nice update..!!kahani suru hoti hai kuch is prakar...
is kahani ka mukhya patra yani ki mai.
mera naam hai - aarya.
kahani suru karte hai aaj se 20 saal pahle se. ji haan 20 saal pahle se jab mera janm hua tha. mera janm up ke ek chote se gaav me hua tha. mere ghar me bachpan se hi jhagde bahut aam baat the. kabhi mere papa aur do chacha me jamin ka jhagda to kabhi meri maa aur chachi log me jhagda to kabhi mere maa aur papa ka apas me jhagda. sare gaav wale bhi mere maa aur papa ki bahut burayi karte the. ye sab jhagda dekhte dekhte 7 saal bit gaye aur in sab jhagdo ka mujhpar ye asar hua ki mai bahut hi gussail aur chidchida ho gaya lekin mere jindagi me thodi si khushi aayi aur wo aayi meri mousi ke roop me. meri mousi delhi me rahti thi aur unhe chahiye tha ek ladka jo unke ghar ka kaam kar sake jaise jhadu laga de. ghar saaf kar de, sabji laa de kapde dho de iron kar de wagairah wagairah. lekin wo sidhe ye to bol nahi sakti thi ki unko ek noukar chahiye isliye unhone mujhe achhe se padhane ka bahan meri maa papa ko dekar mujhe delhi le aayi. ek school me admission bhi kara di mere maa papa ko dikhane ke liye ki wo mera khyal rakhti hai aur fir kya laga di kaam pe. mujhe aram sirf tab hi milta tha jab mai school me hota tha. saal me 1-2 baar maa papa delhi aa jate the mujhse milne. aisa lagta tha jaise unhe bhi mujhse jada matlab nahi hai isi tarah samay bitne laga aur 10th pass karte karte maine soch liya tha ki jis din mai 18 ka ho jaunga usi din kahi na kahi noukari pe lag jaunga aur ye ghar chod dunga. hua bhi wahi jaise hi mai 18saal aur 5 mahine ka hua mera selection national intelligence bureau me ho gaya wo bhi inspector ka.
meri khushi ka thikana nahi raha aur mai fir job me join kar gaya 2 saal khub achhe se ragad kar training kiya lekin haay re meri kismat sala mera pahla posting mere hi gaav me hua. iska ek bahut bada karan mera parivaar hi tha. jab mai ye noukari join kar raha tha tab mere pschology test ke douran hi inlogon ko pata chal gaya tha ki mai bachpan me mentally thoda gusse wala jise achhe bhasha me mental unrest bolte hai uska shikar hoon. lekin mere baaki sare test me achhe marks the isliye kismat se mera selection ho gaya aur meri mehnat ke karan mai training me top 3 me bhi aa gaya aur training academy ke bahut se senior ne mujhe reccomend kar diya highly secured operation me kaam karne ke liye lekin officer logon ko dar tha ki kahi mai operation ke douran fir se mental unrest jaisa koi mahol ban gaya to ye pure operation ko barbaad kar sakta hai isliye mujhe ek saal ke liye mere hi gaav me posting de diya gaya ye check karne ke liye ki mai apne gusse pe kabu kar pata hoon ya nahi.
khair ab mai kya hi kar sakta tha mujhe apne gaav jana hi tha. waise to wahan meri posting pass ke post office me ek clerk ke roop me karaya gaya tha taki kisi ko ye pata na chale ki mai intelligence inspector hoon. jab mai apne gaav pahucha to jo dekha wo dekh kar meri ankhon ko yakin hi nahi hua.
mere ghar me maa papa, chacha, chachi aur mousi sab log ek saath baithe hue the aur sab khush the.
mujhe to pata hi nahi tha ki ghar wale meri noukari ko lekar itne khush honge aur mai khushi se ghar me ghusa aur apne papa ke pair chua aur unke samne khada ho gaya ye soch kar ki papa ab khushi se ashirvaad denge ya kuch bolenge jaise ki aaj mai bahut khush hoon ya fir badhai ho tumhari noukari lag gayi lekin aisa kuch nahi hua ulta mere papa mujhe ankh dikha kar bola-arey gadhe jaisa kya khada hai mere saamne aage se hato aur mujhe ek haath se khich kar side kar diye.
mai jab apne piche dekha to ek dakiya apne haath me ek chitthi lekar aaya aur papa ke hathon me thama diya uske baad papa ne uske ek paper pe sign kar diya.
