi band ho jayega, kyu sahi kaha na mene Shiv?

Kamnadevi : Wo me kuchh nahi janti, mera bachcha waha nahi rahega ab. Aur kyu rahe, wo koi anath nahi hai.

Shiv : Aise hi to me yaha nahi aa sakta badi maa, meri padhayi bhi chal rahi hai, aise hi me bichme sab nahi chhod sakta.

Kamnadevi : Wo me kuchh nahi janti, jo karna hai karo, par me ab tumhe waha nahi rehne de sakti. Tum shayad kuchh nahi jante, par tumhe apane maa baap ke bare me bhi sochna chahiye, wo kitnesalo se tumhare liye tadap rahe hai. (Maa baap ki baat sun kar me chup ho gaya, Padma bade gaur se Shiv ko dekh rahi thi)Tumhe nahi milna unse?

Shiv : Milna hai, par uncle ne abhi mana kiya hua hai.

Kamnadevi : Wo kon hote hai mana karne wale, me Sukhdevbhaisahab se baat karti hu.

Padma : Par mene suna hai ki wo to milne ki halat me hi nahi hai, ye waha ja ke kya karega?

Kamnadevi : Kya karega se kya matlab hai tera, bhale hi wo is hal me nahi hai ki isko na pehchane par khun to khun hi hota hai, kya tu milna nahi chahta? (Mera dil tadap utha)

Shiv : Ji badi maa.

Kamnadevi : Tu fikar maat kar, aaj hi me unse baat karti hu, dekhti hu ki kon tumhe milne se rokta hai.

Yahi sab bate hoti rahi aur hum khana kha rahe the. Muje roti chahiye thi par wo thodi dur padi hui thi aur us waqt waha koi naukar bhi nahi tha, halaki roti Padmaji ke samne thi par me unse sidhe baat nahi kar raha tha to mene badi maa se kaha.

Shiv : Badi maa, wo roti istaraf dijiye na.

Kamnadevi : (Najar daudate hue)Padma ke pass hai, (apani bahu ko dekhte hue)Padma, de to usko. (Padma ka maan to nahi tha par fir bhi usne diya, dono ki najare takrayi, fir sab khana khane lage, thodi der baad muje daal ki jarurat padi, par wo bhi unke hi pass thi, par mene unse nahi kaha, fir mene badi maa ko hi kaha, to wo halki narajgi se muje daat te hue boli)Apani bhabhi ke paas padi hai dikh nahi rahi hai tuje. (Me kuchh nahi bola, mene Padmaji ki aur dekha to unhone fir daal meri aur khiska di, Pata nahi kyu par Padmaji ke chehre me me apane liye narajgi saaf mehsus kar raha tha to sidhe unse baat karna muje khatak raha tha. Khair khana khatam ho gaya, mere karne ke liye waha kuchh tha nahi to me upar apane kamare ki aur chala gaya)

Krupali ne dekha ki Shiv akele hi upar ja raha hai to uska bhi maan kiya ki wo pichhe pichhe hi chali jaye par wo aisa nahi kar sakti thi, wo usko jate hue dekh rahi thi to Padma ne jaise toka,

Padma : Aapko bhi jana hai to jaiye.

Krupali : (Baat ko ghumate hue)Nahi, me to bas dekh rahi thi. (Kuchh soch kar) Kya aapko abhi bhi lagta hai ki ye wo nahi hai? (Krupali khud is baat ko jaise confirm karna chahti thi)

Padma : Isme kehne ki kya baat hai, muje pata hai ki ye wo nahi hai, pata nahi maaji ko kyu ye yakin ho gaya hai ki ye wahi hai, aur wo jis se kahengi wo to ye maan hi lega na, kisi ki kya jurrat ki unke samne koi apani baat kahe. (Padma apana kaam karne lagi, Krupali ko koi kaam nahi karna tha par fir bhi wo ja nahi sakti thi to wo waha bethi rahi, thodi der baad jab kaam khatam hua to fir dono hi upar ki aur gayi, Kamnadevi apani serial dekh rahi thi, abhi bhi baap beta ghar aaye nahi the, Padma ki wajah se Krupali apane kamare me chali gayi par uska dil kar raha tha ki wo Shiv ke pass jaye. Apane kamare me ja ke usne apane pati ko phone lagaya aur unse baat ki aur kaal aanewali hai uski bhi baat ki.)

Raat ko jab Udesinh ghar lauta to uski bivi ne uske liye khana nikala, wo kha raha tha aur wo uske pass bethe hue thi.

Kamnadevi : Ek baat kehni thi aapse.

Udesinh : To bolo na.

