Bhai aisi patni mujhko bhi mile duah karna.

Shuru se hi matlab jinn dinon ko pehli baar Navina ne Abhi ko propose kiya tha tabhi Navina ne keh diya tha ke ussko pata hai ke Abhi ussko kabhi Ruhi ki tarah pyar nahin kar paega aur Navina ko wo chahiye bhi nahin. Navina ne tabhi Abhi ko freedom de dita tha full.
Iss liye donon mein great understanding hein. Navina ko pata hai shuru se hi ke Abhi ko jiss pyar, passion aur sensuality ussko chahiye tha wo sirf Ruhi se mil sakta hai Abhi ko.
Aur donon mein ek baar baat bhi hui thi ke agar Ruhi wapas mili to Navina ne ye bhi keh diya tha ke Abhi Ruhi ko kissi aur ghar mein rakh sakta hai saath nahin.
To jab Abhi Shweta se mila aur ghar se raton ko ghayab hone laga, Navina ko shak hua hoga k kahin ussko Ruhi to nahin mil gaya. Then Navina ko sirf Abhi ki diary ko check karna tha, aur jab Navina ne padha ke Abhi he likha hai ke Shweta ke body se Abhi ko Ruhi ki jism ki khusbhoo aati hai, wohi feel hota hai jo Ruhi se hote the Navina samajh gayi ke Abhi ko Shweta mein Ruhi wapas mil gaya hai aur yakeen ho gaya ke Shweta Ruhi ki hi beti hai kyunke Navina ne pehle wale diaries bhi padhe the aur ussko pata tha hum logon ki tarah ke Shweta bilkool Ruhi jaise dikhti thi.
To kyunke Navina ne freedom de diya tha ke agar Ruhi mili to ussko alag ghar mein rakhna issi liye Navina cool rahi kyunke usske hisaab se Abhi Ruhi se hi mil raha tha. Issi liye kuch nahin kaha tha itne dinon se.
Wow great update casi bhai.
Really very very interesting and intense update.