• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Dev ko sab se pehle romance kiske saath karna chahiye...?

  • Sonal

  • Radha

  • Bani

  • Riya

  • Disha


Results are only viewable after voting.

Black_Mamba

TheDeadliest
837
3,807
139
i'm going to read previous posts to understand the story. also planning to write down recap for you guys..
 
  • Like
Reactions: Shanu

Black_Mamba

TheDeadliest
837
3,807
139
SONAL

Sonal is a complex and important character in this story, evolving significantly throughout the narrative. Here's a breakdown of her perspective:

Initially:

  • A Valued Member: Sonal is established as a vital part of her community. She is Mr. Singh's younger daughter and holds a respected position as a scout.
  • Skilled and Fearless: Sonal is depicted as strong, independent, and capable. She's adept at navigating the dangerous outside world, gathering information, and even engaging in combat when necessary.
  • Close to Dev: Sonal shares a special bond with Dev. Their relationship is characterized by playful banter and a hint of romantic interest, though not explicitly stated. She's comfortable teasing him and shares a level of intimacy with him.
The Abduction and its Impact:
  • Vulnerability and Trauma: Sonal's capture by STARCOM is a turning point. She experiences trauma and violation, as evidenced by the controlling device implanted in her and her subsequent paralysis.
  • Loss of Control: The STARCOM device takes away her agency, forcing her to act against her will. This is a profound violation that shatters her sense of self and independence.
  • Physical Limitations: The paralysis further restricts her, robbing her of her mobility and the physical strength that defined her.

Post-Abduction:

  • Emotional Withdrawal: Sonal becomes withdrawn, quiet, and emotionally distant. The trauma she endured creates a barrier between her and others, even Dev.
  • Struggle for Recovery: Sonal faces the immense challenge of recovering from both the physical and psychological scars. She has to adapt to her new reality and find a way to cope with her limitations.
  • Dependence and Vulnerability: Once fiercely independent, Sonal is now dependent on others for care, which creates a new layer of vulnerability.

Overall:
Sonal's perspective is crucial for understanding the human cost of the conflict in this world. She represents the strength and resilience of the people, but also their vulnerability to the brutality of their enemies. Her journey is one of loss, trauma, and the difficult struggle to reclaim her life and identity.
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Shanu

Black_Mamba

TheDeadliest
837
3,807
139
RADHA

Radha is portrayed as a young woman with a complex emotional landscape, particularly in her relationship with Dev. Here's a breakdown of her perspective:

  • Affection for Dev: Radha harbors strong romantic feelings for Dev. She is open about her affection and actively seeks his attention and companionship.
  • Emotional Vulnerability: Radha demonstrates a degree of emotional vulnerability, especially when it comes to Dev. She is easily hurt by his rejection or perceived indifference.
  • Insecurity and Jealousy: Radha struggles with insecurity and jealousy, particularly concerning Dev's relationship with Sonal. She expresses possessiveness and even violent thoughts towards Sonal, though she dismisses them as jokes.
  • Loyalty and Friendship: Despite her romantic feelings for Dev, Radha values her friendships. She shares a close bond with Bani and is shown to be caring and supportive of others.
  • Internal Conflict: Radha experiences internal conflict between her desire for Dev and her awareness of the complexities of the situation. She questions her own feelings and actions, seeking validation from others.
 

Black_Mamba

TheDeadliest
837
3,807
139
AASHA
  • A Mother's Love and Concern: Aasha is portrayed as a loving and protective mother, especially towards Dev. She is deeply concerned for his well-being and shows a strong desire to protect him from harm.
  • Self-Sacrificing: Aasha demonstrates a willingness to sacrifice herself for Dev's safety.
  • Empathetic and Supportive: Aasha is shown to be empathetic and supportive of others, offering comfort and advice when needed, as seen in her interactions with Radha.
  • Strong and Determined: Despite facing difficult circumstances, Aasha displays strength and determination, particularly in her decision to confront challenges and protect her family.
  • Appreciative: Aasha expresses gratitude and values the support of those who help her and her family.
 

Black_Mamba

TheDeadliest
837
3,807
139
Sid (Dr. Siddharth):

Core Identity:


  • Brilliant Scientist/Inventor: At his core, Sid is a highly skilled and innovative scientist. He possesses exceptional technological expertise, capable of creating powerful and complex devices like "muscle regeneration". His abilities are crucial to the plot, as he provides the technology that drives the conflict.
Key Characteristics:

  • Forced Compliance: A defining aspect of Sid's situation is that he's compelled to work with Raka. He's not a willing collaborator but rather a scientist under duress, likely to protect his family. This coercion shapes his actions and motivations throughout the story.
  • Ethical Conflict: Sid is presented as having a degree of ethical awareness. He expresses caution about the dangers of inventions suggesting he's concerned about the potential consequences of his dangerous inventions forced by RAKA. This creates an internal conflict between his scientific pursuits and his moral reservations.
  • Driven by Desperation: Sid's actions are primarily motivated by his desire to save his family. This desperation overrides his ethical concerns and forces him to make morally ambiguous choices. He's not acting out of personal ambition but out of love and a need to protect his loved ones.
  • Subordinate Position: The power dynamic between Sid and Raka is clearly unequal. Raka holds the authority and gives orders, while Sid, despite his knowledge and skills, is forced to obey. This highlights Sid's vulnerability and lack of agency in the situation.
  • Potential for Deception: Given his forced compliance, Sid may be playing a dangerous game. He could be secretly working to undermine Raka or find a way to escape his control and protect his family. His compliance might be a facade to conceal his true intentions.
  • Tragic Figure: Sid's character has the potential for tragedy. He's a brilliant mind trapped in a terrible predicament, forced to compromise his morals and potentially sacrifice himself for the sake of his family.
In Summary:

Sid is a complex and compelling character. He is a brilliant scientist, but his identity is deeply intertwined with his forced servitude to Raka. He is torn between his scientific pursuits, ethical concerns, and the desperate need to protect his family. This internal conflict and his precarious situation make him a crucial and potentially tragic figure in the narrative.
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Shanu

Rahul Chauhan

Active Member
1,117
3,194
144
Update 01

Kuchh 10 12 log haatho main advanced guns like ek gully se bhaag rahe the. Shayad koi inke picche pada hoga. Woh log aage ki taraf jaa rahe the tabhi unke saamne ek vishaal aur ajeeb sa koi jaanvar khada hua. Woh lambai main aam aadmi se 3 guna hoga. Usse dekhte hi sab log cover leke uspe fire Karne lage. Woh bada sa jeev pe unn hathiyaro ka kucch khaas asar nahi pad Raha tha. Woh jeev bhi apne hathiyaro se unper goliyan barsane laga. Lekin woh Jada der tak tik nahi pa raha tha. Aakhir uss jeev ne ajeeb se aawaj nikal kar ek deewar ke picche jump karke bhaag gaya. Un aadmiyo me se ek ne baaki logo ko bola.

Aadmi 1 : Bhaag gaya saala. Lekin aaccha hua woh akela tha nahi toh aaj hamara aakhri din tha. Hahaha

Aadmi 2 : lekin commander iss area me matlab...yaha toh koi human nahi honge phir ye level 3 BIO-BOT yahan Kya kar raha hoga.

Commander : pata nahi kisse Soongate Soongate yaha aaya hoga. Woh sab chhodo jaldi karo have apne base pe jaana hai. Iss BIO-BOT ki wajah se hum kafi dur aa Gaye hai. Lekin sab log alert rehna. Let's go.

Aur sab log apne base ke taraf nikal Gaye. Raste me jo kuchh important saaman chahiye woh sab leke jaa rahe the. Tabhi jaate jaate unko BIO-BOT chinkh sunai Diya.

Aadmi 2 : commander...

Commander : nahi chhodo usko hame base pe jaana hai.

Aur woh aage badhne lage. Kuchh der baad unhe BIO-BOT ki bhayanak cheekh fir se sunai Diya aur aasman me dhooua dikai diya. Commander use bhi ignor karke aage badh Raha tha.

Aadmi 2 : commander, BIO-BOT ki aawaj nahi aa rahi.

Commander : use chhodo saamne dekho bridge aaya hai hame saavdhani see usse paar karna hai samjhe. Focus...

Aadmi 2 : commander uper dekhiye.

Jaise hi commander uper dekhta hai uski fatke haath me aa gayi. Kisi ne waha pe flare chalayi thi. Toh iss me gaand fatne wali baat yeh hai ki BIO-BOT ko pata chlega ki waha koi insaan hai. Flare chalte hi ek chinkh sunai diya aur woh bridge ke dusri aur se.

Commander : yeh kaun maderchod apne saath saath hamaari bhi ma chudane pe aaya hai.

Aadmi 2 : commander , abb hum Kya kare? BIO-BOT to flare ki taraf jayenge. Aur uska Rasta issi bridge se hoke jayega.

Commander : sabhi apna saaman yahi chhod do aur bass weapons ke saath flare ki taraf Chalo.

Aadmi 2 : lekin waha toh khatra hai. Kuchh der me BIO-BOT wahan aa jayega.

Commander : hum subah se iss jagah ghoom rahe hai hame bas ek BIO-BOT Mila . Mujhe nahi lagta koi aur BIO-BOT yahan pe hai. Mujhe toh us chutiye ke gaand me danda daalna ha. Toh Chalo move fast!!

Jaise hi woh log uss jagah par pahunche waha unhe ek BIO-BOT mara pada Mila. Sab log soch main pad Gaye ki kisne BIO-BOT ko mara hoga aur woh kaha Chala gaya. Wahan toh koi bhi dikh nahi raha tha. Tabhi commander ko BIO-BOT ki aahat huyi.

Commander : jaldi se chhip jaao sab log. Koi aawaj nahi karega.

