• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Waqt.....

Are you enjoy the story?

  • Best

    Votes: 15 68.2%
  • Good

    Votes: 8 36.4%
  • Thik

    Votes: 0 0.0%
  • Bad

    Votes: 0 0.0%

  • Total voters
    22

Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,801
31,019
304
Update - 23

Maa.... ye mere sath kya ho raha hai.... Jiss pyaar, apnepan ka me bhukha hu... vo mai iss kichad pe chal ke doosro ka pyaar, pariwar chin lunga..... Mera iss khichad me badhaya huva har aek kadam kisi haste khelate Pariwar ki khushiya chin lega...

Iss kichad me badahaya har kadam muje jiteji maarega... muje jiteji har Waqt marane ka ahesaas hota rahega... Aur isski shuruaat aaj ho chuki thi Maa.... Mere jiteji marne ki shuruat aaj ho chuki thi...

Aap sun rahi hai na Maa.... Mere jiteji marne ki shuruaat ho chuki hai...

Ab aage....

Present Date - 09/12/2015

Paridhi ke aankho se bah rahe aansu bandh hone ka naam hi nahi le rahe the..... Shyad ye Pavan ke quite silence ka jawab tha.... Pavan ke bina kahe bina dikhaye sirf Dyari ko padhane matr se Paridhi ko Pavan ke dil ki halat saaf saaf mahesoos ho rahi thi....

Lekin kya vo sach me sab kuch mahesoos kar paa rahi thi jo Pavan iss Dyari ko likhate Waqt mahesoos kar raha tha?

Color - My Column

Kya kisi ki feelings... kisi ka quite silence.... kisi ke dil se nikali aawaj uske bina bataye mahesoos ho sakati hai?

Haa.... Mahesoos ho sakati hai... jarur ho sakati hai... kisi ki feelings uske bina bataye, bina jataye, bina dikhaye bhi mahesoos ki jaa sakati hai agar vo insan hamare dil se juda ho.... hamare jiye huve har Waqt ke ahesaas ke sath juda ho... hamari rooh se juda ho... hamare pyaar se juda ho...

Kya aap ne bhi kabhi kisi ke dil ki aawaj uske bina bataye mahesoos ki hai?.... Sochane wali baat hai....

Kya Paridhi Pavan se dil se judi thi?... Kya Paridhi Pavan ke jiye huve Waqt ke har ahesaas me uske sath thi?.... Kya Paridhi Pavan ki rooh se bhi wakif thi...

Abhi to bahut kuch daba huva hai iss Waqt ke kagaj ke panno ke dher me.... Sare sawalo ke jawab Waqt ke inhi kagaj ke panno ke dher me se milane wale the...

Paridhi bhi jab Pavan ke ahesaas me itna dub gayi ki jab use mahesoos huva ki uske pair aur hath jese sunn pad gaye the... vo bhi Pavan ki tarah apne hath aur pairo ko mahesoos nahi kar paa rahi thi... Paridhi aekdam se dar gayi.... Vo hadabadi me bed se uthane ki koshish karne lagi... lekin uske hath jo sunn pad gaye the vo ab buri tarah se kampan karne lage the.... uske pair Paridhi ka sath nahi de paa rahe the....

Paridhi ne jese hi apne pairo ko jamin pe rakha aur pario ke sahare khade hone ki koshish ki hi thi ki uske pairo me tej kampan chuti.... jese vo abhi Paridhi ka bhaar hi nahi utha paa rahe the... jiss se Paridhi khud ka balance na kar paayi aur vahi jamin pe gir gayi... girate girate uska hath bed ke side ke drawer pe rakhe lamp pe jaa takaraye aur vo bhi Paridhi ke saath hi jamin pe let gaya....

Lamp ke girne ki aawaj aur Paridhi ke girne ki wajah se uske muh se nikali aawaj kamare ke sannate ko chirate huve kamare ke bahar nikal gayi..jiss se niche se Sumitaji daud ke uper aane lagi... Paridhi ne jese hi kadmo ki aawaj suni usne Dyari apne takiye ke niche chipa li... Lekin Paridhi ka dil abhi bhi chikh raha tha... jis ki chikh se Paridhi ka dimag sunn pad raha tha...

