Update - 56 (Megha Update ) (Final Countdown)
sam hari ka collar pakadta hua usey jagga ke paas le gaya aur usey uske hawaley kar diya.................jaaga nami badmaash tha.......wo kisi ko marney ka theeka leta tha..................pehle to usney hari ko apne aadmiyon se jeebharkar pityawa.................aur jab hari ki halat buri ho gayi tab wo apne paas rakhe ek bade se chaku ko leta hua...................wo sam ki taraf bade gaur se fir dekhney laga........idher sam sab kuch apne phone mein record kar raha tha................usney bhi haan mein apna sir hilta hua jagaa ko jaise anumati de di.................
fir kya tha......................jagaa us chaku se ek ke baad kai vaar karta chala gaya aur hari ke pet mein us chaku ko poora dhasata gaya.....................wahin hari dard se cheekhta raha.................jab hari marney ki halat mein ho gaya tab sam uske paas gaya aur farsh par gire hari ke sir ke bal ko kaskar pani mutthi mein dabochta hua usey gussy se fir dekhney laga.............wahin hari uske chehrey ki taraf dekhta hua muskuraney laga............
" sach kehti thi teri aurat.........ki tu na-mard hain............hizda hain................tere laude mein agar dum hota to .....aaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhh...................teri aurat aise mere paas nahin aati..............magar ye bhi sach tha ki main ussey dillagi karte karte aab sach mein pyaar karney laga tha................agar main ussey pyaar nahin karta to main yu tere in bhadey ( kiraye) ke tatoowon ke haathon ya na maar khaya hota..............magar mere haath aaj us pyaar ne baandh rakhe hain........aaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhh,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,..jiske wajah se main mazboor hoon..........nahi to yahan aab tak teri laash bichi hoti.....................aaaahhhh aur..........tu mujhe markar ye mutt sochna ki tu jeet gaya.......................waise bhi tu kuch bhi karle ......................tu uske dil se mujhe kabhi bhi nahin nikal payega.........................jeetey jee is janam mein to kabhi nahin.........aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh................
gunaah mujhse hua magar mujhe apne kiye ka koi pachtawa nahin hain....................kum se kum main to usey itne din sukoon ki zindagi to de gaya...........tu to wo bhi nahin de sakta usey................aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhhhhhh..........pyaar karey walon ka shayad yehi anjaam hota hain.........jo mera hua.............mujhe koi hairani nahin hain........main apni zindagi jee chuka hhhhhhhhhhhoooooooooooooooooooooooooonnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn...........aaaaaaaaaaaaa....................." aur hari wahin jameen par behosh ho gaya wahin sam gussey se usey ghoorta raha...............
" iski laash ko uthakar is nadi mein fenk do......................taki koi machali ya janwar iski boti boti ko nooch khaye................." aur sam itna kehkar apna mobile jeb mein dalta hua.............us camcoder ko seat par rakhkar fauran wahan se nikal gaya ....................wahin jagaa ke aadmi hari ko uthkar paas ke nadi mein fenk diye jo behta hua kahin door jane laga........................uske fauran baad jagaa ke aadmi bhi wahan se nikal gaye....................
sam ke kapdon par khoon ke kuch daag lage they.....................jaise hi wo ander aaya aasma ander hi ander poori tarah se bechain thi..................jab wo bus sam ko akele seat se utarti hui dekhti to wo fauran sam par jaise bauklaa si gayi...................wo daudati hui sam ke paas gayi aur usey gussey se ghoorney lagi............aur jab uski nazrein uske kapdey par lage us khoon par padi to aasma ke jaise mano hoshi hi udd gaye..........................
" hari kaha hain......................tum usey apne saath kahan le gaye they.........................kya kiya hain tumne uske saath................" aur aasma sam ka collar gussey se khichti hui uspar chilla padi wahin sam ek zor ka thappad uske galon par marta hua seat par rakhe us camcoder ko uske samney rakhta hua.......usey gussey se ghoorney laga.................