jaise hi post man ghar se nikla sablog matlab chacha, chachi . mousi maa sablog unko gher liye.
papa wo chitthi khole aur use padhne lage. jab sara padh liye tab bole-dekho papa ji ki wasihat aa chuki hai. aur isme likha hai unka sara jamin jaydaad unke bete ko nahi balki unke pote ko jayega.
ye sunte hi sab achanak se mujhe gusse se dekhne lage jaise mai yahan jaydaad ke liye hi aaya hoon.
aur fir kya tha sabse pahle suru hui choti chachi-wo gusse me mujhe ghoor kar boli-aa gaya harami jaydaad pe kabja karne. itne saalo tak to gaav ke taraf dekha bhi nahi aur paise ki baat aate hi pahuch gaya yahan. mai aaj hi bol deti hoon ye jaydaad mere bete ko milna chahiye wo is ghar me raha hai aur sabki kitni madad ki hai.
tabhi dusri chachi gusse me pahle mera collar pakdi aur boli-kyun re kutte paise ko sunghte sunghte yahan chala aaya tujhe ek futi koudi bhi nahi milegi aur fir wo choti chachi ki taraf dekh kar boli-paise mere bete ko milna chahiye wo is ghar ka sabse bada beta hai.
in dono ke jhagde abhi chal rahe the ki mere papa gusse me uthe aur bole-dekho paise humare hai to hume hi milna chahiye na ki bachho ko. paise ka hisab mai karunga.
mere papa ki baat sunte hi mere bade chacha ek gusse me bole-ghanta hisab hoga. ya to paisa ka hisab hum karenge nahi to sabko maar dalenge. dekho chup chap sara jaydaad mere bete ke naam kar do nahi to mai dekhta hoon jise jaydaad doge use mai jaan se maar dunga. ye bolkar wo gusse me ghar se nikal gaya. saath hi baaki log bhi ek dusre ko gaali dete hue nikal gaye.
achanak se meri maa mere pass aayi aur bade pyaar se apne pallu se mera mooh poch kar boli-aa gaya mera beta.
ye sunkar to mujhe itna achha laga ki kya batau. aaj pahli baar maa ne itne pyaar se baat kiya tha mujhse lekin agle hi pal sara mood kharab ho gaya.
kyunki maa boli-beta dekho ye paise dada ji ne tumhare naam kiya hai. tum ye jaydaad kisi aur ko mat dena.
mujhe itna gussa aanelaga sablogon pe ki man kiya ek baar sabko maar doon fir khud bhi mar jau fir mujhe apni noukari ka kyal aaya. mujhe apna gussa control karna tha. mai chup chap apna saman uthaya ek kone me dala aur ghar se nikal gaya jakar khet me so gaya.
ek aadmi bagal se gujar raha tha wo chillaya-arey ae khet me kahe so raha hai.
mujhe itna gussa aaya mai chilla ke bola-teri lugayi pe so raha hoon kya jo chilla raha hai.
ye sunte hi wo aadmi gusse me aaya aur mujhe ek thappad maar diya. gussa to mere andar bhi bhara tha us aadmi se bhid gaya mai. dono khet me hi khub lade. 10 mukka usne mujhe mara to 12-15 hum bhi usko diye. dono ke mooh kaan se khoon aa gaya tab jakar gaav ke kuch log jama hue aur hum dono ko alag kiye.
ek aadmi bola-ye ladka koun hai koi naya dikh raha hai is gaav me. tabhi sayad ek aadmi mujhe pahchan gaya aur bola-arey ye dinesh ka ladka hai. jaisa baap waisa beta. iske mooh lagna hi bekar hai. aaj gaav aaya nahi ki ladna chalu.
tabhi dusra aadmi bola-iska maa baap aise hi gaav ko pareshan karke rakha hai ab dekho beta bhi aa gaya.
tisra bola-sala mera bas chale to iska pura khadaan ko gaav se bhaga de. pura khandaan hi gaya gujra hai.
isi tarah log kuch kuch bolte bolte nikal gaye. mai fir se gusse me wahi baith gaya aur jamin ko hi 3-4 mukka laga diya lekin kya fayda chot mujhe hi laga.
Nyc updatekahani suru hoti hai kuch is prakar...

Congratulations for your new thread regular Bane raho aur complete karna aur pura support milega bhai ok and superb start and awesome titlekahani suru hoti hai kuch is prakar...