Bhaag 1
"Are jhule laal ki kasam! Aisa badiya makaan aap dono ne dekha nahi hoga kahin!"
Ek bone se chashma pehna hua aadmi gaadi k front seat pe bethke, piche mudke apne dono clients ko dekhne lage. Yeh dono alag alag nahi, balki do jism ek jaan the aur bas haal-e me in dono ki shaadi hui thi. Yeh swarg me bane jodi ke naam Ayush aur Ruchita thi aur aaj yeh apne broker Mr Lalwani ke duara, apne naye Ghar dekhne jaa rahe the.
Ruchita ki dil mein kahin tarange, kahin umange uth rahe the. Sheher se door ek sunsaan si ajnabee jagah pe ek sundar si ghar, voh hamesha se chah rahi thi aur yehi sapna Ayush ka bhi tha. Dono ne apne parivar se badi mushkil se bagavat kiye, alag rehne ka faisla kiya tha. Safar lamba tha isliye khidki kholke Ruchita bahaar ke hawao ka maze lene lagi, aur aisa karne se uski ghani zulfen udke seedhe Ayush ke chehre par samane laga.
"Uff ab in zulfon se mujhe tease karne ka accha tarika hai! Vaise shampoo acchi chunti ho!"
Ayush ke baat ka jawab dete huye, badi ada ke saath uske aur mudke kehti hain..
"Accha, aisi baat hai? Mujhe to laga shampoo se zyada meri in zulfon ki taarif karoge tum!"
Yeh voh ada thi Ruchita ki, jisne Ayush ko pehle mulaqat me hi deewana bana diya tha aur yeh uska khushnasibi tha, ke usi chulbuli hasmukh ladki ke saath uska rishta zindagi bhar ke liye jud gaya tha. Ab dono ke dono ekdam besabar the apne naye aashiyane ko dekhne ke liye.
Ayush : vaise Mr Lalwani, yeh sheher se kuch zyada hi door hai, aisa nahi lagta aapko?
Mr Lalwani phir piche mudke kuch kehne hi wala tha ke, Ruchita keh uthi beech me se..
"Ayush, kyon isme kya aisa ho gaya? Sheher se door rehne me darr lagta hai janab ko?"
Is baat pe Lalwani hans deta hain, lekin Ayush jhooth mooth ka ghussa dikhata hua, apne patni ki aur dekhta hain..
"Accha aisi baat hai? Aur us din zoo me us bandar ke zara sa uchalne par tum jo ekdam se cheekh uthi thi, uska kya?"
Lalwani phir se hans deta hain aur Ruchita apne pati ke peeth par zor se ek phatka maarti hain aur Ayush kaan pakadke bade pyar se kehne laga...
"Are baba sorry, pol kholne ke liye sorry!"
Yunhi hasi mazak me vakt beet jaate hain aur gaadi ab sheher se door ek sunsaan si ilake me pahuch jaate hain, jo kisi bhi surat me veeran ya rahasyajanak to nahi kaha jaa sakta tha, kyonki ped podhe aur kaafi hariyali the charo aur. Aur to aur lambe chaude pahad jo us ilake ke charo aur phaile huye the.
"Wow....kaafi dilchasp jagah hai yeh! "
Khidki se bahaar jhaakte huye Ruchita kehne lagi aur Ayush bhi apne patni se sehmat tha. Lalwani bhi ab akad ke kehne laga...
"Are yeh to bas ilaka hai, ek baar ghar ko to aane dijiye!"
Yunhi baaton baaton me aur prakriti ki darshan me aakhirkar ek patla sa gali aajata hain aur gaadi vaha ghus jaati hain. Kuch pal tak Ruchita ne gaur ki thi ke insani bheed Naa ke barabar thi aur us gali ke andar keval ghari ghari madhyam size ke sign boards aa rahe the, jispe likhavate the jo aadhe mit chuke the ya phir dhundle nazar aa rahe the.