Sumitaji teji se room mai aayi aur andar aate hi unhone Paridhi ko ese jamin pe gire dekh aekdam se dar gayi aur teji se uske paas daud ke aa gayi aur wahi Paridhi ko uthane ke liye sahata dene lagi

Sumitaji dari huyi aawaj ke sath -"Kya huva Pari?... ese gir kese gayi?... kahi lagi to nahi?.... he bagawan kya karu mai ab.... ruk muje dekhane de tuje kahi lagi to nahi?"

Paridhi bhi Sumitaji ko dekh ke normal hone ka dikhawa karane lagi - "Kuch nahi huva hai maa?... Vo jara balance bigad gaya... vo thoda pair fisal gaya... aur muje kahi bhi chot nahi lagi hai..."

Sumitaji chain ki saans lete huve - "Tumhe kitni baar samajaya hai... toda sambhalake sab kaam kiya kar.... abhi tuje kuch lag gaya hota to..."

Paridhi Sumitaji ke sahare khadi huyi aur apni maa ke gale lagate huve - "Maa... meri pyaari maa... muje kuch nahi huva hai... aur mai aage se pakka dhyan rakhungi... pakka wala promise...."

Sumitaji Paridhi se alag hote huve aur Paridhi ko bed pe bithate huve - "Tu kabhi nahi sudharegi... muje pata hai... sab kuch jaanati hu tere baare me..."

Paridhi aekdam se serious hote huve - "Maa... kya aap mere bina bataye... mere bina jataye... aur mere bina dikhaye aap mere dil ko padh sakati hai?...."

Sumitaji Paridhi ke ese sawal se pahele chuank gayi lekin phir Paridhi ke sir pe apna hath phirate huve uske pass beth gayi...

Sumitaji - "Pari sach kahu... mene tuje janm diya hai... tuje bachpan se leke ab tak bada kiya hai... teri har shararat aur tera pyaar dekha hai.... tu mere dil me basati hai Pari..."

Sumitaji ki aawaj aur bhi pyaar bhari ho jaati hai - "Jese me tuje bina dekhe teri aahat ko bhi pahesan sakati hu.... issi tarah abhi tuje dekhte hi muje sab dikh raha hai ki meri bachhi abhi kisi tanav me hai..."

Paridhi jese chunk hi gayi lekin uske sath hi uski aankho se pyaar bhare do bund aanshu bhi chalak gaye apni maa ke pyaar ko dekh...

Sumitaji Paridhi ki aankho se aanshu ki bundo ko apne hatho se pochate huve - "Muje nahi batayegi ki kya huva hai?"

Paridhi apni maa ke hatho ko pyaar se pakdate huve - "Nahi maa itni badi bhi baat nahi hai... vo itne dino ki trip ki thi aur kal phir sara din ghume bhi the to thoda thak si gayi hu..."

Sumitaji - "Muje sab pata hai ki tu kab thaki huyi hoti hai... abhi to kaha ki tuje sirf dekh ke hi bata sakati hu ki tu kab thaki huyi hai, kab khush hai, kab tanav me hai.... Aur tu abhi thaki huyi lag to rahi hai lekin kuch aur bhi hai jo mujse chipa rahi hai...."

Paridhi ki aankho se aur do bund aansu nikale aur uske galo pe bikhar gaye.....

Paridhi ki aankho ke samane Pavan ki Dyari aa gayi... Lekin usne socha ki abhi mamma ko iss bare me baat nahi karni hai... Agar mene Dyari ke bare me baat ki phir muje vo sab batana padega ki muje Dyari kab aur kese mili? Aur mamma bina wajah pareshaan ho jayegi....

Paridhi - "Vo maa kal ki baat hai... kal mene paheli baar kisi ladake ko Friend banaya hai.... mene Avinash ko apna friend banaya hai.... aur iss se pahele mene Avinash ke sath bahut bura bartav kiya tha iss liye main samaj nahi paa rahi hu ki kya karu?... muje guilt bhi feel ho raha hai aur uss se achhe se maafi bhi mangani hai... aur muje iss friendship ko smajane ke liye aur Waqt bhi chahiye."

