Update 77
Tabhi bathroom ka door khula or suman towel ko lapet kr apne sine ke pas hatho se pakde huye nikal rhi thi or kuch gunguna rhi thi pe jaise hi uski najar mujh pr padi vo sab kuch bhul gyi or Bhai bol kr mere gale se lag gyi pr is chakkar me vo ye bhul gyi ki just towel ki apne hatho se pakda tha vo niche jamin pr gir gya hai or usne andar kuch bhi nhi pahna hai vo aise hi mere gale lagi hui thi or ye bat tab mujhe pata chala jab maine uske nange pith ko chua, tab Maine dhire se suman ke Kan me kha
Mai - didi Bhai se milne ki itni kya khusi thi ki aapne apna towel hi chhod diya.
Suman - towel .
Tab ja ke use yad aaya ki vo nangi hi apne Bhai ke gale lgi hui hai or uska towel khi gir gya hai to vo ye nhi soch pa rhi thi ki is situation me vo Kya kre
Tab Maine hi jakar towel uthaya or uske badan pr lapet diya, is bich ek tak vo mujhe hi dekh rhi thi.
Fir maine unse kha ki AAP apne kapde pahan love Mai bathroom se fresh ho kr aata hu, fir Mai bathroom me ghus gya or gate lock kr diya
Mai sochne lga ki meri bahan bhi kisi se kam nhi kitni sundar lag rhi thi bina kapdo ke yhi sab sochte sochte Mai fresh hua or bathroom se bahar nikla tab tak suman apne kapde pahan chuki thi
Suman : sorry bhai vo galti se hua.
Mai : koi bat nhi didi hota hai , chalo sath me nasta karte hai.
Fir hum dono niche aaye or nasta ke liye dinning table pr baith vha sab kuch mere pasand ka banaya gya tha.
Mai - wah maa ye to sab kuch mere pasand ka bana hua hai .
Maa - ha beta maine or tumhari chachiyo ne mil kr banaya hai khas tumhare liye.
Suman : wah beta kya aa gya to betiyo ko bhul hi gyi bhulo mat hum betiya hi rahengi tumhare pas ye to kuch dino ka mahman.
Mai - mahman se yad aaya maa maine suna hai betiya paraya dhan hoti hai or ek din use apne maa baap ka Ghar chhod kr apne sasural jana padta hai.
Maa - ha beta ye sahi hai betiya ko to ek din sadhi kr ke apne sasural jana hi padta hai .
Mai : ab batao Kon hua mahman aqp ya Mai , Mera kya hai mujhe to ek na ek din vapas yhi hi aakar rahna hai aap socho .
Suman : Maine bhi soch liya hai Mai shadi hi nhi karungi tab to Mai rh sakti hu na.
Uski ye bat sun kr hum sab has pade tabhi archana chachi ne kha
Archana - beta vha sab kaise hai sita kaisi hai uska to aakhri mah chal rha hoga na.
Mai : vha bhi sabhi thik hai Chachi or bua bhi thik hai or ye unka last mah bhi chal rha hai dekhna ladka hi hoga.
Meri is bat se Chachi kahi kho si gyi kas sita ki tarah Mai bhi ek bete ko janm deti or tiger ki tarah mera bhi beta hota magar ab to ye sambhaw hi nhi hai ab to tiger ke chacha kuch karte hi nhi hai .
Fir hum sab uhi bat chit karte huye nasta kr rhe the ,nasta krte samay Maine ek bat note ki ki aaradhana Chachi mujhe hi dekh rhi thi, mai bhi unki taraf dekh kr smile kr deta tha pata nhi unke man me kya chal rha hai oh no Mai to bhul hi gya tha ki ye sabhi meri aakho ko dekh kr samohit ho rhi hai, mujhe inki taraf najar jhuka kr bat karni hogi.
Maa - Kya hua beta nasta achchha nhi bna hai Kya?
Mai : nhi maa nasta to bahut hi tasty bana hai .
Maa - to tu kha kyo nhi rha hai.
Mai - kha to rha hu maa.
Maa - beta Kya Mai tumhe apne hatho se khilau vo Kya hai na ki 5 sal ka tha tu jab apne bua ke ghar gya tha tu tab se apne bete ko pyar karne ke liye taras gyi hu.
Ye bolte huye maa ke aakho me aashu bhi gye .
Mai - ha maa kyo nhi lekin meri bhi ek shart hai ki Mai bhi aapko apne hatho se khilaunga.
Suman - to bhai or maa maine kya bigada hai Mai bhi apne bhai ko khilaungi.
Archana or aaradhana : to hum logo ne kya bigada hai hum bhi apne bete ko khilayengi.
Fir Kya tha lag gye sabhi log mujhe khilane me or Mai bhi bich bich me unhe bhi khilata tha magar Mai akela or vo sab, mera to pura pet hi bhar gya tha.
Mai - bs bs mera ho gya or khilayengi to mera pet hi fut jana hai.
Archana chachi : kha le kha le vha teri bua tujhe aise nhi khilati hogi.
Mai apne man me sochne lga ki ab aap logo ko Kya batau ki Mai vha rhta hi nhi pata nhi bua ko un logo ne Kya kha hoga.
Idhar bua ke ghar me-----
Jis din Mai gya tha Mai s din to kavya ne kah diya ki Mai bahar apne dosto ke sath gya hu, pr jab do din bad bhi nhi louta or mere room me bhi mera saman bua ko nhi mila tab bua ne samita se puchha.
Bua - samita Kya tumhe pata hai ye tiger kha gya hai.
Samita - ye sawal aap apni betiyo se puchhe to behtar hoga bhabhi.
Ye bol kr samita apne room me chali gyi.
Bua - ye Kya bol rhi thi samita Kya maine use apni betiyo se kam pyar diya hai Jo aaj vo aise bat kr rhi hai, abhi jakar puchhti hu.
Fir bua samita ke room me chali gyi
Idhar Samita room me jakar bed pr letkr mere hi tasvir ki dekh rhi thi or jab bua room me aayi to samita ne mere tasvir ko chupa diya jise bua ne dekh liya .
Bua - ab mujhse bhi sab chhupane lagi hai tu .
Samita - aapne bhi to bahut si bate mujhse chhupai hai .
Bua - Maine Kya chhupaya hai tujhse.
Samita- jane do bhabhi , boliye kuch kam tha Kya.
Bua - kuch Kam hoga tabhi Mai tumhare pas aaungi kya, Kya Mai aise hi nhi aa sakti , khair chodo ye batao ye kisi ladke ki tasvir hai jisse tum pyar karti ho sahi kha na Maine .
Samita ne ha me sir hila diya.
Bua - to dikho mujhe Mai bhi to dekhu Kon hai vo ladka jisne Meri samita ka dil chura liya hai.
Samita - bhabhi Mai aapko sab bataungi lekin pahle aapko mere sawalo ke jawab dene honge vo bhi sahi sahi kyo ki sach mujhe malum hai bs mujhe aapke muh se sach sunna hai.
Bua - puchho kya puchhna hai.
Samita - aapke pet me pal rhe bachche ka baap Kon hai.......