- 81,702
- 119,559
- 354
Pariwartan prakrati ka niyam hai is liye khud me pariwartan lana bhi laazmi ho jata hai, aur itna to main samajhdaar hu ki prakrati ke is niyam ke anusaar khud me bhi pariwartan karu, isi liye to writer ka tag fir se laga liya maine aur ek new story bhi chhaap di. Itna hi nahi aaj ek aur new story ka thread open kar diya jisme abhi tak aapka aana nahi hua. Khair koi baat nahi ham to intzaar karene,,,,,,Sanju ji .. baaki sab to theek hai .. Ritu, रितु, रीतु .. ke vishay mein .. magar ye kamdev99008 bhaiya wali ऋतु ka mamla sabse jholam-jhol hai .. aur aakhir ho bhi kyon na .. jab lekhak he aise hai to paatr bhi to maasha-allah hi honge .. koi ni aap jyaada tension na lo ji .. apna to chalta rehta hai .. ab dekho bechare TheBlackBlood bhai ke to surr he badal gaye .. par jis ke badalne chahiye .. unke kaan par jun tak na rengti ... "ha nahi to"
