• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Parat (Layer)

Xlover_manoj

PARAT---(Vasna Ki kahani)
42
55
18
Hello Doston mein is platform par naya hoon... Waise mein Xforum Site par bahut dino se follow kar raha hoon... Mera man bhi kiya ki mein bhi ek story likhun... Maine kuch naya likhne ke liye try kiya hai....

mein aaj se ek kahani aapke saamne laana chahta hoon...

is kahani ka naam hai Parat (Layer)


Parat ka matlab kisi bhi sach hai tak pahunchna aur iske anya matlab bhi hai, lekin meri kahani ke anusaar wohi vakya sahi hai...

Is kahani mein thriller, suspense, erotic aur fantasy se bharpoor rahegi...

Mein aaj ka pehla update post kar raha hoon.... Aasha karta hoon ki aap sabko yeh pasand aayega
 

Ajay

Well-Known Member
6,895
33,149
218
Hello Doston mein is platform par naya hoon... Waise mein Xforum Site par bahut dino se follow kar raha hoon... Mera man bhi kiya ki mein bhi ek story likhun... Maine kuch naya likhne ke liye try kiya hai....

mein aaj se ek kahani aapke saamne laana chahta hoon...

is kahani ka naam hai Parat (Layer)


Parat ka matlab kisi bhi sach hai tak pahunchna aur iske anya matlab bhi hai, lekin meri kahani ke anusaar wohi vakya sahi hai...

Is kahani mein thriller, suspense, erotic aur fantasy se bharpoor rahegi...

Mein aaj ka pehla update post kar raha hoon.... Aasha karta hoon ki aap sabko yeh pasand aayega
Congratulations for new story bhai and waiting for first update
 
  • Like
Reactions: kamdev99008

Xlover_manoj

PARAT---(Vasna Ki kahani)
42
55
18
Mein suruaat se praramb karti hoon… mere janm se pehle mere purvaj ek yudh lad rahe the, woh yudh itna bheesan tha, ki har jagah kati lasshein bichi hui thi… Jahan tak kisi ki bhi najar jaaye wahan tak dharti laal thithi. .. Lekin abhi bhi yudh jaari tha, dono paksh ek dusre se bade hi bhisan tarah se lad rahe the… . Aaj yeh yudh nirnayak mod pe tha, kyunki aaj kisi ek yodha ki mrityu tay honi thi…

Meri aankhien wahan namn hoti hai jahan par ek yodha apne hatiyar zameeen par rakh kar rath ka paiya thasee hui zameen se nikal rahe the… woh abhi nihatte the, lekin achanak ek baan unke gardan mein lagta hai aur unka sar dhad se alag ho jaata hai… woh yodha mrityu prapt kar chuke the… yeh sab dekh logon ko samajh nahi aa raha tha ki yeh sahi hua hai ya galat… lekin un sabko is yodha ki mrityu ka intezaar tha… aisa kya tha us yodha mein jo usko yudh ke niyam ke khilaaf jaakar mara gaya, woh bhi ek nihatte yodha ke upar war kiya ho… .

Woh ghadi bahut hi dardnaak thi, ek sunahera rath aur uske paiye ke paas pada hua sar… yeh sab bayam kar raha tha ki yeh yudh ab jeeta ja sakta hai… . Kuch logon ki ankhein nam thi, lekin woh kar bhi kya sakte hai, unhe is yodha ko kisi bhi tarah mrityu lok pahunchana hi unke lakshya tha…




Ganga nadi ke kinaare basa ek sehr Kanpur mein ek dhool bhari sadak pe ek sadharan ghar par pankhe ki awaaz ke ilaawa kuch aaah hooon ki awaaz aa rahi thi… kursi par laal singh jinki safed daadi aur munch thi aur oopar ki taraf munh karke anand se aaaah hmmmm aur zor se karo madarchod aise sabd bolte hue anand ke saagar mein ghota laga rahe the…



