• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy R.R.Raj --- Safar Aadi Se Ant Tak

Ye Story Aapko Kaisi Lag Rahi hai?

  • Thik Thak

    Votes: 2 14.3%
  • Bahut Aachi

    Votes: 5 35.7%
  • Shandar

    Votes: 7 50.0%

  • Total voters
    14

DAIVIK-RAJ

ANKIT-RAJ
1,442
3,833
144
DISCLAIMER

IS KAHANI KO PORI TARAH SE KALPNIK TOUR PER LIKHA GYA HAI. ISKA KISI BHI JATI YA DHARM SE KOI LENA DENA NAHI HAI. ISE KEVAL MANORANJAN KE LIYE HI LIKHA GYA HAI . TO MERA SABHI SE BINAMR AAGRAH HAI KI ISE USI NAJARIYE SE DEKHE OR INJOY KARE.

or bas aapsab se itna hi kehna chahunga ki meri galtiyon ko najarandaj kare or mujhe apne keemti sujhav comments box me jarur likhe. Jisse mujhe is story ko bhi complete karne ka hosla mile.

Dhanyabaad.....
 
DAIVIK-RAJ

ANKIT-RAJ
1,442
3,833
144
Update 1
Baat tab ki hai jab dwapar yug Ka Ant aur kalyug ki shuruaat hui thi iis samay shukracharya ke kahane per sabhi danav patal ke kisi bhag mein jakar chup Gaye the vahin shukracharya tridev ki bahut hi kathin tapasya kar rahe the is tapasya ke pura hone ke bad tridev ko shukracharya ko manchaha bardan dena hi padega
Vahi jab devtaon ko shukracharya ke is tapasya ke bare mein pata chalta hai to devatha gaan intra ki sahayata se shukracharya ki tapasya ko khatam karne ka bharpur prayas karte Hain lekin koi bhi safal Nahin ho pata Kai Salon ki tapasya ke bad jab shukracharya ka tapasya khatm hua tab unke samne tridev khade the
Tridev-ham aapki taraf se bahut khush hue bataiye aapko kya bataen chahie
Shukracharya -Prabhu aapko to pata hi hai main apne liye kabhi bhi kuchh Nahin mangta main to hamesha danav prajati ke hit ke liye hi manta hu
Aapane hamesha danavo ke sath anyay hi kiya hai har yug mein devta hi jite Aaye Hain main aapse yah vardan mangta hun ki
kalyug mein main koi bhi devta dharti log per kadam Nahin Rakh sake
Tridev -lekin yah kaise ho sakta hai jahan burai hogi vahan achchai ko bhi jana padega Nahin aap kuchh dusra vardan hi mang lijiye
Shukracharya -Prabhu mujhe to yahi vardan chahie
Tridev-tathastu, lekin is baat Ka dhyan rakhen dharti Lok par Se Kabhi bhi achcha hai Puri Tarah Se khatm Nahin hota
Shukracharya-dhanyvad Prabhu
Uske bad tridev vahan se chale jaate Hain vahi shukracharya bhi wapas danavo ke pass jakar unse manushya ke man mein paap bharane ke liye kah dete Hain
Dusri dusri aur devtaon ko is baat ka pata chal gaya tha aur sabhi devta ek sath tridev ke pass jaate Hain.
Devta gan-Prabhu yah aapane kya kar diya ab to danav dharti look per Puri Tarah Se acchi ka Nash kar denge
Tridev-main shukracharya ke is bartan ka nishkarsh pahle hi Soch liya hai abhi kalyug aane mein kuchh samay baki hai
Devta gan-iis vardan ka kya nishkarsh hai Prabhu
Tridev-kalyug mein Devta dharti per Nahin ja sakte hain isliye ham kalyug shuru hone Se pahle ham apni shaktiyon se paripurn ek rakshak ko kalyug mein dharti ki Raksha ke liye bhejenge aur us rakshak mein ham tridevo ke saath saath sabhi devtaon ka urja rahega
Itna kahkar sabhi devta dhyan ki mudra mein baithe Hain aur ISI ke sath unke sharir se urja ka ek Gola nikalta hai aur dheere dheere sabhi devtao ka urja aapas mein mil jata hai aur vahan se dharti log ki taraf badne lagta hai. Tridev aur sabhi devta use urja ki taraf bahut hi dhyan se dekh rahe the unhen dharti ki rakshak Ka intezar tha lekin yah kya Jaise hi vah urja dharti log per pahunche hai Kisi adrishya Shakti dwara us urja ko gayab kar diya jata hai jisse sabhi devta bahut pareshan ho jaate Hain aur vahi tridev bahut gehri Soch mein chale jaate Hain Uske bad FIR tridev kahate Hain
Tridev-abhi vah urja adrishya ho gai hai jab dharti per burai Puri Tarah Se badhane lagegi vah urja apna roop le legi

Vahi dusri taraf jab shukracharya ko sabhi devtaon ka ek jagah ek tere hone ke bare mein pata chalta hai tab vah Kisi Soch mein chale jaate Hain lekin thodi hi der baad unhen dwapar yug ke Sanjay ki Divya drishti ki baat yad aati hai (dwapar yug me mahabharat ke ant ke bad shukracharya ne Sanjay se chal purvak vah divyadrishti hasil Kar li thi)
Shukracharya turant hi Divya drishti se un devtaon ka picha karte hai jahan per unhen devtaon ke dwara ho rahi batchit Ka pata chalta hai jisse unhen bahut hi krodh aata hai. Lekin vah is samay kuchh kar Nahin sakte the shivaay dekhne ke thodi der ke bad jab vah urja dharti log ke satah se jab Kisi adrishya Shakti dwara gayab hoti hai tab unke chehre per ek rahasyamai muskan chha jaati hai lekin jab shukracharya us adrishya Shakti ko mahsus karte Hain tab achanak unhen darr ka ehsas hota hai aur ve turant hi Apne dhyan se uth jaate Hain
Shukracharya - yah kaise ho sakta hai use to main khud tridev ki sahayata se mara tha wapas kaise aa sakta hai
Nahin Nahin yah Mera vahan hai vah Kabhi wapas Nahin a Sakta agar vah is bar wapas a Gaya to vah Kisi ko Nahin chhodega sab ko samapt Kar dega Uske aage koi Nahin tik sakta hai.
Iis bar to usne tridev aur sabhi devtaon ki urja ke ek ansh ko chura liya hai agar vah wapas a Gaya to uska koi kuchh Nahin bigaad Sakta tridev bhi Nahin
 
Last edited:

Yah Raha story ka first update aap logon ke reply and comment Ka intezar
 
Top