Nice update...UPDATE 110
Ek taraf jahan mehak di apne bhai manav ke sudhar jaane se khush thi wahin doosri or apne papa ke bhrashtachar wali adat ne poore pariwar ko tension mein daal rakha tha. Ghar mein 4 jeev the jinme se 3 kamane wale the aur inme se kisi ko bhi kabhi bahut jyada tamanna nahi rahi.
Haan manav pehle bigda tha to thoda bahut kharcha kar leta tha par wo utna kamata bhi to tha. Lekin ab to wo bhi nahi tha. Isliye agar wo imandari ka jeevan jeete to bhi unke pass achhi khasi kamayi unke ghar aa rahi thi. Fir yeh kaali kamai karne ka kya fayda.
Ab to mehak ke saath manav ne bhi apne baap ko samjhana shuru kar diya tha par wo un logon ki ek nahi sunte the. Yeh kali kamai bhi ek nasha hota hai itni jaldi nahi chhut-ta.
Par kehte hain na ke har chij ka ek ant hota hai. Waise hi iska bhi ant hona nishchit hi tha. Hame lagta hai ke galat kaam karte hue hame koi nahi dekh raha to bhai is baat pe kehna chahunga ke agar hame daan dete hue bhagwan dekhte hain na to galat kaam karte wakt wo ankhen band nahi kar lete ya fir chhuti leke kahin chale nahi jaate. Us wakt bhi wo maujood hote hain.
Wo dono ka hi fal dete hain chahe karm achhe hon ya bure. Isliye jab bhi koi bura kaam karen to yeh soch ke karen ke is wakt bhi bhagwan hame dekh rahe hain aur iska fal hame milna hi hai. Khair mera maksad aap logon ko lecture dene ka bilkul bhi nahi tha. Yeh philosophy mujhe bahut achhi lagti hai to socha ke iske do char ghunt aap logon ko bhi pila dun.
To isi tarah fufa ji jo karm kar rahe the uska fal unhe bhi bhugatana hi tha. Wo aksar rishwat mangte aur unhe muh mangi rishwat mil jaati. Aaj unhone ek galti kar di. Unhone area ke MLA ke relative se rishwat mangi.
Usne kaha bhi ke wo mla ka rishtedar hai par fufa ji par to kali kamai ka bhut sawar tha. Unhone use jhutha bola aur dafa hone ke liye kaha.
Agle din wo aadmi fufa ji ke kahe anusar jitne paise mange the yani ke 50 hazar, wo lekar aa gaya. Fufa ji ne jaise hi wo paise pakde fatafat 4-5 log enter hue aur unke hath dhulwaye. Jo note fufaji ne pakde the un par koi chemical laga hua tha jis wajah se unke hathon ka rang laal ho gaya.
Unhe turant griftar karke jail bhej diya gaya. Turant khabar fail gayi. Ghar par to pata chalna hi tha. Mehak di aur bua ka to ro ro kar bura haal ho gaya. Yeh kya ho gaya. Sabhi preshan the.
Manav ne apne papa ke doston se madad mangi kyunki use khud samajh nahi aa raha tha ke is mamle mein kya kiya ja sakta hai. Uske papa ke kitne hi doston ne palla jhad liya kyunki wo sab is rishwat jaise pachde mein nahi padna chahte the. Bas ek sharma uncle the jo manav ke saath chale uth ke.
Unhone shehar ke jane maane vakeel se is baare mein baat ki. Vakeel sahab ne bola ke sabse pehle to jamanat karwani padegi aur aise cases mein jamanat milna bahut hi mushkil hota hai. Fir agar jamanat mil jaati hai to uske baad case chalega. Par unhone yeh baat saaf ki ke agar faisla fufaji ke against aata hai to naukari to jayegi hi par lamba jail mein rehna pad sakta hai.
Manav to gidgidane laga. Pair pad gaya vakeel ke to vakeel bola...beta mere pair padne se kuchh nahi hoga. Yeh to judge ne decide karna hai ke tumhare papa ko saza deni hai ya nahi.
