Asif khan
Well-Known Member
- 6,181
- 18,516
- 188
Click anywhere to continue browsing...
bhai yahan do jagah ruhi likha hai sweta ana chahiye thaRuhi ne “wait, wait, wait” kaha, phir thoda reverse lene ko kaha, Abhi ke left mein ek bahot khubsurat makaan tha jisski gate Shweta ko utar kar jaakar kholna tha, tab electronic door nahin lagaya gaya tha, (aaj woh gate remote se khulta hai)
Ruhi ne jhuk kar apne donon haathon
Casi bhai janta hoon weekend mein aap vyast rehte ho family ke saath fir bhi hamein intejar hai bhai thodi der se hi sahi update aega jarur
bahot shukriya James yaara... hahahahaha pata hai main aur kitne jagahon par ruhi likha tha?bhai yahan do jagah ruhi likha hai sweta ana chahiye tha
Casi bhai lajawab story likhi hai aapne bilkul alag hi plot h iska ekdum naptol ke aapne har ek update me explain kiya hai.
Ek question tha bhai ki ye story real hai to kya iske characters bhi sabhi real hai kya?
55th update me jaise ki aapne explain kiya hai us hisab se lagta hai ki Shweta kahi na kahi Ruhi ki beti lag rahi hai ek andaza lagaya hai bhai mene ab kya ye shach hai ki nahi wo aap hi jane.
Very nice story bhai.
Bahot hi besabri se intazar hai bhaisahi kaha Bai, aak wife k saath shopping ke liye jaana tha, magar update kal raat ko likh chuka hoon jo thodi der mein post karunga....
jaisa ke main ne pehle keh diya tha ke yeh kahani mere dil ke bahot kareeb hai issi liye issko weekends par bhi update karta hon der se hi sahi....
to kuch counter replies ke baad aaj ka update post karta hoon bai maybe 30 se 40mins baad thanks for waiting aap sab ko yaaro
15 mins baad post karta hoon Aman bhaiBahot hi besabri se intazar hai bhai
Are bhai kahan the yaar. Aap ko miss kiya main ne iss thread par. Main to iss umeed mein tha ke aap ka saath shuru se rahega, magar aap to ghaayab the...Waah Bhai kya story likha h aapne
Khud me Abhi Ko imagine krta ab iss story ke update ka besabri se intjaar rhega
Thanks for sharing such a lovely story with us