• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Mahagatha - Sadhna, Sadhak, Shaktiya aur dragons

Status
Not open for further replies.

Shadow_Chaser

Active Member
1,217
3,857
159
Dadi or avantika ji ke Bich huye conversation me ha na ha na hota rha Vahi manav ka sochna bhi sahi hai ki pita se kahkr vo sanvi ko ek lifafa de dega...
Pita hi denge, as a gift ; jab kabhi bhi dono families milengi tab ๐Ÿ˜„
Vaise to jo avantika ji ne manav ke liye kiya hai uska koi (koi sahi sabd hi nhi mil rha) payback hai hi nhi, Unhone yha Jo bhi kiya family samajh kr kiya
:approve:
Sabd nhiil raha.. - koi baat nahi Xabhi bhaya ap kya bolna chaah rahe wo clear samjh aa raha h ๐Ÿ˜Š
Sahi kahe aap ye ek aisa karz he jise utara nhi ja skta
pr jb manav ke mata pita aayenge or unka vyavhar hame pta chal jayega tb khud hi ham samajh jayenge ki kitna wast deference hai dono family ki ideology pr soch pr, ek middle class family or ek rich family, jaha rich hote huye vo apni family ko sath le kr chal rhe hai or itne vinamra hai Vahi dusri taraf middle class family hokr vo apni family ko khud se dur kiye huye hai, ab vo vinamra hai ya nhi Ye to baad me pta chal hi jayega...
Mata pita jald hi aane wale h :D
Kamaal ka analysis and possibilities ๐Ÿ˜:applause:
Lekin bhaya, dadi ma gaon se thi. Manav ke parents ka kya status h wo abhi nhi bataya gaya h ๐Ÿ˜‰
Hmm dekhte h kya difference rehta h dono families me..
Vaise sochne vali baat hai ki manav ne phone pr apne papa Ya ma se baat hi nhi Kari ya kahe vha se call hi nhi aaya, hmare samne abhi tk...
:pepenice:
Sahi observe kiya bhai. Aage cheeje clear hoti chali jayegi
Ek baat to h, shayad Manav apni sagi maa ki apeksha Avantika ke jyada close ho gaya h :hmm:
Avantika ji us world class meating ki party ke sath dinner hi Cancel kr aayi apne manav ki dadi se milne ke liye...
Apni bitiya ka rishta pakka krna h bhaya Avantika ko , to Manav ke gharwalo ko bottle me to utarna hi padega :laughing:
Lekin haan, dono - Dragon king & dragon queen waqai bade dayalu aur bhale h
Superb bhai sandar jabarjast update
Aapka bahut bahut dhanyavaad bhai
Review bahut acha aur detailed tha. Kafi minor cheeje observe ki aapne :applause: :pepenice:
 
  • Love
  • Like
Reactions: Xabhi and Amrit_#0

Shadow_Chaser

Active Member
1,217
3,857
159
Sanvi ke dhoye bartan manav ko dobara dhone pade, just imagine Yahi kaam tum apni gf Ya Bibi ke sath kr rhe ho, bhaya Bibi vahi bartan sar me maregi or khana alag se nhi degi ek time ka...

Vahi gf vo to kam se kam 3-4 hjar ka chuna lagva degi shopping or Restorent ke bill me...
๐Ÿคฃ๐Ÿคฃ๐Ÿคฃ๐Ÿคฃ
Katu atal satya - keh diye bhai Aap to ๐Ÿ˜†
Dono options ke example sabhi jagah bade aaram se mil jate h
Yaha par Saanvi ko uski mummi se command mili thi :D
Un sabke mukable me sanvi akele chali gyi khud ke paiso me shopping karne saheli ke sath, yah to Badhiya hi hai manav ke liye...
:yes1: Correct!
Chote chachu tagdi pocket money de dete h Saanvi ko
Dadi sanvi ke ghar me rahne ke liye maan gyi hai or dhire dhire comfortable bhi ho rhi hai, pr aisa kon sa reason hai jiske chalte avantika ji manav ke sath sadi karvane ke liye itna jor de rhe hai (sochna padega vo gupt reason kya ho sakta hai)...
Are bhaya itna bhi top secret nhi h :laughing:
Ek wahi basic reason h ki Dragon king& queen apni beti ke liye Manav ko nuksaan nhi pahuchana chaahate
Dursa common reason hi h, jo har mata pita ka hota h - apni bitiya ka safe future
Baaki aage clear hota jayega :good:
Maza aaya padh kr update bhai sandar jabarjast superb
:hi:
Thank you so much Xabhi brother ๐Ÿ˜„๐Ÿ™
"Reading between the lines" - is baat ko bakhubi functional kar dete ho bhai aap ๐Ÿ˜
 
  • Love
Reactions: Xabhi

Shadow_Chaser

Active Member
1,217
3,857
159
Bht achi story hay bhai update ka intazar rehta hay.
Apka bahut bahut shukriya Mr-Z brother
๐Ÿ˜Š๐Ÿ™
Please naraz nahi hona
Aree naa bhai :hug: don't worry! aap apne viewpoints bina kisi hichkichahat ke rakh sakte ho - mujhe khusi hi hogi padhkar aur apni story me improvement ki gunzaish bhi badhegi ๐Ÿ˜Š
but story ka pace bht slow hay specially Manav ki sadhna ko lay k. Is kay elawa sanvi or Manav ka interaction b bht kam hay yani payari si nook jhonk cute si larai wagera. If they are meant to be together to uska build up kam hay.
โ€ข Sadhna - kya, kyu, kab, kaise? in baaton ka concept abhi puri tarah se clear nhi hua h, isliye apko Manav ki sadhna ki pace slow lag sakti h. Lekin aage jab cheeje clear hongi tab aapki ye shikayat door hoti jayegi :good:
โ€ข Manav - Saanvi ka rishta ek tarah se samjhote wala hi h jo abhi tak ke updates tak final nhi hua h (jald hi aage hone wala h)
- isiliye Manav ye maankar nhi chal raha ki future me Saanvi hi uski wife banne wali h
Agar agle 3 saalon me koi dusra solution mil gaya to Rajyavardhan - Avantika, Saanvi par apni rai nhi thop sakte. Saath hi Saanvi bhi filhal "uncle" Manav se shadi nhi karna chahti.
โ€ข And lastly, aapki jo build up ki kami ki shikayat h wo agle kuch updates se door hone wali h ๐Ÿ˜‰
One more thing, Aapne sahi kaha Manav - Saanvi aage saath honge lekin bhaya ye kahani ka important point to h lekin ekmatra point nhi h. Aur bhi central themes h kahani ki jo equally importance rakhti h :D

Aapne jin pehluon ko uthaya unhe padhkar bahut acha laga bhai, thanks a lot ๐Ÿ˜„๐Ÿ™
 
  • Love
  • Like
Reactions: Xabhi and Amrit_#0
Status
Not open for further replies.
Top