Darasal woh is waqt apni kursi par nange baithe hue the aur unka 8 inch ka lamba lund, puja ke munh mein tha, woh jor jor se uske lund ko chus rahi thi… laal singh uske sar pe haath rakh kar andar bahar kar rahe the…

Puja 2 saalon se lal singh ke yahan internship ke liye aayi thi, kyunki lal singh ka kaam gehra adhyan ka tha, woh puratatvik (archoelogical) jagaho par adhyan karna, puraani jagoh ya khudaai karke itihaas ke gade rahsyon mein jyaada dilchaspi rakhte the…

Waise woh army mein colonel ke rank par bhi reh chuke hai, retd hone ke baad unhone apna khud ka archoleogical department open kiya aur kuch shodh karne mein jut gaye the… unhone waise bhi kayi sadiyon ki puraani sabhyata ke baare mein duniya ke saamne ujaagar kiya hai, jisse unko govt of India se appreciation mil chuka tha…

Is waqt unka dhyaan 3 moons ke upar tha, jo unhe lagta hai ki pritvi ke oopar 1 moon nahi 3 chandra hai… yeh ek anokha adhyan tha, jise koi bhi maanne ko tyaar nahi tha, who isi cheej ka apne ghar par astronimical ke kuch kaagzaat par adhyan kar rahe the… .

Unhe kaam mein dooba hua dekh, puja unke liye ek cup cofee dete hue kehti hai

Pooja: Sir aap din or raat is adhyan mein lage rehte hai, kabhi aapko yeh sab bakwaas nahi lagta hai… ( woh yeh kehkar unhe chidaana chahti thi)

Lal: chidte hue, kya bakwaas karti hai. Tujhe pata hai yeh kitna mahatvapurn cheej hai… isse mujhe us cheej ka pata chalega jiske liye kai logon ne apni puri zindagi laga di, lekin woh kabhi kisiko mili nahi

Pooja: Sir aisi kya cheez hai jo kisi ko bhi nahi mili, aur aisa kya dhoond rahe hai aap?

Lal Singh: woh kya hai mujhe abhi toh nahi pata lekin mein kuch kuch jaanne laga hoon…

Aisa bolkar unhone drawer se ek bag nikala aur ek choti si cheej jo tambe se bani hui pooja ke hath mein dete hai

Pooja haath mein woh cheez pakadte hue kehti hai

Pooja: Sir isse dekhkar aisa lagta hai ki yeh koi rath jaisa hai..

Lal singh: (utsukhta se) haan haan yeh ek rath ke jaisa hi hai, aur mujhe yeh benaras ke khandar mein mila tha..

Pooja kuch sochte hue kehti hai

Pooja: Sir toh yeh chota sa rath aapke is 3 moon ki theory se kya mail khaata hai… aise cheez toh market mein asani se mil jaate hai. .

Lal singh: kuch toh hai jo iss theory mein mujhe bahut madad milegi….tumhe pata is rath se….. (Itna kehte hue chup ho jaate hai)

Saayad unko aisa kuch pata tha, jo who abhi kisiko batana nahi chahte the

Pooja: aap chup kyun ho gaye , lagta hai aapke paas iska koi jawaab nahi hai… . Kahin aisa toh nahi ki yeh koi bachhe ka khilona ho aur aap chori kar ke le aaye(yeh kehkar muskyraane lagti hai)

Lal Singh: Chidte hue, kya kaha ki yeh khilona hai… Tumhe pata bhi hai tum kya keh rahi ho? Jab tumhe kuch maaloom nahi toh faaltu bakwaas kyun kar rahi hai..

Jao yahan se aur mujhe kaam karne de… itna kehkar woh apne 3 moon theory ke documents ke oopar dhyaan dene lagte hai… .

Pooja: Sir lagta hai aapka mood jyaada kharaab ho gaya hai, mein toh bas mazaak kar rahi thi.. Chalo gussa thukiye aur apni cofee finish kijiye

Lalsingh: gusse mein..mujhe pareshaan mat karo aur kuch der ke liye akela chhod do… aur coffee ka cup neeche phaink dete hai… … .

