Dosto Mai is thread par vampires ki chhoti chhoti kahaniya post karne Jaa that hi ... Ummid karta hu aap sabhi sahyog denge...
Shuruwat karta hu is kahani se.... Jiska title hai .....
in the memories of my sweet sister
Update. 1
Mera Naam ...Adam hai...
Aur takreeban dedh saal pehle tak main ,,,ek island par base huwe chhote se town main apni family ke saath, hasi- Khushi Apne ghar main rehta Tha... Jisme mere parents, aur meri ek badi behan thi...
Lekin abhi present main, Main kuchh din pehle tak ussi island par, ussi town main bane ussi ghar Mai ,,,, sirf or sirf apni badi behan ke hi sath reh Raha tha...
Jiska ek matra Karan ye tha ki dedh saal pehle mere parents ki,,, mom ke ghar jate waqt boat doob Jane se mout ho gayi thi...
mom ka ghar humare island se 2 island chhod kar.. Tisre island par tha...
mere parents is chhote ghar ke alawa, hum Dono behan bhai ke liye ek beykri ki shop chhod Gaye the...
jis se hum Dono ka lagbhag guzara hi ho Raha tha...
Main is waqt 18 saal ka Tha,,aur 12th Mai padh Raha tha... Main bhi school se chhootne ke Baad apni behan ki shop, Mai help karta... Tha...
Ab main apni behan ki bhi thodi baat kar leta Hun....
.... thodi nahi Balki mere is "Smriti lekh" ka centre point ,,, darasal meri behan "ROSY" hi hai..
Han... meri pyari behan ka Naam "rosy" hai...
usne parents ki death ke Baad hi apni study chhod di thi... kyo ki hum meri study ka kharcha hi Muslim se afford kar pa the the... wo mujhse 3 saal badi hai... aur meri bilkul kisi chhote bachche ki tarah care Karti hai...main bhi duniya Mai sabse zyada apni behan se hi pyaar karta Hun...
Lekin Jon jaanta tha.... ISS pyaar ko... kisi ki kali Nazar lagne wali hai...
kisi dusht ki, kali Nazar...
aaj se kuchh din pehle, evening ka time tha...
Aasman main kale baadal chhaye huwe the... aur Fiza Mai ghor Sannata tha... kisi pedh-podhe ki ek Patti bhi nahi hill Rahi thi... aur shham ke time main hi , dekhne wali Ko din dhalne chukne ka ehsas ho Raha tha...
yahi Kaaran tha ki humari dukaan Mai is waqt koi Sakha bhi na tha...
aur hum Dono behan bhai tezi se apna hath chalate huwe dukan ka saman samet rage the..
"bhai jara jaldi hath chala apna... Toofan kisi bhi waqt aa Sakta hai..."
meri didi ne sehmi si awaz Mai Apne Mathe se paseena pochhte huwe kaha...
"Han didi.. kar hi Raha hun.. aap chinta mat karo" Mene bhi sehmi huwi awaaz Mai unko zawaab diya...
aise Toofan yahan aksar hi aate rehte hain... aur zamkar tabahi bhi machate hain... Lekin jo nuksan in toofano ne humse , humare parents chhinkar Kiya tha... usne toofano ke parati ,,, humare diko Mai gehra Darr betha diya tha...
Hawaii behan hi yes chal Rahi thi.. Toofan aur baarish Apne poorer Ufaan par thi...
aur Samandar ki lehre , jo aksar chham - chham ki Madhur dhawni utpann Karti thin... unki tez awaz , ISS samay Kano me zakhm paida karne wali thi...
hum Dono behan bhai ISS samay, ek hi room Mai dare , sehme Bethe the... aur ISS manhood Toofan ke zaldi guzar Jane ki kaamna kar rahe the...
Lekin wastav Mai ye baat hum Dono hi jaante the ki ,,, is kadar bade Toofan,,, subah se pehle nahi thamte the..
aise mahol Mai Hume neend aane ka koi Sawaal hi nahi tha...isliye hum Dono ek dusre ka hath Thame... is manhus raat ke guzar Jane ka intezaar kar rahe the...
Toofan wali raat hum hamesha aise hi jaag kar bitate the...
Lekin aaj ki raat auro se kuchh alag thi...
"takk...takk...takk"
hum Socho Mai khoye Bethe the ki na Jane raat ke kiss waqt ,, darwaje par hone wali dastak se hum hosh Mai aye...
darwaza puri takat se banaya gaya tha... warna main yakin se key Sakta Hun ki... itne shor -sharabe me normal awaz Hume sunai hi nahi Deni thi...
"ufff... raat ke ISS waqt kon aa Sakta hai Bhala... wo bhi humare ghar..."
meri behan ne candle lamp ki madhyam Roshani Mai... clock ki taraf dekhte huwe ,jo ki 1:00 ka time Bata Rahi thi... Ko dekhte huwe ye baat nahi...
"pata nahi didi.. sayad door Hawaii se baja ho"...
darasal humara ghar baki ghar o se kafi hat kar tha.. aur dusra Hun kisi se bigot zada Jaan Pehchan bhi nahi rakhte the... is liye humare ghar koi bhi nhi ATA tha.. khair kabhi koi aa bhi jata Hoga... Lekin raat ke ISS waqt.. 1 baje , bilkul bhi nahi...
"Kaash Aisa hi ho bhai... door hawa se hi baja ho... warna mujhe itni himmat bhi, ki Mai door open karne ka sakun .."
"takk...takk...takk..." didi ne abhi itna bola hi tha ki door fir se baja utha...
"nahi didi.. ye to sach Mai koi hai... Lekin ISS waqt aakhir kon ho Sakta hai"
Mene hairaan aur pareshaan hote huwe kaha...
aur didi ke chehre ki taraf dekha... aur ye Jana ki unka bhi haal mujhse juda nahi hai...
khair ISS Baar didi ne kafi darte-darte hi sahi Lekin door kholne ka faisla Liya...
aur wo dheeme -dheeme kadmo se chalte huwe door tak gayi.. aur Lahore huwe garhi se ,,, akhir door Ko khol hi diya...
aur zaldi se saamne se thoda side me ho gayi.. Jese unparalleled koi hamla hone wala ho... Lekin jab Aisa kuchh nahi hua to didi fir door ke samne aayi aur , bahar khade sakhs Ki traf dekhne lagi..
Mai bhi didi ke pichey hi uthkar aa gya tha... didi ki akele Jese Jane de Sakta tha main...
aur is waqt us sakhs Ko bhi dekh pa Raha tha jisne door banaya tha...
halaki Mai kuch fasle par khada tha aur Roshani bhi kafi Kam hi thi...
Lekin main us sakhs ke Chandana raat me dikhne wale Chand ki rangat Jese chehre Ko bakhubi dekh pa rha tha...
wo didi ki hi Umar ka koi bharpur zawan ladka tha...
jiski ankhen kuchh chhoti thin ... aur chehre ke bhawan gambheer the...
kul Mila kar Darane wali to koi baat nahi thi usne...
halaki personality se kafi prabhavshali aur takatwar Nazar aa tha tha wo...
Lekin ek baat aur not ki thi Mene ki usme...
ladki Ko jalane ka... aur ladkiyon Ko aakrshit karne ka gun bhi Bhali Bhati tha...
ISS baat ka ehsas mujhe tab huwa jab Mene gaur Kiya ki.. wo lagatar meri didi se kuchh bole ka Tha tha... shayad andar Ane ki anumati mang Raha Hoga... Lekin didi to use ek tak dekhe hi Jaa rahi thi......