Ruchita : yeh umm sign boards saare aise mite huye kyon hai? Kuch ajeeb nahi lagta...haan Ayush?
Ayush : baat to sahi hai Ruchi, khair anyways...shayad zang lag gaya ho, umm vaise Mr Lalwani, yeh ilaka kitna purana hoga?
Lalwani : are Sai! Dekho....ilaka to kaafi purana hai, lekin nazare aur jagah ekdam first-class hai ni! Jhoole laal ki kasam, are dekho dekho! Aapka aashiayna aa bhi gaya!
Gaadi aakhirkar ek ghar ke paas jaake khada ho jaata hain aur teeno ke teeno utar jaate hain. Ayush aur Ruchita, in dono me se koi bhi is baat se inkaar nahi kar sakta tha ke ghar kaafi akarshit aur ek couple ke rehne ke liye perfect sweet home tha.
"Wow! Beautiful house!"
Ruchita dil se khush hui aur Ayush bhi dil me khushi liye charo aur dekhne laga.
Andar jaane se pehle, Ruchita ne bilkul viprit disha me ek ghar pe gaur kiya. Khair ab dono Ghar ka moina karne lagte hain aur aakhirkar dono ke dono khush huye. Lalwani deal ko final karke vaha se chala jaata hain aur jaise hi Ayush darwaze ko dene laga, Ruchita apni utsah ko kabu nahi kar payi aur piche se Ayush ko jakad leti hain.
Ayush : are zara sabar to karo! Abhi to shaam bhi hona hai!
Ayush gaur karta hain ke Ruchita uske buttons ko ek ek karke khol rahi thi aur apni laal laal paint kiye gaye nakhuno ko shirt ke andar daalke seene ko kharochne lagi thi, bade pyar se. Ayush apne patni ki natkhatpan se vaakif tha, lekin use aisa lagne laga jaise Ruchita apne is naye ghar me aake kaafi khush aur utsahit ho gayi thi.
Is mauke ka faida uthaye Ayush apne patni ko apne god me uthake bas bedroom ki aur jaane hi wala tha ke tabhi darwaze ki ghanti baj utha.
"Are yaar! Ab kabab me haddi kaun banne aagaya?"
Ayush Ruchita ko vapas zameen pe khada kiye, foran darwaza kholne gaya aur kholte hi, sabse pehle saamne khadi ek behad haseen mahila pe nazre tika diya. Voh mahila takreeban uske aur Ruchita ke umar ki hi thi aur uske kaale ghunghrale baal uske gol chehre par kaafi jach rahe the. Hont bhi gulab ke pankhuri se kam nahi the aur jism ki akaar to maano koi khajurao ki jeeta jaagta murat ho.
Kuch pal ke liye to jaise Ayush use dekhta hi gaya aur tabhi us mahila ne ek chuti banayi..
"Um hello?"
"Oh umm sorry!"
Ayush vapas hosh me aaya aur normal vyavahar karne laga.."um hi, aap?'
Vaha dusre aur Ruchita bhi darwaze ke kareeb aajati hain.."kaun hai Aayi... Oh hello!"
Us mahila ne pyar se dono ko hello kiya aur tabhi bilkul uske baju me ek behad handsome sa aadmi aake khada ho jaata hain. Ab baari Ruchita ki thi, niharne ki, kyonki us aadmi ke ek alag ki kashish aur ek dilkash astitva tha. Bade pyar se usne us mahila ke kandhe pe haath rakha aur kehne laga...
"Hi main hoon Rohit aur yeh meri patni Jyotika"
Phir Rohit aur Jyotika ek saath kehte hain...
"Aapka humare paros me teh dil se swagat hai!!"
Is ada se dono Ayush aur Ruchita khush hoti hain aur Ayush bhi apna parichay dene laga..
"Oh hi! Main hoon Ayush aur yeh meri sabkuch! Ruchita!"
Ruchita dono ki aur dekhke muskurai aur jawab me Jyotika bhi muskurayi.
Jyotika : Tum dono se milke bahut khushi hui! Kaafi arse ke baad koi padosi mila hain hume!