Sumitaji ka chahera khil utha Paridhi aur Avinash ki dost bana dekhakar - "Pari ye to bahut achhi baat hai ki tum ab aage badh rahi ho... muje iss se bahut khushi huyi Pari.... Aur tune abtak Avinash ke sath jo kiya vo galat tha aur tuje uski maafi bhi jarur managani chahiye."

Sumitaji Paridhi ke sir ko chumate huve - "Pari beta... hamensha apne dil ki sun na.. vo sab kuch sahi hi dikhata hai..... aur sahi raah pe bhi wahi le jata hai..."

Paridhi apni maa ke gale lagate huve - "Thank you so much mom.... You are the best mother in the world.... thank you so much.... thanku you muje samajne ke liye.... thank you har Waqt mere sath rahene ke liye... Thank you muje itana sara pyaar dene ke liye.... Thank you muje.... ohh main bhi kya kar rahi hu... sare shabd bhi kam hai aapke liye.... I LOVE YOU MOM... I LOVE YOU SO MUCH.... I LOVE YOU WITH ALL MY HEART...."

"All that I am or ever hope to be, I owe to my angle MOTHER"

Sumitaji ki aankhe bhig gayi unhone apni pyaari beti ko bahut hi pyaar karati hai.... Aur ab unhone Paridhi ko khud se alag kiya aur apni aankho se nikal rahe aanshuo ko pochate huve....

Sumitaji haste huve - "Tu kya ab muje rulayegi... Pagal... chal ab tu so jaa bahut thak gayi hai."

Paridhi jat se Sumitaji ki god me let gayi.... use iss god me jese duniya mil gayi... iski aankho se do bund aanshu gir gaye... Aur apni palke band kar li.....

Sumitaji apni bachhi ke sir pe hath phira rahi thi.... Sumitaji ki aannkhe abhi bhi bhigi huyi thi....

Aankhe band hote huve use sab ke chahere dikhane lage jo Paridhi ke dil se jude hai.... Paridhi ki Mom Sumitaji, Dad Rahulji aur Bhai Dev, Best Best Best Friend Naina jo uski bahen se kam na thi.... Ye sab uske dil se jude the...

Aur tabhi jese uske dil se hi kisi bachhe ka dhundhala sa chahera dikhane laga... parachai ki tarah dikh rahe iss chahere ke sath aek naam bhi gunj utha.... Pavan.... Pavan... Lekin tabhi jese ye chavi aakar badalane lagi... ye chavi badi hoti jaa rahi thi.... ye chavi daravani hoti jaa rahi thi...

Paridhi ne apni Maa ko kas ke jakad liya...

Lekin vo naam ab bhi gunj raha rha.... Pavan.... Pavan.... Pava.... Pav.... Pa.... P.....

Aur Paridhi nind ki aagosh me chali gayi...

~ Gabbar is Back :cowboy2:
Dayri padkar paridhi ke haath pair bhi pavan ki tarah sun ho jana,,,,, impressive kya bhi describe kiya h bhai gajab,,,, umda update, waiting for next:applause::applause:
 
268
762
93
Update - 24

Aur tabhi jese uske dil se hi kisi bachhe ka dhundhala sa chahera dikhane laga... parachai ki tarah dikh rahe iss chahere ke sath aek naam bhi gunj utha.... Pavan.... Pavan... Lekin tabhi jese ye chavi aakar badalane lagi... ye chavi badi hoti jaa rahi thi.... ye chavi daravani hoti jaa rahi thi...

Paridhi ne apni Maa ko kas ke jakad liya...

Lekin vo naam ab bhi gunj raha rha.... Pavan.... Pavan.... Pava.... Pav.... Pa.... P.....

Aur Paridhi nind ki aagosh me chali gayi...

Ab aage....

Sumitaji Paridhi ke balo ko sahela rahi thi...

