- 121
- 1,219
- 124
Chapter 1
Year 1500 AD
Kahani hai aise samay ki jab dharti pe bahut se kingdoms paida ho rahe the bahut se kingdoms takat pakad rahe the or ek hi maksad tha duniya pe kabja karna . Par kismat khel khelti hai na jaane kya kya kaun raha banega or kaun marega kaun duniya jeetega yaa fir koi duniya tabah kar dega . Dekhte hai kahani me .
Sabse pahle Jaan lete hai kingdoms ke baad me samrajyo ke baare me kaha kaha kaunse kingdoms panao rahe hai .
( Real names se jude kisi kingdom ka name nahi liya gaya hai agar aisa hota hai to by coincidence hoga or places reference me liye bataye gaye hai taki readers ke chavi acche se ban paaye )
1. Vijaynagar ( kingdom in North India ) -
Ek faila hua samrajya vishal jiski seemayen bahut dur dur tak faili hai or uski khyati bahut mahan hai ek aisa samrajya jo varsho se chala aa raha hai or dhan dhanya me sampurna hai . Shaant or dhan dhanya se paripurna ek sampurna samrajya jaha na kisi cheej ki Kami na hi sukh or samridhi ki .

2. Sinjiang ( kingdom in china )
Ye ek faila hua kingdom china me fal ful raha tha ghura hua dushmano se fir bhi sabse shaktishali or baaki saare kingdoms china ke iss se darte the yaa yu kahu power ke tale rahna chahte the toh galat nahi hoga.

3. Arbia sultanat ( kingdom of arab )
Arbia sultanate ek aisi sultanat jisne thode hi samay me apne aap ko itna faila liya tha jiski koi limits nahi thi m vishaal khunkhar or kattar . Jo inke against gaya usko unhone jadd se mita diya jiss rajya pe ungli rakhi wo inka ho gaya. Ek khatarnak or badi sena wala rajya .

4. Thebes ( greek kingdom)
Ek greek kingdom jo apni bravery ke liye famous hai yaha ke ladake number me kam hote hue bhi bahut hi brave hai or har baar dushman se jeet cheen ke apni kr mod lete hai aisa hai thebes .

5. The britania - ( kingdom of England)
Ek english kingdom jo famous hai apni modern science ke liye or ankhe sapno ke liye naye inventions ke liye kuch aise sapne Jo shayad duniya jeetne ke bhi ho sakte hai or aaj ki modern science se ye possible bhi hai .

( Aisa nahi hai ki iss time period pe bas yahi ek kingdom mojud hai world me par ye 5 kuch iss tarah se jude hue hai jiss vajah se inki kahani jaan na jaruri hai or destiny me inka aamne saamne hona likha hai yaa dur rahna kya aisi kadi hai jo inko saath laati hai or kya jo inko ek dusre ke virudh kar deti hai or kiski raha aasan rahti hai or kiski raha kathin wo
jaanege apni kahani me )