• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Are y'all excited?

  • 1) 😎

    Votes: 23 82.1%
  • 2) kis cheez ke liye?🧐

    Votes: 5 17.9%

  • Total voters
    28

Adharma

Member
301
621
94
Picsart-23-05-03-14-37-09-548.jpg

--------------------------INDEX--------------------------
The Beginning [Mom's Arc] |25 Updates|

[Writer's Note for 1st arc - Note ]

Dharmgranth Me
Badlav-2 -] Predator Arc (AKA Dharmgranth Me Badlav-2 ]
 
Last edited:

Adharma

Member
301
621
94
Hello readers ! Pesh hai aapke saamne ek nayi kahani..ye kahani mene kahi padhi thi kisi site pe mujhe yaad nahi aa rhi ..is kahani ke original writer deadedge naam se the...mene us kahani ko inspiration ke roop me le kar ye nayi kahani likhi hai..ye kahani us kahani ke jesi hi hai bas mene apni kalakari dikhaayi hai isme..aasha karta hu aapko pasand aayegi ye kahani ..

Disclaimer - Meri ye kahani sirf kalpanik hai ..ise koi Dil par Naa le...isme dharm ki baat Hui hai ..uspar agar kisi ko achha na Lage to abhi yeh kahani chhod ke chale jaao...mera intention kisi religion ko thes pohuchaane ka nahi hai...ye sirf ek kahani hai or ise kahani ki tarah hi lo..is kahani me jo dharm btaya hai vo sirf ek kalpanik dharm hai..

Introduction

Yeh kahani ek kalpanik duniya ke liye hai...jise Jo dharm achha lge vo us dharm ko imagine karke yeh kahani padhe..

Mera naam Aditya hai..me ek kattar dharmwadi pariwar se aata hu...na me muslim hu na Hindu or nahi ki Christian..Mera ek alag religion hai jiska naam hai Tunna ...

Jese sanatan dharm me kayi pavitra upanishads hai...muslimo ke paas pavitra Quran hai.. Christian ke paas holy Bible hai..vese hi mere dharm ki kitaab ka naam hai Sukka..


Mere mummy papa bohot hi religious (dharm ko follow karne wale) hai..mujhe ye sab faaltu lgta tha ..matlab kon hi itni moti kitaab ko padhega..mene poori sukka ko 2 - 3 baar padha hai ..par vo sab jo usme likha hai sirf hai..faltu !

Meri yeh soch tab badli jab mere 18th birthday par mujhe birthday par ek or sukka mili..ye sukka alag thi...bahar se fati thi par andar uske page ekdum naye jese the...me ise ese hi padh rha tha..ekdum se mene page par hath fera or vaha par likhe shabd mit gye ..ye kuchh ajeeb tha ..na hi vaha ink ke koi nishaan the or Naa hi kuchh or...mene fir ese hi us khaali jagah par kuchh likh diya..jab mene esa Kiya to mujhe apne man me ek baat sunayi di ...darasal ab me apne dharm ke rules ko badal sakta tha...or me jobhi rules yaha par likhunga vo sach ho jayenge...matlab me apne dharm ke rules ko change kar sakta tha apni ichha se jo me chahu vesa kar sakta hu..or jo insaan bhi sukka ko padhega vo mere banaye naye rules ko follow karega jese ki yeh rules us kitaab me pehle se hi ho...isi ke saath me ab god me man ne lga ...achha ha ab vo god or koi nahi balki me khud hi hu GOD..


Namaste 🙏
 
Last edited:

Abhishek Kumar98

Well-Known Member
8,264
8,958
188
Hello readers ! Pesh hai aapke saamne ek nayi kahani..ye kahani mene kahi padhi thi kisi site pe mujhe yaad nahi aa rhi ..is kahani ke original writer deadedge naam se the...mene us kahani ko inspiration ke roop me le kar ye nayi kahani likhi hai..ye kahani us kahani ke jesi hi hai bas mene apni kalakari dikhaayi hai isme..aasha karta hu aapko pasand aayegi ye kahani ..

Disclaimer - Meri ye kahani sirf kalpanik hai ..ise koi Dil par Naa le...isme dharm ki baat Hui hai ..uspar agar kisi ko achha na Lage to abhi yeh kahani chhod ke chale jaao...mera intention kisi religion ko thes pohuchaane ka nahi hai...ye sirf ek kahani hai or ise kahani ki tarah hi lo..

Introduction

Yeh kahani ek kalpanik duniya ke liye hai...jise Jo dharm achha lge vo us dharm ko imagine karke yeh kahani padhe..

Mera naam Aditya hai..me ek kattar dharmwadi pariwar se aata hu...na me muslim hu na Hindu or nahi ki Christian..Mera ek alag religion hai jiska naam hai Tunna ...

Jese sanatan dharm me kayi pavitra upanishads hai...muslimo ke paas pavitra Quran hai.. Christian ke paas holy Bible hai..vese hi mere dharm ki kitaab ka naam hai Sukka..


Mere mummy papa bohot hi religious (dharm ko follow karne wale) hai..mujhe ye sab faaltu lgta tha ..matlab kon hi itni moti kitaab ko padhega..mene poori sukka ko 2 - 3 baar padha hai par vo sirf hai..faltu !

Meri yeh soch tab badli jab mere 18th birthday par mujhe birthday par ek or sukka mili..ye sukka alag thi...bahar se fati thi par andar uske page ekdum naye jese the...me ise ese hi padh rha tha..ekdum se mene page par hath fera or vaha par likhe shabd mit gye ..ye kuchh ajeeb tha ..na hi vaha ink ke koi nishaan the or Naa hi kuchh or...mene fir ese hi us khaali jagah par kuchh likh diya..jab mene esa Kiya to mujhe apne man me ek baat sunayi di ...darasal ab me apne dharm ke rules ko badal sakta tha...or me jobhi rules yaha par likhunga vo sach ho jayenge...matlab me apne dharm ke rukes ko change kar sakta tha apni ichha se jo me chahu vesa kar sakta hu..or jo insaan bhi sukka ko padhega vo mere banaye naye rules ko follow karega jese ki yeh rules us kitaab me pehle se hi ho...isi ke saath me ab god me manne lga ...vo god or koi nahi balki me khud hi..
Aditya se sab chude ye likh sakta hai aur Sukka dharm ka god ya bhagwan Aditya hai toh uski sab das aur bhakto ki tarah seva karenge aur use kuch keh bhi nahi payega bahut alag aur mazedaar concept hai
 

Adharma

Member
301
621
94
Top