Sharma uncle jo ke us vakeel ke bhi dost they unse bole...bhai sahib aapko kaise bhi karke mere dost yani manav ke papa ko chhudwana hai bas main aur kuchh nahi jaanta, kyunki is shahr mein aap hi aise vakeel ho jo yeh kar sakte ho.
Vakeel...Sharma ji main apni taraf se poori koshish karunga. Par dekhiye aapko to pata hai ke wakalat mera profession hai..
Sharma ji...baat samajhte hue...aap chinta kyun karte ho vakeel sahib. Aap jitni kaho utni fees aapko milegi bas mera dost bahar aana chahiye..kyun beta,..unhone manav ki or dekhte hue kaha ke kahin ghar wale hi na mukar jayen.
Manav...bilkul uncle bhala hame apne papa se upar bhi kuchh hai kya. Hame bas hamare papa azad chahiye uske liye aap chahe jitni bhi fees chaho maang sakte ho. Chahe manav ek bigdail bacha bhi raha hai par abhi wo kafi samajhdar ho gaya tha aur fir apne maa baap se kaun pyar nahi karta.
Vakeel...arey beta aur koi hota to main das lakh bhi mang leta aur samne wala de bhi deta. Kyunki case hi aisa hai. Par yeh jo sharma ji hain na tumhare saath aye hain yeh mere bachpan ke mitr hain. To inki laaj to mujhe rakhni padegi na. Beta tum mujhe kul milakar 2 lakh rupya doge. 50 hazar abhi jamanat se pehle aur baki ke dedh lakh jamanat hone par.
Manav...main abhi lata hun uncle paise.
Vakeel...arey itni koi jaldi nahi hai bete. Kal de jana. Aur fir sharma ji ki or dekhte hue bole….sharma ji dekhiye jurm to unhone kiya hai. Par use galat sabit karna hoga. Uske liye ek kaam karna padega. Jis bande ne un par case kiya hai uski file ki photo copy mujhe chahiye hogi. Darasal main shikayatkarta ke dastkhat dekhna chahta hun.
Manav...uncle wo main aapko arrange kar dunga. Aapko unke signature hi dekhne hain na. Main wo saare pages ki pic mobile mein khinch launga, usse aapka kaam chal jayega na.
Vakeel...bilkul beta. Bas pics clear honi chahiye.
Manav...uski aap chinta na karo. Main achhe se click karunga pics ko.
Fir manav sharma ji ko lekar ghar wapis aata hai, wo unhe ghar par isliye laya tha ke bua aur mehak di behad preshan thi. Un logon ko dhadhas bandhana akele manav ke bas ka kaam nahi tha. To wo wahan jakar unko dilasa de sakte the. Ghar pahuchte hi sharma ji ne sabse pehle meri bua ko (jo ke un logon ko dekhte hi rone lagi thi) dilasa dete hue kaha.
Sharma ji...bhahan ji aap chinta kyun karte ho. Main hun na. Madan (fufaji) ko main yun le aaunga bahar.
Tanuja bua...bas aapka hi sahara hai ab to bhai sahib. Waise wo aa to jayenge na bahar.
Sharma ji...haan bas manav ko wahan us aadmi ki file se uske sign ki photo khinch ke laani hai.
Bua...par manav aisa kaise karega yeh sab. Wahan jahan par uske papa ne yeh sab kiya hai. Wahan iska photo khinchna to door ki baat koi ghusne bhi nahi dega ise.
Sharma ji...haan beta yeh to maine socha bhi nahi tha. Kaise karoge wo sab.
Manav...wo aap mujh par par chhod do uncle. Main kisi tarah arrange kar lunga.
Sharma ji...sure beta...unhe ab bhi doubt tha.
Manav...haan haan uncle aap vishvas rakho. Main kar lunga intzam.
Sharma ji….chalo thik hai. Tum wo arrange karke uska print out le lena. Fir ham kal wo lekar vakeel ke paas jayenge jamanat ke liye.
