Sofia ghusse se Francis ke paas gayi aur poochi "hey yeh ghoor kya rahe ho. Bloody old man."
"Main kuch nahi ghoor raha. Woh bas aap workout kar rahi thi to dekh raha tha. Aap itna pahad jaisi lag rahi ho lady jokar bhi."
"Kyon ek lady bodybuilder nahi ho sakti. Saala bloody pattu mard. Un gundo ke samne maine tumko bachaya. Bastard."
Francis ko gaali achi nahi laagi. "dekho Sofia jo bolo lekin gaali nahi. Main aaya tha madad karne ki socha agar aap chahe to apna kapda de sakti hai washing machine mein dho leta lekin aap to....." Itna bolkar Francis chala gaya.
Sofia wapis workout karne laagi. Sofia ne shower liya aur leaving hall mein beithi jaha samne wale chair par Francis beitha tha. Sofia ko Francis ke liye bahut boora laaga kyonki Francis ne usse pehle se hi ache se baat ki lekin Sofia gande languange mein baat karti. Sofia ko sofe pe dekh Francis waha se jaane hi wala tha ki Sofia ne rokte hue kaha "I am sorry Francis. Mujhe tumse is tarah se baat nahi karna chahiye tha."
Francis halki si muskaan mein bola "Koi baat nahi Sofia. Aisa hota rehta hai. Main thehra African old man aur woh bhi immigrant. Mujhe waise bhi white American logo se tamiz se pesh aana chahiye."
"Tum naaz ho mujhse Francis. Ab main kya karoon ? Ghutne pe beithkar maafi mangoon ? Lo yahi sahi." Sofia ghutne pe beithkar Francis ko sorry kaha.
"I am sorry Francis. Bachpan se mujhse aise hi rakha gaya hai aur upar main fighter hoon. Ghussa humesha rehta hai. Mera waqt acha nahi chal raha hai isisliye ghussa ho gayi. Please Francis mujhe maaf kar do."
Francis jor jor se haste hue bola "Koi baat nahi lekin ek shart hogi meri."
"Konsi shart ?"
"Mera dost bano to chalega."
"Done. Aaj se hum dono dost."
Francis aur Sofia ne haath milaya aur dost baan gaye. Aise hi waqt beetne laaga. Ek mahina ho gaya aur ab dono cool friend jaise pesh aane laage. Sofia aksar chote kapdo mein hi ghar pe rehti hai lekin Francis ko koi problem nahi. Dono saath mein drinks karte baate karte movie dekhte aur ghumne bhi jaate. Ek deen dono sofe pe beithkar movie dekh rahe the.
"Sofia waise ek baat batao. Tum bar mein bouncer ka kaam karti ho. Mardon se darr nahi lagta ?"
Sofia haste hue boli "Mard mujhse dare main kyon ?"
"Kitne mardo ka muh toda ?"
"Qareeb 20 logo ka."
"Baap re. Mujhse door rehna."
"Kyon ?"
"Mujhe agar maar diya to ?"
Sofia ne hate hue Francis ke kandhe pe haath rakhte hue kaha "Tum ache aadmi ho. I will not beat you." Kehte hue Sofia ne Francis ke gaal pe kiss kiya.
"Yeh maine nahi socha ki tum marne ke jagah kiss karogi."
"Tum mere ache dost ho. Kyon Africa mein yeh allow nahi hai kya ?"
"Koi karta nahi aisa."
"Hey man this is America. Yaha pe sab allow hai."
"Waise Sofia tum pahad jaisi bhale hi ho lekin khubsoorat ho."
"What ? Mujhe aaj tak kisi ne aisa nahi kaha.
"To main keh raha hoon." Francis ne kaha.
Sofia ko naj aane kyon Francis ki yeh baat achi lagi aur haste hue kaha "Thank you Francis. You are so sweet." Phir se Sofia ne Francis ke gaal pe koss kiya.
Francis haste hue bola "koi boyfriend bana lo warna singal marogi."
"Dekhi Francis this is my life. Ab khush raho ya phir dukhi maro. Waise tum koi girlfriend kyon nahi kisi ko banate." Sofia ne haste hue poocha.
"Main buddha hoon. Yaha America mein kon banegi is African immigrant ki girlfriend aur mere teen bade bavhe bhi hai."
"To phir tum bhi akele maroge."
"Philhar ek achi dost to hai mere saath. Ooppps bodyguard."
"Kya ? Mujhe bodyguard kaha badmash buddhe." Sofia ne majak mein Francis ko halke se chata maara.
"Sorry sorry." Francis ne halke se Sofia ke gaal pe kiss kiya.
"Oopps bodyguard ko ghussa to nahi aaya na."
"Shut up." Sofia ne haste hue kaske Francis ko pakad liya.
Francis ko Sofia ka touch acha laaga.
"Waise main kis angle se sundar lagti hoon."
"Tum bahut khubsoorat ho aur khas karke mujhe tumhare shoulder aur armpit bahut khubsurat lagti hai."
"What rubbish ? Armpit kaise kisi ko achi lagti hai ?"
"Pata nahi. Lekin mujhe achi lagti hai. Tum waise jyadatar sleeveless t shirt ya dress pehenti ho acha lagta hai."
"Aur....."
"Aur yeh ki tum mujhe pasand ho."
"Bewakoof." Sofia haste hue waha se chali gayi.
Agle deen subah 8 baje the aur Saturday hai aaj. Dono apne kaam pe nahi gaye kyonki chutti thi. Sofia exercise karke leaving room pahunchi lekin Francis nahi tha. Tabhi achanak se kisi ne door bell bajaya. Sofia ne dekha ki kisi letter bheja jisme likha tha Happy birthday Francis. Letter school ki taraf se tha. Sofia ko pata chal gaya ki aaj Francis ka birthday hai.
Sofia toorant Francis ke room gayi. Francis so raha tha. Aaj Francis ka 67th birday hai. Sofia ne Francis ko uthaya aur happy birthday song gaane lagi. Francis ko bahut hasi aayi aur woh hasne laaga lekin bahut acha laga ki kisi ne use birthday wish kiya. School ko bhi thank you message diya.
"Sofia thank you so much."
Sofia ne gale lagte hue kaha "You are my best friend Francis aur aise kaam nahi chalega. Aaj kuch karna hoga tumhe."
"Kya karoon ?"
"Aaj saath mein bahar chalte hai ya ghar pe celebrate karte hai."
"Ghar pe karenge. Lekin aaj kuch difderent look mein aana. Bolo aaogi na ?"
"Haan jaroor. Aaj maine chutti le li bar se."
"Oh Sofia phir to aaj hum saath mein shaam bitayenge. Abhi main apne kuch dosto ke saath dopahar rahoonga. Thoda unke saath bhi waqt bitana padega."
"Thik hai lekin aaj jaldi aana. Tumhara intazaar rahega."
Francis aaj ke poore deen apne dosto ke saath raha. Unke dosto mein se 2 khas dostthe jinka naam Suleman aur Anwar tha. Suleman age 62 years waie Somalia se aaya hai aur wo school mein saaf sadai ka kaam karta hai. Anwar age 58 yearswaise Bangladesh se aaya hai aur wo ek hotel mein khana banane ka kaam karta hai. Dono dost bahut hi mote aur tandurast sharirwale hai. Dono ke saath ahche se waqt bitane ke baad Francis jald de jald ghar pahuncha
Shaam ka waqt tha Sofia
western dresa mein thi. Sofia ko to Francis bas dekhta reh gaya. Sofia bahut khubsurat lag rahi thi.