- 22,206
- 36,042
- 259
explain karoFirst of all thanks acha laga jaanke ki koi story ko itni gehrayi se bhi padhta hai
Red and blue ek source of energy hai jo kabhi khatam nahi hoti aur ye khel pehle se chala aa raha hai species badlti hai lekin energy wohi rehti hai
kyun?Wo sab ek chaal thi kyuki khushal nahi chahta tha ki uska sach itna jaldi king ko pata lage![]()
Kyun jaan bujh kar pahunchne diya... explain plzTaniya bhi bachpan se ek alpha werewolf hai aur wo waha se bhaag aayi kyuki john nahi rok sakta usey ya ye kahu ki devastator ne usey jaanbujh ke bhagne diya taki wo khushal tak pahuche
king se kab mili woh... kyun king ke liye kaam kar rahi hai.. Kya ushe pehle se hi pata hai ki khushal werewolf hai... kyun pal poch ke bada kiya dono bhai bahano ko.... kya kaaran hai iske piche.... kyun kyun kyun? explain plzNaina khushal ko khatam nahi kar sakti kyuki naina ki koi aukad nahi hai uske samne aur wo waise bhi usey bas itna pata hai jitna king ne usey bataya hai
Woh bhediya ki roop mein badal chuki thi.. update check kar lo... ab batao kaisi baithi sofe pe...Bhediya hai lekin us time bhediya nahi tha wo![]()
for jur kind information hamla sara pe kiya tha us king & party ne.. uske maa baap ko bas bandhke rakha gaya tha aur update mein is baat jikar bhi nahi hai ki woh log behosh hone wale situation create hue ho, sibaye yeh ki mahaz dil khane wala scene ko chhod ke... Kamal hai na do werewolves jo itne takatwar aur khunkhar aur unki kamjori toh dekho ki mazaj dil khane ki scene dekh ke hi behosh ho gaye...Wo pehle se hi behosh hone wale theyaur ek alpha ko seconds mein marna not possible
Ji bilkul yeh sach hai .. kyun ki me masoom readerYe masooom sawal they![]()
upor ullekhit masoom savaalon ki explain do basready
![]()

Wow bhai un bachho ko nahi pata ki woh abtak shadow of death ke sath khel rahe the ab aayega kahani main maza{UPDATE:-23}
Ab situation ye thi khushal bich mein khada tha aur uske samne naina aur rick khade they aur baaki 8 ne usey gher rakha tha.
Sab khushal ko dekh ke ghurra rahe they lekin khushal saant khada tha, usey pata tha ki wo saanti se ye ladayi jeet sakta hai bas usey gussa na aaye..
Ab aage:-
Khushal ye sab soch hi raha tha ki 2 vampire uski taraf aage badhe unki speed itni tez thi ki normal insaan ko dikhe bhi na lekin khushal ko wo saaf dikh rahe they undono ne khushal ko dhakka maarke girana chaha lekin khushal dono se bachke side hua hi tha ki uske pith pe ek laat padi jo allen ne maari thi khushal ne bhi palat ke ek laat allen ko de maari aur khushal ki laat ka impact bhut jyada tha to allen piche udta hua diwar se jaa takraya, khushal ne apna waar karke is taraf dekha hi tha ki uske muh pe teen mukke ek sath pade aur ye kaafi tez they.
Ye mukke aliya, sofiya aur manisha ne maare they khushal ko gussa aa raha tha lekin wo khud ko control karke unki taraf muda ho tha ki uski pith pe do laat padi jo baaki ke do vampires ne maari thi khushal thoda aage ko hua aur jaise hi undono ki taraf palta to rick ne uske sir pe laat maari aur ye laat itni tez thi khushal ghutno pe aa gaya, aur ghutno pe aaya hi tha ki 8 mukke ek sath uske face pe pade.
Khushal ki asliyat bahar aana chahti thi lekin khushal khud ko badi mushkil se control kiye huye tha.