Manav...thik hai uncle. Fir kuchh idhar udhar ki baten hoti rahi. Wo log baten kar hi rahe the ke itne mein mehak di sabke liye chaye lekar aa gayi. Uske chehre se hi pata chal raha tha ke wo kitna royi hogi.
Sharma ji...mehak di ki or dekh ke use dilasa dete hue….arey beti yahan baitho mere pass. Tum bilkul bhi fikar mat karo. Main aur manav milkar karte hain kuchh. Kal tak madan tum logon ke beech hoga.
Mehak di...smile karne ki koshish karti hai...mujhe bhala aap logon ke hote hue chinta ki kya jarurat hai. Mujhe pata hai ke aap log apne aap sulta loge is mamle ko.
Fir wo sab log chaye pine lage aur chaye pine ke baad sharma uncle chale jaate hain. Uske baad manav apne room mein jata hai aur kisi ko phone lagata hai. Udhar se hi ki awaz aati hai to idhar se manav bolta hai.
Manav….hi divya. Kaisi ho tum.
Divya...main thik hun. Par yaar uncle ki wajah se tum kafi preshan ho mujhe pata hai. (Divya ko manav ke papa yani fufa ji ke baare mein isliye pata tha kyunki wo bhi unke office mein hi kaam karti thi. Wo bhi ek officer thi par fufa ji se junior thi wo)
Manav...haan hun to..par is preshani ka ek hal hai divya...jo sirf tumhare pass hai.
Divya...bhala mere pass iska kya hal ho sakta hai. Tumhe to kisi achhe vakeel ke pass jana chahiye tha na manav.
Manav...wahin to gaya tha. Jahan se mujhe pata chala ke iska hal sirf tumhare pass hai.
Divya...anhaan...agar aisi baat hai to bolo main kya kar sakti hun tumhare liye. Mujhe khushi hogi agar main tumhare kisi kaam aa saki to.
Yahan main aap logon ko batana chahunga ke divya, manav ki girl friend hai. Waise yeh mehak ki friend shalini ki chhoti behan hai aur pehle yeh manav ko like nahi karti thi iski harkaton ki wajah se. Par ab jabse use pata chala hai ke manav sudhar gaya hai to isne manav ko line deni shuru kar di thi. Waise kaha jaye to dono ki relationship shuru ho chuki thi. Ek do baar manav ne divya ko uske ghar bhi drop kiya tha jab wo late ho gayi thi.
Wo waise bhi uske saath ek gentleman ki tarah behave karta tha. To manav ne divya ko kafi attract kar diya tha thode se time mein hi. So agar divya manav ke kisi kaam aati to use khushi hi milni thi. Isliye usne badi utsukta mein puchha ke wo uske kya kaam aa sakti hai.
Manav...divya mujhe us file mein se us aadmi ke sign ki pics chahiye.
Divya...yaar yeh to kafi khatarnak kaam hoga. Kyunki ek to yeh ek disputed case hai. Doosre wo file ab boss ke office mein pahuch gayi hai. To yeh wala kaam to tumne bahut mushkil kaha.
Manav...dekh lo divya papa ki rihai sirf us file mein se us admi ke sign ki pics se hogi. Otherwise to is case mein jamanat milna hi mushkil hai final rehai to door ki baat hai.
Divya...chalo main koshish karti hun. Mujhe sochne do kaise ho sakta hai yeh.
Manav...please do something divya and as soon as possible. Kyunki mujhe kal hi papa ki jamanat karwani hai.
Divya...tum chinta na karo manav. Main kuchh karti hun. Fir kuchh sochne ke baad bolti hai...tumhe morning 10.30 baje tak wo pics mil jayengi manav…
Manav...kya sach mein divya?? Manav khushi se uchhal padta hai.
Divya...haan manav sach. Maine rasta nikal liya hai. Tumhe ab fikar karne ki koi jarurat nahi hai, subah ki wait karo. Achha ab main rakhti hun mujhe kuchh kaam hai manav.
Manav...thanks divya..mujhe tumhare hote hue koi chinta nahi hai. Okay main kal wait karunga...bye.
Divya bye bol ke phone rakh deti hai.