Pooja yeh dekh thodi sehm jaaati hai, phir kuch der wahi khadi rehti hai… .

Koi 5 minute ke baad Lal Singh palat kar dekhta hai ki woh gayi ke nahi….lekin uske soch ke viprit hua, jab usne palat kar dekha toh uski ankhein phati ki phati reh gayi…

Saamne pooja khadi toh thi, lekin uske badan par ek bhi kapda nahi tha…yaani woh bilkul nangi hokar Lal singh ke palatne ka intezaar kar rahi thi…

Lal singh usko nanga dekh uske pant ke andar lund phadphadane laga, uske nange doodh jaise safed komal chuchi aur choot ke oopar kuch baalon ko dekh uske munh pe paani aane laga…

Pooja: Sir kya hua abhi bhi mujse naaraaz ho, agar aap naraz hai toh koi baat nahi mein yahan se chali jaati hoon… itna kehkar Pooja palat gayi…

(Woh jaan bhoojhkar palat gayi, kyun ki woh jaanti thi Lal singh ki kamzori uske chootad hai)

Aise makhmali gaand ko dekh achhe achhe logon ka khoon jam jaaye toh yeh Lal singh ke kya tha… usne turant apna ek haanth uske gaand pe rakh diya aur dusre haath se uske kamar ko pakadkar apne upar bitha liya…

Lal singh: uske chooche ko masalte hue kehta hai, kahan jaana chahti hai aur waise bhi mein tujhse kabhi naraaz nahi hota hoon…

Chal neeche baith aur apne rasili jeebh se mere phanphante lund ko saant kar..

Pooja yeh sunte hi ghutno par baithkar Lal singh ka moosal lund apnne munh mein lekar choosne lagti hai… idhar Lal singh masti mein aaaah hmmmm aur zorrrr se kar meri jaan, yeh sab kehkar anand mein doobe hue the… .

Pooja uska lund chooste hue ek haath se uske goti ko sehla rahi thi… yeh dono apni masti mein magn the, lekin in dono ko pata nahi ki unke paas ab kuch hi samay zinda rehne ko bache hai…

Lal Singh duniya se bhekhabar apni ankhein band karke us haseen pal ka llutf utha rahe hai… unka dhyaan bhang tab hua jab unhone apne peeche se awaaz suni…aur ankhein kholkar us taraf dekhne kko hue aur chillane waale hi the ki tabhi unke gala kisi ne jakad liya aur dusre haath se unke naak par gila rumaal rakh diya, jo ki chloroform se bhara hua tha…

Lal singh uski majboot jakad ko chhuda nahi paaye aur apne aap ko bachaane ke liye ek haath idhar udhar ghuma rahe the, jisse desk par rakhi hui unki kitaab niche gir gayi… … kitaab girte hi Pooja ne lund chhodkar unki taraf dekha ki tabhi uske gardan par ek jor ka waar hua aur who pal mein behosh ho gayi… aur idhar Lal singh bhi behosh hogaye… behosh hote hi sab kuch sthir aur khaamosh ho gaya, siwaaye pankhe ki awaaz ke ilawa sab shaanth the… .

Humlavar ne Lal singh ko uthakar neeche zameen par lita diya, aur phir usne unke pair aur haanth dono baandh diye… aisa hi pooja ke saath kiya

Undono ko baandhne ke baad, humlawar ne unke 3 moon theory kee kitaab aur kuch prachin documents ko khagaarne laga, lekin usko sirf 3 moon theory ke documents aur tambe se bani hui rath ko apne bag mein daalta hai…

Phir idhar udhar aur kuch bhi dekhta hai lekin usse kuch nahi milta… apni adhoori jeet se hatasha hokar usne apne jeb se 4 inch ka stamp nikaala hai jo ki neeche se nukila tha… . Usne Lal singh ke gale ke paas us cheej ko ghused diya, jisse uske gale ki ek nash kat gayi, khoon ubal pada, behoshi ki haalat mein Lal singh maut ke lambe aur dardnak ke safar mein chal diye…