Unhone Paridhi ko 9 mahine apne pet me pala tha aur phir Paridhi ko 23 saal se apne samne khelte, kudate, duadte, shararate karate dekha tha.... Paridhi ka har dard, dukh, pyaar, khushi, gum, tanav unko bas Paridhi ke bina bataye hi unko chu jati thi...

Unko ye ahesaas ho gaya tha ki Paridhi ke tanav ka karan sirf Avinash se friendship nahi thi kuch aur bhi thi jiss se Paridhi tanav me thi... Lekin vo apni bachhi ko aek mauka dena chahati thi ki vo khud uss tanav ka samana kare... isiliye unhone Paridhi pe aur jor na dalate huve baat ko khatam kar di thi...

Lekin abhi vo bhigi aankho se, khushi se Paridhi ke balo ko sahela rahi thi... kyu ki ab Paridhi ke jivan me koi aur bhi aane wala tha jo ki Paridhi ko behad pyaar karega aur khush rakhega.... Sumitaji ko Paridhi aur Avinash ke friendship se bahut khush thi....

Present Date - 10/12/2015

Subah jab Paridhi uthi uske samane kisi bachhe ki dhudhali chavi aa gayi....parchai ki tarah...... aur sath se aek aawaj bhi gunj gayi.... Pavan.... Uska chahera apne aap khil gaya...

Usne dekha ki Sumitaji uske sath hi so gayi thi bed se tik ke... aur Paridhi abhi bhi unki god me hi thi... Paridhi jald se khadi huyi... aur apni maa ko bed pe lita diya... aur unpe saal dhak di... unke galo pe aek kiss ki...

Aur jese hi vo mud ne wali thi uski najar bed pe takiye ke pass padi Pavan ki Dyari pe gayi... Aur Paridhi ke dil ki dhadakan badh gayi.... Aur uske sath hi aek chinta ki lahar bhi daud gayi...

Paridhi man me - "Kahi maa ne iss dekh to nahi liya?.... Abhi aek kaam karati hu isse drawer me rakh deti hu... phir jo hoga dekha jayega..."

Paridhi fresh hone chali gayi...

Thodi der me Sumitaji ki aankhe bhi khul gayi... aur khud ko bed pe lite aur saal dekh unke chahere pe muskan aa gayi... Vo uthi aur apne kamare ki aur fresh hone gayi aur phir subah ki taiyariya kar ne chali gayi...

Paridhi apne kamare me apne balo ko bana rahi thi... aur khud ko aaine me nihar rahi thi... Lekin jese aaina Paridhi ko Paridhi ka nahi lekin Pavan ki dhudhali chavi dikha raha tha...

Paridhi ko Pavan ka ahesas aek alag hi chamk de raha tha... Vo kal ko yaad karne lagi... Vo yaad karne lagi ki kese Pavan uska intezar karta tha....

Lekin jese jese uski yaad aage badhi uske chahere ke rang badalne lage... Paridhi ko Dyari ka vo hissa yaad aaya jaha tak usne aakhir me padha tha....

Maa.... ye mere sath kya ho raha hai.... Jiss pyaar, apnepan ka me bhukha hu... vo mai iss kichad pe chal ke doosro ka pyaar, pariwar chin lunga..... Mera iss khichad me badhaya huva har aek kadam kisi haste khelate Pariwar ki khushiya chin lega...

Paridhi ne aek baar phir uss aaine ki aur dekha jo Pavan ki chavi dikha raha tha... Lekin ab vo chavi jese badal chuki thi.... vo parachai apana kad badal chuki thi... vo dhudhali chavi ab daravani ho gayi thi...

Paridhi ki rooh bhi iss chavi ke ahesaas se ghabara gayi.... tabhi niche se Sumitaji ki aawaj aayi...

Sumitaji - "Pari niche aa jaa... nasta ban chuka hai..."

Paridhi - "Haa maa... aayi..."

Jab vo nasta karne liye niche aayi.... sab log vahi bethe the... Avinash bhi aaya tha... Paridhi Avinash ko dekh ke muskurai... aur phir sab ke sath beth gayi... Paridhi ke Avinash ke liye sare gale shikwe dur ho gaye the... aur sab sath mithi nok jonk kar rahe the.... Rahulji aur Sumitaji Paridhi aur Avinash ko sath dekh bahut khush ho rahe the...