Aur woh sab log ek building mein chhip Gaye. Thodi der baad BIO-BOT wahan pahunch gaya. Woh uss mare hue BIO-BOT ke pass jaake thodi der use dekhne laga. Aur jor se chillaya. Shayad apna dukh jata Raha ho.

Phir BIO-BOT kuchh Soongate hue ek building ki aur jaane laga. Kuchh der baad woh uss building pe fire Karne laga shayad use kuchh dikha hoga.


Commander : ye saala kaha fire kar Raha hai. Paagl hua hai Kya woh.

Aadmi 2 : woh dekhie commander uss building ke upper ek ladka khada hai.

Commander : yeh wahi hoga. Lekin woh wahan kar Kya Raha hau?

Aadmi 2 : commander shayad usi ne is BIO-BOT ko mara hoga aur woh ab isse bhi Mar ne wala hoga.

Commander : BIO-BOT ko marne ke liye kam see kam 20 log lagte hai. Aur use marna iss chutiye ke bass main kaha. Khair chhodo agar BIO-BOT uss ladke ke taraf Jane lage toh hum fire shuru karenge.

Aadmi 2 : commander use ladke ke chalte hum apni jaan daanv pe kyun lagayenge. Marne dete hai usse.

Commander: Teri baat sahi hai. Hum yahi chhipe rahenge jabtak BIO-BOT usse maar ke Chala nahi jata.

Sab log chhip jate hai. Aur waha BIO-BOT us building pe fire karte jaa Raha tha. Tabhi woh ladka building se jump kar ke seedhe BIO-BOT ke uper. BIO-BOT thoda confuse ho gaya. Lekin this der baad BIO-BOT woh chikh ke jamin pe mar pada. Yeh sab commander aur use saathi aankhe faade dekh rahe the. Unhe kuchh bhi samjh nahi aa Raha tha ki abhi Kya hua. Woh sab samajhne ki koshish kar rahe the.

Aadmi 2 : commander aapne bhi wahi dekha Jo Maine abhi dekha.

Commander : 10 second...10 second me usne BIO-BOT ko dhool chatayi. Bina kisi hathiyaro ke. That's impossible.

Aadmi 1 : commander, woh dekho...woh ladka kuchh kar raha hai BIO-BOT ke saath.

Woh ladka BIO-BOT ke chhati se kuch nikalkar apni bag me daal deta hai. Aur apni bike ke paas jaane lagta hai. Use inn logo ke aane ke baare me kuchh pata nahin tha. Jaise hi woh bike pe baith jata hai tabhi uske sar par koi gun tika deta hai.

Commander: apni bag mujhe de.

Ladka : (bag me kuchh dhoond ne lagta hai)

Commander: sunai nahi deta kya?

Ladka : (bag me se ek flair nikalta ha aur upar ki taraf point karke) abhi bhi tumhe bag chahiye.

Aadmi 1: commander hamare paas utne Aadmi nahi hai jo ek aur BIO-BOT ko bhaga sake. Aur Pata nahi kitne BIO-BOT iss taraf aa rahe honge.

Commander: commander hun mai chutiye. Sab pata hai. (Baaki logo ko) apni gun niche karo.

Commander ki baat maante hue sab logo ne gun wapis rakh di. Yeh dekhte hue woh ladka bhi gun bag me daal kar nikalne waala hota hai tabhi…

Commander : sono bacche…

Ladka : DEV… call me DEV.

Commander : Dev...suno kya tum bata sakte ho ki tune LEVEL 3 BIO-BOT ko kaise maara bina kisi weapons ke?

Dev : (bandha hua khanjar nikalte hue) iss ki madat se. Aur kuchh puchhna hai?

Commander : tumne BIO-BOT me se kya nikala hai?

Dev : woh aapke kaam ki cheez nahi hai.

Commander : ok...koi baat nahi. Kya tum akele ho?

Dev : nahi.

Commander : chal chhod tumhe seedhe jawab dene ki aadat nahi hai. Agar tum batana nahi chahte toh bol do.

Dev : mai aise hi baat karta hun...sorry.

Commander : hamare CLAN me aa jao. Tum jaise bahadur soldiers ki jarurat hai hame.

Dev : sorry mai aise hi theek hun.

Commander : soch lo Dev...bahot kuch milega tumhe. Khana...peena...acchi post...aur...security.

Dev : ohh, kis CLAN ki aap baat kar rahe ho?

Commander : hum MIGHTY STONE se hai.

Dev : abb mujhe chal na chahiye. Aur ha yaha se North ki taraf jaao waha BIO-BOT nahi hai.

Commander : thanks, phir ek bar soch lo Dev.

Dev : No thank you.

Dev aur kuch nahi bolta. Seedha bike start karke kahi nikal jata hai.
Shandaar update
JId bio bot ko marne ke liye 20 log chahiye usko dev ne aleke hi sir 10 sec me maar diya ...how ??
 
Top