Rohit : exactly! Varna aise apne me rehna, how boring!
Ayush hanste huye haan me haan milata hain... "Bilkul! Main sehmat hoon aapse!"
Jyotika : yeh hui na baat! To phir tair yeh hua ke aaj raat tum dono humare ghar ek shandaar dinner ke liye aa rahe ho, right baby?
Rohit : exactly! Raat ko exactly 11 baje, okay?
11 ka vakt sunke dono Ayush aur Ruchita hairan hui, kyonki ek dinner ke liye yeh time thodi si late aur ajeeb zaroor thi. Lekin, ek hamumra ke padosiyon ko dekhke, dono kaafi khush bhi huye the aur kyon na ho bhala?
Dono ko alvida kehke Rohit aur Jyotika vaha se chale jaate hain aur dusre aur, Ayush aur Ruchita ek dusre ko dekhne lage. Dono ke chehre par kaafi utsah the.
Ruchita : wow! Yeh to pakka koi dreamhouse hi hain! Kyon Ayush? Padosi bhi aisa ke ekdam humare umar ke aur kaafi cool hai dono, hai na?
Ayush : bilkul! Pretty cool indeed. Lagta hai dinner bhi kaafi namkeen hoga!
Ruchita : Jyotika ki tarah? (akad dikhati hui)
Ayush : oh cmmon! Ab voh hai hi inti sundar ke....
Ruchita jhoothi moothi ghussa dikhati hui ek kasske mukka maarti hain Ayush ke pet par aur uske collar ko jakadti hui kehti hain..
"Accha? Ek nazar me voh tumhe bhaa gayi? Tum mard log to bas..."
Vaise Ayush bhi jawab dene me maahir tha!
"Oh, vaise tum bhi Rohit ko acchi tarah taar rahi thi, uska kya?"
"Well........ab koi hai hi itna handsome, to koi kya kare?"
"Accha eh???"
Ab Ayush haule haule Ruchita ke kareeb jaane laga aur Ruchita bhi dhire dhire piche jaane lagi. Dono bedroom me yunhi shararat karte huye pahuchte hain aur Ayush Ruchita ko bade pyar se bistar par lita deta hain. Ruchita ki tshirt ke andar uski makhmali golayi behad akarshit lag rahi thi aur Ayush unpe haath lagaye, ek ek golayi ko pyar se dabata hain.
"Aaah oh Ayush, nafrat karti hoon tumse jab jab tum mere ratano ko aise pyar se sehlate ho! Ohh!"
Ayush baari baari dono stanon ko dabata gaya aur aakhirkar apne hont ko Ruchita ke phool jaise honton se mila deta hain. Un rasbhare honton ke pyalo ko peene ka maza hi kuch aur tha Ayush ke liye aur voh khushi khushi unhe peeta gaya. Kuch pal ke hontraspan ke baad ab Ayush gale ke ird gird chumne laga aur saath saath apne haathon ko niche le jaake Ruchita ke jeans ki zip ko button samet kholne laga.
Jeans ko niche ghastine ke baad, ab lacy panty ke darshan se hi Ayush manmugdh ho utha aur voh niche jhukke apne chehre ko panty ke ekdam paas laata hain. Ek geela dhabba saaf saaf use nazar aata hain panty ke beecho beech.
Ayush : hmmm yeh utsah mere vajah se hi hai na? Ya phir.
Ruchita : just shut up! Tum aur tumhare typically gande soch!
Ayush : oh aisi baat hai? Aur abhi main Jo karne wala hoon, use kya kahogi?
Itna kehke Ayush panty ke ird gird chumne lagta hain, apne naak ko charo aur dabane lagta hain. Uske aise karne se Ruchita bahut hi kamuk ho uthi aur voh apne pati ke sar apni yoni ke disha pe daba deti hain aur siskariyan nikaalne lagti hain...
"Ohh Ayush... oh!"