Paridhi abhi bhi Avinash ko dekh guilt feel kar rahi thi... usne aek baar apni mom ki aur dekha.... Sumitaji ne Paridhi ko dekha aur Paridhi ke hath pe apna hath rakhate huve use aankho se hi Avinash se aek baar achhe se mafi mang ke nayi shuruaat karne ko kah diya...

Paridhi ab khud man me than liya ki vo aaj Avinash se achhe se mafi mang legi...

Aur phir Paridhi aur Avinash sath office ke liye nikal gaye.... aur sath me Dev ko bhi school drop kar diya....

Ab car me sirf Paridhi aur Avinash hi the.... Avinash driving kar raha tha...

Paridhi - "Avinash office jaane se pahele muje tumhe kisi jagah le jana hai..."

Avinash ne Paridhi ki aur kuch der tak dekhate huve - "Okey... Okey.... thik hai.... batavo kaha jana hai..."

Paridhi Avinash ko aek cafe tak leke aa gayi... cafe aekdam uniqe design kiya gaya tha... dekhane se hi lagata tha ki vo anader se bhi bahut achha hoga....

Paridhi - "Avinash tumhe pata hai main aur meri friends college ke time se issi cafe me aate hai..."

Avinash - "Ohh... It's look nice... Phir to yaha tumhari achhi khasi yaade judi hogi."

Paridhi ne aek baar cafe ki aur dekha aur aek gaheri saans li - "Haa judi huyi hai... lekin BBA ke last year ke baad se kabhi yaha aayi hi nahi... Aur aaj 3 saal baad aayi hu.."

Avinash ne aek baar Paridhi ki aur dekha... Paridhi ka chahera kisi dard aur dukh ki vajah se bhar gaya tha... Avinash ne Paridhi ke chahere ko padh liya.... Paridhi kisi Waqt ki yaado ki gaheraio me chali gayi thi...

Avinash - "Paridhi...."

Lekin Paridhi abhi bhi usi Waqt ki yaado ki gaheraio me dubi huyi thi...

Avinash ne Paridhi ke khandhe pe hath rakhate huve - "Paridhi..."

Aur jese Paridhi apni yaado ki gaheraio me se wapas aa gayi... uski aankhe thodi num ho gayi thi...

Avinash - "Lagata hai iss Cafe se tumhari achhi yaado ke alawa kuch buri yaad bhi judi huyi hai..."

Paridhi ne Avinash ki aur dekha aur Cafe ke gate ke pass pahunchate huve..

Avinash - "Ab chalo bhi andar... waha bahar kab tak khade rahoge.."

Avinash bhi Paridhi ke pichhe pichhe cafe me ghus gaya... Cafe wakai bahut khubsuratise design kiya gaya tha.... Paridhi aur Avinash aek table pe aake beth gaye...

Paridhi ne aaspass najare dhumai.... cafe abhi bhi wesa ka wesa hi hai jab 3 saal pahele tha...

Paridhi ko dekh aek Aadmi uske pass jo ki dekhane se 45 se 50 saal ki umr ka hoga... Aur aadmi ko dekh Paridhi muskurai

Aadmi - "Paridhi aaj bahut saalo baad wapas aayi ho... kesi ho?... main bhi ye konsa sawal puch raha hu... sabape bhaari padane wali Paridhi ko bhala kya hoga..."

Paridhi khade hote huve - "Aap bhi na chacha... ab aapne bata hi diya hai ki me bilkul sudhari nahi hu... phir ab me bhi kya bolu?."

Tabhi uss Aadmi ke pichhe se aek Aurat bhi aa gayi jo bhi dikhane se 40-45 saal ki hogi... Vo Aurat Paridhi ko dekh aekdam se khush ho gayi...

Aurat - "Are dekho to kon aaya hai... itne salo baad... kesi ho Paridhi.."