Kamnadevi : Me kya soch rahi thi, Shivu ko le kar me Yogendrabhai sahab se milne chali jau.

Udesinh : (Usko narajgi se dekhte hue)Kyu?

Kamnadevi : Kyu, kya. Wo uske maa baap hai, usko milna hi chahiye.

Udesinh : Kisne kaha aisa?

Kamnadevi : Kya matlab hai aapka? (Apane pati ko ghur ke dekhte hue)

Udesinh : Mera matlab hai ki kisne kaha ki usko milne jana chahiye?

Kamnadevi : Isme kisi ke kehne ki kya baat hai, usko milne jana hi chahiye. (Usne jor de kar kaha)

Udesinh : Nahi, abhi nahi.

Kamnadevi : Kyu, abhi kyu nahi?

Udesinh : Tum ye sab nahi samjogi, aur abhi wo waha ja kar karega bhi kya, Yogendra aur Chandrika thodi na us se milne ki halat me hai.

Kamnadevi : To kya hua, Shivu to mil sakta hai na.

Udesinh : Tum samaj nahi rahi ho, abhi ye mumkin nahi hai, diwali ke baad dekhte hai, mene Sukhdev ko bhi msg de diya hai, dekhte hai.

Kamnadevi : Sukhdevji ko kya appatti ho sakti hai isme?

Udesinh : Tum bahot bholi ho, tumhe kya lagta hai ki Sukhdev itni assani se maan jayega, agar wo ye maan lega ki Shivansh vapas aa gaya hai to uske hatho me jo itni jayedad hai wo sab usko lautani padegi, wo itni assani se maan ne wala nahi hai. (Khana khate hue wo bola)

Kamnadevi : Wo Shivu ko dekhenge turant maan jayenge.

Udesinh : Tum bahot bholi ho, ek baar maan bhi le ki usko dekhte hi wo maan lega par fir bhi wo ye baat jahir nahi karrega, dekh lena tum, ye daulat chiz hi aisi hai, tum abhi is baat me dakhal maat do, me apane hisab se usko handle karta hu. (Kamnadevi ko kuchh samaj me nahi aa raha tha par fir bhi wo apane pati ki baat ko bhi nahi taal sakti thi to wo khamos rahi, Khane ke baad dono apane kamare me gaye, unhone kapade badal liye aur raat ke kapado me aagaye.)

Kamnadevi : Aap so jaiye, me Shivu ko dekh kar aati hu.

Udesinh : (Uska hath pakadte hue)Wo koi bachcha nahi hai jo usko dekhne ja rahi ho, wo so jayega, abhi to tum mera khayal rakkho. (Kehte hue usne apana lund nikal liya aur Kamnadevi ko apane lund ki aur bithane laga)

Kamnadevi : (Virodh karte hue)Ye kya kar rahe ho, ye koi umar hai ye sab karne ki.

Udesinh : Na tu buddhi hui hai na me, tuje dekh kar to aaj bhi achchhe achchho ka pani chhut jaye, (Usko jabar dasti bitha kar uske muh me apana lund dalne laga to Kamna apana muh idhaar udhar karne lagi par akhir usne lund muhme le hi liya, lund abhi murjaya hua tha, par wo janti thi ki uska pati usko chhodega nahi, to wo lund chusne lagi, lund chuste hue usko Shiv ka lund yaad aane laga, ye soch kar hi wo garam hone lagi aur joro se lund chusne lagi)Ahhh shhhhhh, aaj to kuchh jyada hi mood me lag rahi ho. (Apani bivi ke dwaraa joro se lund chusne par wo sisakne laga)(Kamna apani ankhe band kiye hue us drishya ko yaad kar rahi thi jab Shiv uski hi beti ko chod raha tha, uski chut me pani aane laga, uska hath bhi apani chut par pahuch gaya aur wo lund chuste hue apani chut sehlane lagi)(Jis tarha se uski bivi lund chus rahi thi Udesinh ko laga ki wo chhut jayega to usne lund muh se bahar nikal liya, apane muh se lund bahar nikalte hi Kamna hosh me aayi aur narajgi se apane pati ko dekhne lagi)Are naraj kyu hoti ho (Kehte hue usne apani bibi ko uthaya aur bistar par leta diya aur uska gown upar uthate hue usko dekhne laga)Sach kehta hu Kamna, aaj bhi tu waise hi hai jab tuje pehli baar choda tha, ya ye kahu ki us se bhi jyada kamuk ho gayi hai (Kamna ye baat sun kar sharma gayi, uske pati ne uski panty ko side me kiya aur apana lund ander dalne laga,Kamna ka maan hua ki wo kahe ki pehle meri chut chaato, par tab tak lund ander ja chuka tha to wo kuchh nahi boli, lund uski chut me ander bahar hone laga, fir ek baar uske jahen me apani beti ki chudayi aa gayi, wo apane pati ko baho me bharne lagi aur apane pair fila kar lund ko ander lene lagi)

Kamnadevi : Shhhh ahhh shhhhhh, ahhhhh shhhhhh (Bahot dino baad apani bivi ko maaza lete dekh wo jor jor se dhakke marne laga)

Udesinh : Maja aa raha hai? Hmmm hmmmm hmmmm.

