• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Waah! Life Ho Toh Aisi - All Hell Broke Loose (Completed)

Part 3 kaa title kya hona caahiye?

  • Waah! Life Ho Toh Aisi - The Merchant Of Death

    Votes: 188 81.7%
  • WLHTA - The Merchant Of Death

    Votes: 14 6.1%
  • Waah Life Ho Toh Aisi - 3

    Votes: 23 10.0%
  • Any Other, Post that in The Thread

    Votes: 5 2.2%

  • Total voters
    230

zindegi

Member
111
118
43
Update chota tha but osm tha boss...Aur meri mane to mujhe nahi lagta story slow hai ... Story bohat hi smoothly chal rahi har update main aek naye twist ke sath ....Aur pichle story ke mamle main iski beginning update bohat hi shandar tha....Aur mujhe nahi lagta AP ne koi kaam yun hi ki hogi jaise pahle part main aek dialogue tha jisme sam bolta hai"yun hi to tu mutne bhi nahi jata,tabhi jata hai jab jor ki lagi ho"....So sare action plan ka koi connection hoga aur villain ka introduction se ye bohat hi strong character bangaya hai so itne easily to use nahi pakad sakte....Aur aek villain hai wo bhi kuch to kar raha hoga......Meri mane to aap jis tarah plot banaye hain usi hisab se chaliye aap best hain .....Again tq for the update
 

Mathur

°◥◣_◢◤°
1,063
3,077
143
Sabse pehle toh bilkul bura nahi maanunga bhai readers kaa toh bilkul bhi nahi..


So The thing is new AP ko samjhe nahi abhi takk aap abhi takk off course woh 24 ghantey toh case par nahi laga reh shakta uska dimag chud jaaega usase iske liye daily normal day stuff jaruri Hai kyunki AP kaa mind kabhi bhi kahin bhi kuch bhi soch shakta Hai case solve karne k liye hint usse Khaana khaate hue bhi mill shakta Hai sotey hue bhi or college mein bhi isliye sab normal day to day stuff jaruri Hai..

kyunki normal bandey kar shaktey hain ye sab ki Haan bhai 2 din sounga nahi main lagaatar ye falaaane case par kaam karna hai mujhe lekin AP aisa nahi kar shakta uska dimag woh case 15 minutes mein solve kar shakta Hai.. Or jaisa maine bataaya Tha past mein ki AP kaa dimag jitana kam use ho utana he badhiya Hai jyaada use hua toh problems honge.. Isliye itana bada case beshak ho sab soch samjh k karna padega usko..



Baat karein first part ki toh uski starting isase kahin jyaada burri thi start mein keval Sex, Bakchodi, Or school kaa scene Tha Villain bhi kaafi late introduce hua tha introduce hone k baad bhi usko side mein he rakha tha jabki ye waala villain toh surendra se kahin uppar hai toh aise he toh nahi milljaaega millega kaise usne kuch kiya he nahi hai aisa ki jisase mill jaae toh uske liye off course time caahiye main caahun toh next 5 updates mein red John ko dhund bhi lunga or usko khatam bhi kardunga lekin faayda kya hai kissi ko passand nahi aaega isliye story revolve karni padti hai ek he jagah nahi rakh shaktey college bhi hai family bhi hai ladkiyaan bhi hai police bhi hai sab dekhna padta.


Or Agar baat karein saare case aapass mein judde honey ki woh agar bataadunga toh fir aage padhke faayda kya hoga suspense kya rahega isliye uske liye toh aage padhna padega... Lekin itana bataadun sabkuch ek he jagah aake khatam hoga...


Thanks for pointing out bhai still dekhtey hain kya aata hai aage k plot mein taaki kuch naya kar shakein...

Thanka for the lovely comment brother keep supporting..

Thanks for the overwhelming response bhailog ab jaisa ki sharif banda bhai ne bataaya ek do or pm aae hain mujhe ki story slow chal rahi hai reason maine uppar waale quote mein bataa diya hai ki kyun chal rahi hai kyunki sab kuch jaruri Hai college bhi Ladkiyaan bhi or family bhi lekin still agar aapko lagta hai toh Aaj maine report kardi hai jaldi he poll change hojaaega story kaa or jaise he naya poll add hoga please Sablog Vote karein kyunki fir uske according he hum story ko aage badhaa paaenge...


Thanks for the support everyone keep supporting..

Bhai yeh baat alag hai story slow kyun chl rhi hai mujhe story ka har part pasand hai chahen slow ho yan fast vaise bhi agar RJ yun aaya aur yun hi nikal gya toh mja kya aayega story mai issliye thoda bahut chlta hai

well AP ka dimag ki bahut c bakchodi hai mtlb jyada use kiya toh phategi aur agar kam use kiya toh toh vaise bhi phategi hi

Update review

as usual ek pace up update rha ek nye character ko introduce krne ke liye well dekhten hain yeh banda aage kahan kahan pr milta hai

Gyaan ki baat bich mai chhod di yaar sala hum bhi kuch sikh lete bhai sahab se well better luck next time

KEEP WRITING
KEEP UPDATING

YOUR REGULAR READER
...MATHUR
 
  • Like
Reactions: Aakash. and RAAZ

Akhilreddy

Member
115
262
78
AP bhai story me thoda romance karo bhai..kabhi kabhi we want Playboy AP like story starting me AP bahut din hogaya bhai...jaldi palyboy AP Ko bahar lavo bhai not only chasing and chasing bhai
 