" teri sharafat ki saboot sab ismein hain.......wo jo kal galti se mere haath lag gayi thi....................mujhe nahin pata tha ki tu itni badi raand niklegi..............tumne to uske saath wo kiya hain jo ek peshawar randi bhi nahin kar sakti......................jee to karta hain ki main bhi us kaminey ke saath tujhe aabhi jaan se maar doon.................magar ismein meri hi badnami hogi.................teri yehi saza hain ki tu aise hi har pal ghut ghutkar jiyegi.............aur uski yaad mein har pal maregi..................
maine usey jaan se marwa diya hain..................ye dekh saboot.................." aur sam apne mobile mein record kiya hua wo video aasma ko dikhaney laga jisey dekhney ke baad uske aankhon se aansoon chalak pade.......wo pagal si wahin fafak fafak kar roo padi......................usey ehsaas ho chuka tha ki zaroor hari ke saath kuch galat ho raha hain is wajah se wo aaj subeh se hi bechain thi..........................ye dil is baat ki gawahi nahin de raha tha ki hari aab is duniya mein nahin hain.................magar................aab kuch bhi uske haath mein nahin tha.................
"sali kamini......................mere peeth peechay ye sab kar rahi thi aur mere samney shareef bananey ka natak kar rahi thi................bhale hi tu duniya ki nazar mein meri biwi hain magar meri nazar mein sirf tu ek meri randi rahegi.....................jab mera munn hua main tujhe is bister par sirf choda karunga.................aur teri maujoodagi mein main dusari aurton ke saath bhi jismani talukaat rakhunga..................dekhta hoon ki tu mujhe aab kaise rokati hain.................teri zindagi main badhtaar bana doonga................." aur sam itna kehkar chup ho gaya wahin aasma uske taraf gussey se bus dekhti rahi...............
"ismein nayi baat kya hain....................salma hain na tumhari nayi begam....................wahan par they to tum bhi yehi sab karte they .............to aab ye sab karogey to kaun si hairani ki baat hain.............mardon ki to aadat hain kutton ki tarah idher udher mooh marney ki........................main tumhare rishtey ke bare mein pehle se janti thi magar main bhi galat thi is wajah se chup rahi...........main ye sab ki to tumne hari ko jaan se marwa diya................aur tumne kiya hain to bolo main kisey jaan se marun.................tumhein ya fir us salma ko...................
mard kare to sahi.....aur agar aurat kare to galat.......................ye kahan ka insaaf hain...........................tumne badi aasani se keh diya ki tum mujhe apni randi banakar rakhogey........................magar.......tumne ye nahin socha ki randi banakar rakhney mein bhi mardangi honi chahiye...................tum to 2 minute se zyada tik nahin pate to tum kya mujhe randi banawogey.................tumhari randi bananey se khin aacha hain main us hari ki randi bankar rahun....................kum se kum wo meri zaroorat ka khyaal to karta tha................" aur sam is baar gussey se aasma ke galon par lagataar teen chaar chatey lagata raha aur fir apna pair patakata hua seedha apne kamrey mein chala gaya...................
sam do din tak wahan ruka magar is beech wo na hi aasma ke taraf dekhta......aur na hi ussey baat karta..................wahin aasma bhi aab bilkul chup si ho gayi thi......................wo ander hi ander poori tarah se toot chuki thi..............sam ne us shanti ko bhi kaam se hata diya tha aur aab wo is ghar mein koi bhi naukar nahin rakhna chahta tha................ghar ka sara kaam aab aasma karti ......................wo pal bhar ke liye bhi hari ko bhool nahin paa rahi thi........wo kai baar hari ke number par call karti magar usey bus ek hi jawab milta.......................switch off.................jissey uske chehrey par aur bhi mayoosi chaa jati.....................
is beech sam jaan boojhkar salma se baatein karta to aasma waha se hutt jati......................sach to ye tha ki usey aab sam se pyaar reh nahin gaya tha.................bus wo uska pati tha is naatey wo is rishtey ko kaise bhi karke nibha rahi thi.............sam do din baad waha se chala gaya magar jaate waqt bhi wo aasma se kuch na bola.........................aasma aab us chaar deewari ke beech akeli ghiri rehti......................wahan aur koi nahin tha jo usey sambhalta ya uski fikar karta.......................sam aasma ke paas phone karna bhi band kar chuka tha...................magar wo ussey gussa hain wo is baat ko kahin bhi zaahir nahin hone deta.....................na hi rishtedari mein .............aur na hi dosti yaari mein................