Ab haal ye tha ki khushal bich mein pada tha aur 8 jane usey pit rahe they.
Rick aur naina sofe pe baith ke is khel ka maza le rahe they. Ab khushal bhi kayi der se pitey jaa raha tha to uski bhi aankhe band ho gayi aur wo behosh.
Rick:- bahut kamzor hai ye Devastator ko isey khatam kar dena chahiye.
Naina:- nahi isko aise nahi maar sakte ye jiska beta hai wo king ke sabse bade dushman they ab wo to mar gaye to ab wo saari dushmani isse nikalana chahte hai.
Aliya:- matlab!
Naina:- wo isko pehle ander se todna chahte hai aur fir isko tadpa tadpa ke maarna.
Rick:- pata nahi wo aisa kyu chahte hai lekin hum mein se koi nahi puch sakta unse ye sab.
Naina:- haa kyuki wo red gaurdian hai.
Allen:- ab is so called alpha ka kya karna hai.
Naina:- isko fek aao kisi hospital ke saamne.
Allen ne apni mundi hillayi aur un vampires ke sath nikal gaya khushal ko uthake aur ye sab lag gaye jasan manane.
********
Khushal ki aankh khuli tab wo taaza mehsoos kar raha tha uski body mein bilkul bhi dard nahi tha. Uske dimag mein saari ghatnaye aane lagi kaise wo behosh hua ya fir usne sirf natak kiya behosh hone ka. Uski aankho mein aansoo aa gaye, usey umeed nahi thi ki naina se ki wo devastator ka sath degi
Tabhi khushal ka dhyan apne bagal mein gaya waha taniya baithi so rahi thi uski face pe is time duniya bhar ki masoomiyat thi. Lekin ye yaha aayi kaise.
Khushal ko pata tha devastator taniya ko nahi badal sakta kyuki taniya bhi uski tarah ek alpha hai wo bhi janam se tabhi khushal uski tension nahi le raha tha.
Khushal ne taniya ke sar pe hath fera to taniya ne apni aankhe khol di aur khushal ko muskurate huye dekhke jhat se uske galle lag gayi aur rone lagi.
Taniya:- bhai mom ne aisa kyu kiya hamare sath.
Khushal:- kya kiya?
Taniya:- unhone khud mujhe us devastator ke sath bheja tha unhone mujhe behosh lar diya tha lekin main huyi nahi thi wo sab plan bana rahe they aapko maarne ka, main badi mushkil se bhaag ke aayi aur aur main ek werewolf bhi hu.
Aur wo zor zor se rone lagi.
Khushal bas uske baalo mein hath ferta raha.
Khushal:- taniya tumhe pata hai ki naina hamari sagi maa nahi hai.
Taniya:- khushal dekh ye kya bol raha hai tu aur wo nahi hai to kon hai hamare sage parents.
Khushal:- jaldi hi milwa dunga. Waise tune mujhe dhundha kaise?
Taniya:- wo main yaha se guzar rahi thi to maine aapko sense kar liya aur yaha aa gayi.
Khushal:- okk! Lets go.
Taniya:- app thik to hai na .
Khushal:- i am alpha and you are also an alpha, wo bhi janam se kyuki hamare mom-dad bhi werewolf hai.
Taniya kuch nahi boli wo bas process kar rahi thi in sab baato ko.
Khushal khada hua aur apni shirt pehni aur ek call kiya kahi pe aur khada hoke taniya ka hath pakda aur hospital ke bahar aane laga. Wo bahar aaye to unke samne ek chamchamti Mercedes khadi thi black colour ki taniya to sochi hogi kisi ki lekin uski aankhe tab badi huyi jab uske driver ne aake salute kiya aur back door khol diya un dono ke liye.
Taniya:- bhai ye kiski car hai.
Khushal:- hamarai haiaaur aisi bahut si car hai hamare paas.