Iske baad hamlawar ne pooja ki taraf dekha, jo abhi bhi nangi hi padi hui thi… usne pehle pooja ke oopar pass mein padi chadar uske sareer par daalta hai, aur uske saath bhi wohi karta hai jo usne Lal singh ke saath kiya… kuch hi der mein pooja ke gale se bhi khoon ubal pada aur woh bhi dardnak maut ki taraf bhad chali… .
Iske baad hatyare ne unke behte hue khoon se likha

śaraṇḍaḥ(chhal)
 
Last edited:

SKYESH

Well-Known Member
3,307
7,998
158
Isme kuch galtiya hongi usko please ignore kar dena

Post कर ने से पहले एक बार पढ़ लेना.... तो बहुत सारी गलतियां निकल जायेगी...

Best wishes...dear
 
  • Like
Reactions: Xlover_manoj

Xlover_manoj

PARAT---(Vasna Ki kahani)
42
55
18
.
 
Last edited:

Xlover_manoj

PARAT---(Vasna Ki kahani)
42
55
18
Post कर ने से पहले एक बार पढ़ लेना.... तो बहुत सारी गलतियां निकल जायेगी...

Best wishes...dear
Thanks dear, agar kuch cheejen aap hi bata dete to sahi rehta
 

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
9,698
37,369
219
  • Like
Reactions: Xlover_manoj

Xlover_manoj

PARAT---(Vasna Ki kahani)
42
55
18
Ab mein aapko usi samay mein leke chalti hoon jahan ek yodhha ka sar dhad se alag pada hua hai…log unke kate hue sar ko gher ke khade the, aur man hi man khush ho rahe the ki unhone ek mahan yodhha ko maar giraya, jo unhe sansar mein koi bhi maar nahi sakta tha…logo ki khushi ka koi thikaana nahi tha, sab log aapas mein gale milte hue kehte hai…

Yoddha 1: hahahahaha chalo aaj se har rajya mein khabar pahunchegi ki yeh koi asadharan yodha nahi balki ek sadharan vyakti hai…Dekho kaise ankhein band kare pada hua hai

Yoddha 2: (thoda chidte hue) , kya tumhari buddhi bhrast ho chuki hai?

Tumhe maalum hona chahiye ki yudh mein mara hua har ek vyakti ijjat ke patra hote hai… shatruta tabhi tak hai jab tak woh insaan jeevit hai..

Yoddha 1: (Gusse mein) haan mujhe maalum hai ki shatrurta mrityu ke baad khatam ho jaati hai, ek vyakti mrityu ke paschat ijjat ke patra hote hai… lekin mein chahta hoon isko ijjat nahi har samay ghrena mile… (itna kehte hi woh apne pair se thokar maarne ke hua)

Jaise hi usne pair uthaya ki ek awaaz aayi, Kya kar rahe ho tum?

Wahan khade sab log us awaaz ki taraf dekhne lage… jaise hi unhone dekha toh sab log apne ghutno par baithkar unhe pranam karne lage..

Yodhha 2: (Darte hue) Pranam guruji

Guru unka pranam ka koi jawaab na dete hue, seedhe us sar ke paas gaye aur haath jodte hue bole

Guru: hai veer humein aapki mrityu ka atyant hi dukh hai, hum aapse kshama maangte hai ki humne aapka vadh chhal se kiya hai…

Guru ki baatein sun wahan khade sab log chonk jaate hai…

Yeh kya keh rahe aap guruji…? Yodhha 2 ne bola.

Yodha 2 ki taraf dekhte hue, apni kadak aawaz mein bole…

Guru: “Arnya” tum is veer ko apne pairon se thokar maarne waale the… kya tumhe pata nahi yeh kitna adharm hai?

Maana tumhare paas itna bal hai ki tum kisi bhi pahad ko ek war se gira sakte ho…lekin aisi bal ka kya faayda jiske sar buddhi heen ho…

Arnya: kshma guru ji, mujhse bhool ho gayi… mein apni jeet mein itna khogaya ki mujhe pata hi nahi chala ki mein kya keh raha hoon aur kya kar raha hoon…

Guru:(khade hote hue kehte hai) jeet… kaisi jeet? Kisne kaha ki tumhari jeet hui hai?