Ayush apne patni ki avastha ko parakhe, ab agle mukaam par chala jaata hain aur panty ko apne danton se giraft kar leta hain, jise dekh Ruchita samajh jaati hain ke ab aage kya kya hone wala hain aur voh apni nichli hont daba deti hain utsah ke maare. Ab Ayush apne danton ke sahare panty ko niche niche ekdam ghutno ke bal niche le aata hain aur phir apne sar vapas upar uthaye Ruchita ki madhyam pariman ke jhant ke tale rasbhare yoni ke darshan karta hain.
Ruchita ko aisi lagi jaise kamre me tez hawa uske jhanton ko sulga rahi ho aur voh sihir uthti hain. Lekin Ayush ko ab bhala kaun rok sakta hain. Uske saamne jaise kisi ne sweet dish rakh diya ho, bas chakhne aur swad lene ki deri thi.
"Uff Ruchi! Iski mehek matra se hi main pagal ho raha hoon! Oh...tumhara jawab nahi, sach me!"
Ruchita pagal ho rahi thi. Ek to yeh naya ghar, nayi bedroom aur upar se uttejit stithi aur uske bur ki halat aisi ke ras tapkane ki avastha me to pehle hi aa chuki thi. Ab bina kisi vilamb kiye Ayush apne zuban ko yonisthan ke beecho beech phira deta hain aur zuban ke tok lagte hi Ruchita apni nitamb upri disha pe utha deti hain, use uksane ke liye.
"Oh Ayush! Goddamnit! Aaah!'
Ayush haule haule apne mooh me pure bur ko dhar leta hain aur use ek aam ke bhanti chabane aur chakhne lagta hain, jisse Ruchita ki halat ekdam bigad jaati hain kamukta se aur voh apne pati ke sar ko apni jaanghon ke beech aur bhi kasske daba leti hain.
Kuch pal tak yunhi Ayush chusta gaya aur Ruchita siskariyan deti gayi aur bas agle kuch hi minto me...
"Aaaaaaah ohhhhhh Ayush! Oh!"
Ruchita ki charamsukh uske bas me rehti nahin aur voh khud ko dheela chor deti hain ekdam se!
Duar se nikle huye meethe katron ko Ayush peene laga aur Ruchita chain se so jaati hain. Ab Ayush upar uthke, uske baju letke pyar se kehta hain...
"Chalo ab tumhari baari!"
Lekin Ruchita apni sharaarti andaaz me koyal ki tarah meethi vaani me kehti hain...
"Hmmmmmmm vaise yeh to kaafi sakht lag raha hai!"
Ayush ke jeans ke upar se Ruchita uske ubhar ko saaf saaf mehsoos kar rahi thi aur apne pati ko tease karne ke liye, voh us ubhar ko usi avastha me sehlati gayi, aur yeh voh tabtak lagatar karti gayi jabtak Ayush se raha nahi gaya aur voh kamuk bechain swar me kehne laga...
"Ruchi! Ab aage bhi to badho!"
Ruchita bhi kam nahi thi..
"Mann to kar raha hai ke..."
"Ke kya???" Ayush niche se aur sakht hone laga aur Ruchita apni honton ko apas me ragad ke geeli karti hui kehti hain...
"Ke ek kass ke neend loon! Sorry baby! Thodi tired feel kar rahi hoon!"
Ab Ayush ke chehre ke bhav ko dekhe Ruchita hasne lagi aur Ayush bechara uske is harkat se jhooth mooth ke ghussa dikhaye kehne laga...
"Accha! Raat ko pakka dekh lunga tumhe!"
Itna kehke Ayush bistar se uthke fresh hone ke liye washroom ke andar chala jaata hain aur Ruchita itne pyare saathi ko paake bahut hi khush thi.
"Ekdam pagal premi hai! Lekin pyar to main isse bahut karti hoon!"
Ruchita takiye ko sar ke niche lagaye ek choti si neend leti hain. Aakhir is naye ghar tak safar se zyada, apni charamsukh prapt karke thak chuki thi.