samay guzarta gaya aur aasma ka intezar bhi feeka padhta chala gaya..............usey na jane kyon yakeen tha ki hari aise usey chodhkar is duniya se jaa nahin sakta..........wo kabhi na kabhi to aayega usey lene..............aur agar aisa hua to wo sab kuch chodhkar uske saath humesha humesha ke liye yahan se kahin door chali jayegi.......................magar sawal ye tha ki wo din aayega kab.!!!!!!!!!!!!!! is duniya mein sab kuch aasan hain magar kisi ka intezar karna utna hi mushkil.....................................
waqt guzarta gaya aur aasma ke pet mein pal raha baacha bhi bada hota chala gaya..............halanki sam ko is bare mein pata chal chuka tha ki aasma pregnent hain................magar wo is baat ko lekar doubt tha ki kahin wo baacha hari ka to nahin........................aakhir wo din aa gaya aur aasma ke maa baap hospital lekar pahunch gaye jahan aasma ne ek khoobsurat se baby ko janam diya........................... jo dikney mein uski ke jaisi khoobsurat thi.................aur bahut hi masoom.......aasma usey bahut der tak apne seenay se lagaye rakhi......aur uske dekhkar na jane kyon uski aankhon se aansoon nikal pade.........................bahut der tak wo apne baachi ko apne seenay se lagaye rakhe rahi......................
ek haftey baad uske maa baap bhi wapas chale gaye aur aasma fir se akeli ho gayi.....................magar usney sam se koi baat nahin ki......aur na hi sam wahan aaya...............uske aurat ke saath talukaat bhi badhtey chale gaye..................salma ke baad usney koi rukshana naam ki ladki se apna afair chalaya................uske baad fir koi teesari...................jab ladkiyaan jaan gayi ki sam kis nature ka hain to wo usey khud hi door rehney lagi................
waqt guzarta gaya aur dekhtey hi dekhtey 1 saal 7 mahiney guzar gaye.....................hari ka aab tak koi pata nahin tha...................aasma ki ladki bhi poorey 8 mahiney ki ho chuki thi.......wo sara din ghar mein kaam mein vyast rehti aur apne baby mein khoyi rehti.......................aise hi ek din jab uske ghar ke bell baja to wo us waqt apne baachi ko apna doodh pilakar sula rahi thi......................
usey is baat ki hairani hui ki itne salon tak uske ghar par koi nahin aaya to achanak se is waqt kaun aa gaya...............waise bhi aasma aab sringaar karna chodh chuki thi.................kyon ki usey sajney sanwarney ka munn thoda bhi nahin karta tha.....................jaise hi wo darwaza kholi samney ek 48 saal ka aadmi khada hua tha.............jiske badan par ek gandi si kambhal thi......................chehrey par badi badi daadhi aur moochey ghani...................jo dikhney mein kisi pagal jaisa nazar aa raha tha...................jab aasma uske chehrey ki taraf dekhi to ussey ye poocheny lagi ki tumhein kya chahiye aur itna kehkar wo chup ho gayi wahin wo saksh bade gaur se uske chehrey ko bus niharta raha...................
"aassmmmmmmmmmaaaaaaaaaaaa...................." aur wo saksh itna kehkar chup ho gaya wahin aasma ke haath mein thama wo doll uske haathon se jaise chooth sa gaya aur agle hi pal uske ankhon se aansoon kisi jharney ke tarah baras pade........................wo lagataar us saksh ko bade gaur se dekhti rahi aur ussey ye poochti rahi ki ..................tumne aane mein itni der kyon kar di..............wo saksh yakeenan aur koi nahin balki hari tha...........................jisey dekhkar aasma khud ko nahin rok payi aur paglon ki tarah uske seenay se lipatati chali gayi......................