• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Umm Aahh Ufff -- Maje Hi Maje Maujan Hi Maujan (adultery - Incest)

Kingsman 2

Member
243
733
94


mera naam umesh hai. meri umar 20 saal hai. main ek anath hon. rang gora, shareer se balshali hon. fighting ke sath sath chudai mein expert hon.

mera koi ghar nahi tha. pura desh mera tha. koi apna nahi tha, to pura desh ghumne ka shauk mujhe hiamalia ki orr akarshit kar gaya. pichhle kai mahino se mein place badal badal kar visit kar raha tha. khub lutf de rahi thi zindagi. anath hone ka mujhe koi dukh abhi tak nahi tha.

train ka pura compartment hire kiye main sukoon se soya hua tha. ekdum se dhamaka hua aur compartment ka darwaza khol kar ek sath kai vyakti andr ghuste chale aaye. main kachhi nind mein tha, par ankhen khulte hi mai fully active ho gaya tha. aane walun ko dekh mai chaunk utha. sab ke sab junglee wahshi the. sabke sab balshali the. sab ki kad kaath saadhe 6ft ke aas pass the.

mai uth khada hua. mai darr nahi tha. main aane walun ko ghoorne laga..."kon ho tum log??. aur aise compartment mein kaise ghus aaye."

mere bolne par woh kuch chaunke. mujhe ghor se dekhne lage. fir ekdum se ghutno par jhuk gaye

ek bola"chhote maalik.. humen shama kar dijiye. humen aise nahi aana chahiye tha. aap humen jo bhi saza dena chahen de sakte hain. prantu aap ko hamare sath chalna padega"

ab ke mere bari mere chaunkne ki thi. wo mujhe chhote maalik bol raha tha. aur main kisi ki bhi surat se aashna nahi tha. "chhote malik?.. zarur tumhe koi galat fahmi hui hai. mai chhote maalik nahi hon. mai umesh hon."

wahi firse bola"chhote maalik pichhle do saal se hum aap ko talash kar rahe hai. humpar daya kijiye.. bade maalik aap ke liye bohut chintit bhi hain aur aap ke liye krodhit bhi.. aap ne ghar se bhag kar achha nahi kiya chhote maalik. raj gaddi aaj bhi aap ke liye khali hai chhote maalik!"

sab sunkar mera dimag hi ghum gaya.."tum sab kyaa kisi pagal khane se aaye ho?.acting kar rahe ho?.

mai idhar udhar cameron ko dekhta hua bola.. koi bhi meri baat ka matlab nahi samjh saka

wahi bola "aap ki baaten hamari samjh mein nahi aa rahi hain chhote maalik. aap kripya hamare sath chalen"

aur main hathe se ukhad gaya. mai aise kaise unke sath ja sakta tha. gusse se bola..." tum sab bhale hi shareer se balshali ho. mai bhi kam nahi hon. ek ek ko kaat kar train se bahar phenk dunga. dafa ho jaao tum sab ke sab.. aur mujhe pareshan karna band karo. nahi to acha nahi hoga"

mai apne asli roop mein aa gaya tha. par woh mujhe ab hairat se dekh rahe the. fir ek dusre ko dekhne lage

aur mujhe uljhan hone lagi. ajib pagal kisam ke log the. bin bulaye compartment mein ghus aaye the. aur sun hi nahi kuch rahe the. wo apni baat par ade rahe aur mujhe gussa aaa gaya. mai aage badha aur ek ko peetne laga

par mai turant hi peetna chhod peeche hat hairat se pitne wale aur sab ko dekhne laga. shareer se bel the. par jo pit raha tha, usne ya kisi ne bhi mujhpar hath nahi uthaya. is baat par main chaunka

"tum mujhse maar kyun khaa rahe ho.. mujhse lado. kayaron ki tarah pito nahi."

jo pit raha tha.. ghutno par gira gidgidate hue bola.."aap chahen to hamare shareer ke tukde tukde kar den chhote maalik. par hum aap se lad nahi sakte. aap ko liye bina hum wapis nahi jaayenge. bade maalik humen zinda nahi chhodenge. usse achha hai aap hi humen jaan se maar den"

aur aisi hi baat sab karne lage. ab mujhe ghambir samasya ka abhas hua. zarur kuch to gadbad thi. jo ye tass se mass nahi ho rahe the.

fir ek baat mere dil mein aai.. kahin ye koi humshakal wala chakkar shakkar to nahi hai.

mai poochh betha.."zarur tumhare chhote maalik ki surat mujhse milti hogi."

maine half bazu shirt pahn rakhi thi. mere bazu par ek star bana hua tha. wo mere bazu ko dekhta hua bola.."chhote maalik hum jaante hain. ap ko mazak ki adat hai. aap humen jitna pareshan karna chahen kar sakte han. hamari gardane hamare dhadon se alag karna chahte hain. wo bhi kar sakte hain. par aap ko hamare sath chalna hoga. hum aap ko liye bina nahi jaayenge. katappa ki ankhen dhoka nahi khaa sakti chhote maalik. aap hi hamare chhote maalik ho.."

aur mujhe apne bazu par bane star wali baat yaad aa gai. dedh saal pahle aisa hi star mujhe ek bazu par dikha tha. ye alag hi design ka star tha. mujhe bada pasand aaya tha. main mind mein rakha tha. fir ek tattoo banane wale se apne ek bazu par star banwa lia tha. ab yahi star mujhe phanswa gaya tha..

