Abhi tak ke sare updates mast diye bhai.aur shyam ne apni baat ka maan rakha matlab jab meri ankh khuli to uska msg aa rakha tha
shyam good morning maa main janta hu tum so rahi ho is liye msg chhod raha hu
aur main ye padh kr muskura padi waah mere bete tujhe yaad hai ki main 6 baje so kr uthti hu
aur maine turant reply diya
me good morning mere bacche khus rehna hamesha
udhar se bhi reply turant aya
shyam thanku maa uth gai meri
me ha abhi uthi hu bas aur tera msg padha badi khushi hue ki tuje mere uthne ka bhi time yaad hai
shyam main kuch nahi bhula hu maa bas kaam ki bajah, ae dur hua hu
me kya zarurat hai aaja
shyam ma muhe bada aadmi banna hai
me accha apni hone wali biwi ke liye
Shyam ji nahi apni maa ke liye
Me matlab
shyam matlab pehle maa ke liye aur agar shadi ki to uske liye
me accha itna pyar krta hai apni maa se
shyam ap ko nahi pata ki kitna krta hu
me chal main baad main keti hu
shyam kyu thak gai abhi se
me aisa nahi hai shyam ye tu bhi janta hai wo kya hai na loo jana hai pet dard kr raha hai
aur is baat par
shyam ne ye emoji bheji
me badmash chidha raha hai jaise tu nahi jata
Shyam accha ma jao main bbi nahane ja raha tha
me chal thik hai rakhti hu
Shyam bye maa
me bye baccha