Update 1
Dosto mera naam ajay hai aur aaj ki tarikh me meri umar 45 saal hai is story me mere sath jo ho raha hai wo abhi kuchh dino pahle hi start hua hai.
ye story mere aur mere ek dost ki beti mahi ke bare me hai.
Sabse pahle mai aapko apne bare me bata du ki mai aaj 45 saal ka hu aur abhi tak meri shadi nahi hui hai, ab kyon nahi hui iske pichhe bahut se karan hai aisa nahi hai ki mai koi galat insan hu jabki mai to achha bhala 5'11 uncha gora aur handsome banda hu lekin jis jagah hum rahte hai us taraf hamari jati ke log kam the aur hamara pariwar ek middle class pariwar tha to ladki wale bahut nakhre karte the phir dhire dhire saal bit te gaye aur meri shadi ki umar nikal gai aisa nahi tha ki mai dusri jati me shadi nahi kar sakta tha lekin maine aisa nahi kiya kyonki mujhe apne jism ki pyas bujhane ke liye chuto ki koi kami nahi thi aur dusra karan ye tha ki mujhe ghumne phirne ka bahut shauk hai to maine socha shadi ke bandhan me kyon bandhna isiliye maine shadi nahi ki aur abhi main apni life se bahut khush hu.
Yahan mai aapko apni family ke bare me bata du abhi mere maa baap nahi rahe bahan koi thi nahi bas ek bada bhai uski wife aur uske 2 bete hi hai meri family me.
Bhai kheti ka kaam karta hai aur mai ek dukan chalata hu jisme har tarah ki chij rakhta hu to dukan achhi chalti hai, jab mai kahin bahar jata hu to mere bhai bhatije dukan dekhte hai.
Mere dono bhatije abhi school me hai aur hum log ek chhote gaon me rahte hai.
to dosto ye to hua introduction ab story ki shuruaat agle update se karte hai.