maine bohut bahs kari. par sab apni baat par ade rahe. main unse lad pada. woh mujhse nahi lade. akhir tang aa kar sabne ek sath mujhpar halla bol dia. aur mujhe pakad kar mazbut rassiyon se bandh diya. sab mujhse ladte to mujhe kabu mein nahi kar sakte the. par sab bina mujhse lade, mujhse pitte hue mujhe pakad gaye the. ab mujhe unke shareer ki takat ka andaza hua. takat mein har ek mujhse adhik badhkar tha

mujhe rassiyon se baandhne ke bad sab rone lage. mere aage ghunto par jhuke mujhse shama maangne lage. aur mai sab ko gusse se dekhta hua galiyan dene laga. ajeeb sirphire pagalon ke beech main aa phansa tha.


zanjeer khench kr train rukwai gai. mujhe liye neeche kood pade. fir badi speed se mujhe junglon pahadon mein liye daudne lage. main unke daudne ki speed dekh kar ascharyachakit rah gaya. mai khud ko best fighter samjhta tha. lekin ye sab to mujhse kahin badhkar the. bina thake daudte chale gaye..

kabhi rukte, kabhi chalne lagte. kabhi kuch der rukte.. fir chal padte. raat hone par ruk jaate. mujhe pura nahi kholte the. bass hisab se kholte. main tatti peshab karta. khana shana khata. fir mujhe kass ke bandh dia jata. aise hi main sota. uthne ke bad firse safar shuru ho jata. sab bar bar mujhse shama maang rahe the. mere sath kiye vyavhar par ro rahe the.

aur main ab unhe kuch nahi kah raha tha. waise bhi main pura desh ghum raha tha. mera koi ghar nahi tha. unki raj gaddi wali baaton ne mujhe chaunka dia tha. itna to mai samjh hi gaya tha. zarur mera koi humshakal hai. aur wo 2 saal pahle bhaag nikla tha. wo to nahi mila. mai mil gaya tha. ab sab mujhe pakad kar "chhota maalik" samjh kar apne sath kisi junglee kingdom liye ja rahe the. main to khud adventure ka rasya tha. darr sharr abhi tak to mujhe nahi laga tha. aage ka pata nahi. socha kyun na is new adventure ke bhi maze liye jaayen.

maine khud ko halat ke dhaare par chhod dia. mere kahne par bhi mujhe nahi kholte. main unke darr ko samjhta tha. isliye chup raha. mujhe kandhon par uthaye wo safar karte rahe. pahadon junglon mein ye safar 2 hafte jaari raha. fir sab apni manzil par pohnch gaye. yahi meri bhi manzil thi. mera koi thikana nahi tha. par kismat ne yahan mera thikana kar dia tha. ab dekhna tha kismat mere sath konsa khel khelti hai.


koi kindgom nahi thi. ek pahadi basti thi, kachhe pakke ghar bane hue the. mujhe ab khol dia gaya tha. mujhe laane wale mere charon aur mujhe gher kar chal rahe the. puri basti mujhe dekh sir jhukati ja rahi thi. mai sab ko gahri nazar se dekhta hua mujhe laane walun ke sath aaage badhta chala gaya..


bohut badi 2 manzila amarat mein mujhe pohncha dia gaya. mere saamne ek balshali boodha baba aur shayad mere humshakal kar pura parivar bhi sath khada tha. baba ki ankhon mein mere liye thoda gussa, dher sara prem tha. main bari bari sab ko dekhne laga. har chahre par khushi bhari chamak thi mujhe dekh kar.

mujhe laane wale sab wapis laut gaye the. ab mere saamne keval mere humshakal ka parivar tha.(aisa ab mujhe yakeen aa chuka tha)

koi kuch bolta. mai bola pada.."dekhiye kuch bhi kahne se pahle meri baat sun lijiye.. mai wo nahi hon. jo mujhe samjha ja raha hai. zarur mera koi humshakal hai aap ke parivar se.. meri surat ka dhoka khaa kar mujhe yahan laya gaya hai.aap sab pahle achhe se tasali kar len. fir kuch aur kahen."

aur sab ke sab moorkh log mere bazu par bane star tattoo ko dekhne lage. aur mujhe ek baar firse gussa aane laga. kyun maine ye tattoo pasand kar lia tha. saale ka chahra nahi dikha tha mujhe. dikh jata to mai usay turant hi pahchan leta. zarur tattoo wala mera humshakal tha. aur ab yahi tattoo aur humshakal hona mujhe kisi mushkil mein daalne wala tha

waise main har mushkil ghadi ke liye khud ko tayar kar chuka tha.

baba aage badhe. mere karib aaye. is baar prem bhari nigah se mujhe dekh nam ankhon aur nam awaz ke sath bole "tum sada ke baazi the mere bachhe. tumhe raj gaddi se prem nahi tha. tum is yogya bhi khud ko nahi samjhte the. prantu tum ho to waris hi na. ye raj gaddi tumhare siva kisi aur ki ho bhi to nahi sakti na"

aur meri nazar raj gaddi par ja padi. sone ke bane singhasan par heere jade hue mujhe dikhai diye. aur mera moh khul gaya

baba meri singhasan ko takni dekh kar khush ho gaye.

 

_Riya

Member
125
218
43
Great start ....😊
 

Delta101

Active Member
1,350
1,213
143
nice start.... waiting for next update
 
Top