Kamnadevi : (Sisakate hue apane hotho ko katne lagi)Shhhh haaaa shhhh aahhhh shhhhhh, jor se karo shhhhh. (Udesinh joro se dhakke marne laga)Haaa shhhh aur jor se shhhh ahhhhh (Kamna ko lag raha tha ki wo jhadnewali hai, aaj bahot samay baad wo skhalan mehsus kar rahi thi, usko to apani beti ki chut me Shiv ka lund dikh raha tha aur khud wo chud rahi thi, thodi hi der me uski chut ne pani chhod diya aur sath me uske pati ne bhi uski chut me pani chhod diya, wo ankhe band kiye hue us drishya ko hi dekh rahi thi, tabhi Shiv utha to usne dekha ki uske niche uski beti nahi wo khud thi, ye dekh kar wo chaunk gayi aur usne ankhe khol di, usne apane pati ko dekha jo uske upar chadha hua tha, usne fir apani ankhe band kar li aur apani soch par khud ko hi koshne lagi, thodi der baad uska pati utha to usne apani chut dekhi, chut se behte virya ne uski panty kharab kar di thi)Mery panty kharab kardi aapne.

Udesinh : Tuje panty ki padi hai, aaj kitne dino baad maja aaya hai ye nahi dekh rahi. (Kamnadevi fiki muskan ke sath hasi aur bistar se khadi ho gayi aur bathroom me chali gayi, waha ja kar panty nikali aur kamod par mutne beth gayi, shruuuuuu ki aawaj ke sath uski chut se mut nikalne laga aur sath me virya bhi nikal raha tha, usne apani chut ko achchhe se saaf kiya aur fir sochne lagi ki wo aakhir aisa kaise soch sakti hai, usko khud par gussa aa raha tha, usko nikalne me der lagi, jab wo bahar aayi to dekha ki uska pati so chuka hai, usko fir Shiv ka khayal aaya, par usko jane me sharm aa rahi thi, wo aisa sochne par khud hi kosh rahi thi, thodi der wo kamare me khadi rahi, par fir uska dil nahi mana to wo bahar nikali. Ghar me sannata tha. Wo upar ki aur gayi, usko tha ki Shiv ka darwaja band hoga, par wo khula tha, wo ander gayi to wo so raha tha, usko dekh kar fir ek baar uske samne wo drishya aa gaya, usne khud ko sambhala, aur Shiv ke mathe par hath firaya, wo thoda hila par wo so raha tha,wo wapas apane kamare ki aur jane lagi, par jaise hi wo bahar nikali to samne Krupali khadi thi, usko dekh kar Krupali dar gayi.

Krupali kab se bechain thi, kal Shiv se itne achchhe se chudne ke bavajud uske sharir me reh reh kar chudne ki lalsa ho rahi thi, par wo koi risk lena nahi chahti thi to usne sabke sone ka intejar karna hi sahi samja, wo ankhe band kar ke let gayi thi. Kab uski ankh lag gayi usko pata hi nahi chala, par dimag me wahi chal raha tha ki Shiv se milne jana hai to uski ankh achanak khul gayi, aur bistar par beth gayi. Uska dil joro se dhadak raha tha, kal uski maa ne usko dekh liya tha, wo aur koi risk lena nahi chahti thi, wo bathroom gayi, usne pehle hi apani panty aur bra nikal kar hi soyi thi, Shiv ke pass jane ke khayal se hi uski chut gili ho rahi thi, usko khud ko bura lag raha tha, ek aur ye charcha thi ki wo uska bhai hai aur dusari aur wo khud ko rok nahi pa rahi thi, wo mut kar fresh hui aur fir bahar nikali, aas pass sab sannata tha, usne ek baar niche najar daudayi, waha bhi sab shant tha, wo bina aawaj kiye Shiv ke kamare ki aur badhne lagi par jaise uska nashib hi kharab tha, jaise hi wo darwaje ke pass pahuchi ki darwaja khula aur uski maa uske samne thi, usko dekh kar hi uske hosh ud gaye, wo daar ke maare apani maa ko dekhne lagi.
Fantastic n fabulous update ❤️👌
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98
Top