Taniya kuch der chup rahi aur fir ekdum se boli.
Taniya:- bhai plan kya hai aapka, main aapke sath hu hum dono milke maarnege unhe.
Khushal:- wait! Plan bhi hai lekin maarunga sirf main unko tum bas ghar pe rahogi tumhe kuch ho gaya to.
Ab khushal kya batata usko ki wo sab uske samne kide makode hai wo devastator bhi bacha hai uske samne bas takkar ka to ek hi hai KING - THE RED GAURDIAN.
Khair car usi buliding ke aage ruki aur wohi sab hua jo sara ke time hua tha bas sara normal thi lekin taniya ek bachi ki tha curious thi aur har cheez ko dhyan se dekh rahi thi.
Wo dono apne apartment ke samne aaye aur bell bajayi lekin no response aise hi do teen baar bajayi lekin no response, ab khushal ek baar aur bajata usse pehle usey ek tez chikh sunayi di jo ki sara ki thi aur uske agle hi pal khushal ki ek laat darwaze pe aur darwaze ka to pucho mat kya haal hua
Lekin ander ka haal dekh ke khushal aur taniya wahi jam gaye. Ander uske mom-dad bandhe huye they aur sara ka bezaan sarir pada tha khoon se lathpath.
Aur samne sofe pe baith tha king aur uske bagal mein 2 shaks khade they ek tha destroyer aur ek tha John.
King:- ohhhoo dekho kon aaya hai KHUSHAL-THE BLUE GAURDIAN mere ko takkar dene wala ek shaks jisne doobara janam liya hai. Hahahhaha.
Khushal ko sara ke marne ka dukh tha bhut jyada tha kyuki wo usse bhut pyar karta tha lekin ab, ab to uske paas jaise jeene ki koi wajah hi na ho lekin usne jaldi hi apne human emotion pe kaabu paa liya aur jhatke se apne asli roop mein aa gaya "the blue gaurdian".
Aur wo is roop mein itna khoobsurat aur attractive lag raha tha ki koi bhi ladki fida ho jaaye aur uski aankhe ekdum blue ho chuki kisi bulb ki tarah. Muscles bhi badh gaye they.
Khushal:- king maine tujhse ye ghatiya harkat ki umeed nahi ki thi.
King:- umeed to mujhe bhi nahi thi ki tune janam le liya aur mujhe bataya bhi nahi wo to kal tune meri wife ko maara apne asli roop mein aaake bas usi time mujhe tera aura feel ho gaya. Nahi to tu devastator ko aram se maar deta agar main nahi bich mein aata to.
Khushal:- tu apne usool bhool raha hai sayad, tune mere kisi kareebi ko maara hai aur ab main bhi tere kareebi ko maarunga.
King:- ye john khada ye tera hua.
Khushal:-i want your son tyler
King:- what? Kabhi nahi.
Khushal:- say it again
Aur ye baat khushal ne itni tez boli thi ki ek baar to king bhi kaamp gaya lekin wo apne dil pe pathar rakhke john ka hath pakda aur waha se nikal gaya.
Devastator jiski fatt chuki thi wo bhi unke piche jaane laga lekin khushal ne usko uski garden se pakad liya .
Devastator bhi apne alpha form mein aa gaya lekin wo bacha tha khushal ke saamne, lekin wo ek try to karna chahta tha to usne ghum ke punch maarna chaha lekin uske ghumte hi khushal ka hath uski chest ke ander tha aur uska dil khushal ke hath ke sath bahar aa gaya.
Wtf ek second mein mar gaya wo process bhi nahi kar paya, taniya to ye scene dekh ke behosh ho gayi aur khushal ke mom dad bhi lekin khushal uska dil kha gaya kyuki alpha ka dil khaane se takat kayi guna badh jaati hai.
TO BE CONTINUED ??
super se bhi uper{UPDATE:-23}