• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Raj-- hero of the family

Story ki ending kya hogiiii


  • Total voters
    586

RED Ashoka

Writer
751
1,027
124
Shweta, manisha, sonali,Mamta ,Anu ka intezar bhi lagbhag khatm hua..

And dekhte hai ki sonali jab raj se milega to phle emotional hogi ya seedhe uski dhulai karegi..
and jaha tak Mujhe lgta hai sabse jyada gussa Shweta ko aayega jab wo milegi raj se Shayad
Aur agar shweta ko pata chal gaya ki ye baat uske papa ko pata thi phir to joginder ki khair nahi

And Deepika.... Bade samay baad inke liye to alag se likhna padega
Aur wahi dusri taraf Deepika ko to saza mil rahi hai , and paschatap bhi ho raha hai and saza milni bhi chahiye thi par saza kab se mil rahi and kya mil rahi ye nahi pata aur kiske wajah se mil rahi

And saath hi uske baap kaptaan singhaniya ko

Par ek hai uski maa jise bina baat saja mil rahi hai ,apne beti ko aisi haalat me dkeh ke ek maa ko sabse jayda peeda hoti h aur wahi haal yaha Deepika ki maa ka hai

Galti baap beti ki aur saza mil rahi ek maa aur ek patni ko , behad hi galat baat , aakhir uska kusur kya tha....

Par shyad abhi ki halat ke baad bhi confirm nahi kah sakte ki Deepika aage galti nahi kre?(Rahul wali shyad,agr ye halat uski wajah se h to)
 

Sandeep singh nirwan

Jindgi na milegi dobara....
13,720
85,929
259
Top