Inder Sharma aaj apne ghar ke baraamde mein baitthe apni chai ki pyaali ka intezaar kar rahe thhe. Zindagi ke beete 30 saalon ke baare mein sochte huey, kayin khushiyaan toh kayin gum ka saamna kiya thha unhone. Aaj Inder Sharma apna baawan wa janamdin mana rahe thhe, akele.
Unki chai ki pyaali lete huey Nandini baahar aayi, pyaali rakhte huey usne dekha Inder ko gehri soch mein doobe huey, aayi hui chai ka ehsaas nahin hote huey, toh usne halki si aawaaz lagaayi.
Nandin: Babuji....Chai...
Inder apni soch se toot te huey apna sar hila diye, Nandini ki taraf dekha aur poocch baitthe.
Inder: Sab ne naashta kar liya...
Nandini: Amit aur Tina toh jaldi hi nikal gaye aaj, college mein practicals thhe unke, agle hafte se exams hain...Anil aur Vaishali kar rahe hain...
Inder: Aur Chandni...
Nandini: Utthhi nahin hai ab tak...Main jaga deti hoon...
Inder: rehne de, tu naukrani nahin hai iss ghar ki...Tu ne kar liya naashta...
Nandini: Jee, aapke baad hi...
Inder ne apni chai ki pyaali utthaai aur Nandini andar chali gayi. Apne sasur ke mana karne par bhi woh aadat se majboor thhi, sab ka khayaal thha use. Apne devar Anil aur uski patni Vaishali ke kamre ke thode se khule darwaaze tak gayi aur Chandni ka naam pukaara. Jawaab nahin aaya toh darwaaza thodasa aur kholke andar chali gayi, Chandni bistar pe thhi. Uski nangi taangein aur khule kandhe bata rahe thhe ke usne kapde nahin pehne thhe, nangi thhi ek patli si chaadar ke neeche. Nandini ne use uthaaya nahin aur chaadar se uski taangein dhaak di.
Baahar Inder ne apni chai khataam ki aur kuch der apni aankhein bandh karke baitthe, uss baraamde mein rakkhi unki aaraam kursi pe, ke beete huey saal unki bandh aankhon ko pardaah banaaye huey, unke hi ateet ki film dikha rahe thhe.