Paridhi uss Aurat ko gale lagate huve - "Chachi ab aap Chacha se hi puch lijiye me kesi hu?.. unhone kudh hi iska answer de diya..."

Aadmi hasta huva -"Are me to majak kar raha tha... Tumhe dekh kar bahut khushi huyi... Aaj 3 saal baad dekha hai tumhe."

Aur vo Aadmi aekdam se nirash hote huve - "3 saal pahele uss din ke baad jese yaha ki ronak hi chali gayi thi... Uss din...."

Paridhi baat ko bich me katate huve - "Chacha vo sabkuch pahele ki baat hai aur please muje maaf kar dijiyega... 3 saal se yaha pe nahi aayi.... lekin abhi.... lekin ab se phir se yaha pe aana shuru ho jayega..."

Vo Aurat khush ho gayi - "Ye to bahut achhi baat hai... tum ladakiya jab bhi yaha hoti thi na bahut achha lagata tha... lekin baaki sab kaha hai?... Naina kaha hai?"

Paridhi - "Chachi abhi sab apne apne career ki jang lad rahe he... lekin aapse wada raha.... hum sabhi ladkiya jab bhi time milega yaha pe aati rahengi aur yaha ki chamak phir se lauta dengi..."

Uss Aadmi ne Paridhi ke sath khade Avinash ki aur ishara karate huve.... Unko Paridhi ko kisi ladke ke sath dekh bahut hi aacharya huva - "Ye kon hai Paridhi? kahi phir se kisi ki band to nahi bajane wali."

Paridhi haste huve -"Nahi Chacha esa kuch nahi hai... Ye mera friend hai Avinash Roy... Canada padhai karke India wapas aaya hai... Iske Dada aur mere Dada bahut hi achhe friends the... aur ab dekho hamari bhi dosti ho hi gayi..."

Uss Adami aur Aurat pahele to chuank gaye... Kyu ki ladake aur Paridhi.... kabhi ho hi nahi sakata tha... Lekin baad me unhone Avinash ke sath haath milaye..

Paridhi Avinash se - "Avinash inse milo.... ye Mehul Chacha... aur ye Ranjana Chachai... Iss Cafe ke malik hai... aur dono hi ise chalate hai... aur sab se badi baat sabhi students ke bahut hi favorite hai... isliye yaha jyadatar students hi hote hai... aur sabhi inko pyaar se chacha aur chachi kahete hai."

Mehulji - "Tumse milkar bahut achha laga Avinash... I hope tumhe cafe pasand aaya hoga..."

Avinash - "Muje bhi aapse milkar bahut achha laga... Aur this cafe is superb.."

Ranjanaji - "Thank you.... Aap dono betho... Paridhi me tumhare liye tumhari all time favorite Espresso leke aati hu.."

Paridhi - "Aapko abhi bhi yaad hai ki muje Espresso hi piti thi.. Dekha Avinash isliye ye sabhi ke favorite hai..."

Ranjanaji - "Aur Avinash tumhare liye kya lau?..."

Paridhi - "Chachi aek minute..."

Paridhi Ranjanaji ko dur le gayi aur unse kuch baat ki... Aur phir Ranjanaji waha se chali gayi...

Paridhi wapas aake table pe beth gayi aur Avinash se - "Mene tumhare liye aek speical oder diya hai.."

Avinash - "Ohh... Thank you... Vese muje Chacha aur Chachai bahut hi achhe lage..."

Paridhi khush hote huve - "Tumhe aur bhi pasand aayege jab unhe bahetar janoge.... Aur ab hamara bhi yaha aana jana laga rahega.."

Avinash -"Hamara?... matalanb ki tum to tumhari friends ke sath aati ho na.."

Paridhi - "Wahi to.. we are friends right?.. Isliye hamara yaha aana jana laga rahega.."

Phir Avinash aur Paridhi ke bich kuch baat huyi hi thi ki Mehulji aur Ranjanaji aek bada sa card leke aaye aur uske sath Cake bhi tha...

Paridhi khush hote huyi khadi huyi lekin Avinash kuch samaj nahi paa raha tha...