Yeh sun sab log chonkte hai, aur ek doosre ko dekhne lage!!!!!

Arnya: yeh kya keh rahe hai guruji? Aapne dekha nahi ki mere bhai “Adyut” ne kaise apne baano se iska sar dhad se alag kar diya?

Guru: haan maine dekha hai… lekin woh baan tumhare bhai ne tab chalaya jab yeh veer nihatta tha, yeh beech yudh mein apne rath ka paiya fanse keechad se bahar nikal raha tha!!!

Is veer ki mrityu chhal se hui hai, CHHAL se!!!!

Yeh sun “Adyut” ne kaha

Adyut: Guruji lekin aisa karne ke liye aap ne hi mujhse kaha tha!!! Toh phir aap hum sabko yeh kaise keh sakte hai ki humne chhal kiya?

Guru: (muskurate hue kehte hai) aisa karna mera dharm tha… yudhh jeetne ke liye humein chhal ka pryog karna hi pada. .. Mere kehne par tumne baan chalaya, yeh toh maine apna dharm nibhaya… lekin baan chalate samay tumne apni buddhi ka pryog kyu nahi kiya? Tumne kyu nahi socha ki yeh adharm hai?

Adyut(aschrachakit se): lekin guruji mein aise bhala kaise kar sakta tha?

Mein apni guru ki agya ka paalan na karta toh mein paap ka bhagidari na ban jaata?

Guru: paap aur punya ko tolne waale hum aur aap kaun hote hai… yeh toh maanav ne apne bhale ke liye banaye hai… humein sirf or sirf lakshya kee taraf dhyaan dena chahiye… aur mera lakshya tha, is veer yodha ki mrityu…

Agar isse jald se jald parajit na kiya jaata, toh hum log kabhi bhi yeh yudh naa jeet paate aur na tum dono bhai inko hara sakte the… ….

Itna kehkar guru sar kee taraf mude aur haath jodkar kaha “Hai Veer Karan” humein humaare gunhaon ke liye maaf karna… tumhare is balidaan ko hum sada sada hi yaad rakhenge… Jai Mahakal!!!

Mahakal ka naam lete hi, aakash mein bijli chamakne lagi, baadlo ko sailaab aakash mein ufalne laga, charo taraf andhera ho gaya kisi ko kuch bhi nahi dikhai de raha tha…

“Yeh kya hai Guruji”? Adyut ne kaha

Saant swar me kaha, yeh sab mahadev ka prakop hai!!!

Yeh kaisa prakop hai? Guruji

Guruji kuch aur kehte ki tabhi aasman mein sunheri kirne nazar aane lagi, woh kirne uttar kee taraf se aa rahi thi… jab dhyaan se dekha tho wahan CHAND nikal aaya tha…

Aranya: Guruji yeh kaisa chand hai jo din mein nikla hai, abhi toh ratri bhi nahi hai?

Adyut: saayad Chand bhi apne samay se pehle humari jeet ko dekhne aaye hai… dekho bhrata woh humein aashirwaad dene aaye hai… chalo hum sab inhe pranam karte hai…

Us maidan mein khade sab sainik aur mantrigan pranam karne lagte hai… ki tabhi ek ki awaaz aayi Arey dakshin ki taraf bhi chand nikla hai… yeh sun sab log dakshin ki taraf dekhne lagte hai… sab log aschrya the ki aaj 2 alag jagoh se chand kaise nazar aane laga… ki tabhi purav kee taraf se teesra chand nikal gaya….


