• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Lyrics My poems

Thakur

Alag intro chahiye kya ?
Prime
3,235
6,761
159
Me idhar khud ki likhi faltu ki lines ,poems , shayari post karunga ,
koi bhi idhar chutiayapa nahi karega :bat:
 
Thakur

Alag intro chahiye kya ?
Prime
3,235
6,761
159
1.
Jindagi chali ja rahi he ,hum bhi chalte ja rahe he,

Manzil na ho jaise mirage ho maya ka,

Jindagi chali ja rahi he hum bhi chalte ja rahe he...

Thakta hu,girta hu ,kapde zaad ke uth ke chalne lagta hu,

Manjil kya he, kaha hai pata nahi par me rukta nahi,

kyonki ?

Kabhi sochu paisa he meri manjil he, to pyar kya he ?

Agar pyar he mera mukaddar he to mere sapne kya sirf sapne hai ?

kabhi dil tadapta he kehta he ke bana le kisi ko apna humsafar ,pyar kar use...

par dimag kehta he kabhi khud se pyar kiya he jo kisi aur se karega ?

Kyonki...

Ye kaise manjil hai meri jiska rasta khatam he nahi hota ?

Ye kaisa safar he mera jaha koi milta he do pyar ki bunde chhidakta he aur wapas chala jata hai ?

Ye kaisa safar he mera jaha sirf suffer kar raha hu me ?

kyo ye Jindagi chali ja rahi he hum bhi chalte ja rahe he ?

Ye kaun log he mere sath jo milte he, haste he ,ruthate he,haste he, Dil tod ke jod kar anjan bante he ?

Aisa konsa paap kiya he humne jo iss akelepan ki saja hume mili ?

Sab kuchh samne ho ke bhi ghut-ghut ke jiye ja rahe hai hum .

Aisi bhi kya Dillagi he teri ae jindagi jo tu chali ja rahi he hum bhi chalte ja rahe he ?

2.
Barsa do kabhi yaha bhi ishaq ki bunda ae fakira
Ke har muhafir ke nasiba manjil na hoti :love:

3.

Ghalib khush-nasib ho tum jo ujale me aaye ho,
hasi to unpe aati he jo jugnu ko he suraj samaz baithe hai :lol:

4.
Jaalim kare julam hajar ,Sitam sahe musafir
Sitam kare wo aise ke, mud mud ke dekhe musafir :coffee1:

5.
Ujale se kinara karta hu me,jabse kaali raato se dosti hui he,
Ab apne bhi paraye se lagte he ,jo inn virano se dil laga baithe he,
Ye raate he sahara humari, in virano me jalta alav he suraj he abse,
Inhi thandi hawao me bajti he usske iktaare ki wo dhunn he :love2: .

6.

7.

8.

9.

10.
 
Last edited:

Thakur

Alag intro chahiye kya ?
Prime
3,235
6,761
159
Jindagi chali ja rahi he ,hum bhi chalte ja rahe he,

Manzil na ho jaise mirage ho maya ka,

Jindagi chali ja rahi he hum bhi chalte ja rahe he...

Thakta hu,girta hu ,kapde zaad ke uth ke chalne lagta hu,

Manjil kya he, kaha hai pata nahi par me rukta nahi,

kyonki ?

Jindagi chali ja rahi he hum bhi chalte ja rahe he...

Kabhi sochu paisa he meri manjil he, to pyar kya he ?

Agar pyar he mera mukaddar he to mere sapne kya sirf sapne hai ?

kabhi dil tadapta he kehta he ke bana le kisi ko apna humsafar ,pyar kar use...

par dimag kehta he kabhi khud se pyar kiya he jo kisi aur se karega ?

Kyonki...

Jindagi chali ja rahi he hum bhi chalte ja rahe he...

Ye kaise manjil hai meri jiska rasta khatam he nahi hota ?

Ye kaisa safar he mera jaha koi milta he do pyar ki bunde chhidakta he aur wapas chala jata hai ?

Ye kaisa safar he mera jaha sirf suffer kar raha hu me ?

kyo ye Jindagi chali ja rahi he hum bhi chalte ja rahe he ?

Ye kaun log he mere sath jo milte he, haste he ,ruthate he,haste he, Dil tod ke jod kar anjan bante he ?

Aisa konsa paap kiya he humne jo iss akelepan ki saja hume mili ?

Sab kuchh samne ho ke bhi ghut-ghut ke jiye ja rahe hai hum .

Aisi bhi kya Dillagi he teri ae jindagi jo tu chali ja rahi he hum bhi chalte ja rahe he ?
 
  • Like
Reactions: Bhavana694

Thakur

Alag intro chahiye kya ?
Prime
3,235
6,761
159
Barsa do kabhi yaha bhi ishak ki bunda ae fakira
Ke har muhafir ke nasiba manjil na hoti :love:
 
Rocky.

Searching the Unsearchables
Supreme
39,434
22,406
259
Me idhar khud ki likhi faltu ki lines ,poems , shayari post karunga ,
koi bhi idhar chutiayapa nahi karega :bat:

:applause: jo bhi chutiyapa kare uski pond maar lena :goteam:
 
Top