Mehak pehle to soch rahi thi ke mujhe is baare mein bataye lekin fir usne socha ke mujhe kyun preshan karna kyunki is mamle mein main kuchh kar to paunga nahi ulta sab log ghar par preshan ho jayenge. Wo isi soch mein baithi thi ke tanuja bua use bolti hai.
Bua...kya soch rahi hai beta. Aa jayenge tere papa aur haan vinu ko phone mat karna khamkhah hi preshan honge wo log.
Mehak...haan maa isi baare soch rahi thi aur maine bhi yahi socha hai ke un logon ko kyun preshan kiya jaye.
Bua...haan beta ab jo hamare karm hain wo to hame hi bhugatne padenge. Wo to ek phone par dauda chala ayega. Par kya fayda. Yeh kehte hue bua bhavuk ho gayi thi.
Mehak...di ne unhe santwana dete hue kaha….kya karen maa. Par aap chinta na karo. Bhai kar to raha hai koshish. Aap chup ho jao maa.
Fir dono aise hi ek doosre ko dilasa deti rahi.
Agle din subah thik 10.30 baje manav ke mobile par beep baji...usne dekha ke yeh divya ka msg tha. Usne dekha to pata chala ke yeh us admi ke sign the. wo to isi pal ka wait kar raha tha ke kab divya ka msg aaye aur wo kab ise vakeel ke pass bheje.
Manav ne wo msgs vakeel aur sharma ji dono ko hi send kar diye. Fir kuchh der baad sharma ji ko call lagayi.
Manav...namaste uncle..aapne msg to dekh liye honge. Yahi chahte the na vakeel sahib.
Sharma ji...namaste beta...haan dekh liya hai. Chalo abhi chalte hain aa jao mujhe le lo saath mein.
Manav...haan uncle main aa raha hun aur 50 hazar rupay bhi le leta hun saath mein..
Sharma ji...haan beta wo vakeel ko advance to dena hi padega. Thik hai tum aa jao main ready hun.
Manav...abhi aya uncle 15 minute mein.
Fir manav sharma uncle ko pick karke vakeel ke pass pahuchta hai to dekhta hai ke vakeel pehle se hi sab tayari karke baitha tha. Unke aate hi vakeel ne unhe kuchh dikhaya. Wo document dekh ke manav aur sharma ji dono ki ankhen chamak uthi.
Vakeel...yeh dekho maine kya documents taiyar kiye hain. Wo manav ko wo kagaz thama deta hai to manav unhe gaur se dekhta hai.
Wo kagaz yeh bayan kar rahe the ke jis admi ne fufaji par case kiya hai uske naam se stamp paper par ek affidavit taiyar kiya tha ke us aadmi ne fufaji se 50 hazar rupay udhar liye the. Aur yeh aadmi wahi paise wapis dene aaya tha.
Usne stamp paper bhi purani date ka nikalwa liya tha jis par yeh declaration likhi hui thi. To fir ab yahi ek rasta bachta tha fufa ji ko bachane ka. Manav ne sharma ji ki or dekha aur sharma ji ne vakeel sahib ki or.
Vakeel sahib unki mansha samajh gaye the ke wo log janna chahte hain ke kya yeh rasta sahi rahega. To vakeel sahib bole.
Vakeel...dekhiye bhai sahib mujhe to bas ek yahi rasta nazar aa raha hai. Aur mere hisab se is tarah se hi jamanat mil sakti hai inke papa ko.
Sharma ji...nahi nahi aap jaisa thik samjhe kariye bhai sahib mujhe to bas mera dost bahar chahiye.
Iske baad vakeel sahib court mein apni karrwai karne ke liye gaye. Unhone wahan par daleel pesh ki ke is admi ne fufa ji se 50 hazar rupay liye the aur yeh wahi paise wapis dene aaya tha. Aur paise wapis dete wakt iski niyat kharab ho gayi thi aur yeh inko ulta jhuthe case mein fansa gaya.