Yeh nazaara dekh toh sabke man mein bada hi aschrya hua aur kuch log isko parmeshwar ka chamatkari samajhkar darshan karne lage…. Ki tabhi Guruji ko kuch ashanka hui, unhone apni ankhein band karke mahadev ko yaad kiya…

Jaise hi unhone ankhein band ki toh, unhe Mahadev ka Roudra Roop Nazar aaya… mahadev ka roudra roop koi bhi sadharan manushya khuli aankhon se kya band aakhon se bhi nahi dekh sakta… yeh dekh guruji ke aankhon se aansu behne lage, aur hi man hi man kshama maangte hue kaha…


Hai Mahadev lagta hai aapne niyati ke virudhh jaane ka faisla kar liya hai, yeh galat hai ya sahi? Yeh toh mein nahi jaanta aur na aapse sawaal kar sakta hoon… kyunki aapke roudra roop ke saamne niyati toh kya, bramhand mein koi bhi aapke saamne aane se katraayega….” Mein apne shishya kee taraf se maafi maangta hoon…

Itna kehkar guru ne apni ankhein kholi toh unhe har jagah sunheri kirne dikhai dene lagi… lekin Karan ke Rath par kiranein nahi gir rahi thi…yeh sab dekh guruji ne jhat se apni ankhein band ki, ek haath kamar ke peeche le gaye aur dusra haath hawa mein fairaya…jaise hi unhone haath fairaaya woh aur unke 2 shishya mahal mein khade the…



Ashutosh Vyas ne cabin par nazar daali aur light off karne se pehle wahan baithi Nisha ko dekhkar muskuraaye… Nisha ke alawa wahan par 6 students aur the jo prachin sabhyata ke students the…woh sab unhe dekhkar kar sehaj gaye ,kyunki light band karne ka matlab tha ki presentation chaalu hone waala hai…

33 saal ke Ashutosh Vyas kanpur ke ek college mein pouranik itihaas padaate the… unko prachin itihaas se khaas hi lagaav tha, isi lagaav ke kaaran unhone army se retirement lekar, IIT college mein professor kee naukri karne lage…iske alawa unki 6 ft kee height aur devtaon kee tarah soundarya, gathila sareer, aur smart look ke kaaran unhe lokpriya professor mein shumaar karte the… isi lokpriyata ke kaaran bahut si girls students unke aage peeche rehti hai… abhi bhi class mein kuch ladkiya aage baithkar ashutosh ko rijhaana chahti hai… . Khair yeh sab chhodkar kahani mein aage bhadte hai….

Projector on karte hue ek slide saamne aayi, usme bahut se taaro ke saath kaale aasman dikaya gaya … “confused” Ashutosh ne pucha?

Isse pehle koi aur jawaab deta, professor agli slide par bhad gaya… yeh usse bhi aur adhik kathin tha!!!” isme teen chand jo sunhere rang ke kaale aasman mein chamak rahe the” Any Guesses? Ashutosh ne pucha.

Ek haath utha dekh professor ne sir hilaya aur kaha bataao kya samajh aaya?

Student: Sir is slide ko dekh aisa lagta hai ki yeh kahin 3 moon theory ka koi hissa toh nahi hai? Isme 3 moon kaale aasman mein chamak rahe hai!!

Ashutosh: yeh slide ko dekh koi bhi keh sakta hai ki yeh 3 moon hai, lekin mein yeh topic kyu leke aaya hoon, iska koi idea?

No idea… sabhi students ne ek saath kaha!!!

Ashutosh: (kuch sochte hue kehte hai) agar mein kahoon ki apne prithvi par ek chaand nahi teen chand hai… toh aap log kya kahenge?

Haste hue sabhi students ne kaha, yeh toh aap mazaak kar rahe hai!!!

Ashutosh: achha agar mein kahoon, ki yeh 3 chaand is prithvi par pehle dekhe jaa chuke hai, tab aap kya kahenge?

Students ek dusre ki sakal dekhte hue kehte hai, jahan tak humein maaloom hai, aisa aaj tak kabhi nahi dekha gaya hai, aur naa hi iska koi proof hai….

Kuch saalo pehle prithvi sooraj ke chakkar lagati hai, iska pehle koi proof nahi tha… lekin ab saari duniya maanti hai… toh kya aap sab log isko jhutlaayenge? Professor ne pucha.