Paridhi ne Ranjanaji se vo card liya aur Avinash ki aur badhate huve..

Paridhi - "Avinash I am so sorry... I am sorry ab tak mene tumhare sath bura bartav kiya."

Avinash Paridhi ke hatho se card liya jisme sorry likha huva tha...

Avinash - "Iski kya jarurat thi Paridhi?."

Paridhi - "Chalo ab aek baar sorry bol diya hai... baar baar nahi bolungi.. rakh lo ise..." aur Paridhi phir uss Cake ko table pe rakhate huve jispe Friends likha tha - "Aur ye hamare friendship ki shuruaat hone ki khushi me.... Paridhi jab bhi kisi se Friendship karati hai to ese hi Cake kat karake karati hai varana koi friendship nahi.... Chalo ab iss ko hum dono ko katana hai.."

Avinash aur Paridhi dono ne cake katake aek doosre ko khilaya... tabhi pura cafe taliyo se gunj gaya... Avinash ne aaspass dekha sabhi log ikathaa ho chuke the jab ki jyadatar students hi the....Avinash ko thoda ajib laga lekin khushi bhi huyi..."

Paridhi - "Aur ye iss cafe ka rule hai jab bhi koi kisi ko friend banata hai tab use sab ko friend banana pdata hai... aur ab se ye sare tumhare friends hai.."

Avinash aur Paridhi ne sab ko cake khilayi aur phir wapis table pe beth gaye..

Avinash - "It's suprise for me... ye sab paheli baar dekh raha hu... I really like it.."

Lekin Paridhi thoda serious mood me - "Avinash I am really sorry."

Avinash - "Are chal ab santy mat ban varana me chid gaya to aek baar aur tuje sorry bolana padega..."

Paridhi - "I am serious Avinash."

Avinash - "I am too.. Aur shyad tum aek friendship ka sabse basic rule bhul gayi ho... Freinds me no sorry... no thank you.... Sach me muje itna bhi bura nahi laga tha jitana tum abhi feel kar rahi ho.."

Paridhi khush hote huve - "Thanks Avinash... I feel so much guilt.... Chalo ab chodo iss sab ko... tum kya kah rahe the... you see it first time... tabhi to ye hamara favorite spot tha..."

Avinash - "Phir tumne yaha pe aana kyu band kar diya?"

Paridhi thodi serious ho gayi jiss se dekh Avinash - "Sorry agar mene koi galat sawal puch liya ho.... we friend na.. shayad tum mujse share karana chaho.."

Paridhi achanak haste huve - "Lo abhi muje gyan bantane chale the aur ab khud sorry bol rahe ho... Aur rahi baat yaha aana band karne ki to vo phir kabhi phurasat se bataungi.. abhi hame der ho rahi hai chalo ab..."

Avinash aur Paridhi cafe se bahar nikal gaye aur car me beth gaye... Paridhi aur Avinash car me baat kar rahe the..... Paridhi sirf do dino me Avinash se kafi ghul mil gayi.... Aur aaj jab usne sorry kah hi diya tha isliye vo achha bhi mahesoos kar rahi thi...

Pata nahi kyu lekin Paridhi ko achha lag raha tha Avinash se baat karte huve.... Shayad use Avinash ka achha swabhaw bahut pasand aaya tha.... Kha do din pahele buraio ki puri list rakhane wali Paridhi ab achhaio ki list bana rahi thi... aur Avinash ko aur bhi achhe se samajne ki aur aage badhne lagi thi...

~ Gabbar is Back :cowboy2:
 
Last edited:

Bhut umda update tha bhai ji,,,,, avinash ki burai ki list avinash ki achai ki list me badal gayi,,,,,,,,,,,,,,,,,
Dekhte h ab age kya mod ata h story me,,,,, waiting for next update
 
Thanks Akki ❸❸❸ bhai....

Ye list kaha tak pahunchegi?.... kya ye list Paridhi ko Avinash ke karib la payegi?....
 
Last edited:

Black water

Vasudhaiv Kutumbakam
5,857
21,055
188
Awesome update bhai
 
  • Like
Reactions: Akki ❸❸❸
Top