Vakeel sahib ne fufa ji ko pehle hi sab kuchh samjha diya tha. Fir jab fufa ji ki gavahi hui to unhone aisa hi bayan diya. Us admi ne to us baat se mukarna hi tha kyunki usne actual mein fufa ji se koi paise nahi liye the. Isliye wo bola ke usne unse koi paisa nahi liya hai.
Par documentary proof uske against tha. Isliye judge sahib ne subooton ke binah par fufaji ko jamanat de di aur us admi ko un documents ko galat proof karne ka mauka diya. Isliye case ko agli tarikh tak adjourne kar diya gaya.
Sabsi badi baat yeh thi ke fufa ji ko jis case mein salon jamanat nahi milni thi vakeel sahib ne pehli hi peshi mein unhe jamanat dilwa di thi. Aur wo stamp paper bakayada court ke record mein pichhle date mein darj karwa diya gaya tha. Isliye uski authenticity ko challenge karna mushkil tha.
Jab fufa ji ghar aaye to wo kisi se bhi nazar nahi mila pa rahe the. Lekin sab log unke ird gird baith gaye aur bole.
Bua ji...aap is tarah behave kyun kar rahe ho. Galti insaan se hi hoti hai. Par asli insaan wahi hai jo apni galti se sabak sikhe.
Sharma ji...dekho madan ab pachhtane se koi fayda nahi hai. Tumhare pariwar wale to pehle se nahi chahte the ke tum yeh sab kaam karo. Par tum mante nahi the. Ab uska natija to bhugatana padna tha. Par agar tum ab bhi than lo ke aise koi kaam nahi karoge to life sudhar jayegi tumhari.
Fufaji...mujhe kya kutte ne kata hai bhai jo main aage se aisa ghinauna kaam karunga. Ab mujhe akal aa gayi hai. Main zindagi mein fir kabhi aisa kaam nahi karunga. Bas is case se bari ho jaun.
Manav...aap chinta na karo papa, hamare vakeel sahib sharma uncle ke bahut purane dost hain. Wo in mamlon mein kafi tajurba bhi rakhte hain tabhi to aapko ek hi peshi mein jamanat dila laye. Ab wo aapko jald hi bari bhi karwa lenge. Par ab aapko kabhi bhi aisa kaam nahi karna hai.
Fufaji… haan beta mera vishvas karo ab main ekdam sidhi sadi zindagi jiyunga. Tum logon ko kabhi shikayat ka mauka nahi dunga.
Pass hi mehak di khadi thi jo ke lagatar ro rahi thi apne papa ko dekh kar. Usne kaha.
Mehak...papa aise nahi mere sar par hath rakhkar bolo ke aap aage se aisa koi kaam nahi karoge.
Fufaji ekdam se uthe aur mehak di ke sar par hath rakhkar bole.
Fufaji...mujhe apni pyari beti ki kasam, aaj ke baad aisa kaam karna to door kabhi sochunga bhi nahi. Unke aisa kehte hi mehak di aur fufaji dono fafak fafak kar ro pade. Fufaji ne mehak di ko jor se gale se laga liya.
Waise to yeh baap beti ki bhavnatmak jaffi thi. Par aaj shayad pehli baar fufaji ko ehsaas hua ke unki beti ekdam jawan ho gayi hai. Kyunki mehak di ke boobs jab unki chhati mein dhase to unhone ekdam ehsaas hua ke mehak di ke boobs kafi bade ho gaye hain aur unki beti jawan ho gayi hai.
Unhone turant apni beti ko apne se alag kar diya kyunki lagatar jaffi dalne se unke lund mein halchal si mach gayi thi. Jiska unhe man hi man kafi afsos ho raha tha. Wo apne par laanat bhejte hue keh rahe the ke ek to pehle hi itne paap kar chuka hai tu aur upar se apni hi beti se jaffi dalte wakt apne lund ko khada kar raha hai. Laanat hai tum par.
Khair abhi wo baith gaye aur us or se apna dhyan hata diya. Fir sab log aage ki peshi aur fufaji ki rihai ke baare mein baaten karne lage. Is tarah do ghante beet gaye fir manav sharma ji ko chhodne unke ghar chala gaya.
===OOO===