Sir toh iss 3 moon ka humaare prachin sabhyata se connection hai? Nisha ne poocha!!!

Ashutosh: jab sooraj, chandra, aur mangal ek saath ek line mein aate hai, toh sooraj ki roshni chandra pe padti hai, aur chaand ki sunheri kirne mangal grah pe padti hai… isse bada collison hota hai aur yeh reflect hokar waapas prithvi par padti hai… jisse hum logon ko Aasmaan mein 3 moon nazar aate hai…

Nisha: Sir yeh toh nature ka apna style hai, nature chaahein toh kuch bhi kar sakta hai, hum kyun apna samay is cheez par waste kar rahe hai?

Ashutosh: maana nature ke anginat raaj ko koi nahi jaan sakta hai aur naa hi koi jaan paayega… lekin jab yeh sunheri(gold) roshni kisi vyakti par padti hai toh woh jal kar raakh ho jaata hai, aur kisi vastu par padti hai toh woh duniya ki har cheez ko gold bana deti hai…

Yeh sun sabka munh khula ka khula hi rehgaya

Nisha: Toh iska matlab yeh pehle ho chuka hai ya phir hone waala hai?

Ashutosh: America ke university mein is vishay mein research bahut saalo se ho raha hai… aur unhe earth, moon aur mars ke movement aur kuch calculations se yeh maalum pada hai ki yeh aaj se 3000 hazaar saal pehle ho chuka hai?!!!

Nisha(excited se) sir kahan hua hai, mera matlab kaunse country mein?

Ashutosh: kuch der chuppi saadhte hue bole yeh pehle apne desh mein ho chuka hai, aur woh jagah kaunsi hai, iska pata abhi bhi nahi chala?

Itna kehte hi, professor ke oopar sawaalon kee ladi lag gayi… woh un sabke sawaalon ko jawaab dene lage… idhar sawaalon ka session chal raha tha aur udhar khoon se sani Lal singh aur Pooja ki laashon ko bina koi bhaav se SP Khan dekh rahe the… unhone apne naukri ke itne barso mein kai laashein dekhi thi… unki ankhein machini dang se khoon ke dher mein padi nirjiv laashein ko aur deewar pe likha sanskrit shabd ko padkar ek dusre ko jodne ka try kar rahe the…


Phir yeh sab dekh unhone paas khade hawaldar ko kaha

SP: mujhe laashon ki gale ki photo chahiye, aur deewar pe likha sanskrit shabd ka zoom photo chahiye… laash ke khoon ka sample lo aur unke aas paas ke pade khoon ka bhi… hawaldaar ne bade hoshiyari se sab aadesh ko note karne laga…

“Kya hum jaante hai yeh marne waala kaun tha? “ SP khan ne poocha!!

“Sir yeh koi Ex Colonel Lal Singh aur unki assistant Pooja hai, inki pehchan yaha ke padosi ne ki hai”. Hawaldar ne kaha!

“Kya laashon ka medical examiner ne dekh liya hai? Maut ka samay ka kuch pata chala hai? Khan ne poocha.

“Abhi Nahi, lekin Sir yeh Lal Singh kisi pouranik sabhyata ki khoj mein laga hua tha aur benaras ke puratatvik khudai mein research kar rahe the, unke padosi ke mutaabik kal shaam ko ek aadmi aaya tha”

“Theek hai tum us padosi se, us aadmi ka huliya banwaane ki koshish karo” aur in laashon ko postmortem ke liye bhijwao… aur tum….itna kehte hue SP Khan chup hogaye aur idhar udhar dekhkar kaha

“yeh Inspector, “Tomar” kahan hai”?

“Sir woh kisi dusre case ke silsile mein delhi gaye hai” hawaldar ne kaha!!

“Theek hai usko kaho, jald se jald case khatam kare aur Kanpur pahunche” Khan ne kaha.

“Theek hai Sir”. Hawaldar ne kaha

Itna kehkar SP Khan, wahan se nikal gaye!!!
 
Top