- 828
- 2,885
- 139
Update..0Subah ka time tha... hum sab bahen bhai nashta ker chukay thay... Ami kitchen m thi or abu dukan per ja chuke thay... Sab ko school Jane ki jaldi thi... Koi apni uniform hath m liye ghom raha tha to kisi k hath main kunkhi thi jes se woh apne bal sanwar raha tha
Main bhi apna bag pack ker raha tha keh baji meri bugal m aa ker khadi ho gai... Main ne baji ki terf dekha to Baji mujhe bazoo se paked ker kumre k ik kone m li gai or boli keh usay mujh se Koi baat kerni hay
Main chup chap baji k sath aa giya or apna ser utha ker us ki terf dekhne luga... Baji pershan nazer aa rahi thi or kisi kushmakush ka shikar thi.. Baji kuch bolnay k liye apna monh kholti liken phir chup ho jati
Main sawaliya nazron se baji k chehre ki terf dekh raha tha... Main ne aaj se pehle baji ko Itna pershan kabhi nahi dekha tha
Baji guo maguo ki halut m khadi apni ungliyan marod rahi thi... Baji kabhi kumre se baher dekhti to kabhi meri shukal dekhne lug jati... woh tazabzub ka shikar thi... saf puta chal raha tha keh woh mujh se baat kerna chahti hay liken fisla nahi ker pa rahi thi keh woh baat mujh se keray ya na keray
Baji k chehre per pershani k sath sath ik namalom sa dar bhi phela hova tha.... Mujhe shuk hova keh Koi khas baat hi hay jes ki waja se baji itni pershan hay
Main :baji... Kiya hova... itni pershan Keyon ho... Kia baat hay
Baji to Jesay mere hi pochnay ka intazar ker rahi thi... Baji ki ankhon se ansoo tip tip gerne lugay or baji hichkiyan le le ker rane lugi
Baji ko yon rota dekh ker main bhi pershan ho giya Keyon keh main ne aaj se pehle baji ko kabhi rate nahi dekha tha... ami abu ne kabhi bhi baji se sukht lehje m baat nahi ki thi... phir esi kiya baat thi keh baji yon ro rahi thi
Baji ko rota dekh ker mera bhi dil bethne luga or meri becheni bedhnay lugi. ..is se pehle keh main kuch bolta baji khud hi bol padi
Baji :shaboooooo... Main tumhen ik baat batati hoon pehle tum kasum khao keh kisi ko nahi batao ge... Ami abu ko bhi nahi
Main :baji... Main kasum khata hoon liken tum baat to batao
Baji :pehle tum mere ser per hath rukh ker kasum khao
Baji ne mera hath paked ker apne ser per rukh liya... Baji ki baat sun ker meri roh tuk kanp gai... ab mujhe bhi thodi sungini ka ahsas hova Keyon keh baji itni badi kasum mujhe isay hi nahi de rahi thi... zaror Koi khas baat hi thi
Main :baji main kasum khata hoon... Main kisi ko nahi bataon ga ab batao keh Baat kiya hay
Jab main ne kasum kha li to baji ko yaqeen ho giya keh main kisi ko nahi bataon ga... Itni deer m rone se baji k dil ka bojh bhi kuch hulka ho chuka tha or woh thodi pur sakoon nazer aane lugi
Kehtay hane keh kisi ko razdar buna lenay se dil ka bojh hulka ho jata hay... Shayed baji bhi is liye pur sakoon ho chuki thi keh woh apna razdar banane ka fisla ker chuki thi
Baji ne apna hath mere samne ker diya liken us k hath ki muthi bund thi
Baji ne apne hath ki muthi kholi to mujhe us m ik kaguz nazer aaya
Main ne istufhamiya nazron se baji ki terf dekha to us ne mujhe kaguz utha ker padhnay ka ishara Kiya
Main ne dheruktay dil k sath baji k hath se kaguz utha liya or jaldi se khol ker padhnay luga
Jesay hi main ne kaguz per likhi tehreer or us per likha name padha... Mera khon khol utha
Main ne ik nazer baji ki terf dekha or tez qadumo se kumre se baher Jane luga
Mera khon khol raha tha or guse k mare demag phut raha tha... Mere dil o demag m ik hi khiyal aa raha tha
maroon ga ya meron ga liken usay zinda nahi choron ga
Main abhi do char qadum hi chala tha keh baji ne mujhe peche se aa ker paked liya
Main khud ko zor luga ker baji se chorwane luga liken baji bhi kisi sherni ki terha mujh se chimut gai
Main ne ik do bar onchi awaz m kaha keh baji mujhe chor do to baji ne kaha keh Itna shor Keyon ker raha hay... Kiya sab ko bataye ga... tu ne meri kasum khai hay... Idher beth or pehle meri baat sun
Baji ki baat sun ker main beth to giya liken meri Jo halut thi... woh mera dil hi janta tha
Baji ki baat sun ker main beth to giya liken meri Jo halut thi...