  • Like
Reactions: Aakash. and RAAZ

Pintupaul

Active Member
964
2,074
138
Thanks for the overwhelming response bhailog ab jaisa ki sharif banda bhai ne bataaya ek do or pm aae hain mujhe ki story slow chal rahi hai reason maine uppar waale quote mein bataa diya hai ki kyun chal rahi hai kyunki sab kuch jaruri Hai college bhi Ladkiyaan bhi or family bhi lekin still agar aapko lagta hai toh Aaj maine report kardi hai jaldi he poll change hojaaega story kaa or jaise he naya poll add hoga please Sablog Vote karein kyunki fir uske according he hum story ko aage badhaa paaenge...


Thanks for the support everyone keep supporting..
Bhai sb sahi Ja Raha he bole to akdam mast. Waiting for next
 
  • Like
Reactions: Aakash.

Xfan

Active Member
680
1,079
138
बंधु कहानी बहुत बढ़िया जा रही है पर ऐसा लगता है कि कुछ बिखराव है पहले पार्ट के जैसे एक सीध में नहीं जा रही है कभी कहीं का पार्ट आ रहा है कभी कहीं का. मेरा मतलब है कि AP को इतना बड़ा केस सॉल्व करना है लेकिन वो फालतू में टहल रहा है। अब अगर ये सारे केस आपस में जुड़े हों तब तो ठीक है। AP का जलवा फ़र्स्ट पार्ट में ज्यादा दिखाई देता था। उम्मीद है कि आप मेरी बात का बुरा नहीं मानेंगे।
Hmmm...
Baat to sahi hai agree hu bhi aur nahi bhi...
Ye story wali baat side mai rakhate hai ek chiz batana movie/movies to dekhe hi honge sabne koi bhi movie lelo...
Interval ke first part mai hi ya interval hone se pahle hi hero villain ko mar dene ka bahut baar chance ata hai par hero usko chhod deta hai...kahata hai ki tere ko tadpaa ke marunga, aisa karunga vaisa karunga, jab tak hero ki maa nahi chudati vo villain ko nahi marata...
Ya phir romantic movie mai dekh lo sala kucch na kucch lafda ho hi jata hai aur story kichati chali jati hai 2-2.50 ghante...
To ye lafde hote nahi karne hi padte hai...
Same story ka bhi hai...
Agar AP ne pura dimakh bhi laga diya aur usse dundh liya to kya mil gaya Red john, thodi bakchodi ke baad mar bhi deg usse uske baad kya story closed phir kya rahega story mai...
Wahi daily routine mai utha, haga-muta, khana khaya aur so gaya...agar yahi is case bich chalata raha to thoda maja aayega...
Isse hi story banti hai bhai...

Sabse pehle toh bilkul bura nahi maanunga bhai readers kaa toh bilkul bhi nahi..


So The thing is new AP ko samjhe nahi abhi takk aap abhi takk off course woh 24 ghantey toh case par nahi laga reh shakta uska dimag chud jaaega usase iske liye daily normal day stuff jaruri Hai kyunki AP kaa mind kabhi bhi kahin bhi kuch bhi soch shakta Hai case solve karne k liye hint usse Khaana khaate hue bhi mill shakta Hai sotey hue bhi or college mein bhi isliye sab normal day to day stuff jaruri Hai..

kyunki normal bandey kar shaktey hain ye sab ki Haan bhai 2 din sounga nahi main lagaatar ye falaaane case par kaam karna hai mujhe lekin AP aisa nahi kar shakta uska dimag woh case 15 minutes mein solve kar shakta Hai.. Or jaisa maine bataaya Tha past mein ki AP kaa dimag jitana kam use ho utana he badhiya Hai jyaada use hua toh problems honge.. Isliye itana bada case beshak ho sab soch samjh k karna padega usko..



Baat karein first part ki toh uski starting isase kahin jyaada burri thi start mein keval Sex, Bakchodi, Or school kaa scene Tha Villain bhi kaafi late introduce hua tha introduce hone k baad bhi usko side mein he rakha tha jabki ye waala villain toh surendra se kahin uppar hai toh aise he toh nahi milljaaega millega kaise usne kuch kiya he nahi hai aisa ki jisase mill jaae toh uske liye off course time caahiye main caahun toh next 5 updates mein red John ko dhund bhi lunga or usko khatam bhi kardunga lekin faayda kya hai kissi ko passand nahi aaega isliye story revolve karni padti hai ek he jagah nahi rakh shaktey college bhi hai family bhi hai ladkiyaan bhi hai police bhi hai sab dekhna padta.


Or Agar baat karein saare case aapass mein judde honey ki woh agar bataadunga toh fir aage padhke faayda kya hoga suspense kya rahega isliye uske liye toh aage padhna padega... Lekin itana bataadun sabkuch ek he jagah aake khatam hoga...


Thanks for pointing out bhai still dekhtey hain kya aata hai aage k plot mein taaki kuch naya kar shakein...

Thanka for the lovely comment brother keep supporting..

Totally agree
 
  • Like
Reactions: Aakash. and RAAZ
Top