Update
Ek adheri raat jaha 4 log khade hue the jinke hatho mae khoon se bhari talwaar thi, jisse khun ki bunde tapak rahi thi , tap.. Tap... Tap... Or unke samne 2 logo ki khon se bhari lase thi jime ek aurat or dusra sayad uska pati tha,Charo tarp sirf santi thi sirf un Charo ki bhari sanso ki awaj hi aa rahi thi.. Tabhi is khamoshi ko ek awaj ne tod diya jo awaj bache ki rone ki thi bacha chota tha sayad 8-9 mahine ka.. Usko rota dekh ek aadmi apne dant piste hue bola..
1 admi - are yaar isko bhi abhi rona tha sala yaha wese bhi dimag bahut garm hai, isko bhi yahi sula deta hu..
2 admi jo usi admi ke pass hi khada tha, jisko todi chote bhi aai thi usne pahle wale admi ko ek jor ka tamacha mara jisse pahle wala admi gir pada or bhut gusse mae bola..
2 admi- chup.. Chup.. Ho ja madarchod ye sab kuch dekh kar bhi tera man nahi bhara kya, jo isko bhi marna chahta hai, kuta madarchod...
3 admi- ha ye ( 2 ke tarf ishara kar ke) sahi kah raha hai, bola tha ki sab kuch aram se karenge par is khute ke pile ko zara sa bhi ruka nahi gaya...
In sab ki baat se ye baat to paki thi ki wo bacha un dono deadbody ka hi tha, par
ye log kon the.. Or wo baccha abhi bhi ro raha tha, tab jo 4 tha jo ki ek aurat thi usne us bacche ko apni ghod mae liya or usko dudh pilena lagi.. Ye dekh jo tapad khya hua tha wo gusse mae bola..
1 admi- are ye kya kar rahi ho, chodo isko iski lass ko bhi yahi khatm kar dete hai..
Uske yesa bolte hi 3 admi ne uski gand par ek jam kar laat mari or gali dete hue bola..
3 admi- are madarchod apna dimag kya apni biwi ki chut mae hi chod aaya hai, tujko kuch pata bhi hai , tu kya bol raha hai.. Bsdk agar is bache ko kuch bhi hua na to sab kuch khatm samjho..
2 admi- are ye sala to hai ek number ka chodu isko chut or sarab ke alawa dikhta bhi kya hai, madarchod tujko pata bhi hai agar is baache ko kuch bhi hua na iske 21 saal pure hone se pehle to iske naam par **** jo hai wo sab chala jayega...
4 aurat - isiliye isko bada hona hoga jis tarah ek bakri ko halal karne se pehle usko ache se khilya pilaaya jata hai usi tarah isko bhi khilo jab tak ye 27 saal pura na kar de..
2 admi- par yaad rakhna ajj ke baad hum 4 kabhi bhi ek saath nahi rahenge or iske bare mae kisi ko bhi nahi pata chalna chahiye,
1 admi- ha tik hai tik par ab kya is dono ka kya karenge
4 aurat- karna kya hai is ghar ki sabhi chijo ko gayab kar do or is jagha ko yesa bona do ki dekhne walo ko yesa lage ki choro ne lut pat ke irade se in dono ka khoon kar diya... Par bacche ko kuch nahi kiya...ab chalo yaha se hamae ab saraft ka chola bhi to uodna hai
Or charo log jor jor se hasne lage, ye kali raat yese hi bit gai, or jab subha gahr mae kaam karne wale log aaye tab jakar police ko khabar mili, police ke aate tak nukaro ne bacche ko samhala jo abhi utha tha..
Khon ki jaanch hui or wahi uwa jo ki hota hai, police ne lut pat or khoon ka maamla samjh kar agayt logo ko khooni maan liya or unki khoj bin suru ki..
Idhar ghar walo ko postmortem ke baad deadbody de di gai ab jese tese sab ne un dono ka antim sanskaar kiya or yesa hi 13 din bit chuke the, ab ghar ke sabhi log ek jagah bath kar ye faisla lene wale the ki aakhir wo bacha kiske pass raheg bache ka mama paksh chata tha ki bacha unko de diya jaye par,dada paksh nahi man rahe the, ab parivaar ke 4 bade log bolna suru hue dada- dadi, nana- nani, bade mama - maami...
Nana- samdi ji kripya raj ( bache ka naam) humko sop dijiye kyuki, ye yahi to akhri ninsani bachi hai meri beti ki......
Dada- dekhiye hum samjh sakte hai apka dard apki tarah humne bhi apna beta kho diya hai par yaha baat is masum ke bavisy ki hai.. To yaha koi bhi faisla jajbato( emotion) ke hisab se nahi liya jana chahiye..
Mama- dekhiye app dono hi mere se umr or samjh mae bade hai, par fir bhi kahi na kahi hum 3 ke pass wajha bhi hai or farj bhi ki isko hum log rakhe..
Apko bata du ki raj ka parivar bahut bada hai (intro agle update mae) ,or pese wale bhi par agar pese or rutbe ki baat ho to raj ke bade dada or dadi hi hai..
Bade dada- meri baat dhyan se sune agar hum log yese hi karte rahe to hamari baate khatm hi nahi hogi ek kaam karte hai hum 3 parivaar hai to raj ko 5 -5 saal rakh lete hai, par iska bachpan yahi bite ga kyuki ye mere bete ki akhri ninsani hai isko wo har pyaar milega jiska ye hakdaar hai,or rahi baat iska pet baharne ki or maa ka payar dene ki to mera parivaar hai hi...
Jab bade dada ne apni baat rakhi to sabhi ne hami bhar li ab raj apne bachpan ke 5 saal apne dada dadi ke pass raha fir nana nani (bade) fir nana nani( chote) ke pass raha yesa karke uske 15 saal bit gaye fir Raj ne ye decided kiya ki wo apne dada dadi ke pass hi rahega or saath hi saath baki parivaar walo ke pass Time to time milne jayega
Ab toda raj ke parivaar ke bare main jante hai, ye parivaar bahut bada or amir hai, thakuro ka parivaar hai,
Ab toda piche mhud jate hai jab de raj parivaar ka hissa bana sabhi ki kismat chamkaane lagi, wese to thakur parivaar pahle se amir tha par raj ke ane ke baad unki puri property dugni-3 ho gai saath hi saath sarkaar mae bhi parivaar ka rutba ucha utha, par ek ajib baat hui, or ye ki raj ke baad thakur parivaar mae or koi varish nahi aaya matlab koi beta nahi, saath ki uski bua, mami kisi ki bhi godh mae beta nahi aaya,jab raj peda hone ke baad uske chacha ki mama or bua or mousi ki bhi sadi hui thi, agar baat kare is parivaar ke aurto ke bare mae to sab ki sab tanch maal hai, matlab agar koi 50 ki bhi ho to 40 ke upper ki nahi dikhti hai, uper se sadi ke baad badan or nikhar jata hi hai..
Story ko mene side 17 saal ke baad likhna suru karunga , fir bich - bich mae purani bate bhi hongi hi . .
In 17 salo main thakur parivaar bahut age baad gaya or bada bhi hua bache bade ho chuke the par kuch bhura bhi hua,
Raj ke bade dada or dada saath hi nana nani ki mout ho gai jab raj 14 saal ka tha, baki family ka introduction age ke update mae aayega...