zabardast updateupdate. 9
jin....badshaah sada salaamat rhe badshaah ki umar lambi ho aise he bolte huye nikal gaye
surya ....sapna ab ham yaha nai rha sakte hai hame sahar me rahna hoga
choti ko school me dalna hai radha aapka our baba ka badla lena hai ab
sapna ...partu hamara ghar ........
ab aage.......
jinisha ....di uski chinta aap na kre jha aap khogi jaisa aapko pasand ho waisa ghar ham bna denge
kiran ......bhai kya ab ham sahar me rahenge bade ghar me
sapna ....ha kiran ab yaha pe baba be nai rhe hai our ab samya hai apni ek nai phechan me duniya ke samne aane ka
surya .....thik kha sapna ab hame bilkul ek naye name naye chehre ke saath is sahar me aana hai
waise to hame koi nai janta fir be ham apne chehre ko thoda badal lete hai
jinisha ....uski koi jururat nai hai
sartaj
surya ....kya matlab hai jinisha
jinisha ....aaj aap dono ka milan hai
jab aapka milan pura ho jayega tab aap ke saath sath didi ko be jinlok ki kuch saktiya prapt hogi
jis se inki umar our face dono pe bhut prbhav padega
surya.....hmmmmm ab kiran ka kuch sochna hoga mujhe
jinisha uski be aapko chinta karne ki aawsaykta nai ha
ham apni sahjadi ko kuch samya ke peya sath le ja rhe hai
jab wo aayengi tab tak balig ho jayegi
sapna ....kya aisa kya karne wali hai jinisha aap
Jinisha ...didi aap nai hame aap tum kah kar bulao our jo krenge aap khud dekh lena
ab aap chalo sahar jaha hamne aapke liya ek bhut khubasurat ghar bnaya hai
surya...kya tumne ghar bna be leya
kisi ko pata chala ki kaise 1 din me yaha ghar khda ho gaya hai to problem ho jayegi
jinisha ...aisa kuch nai hoga
charo waha se teleport ho kar ke xxxx sahar ke bahar teliport huye
surya sapna kiran muh fade dekh rhe the jintna khubasurat ghar hai ye
jinisha ....did aisa kya dekh rhe ho ye aapka apna ghar hai
s.k ..mension ( surya .kiran ..sapna kiran.)
surya ....jinisha ghar to bhut he jyada khubasurat hai likin hame itna bada ghar nai
aaj ke janme ka thoda chota ghar hota to jyada behtar hota
sapna ....ha jinisha aisa ghar sabka dream hota hai kintu ye bhut jyada bada hai koi our chota ghar bnao
kiran ...kya bhabi kitna accha ghar hai
Aapko ye be pasand nai aaya
surya ....choti ham kuch samya baad yahi ghar bna lenge lokin abe ye ghar hame nai chahe
jinisha ..thik hai jaisa aap kho kintu jo ab ghar bnaougi uske leya aap man nai karoge bilkul be
sapna...thik hai parntu ghar is se chota hona chahiye
jinisha...thik hai didi
jinisha ne hath gumaya to samne ka nazara kuch aisa tha
Surya ne ghur ke jinisha ko dekha
Jinisha ...aisa kya dekh rhe ho aap ye aaj ke jamne ka be hai our us ghar se chota be hai
sapna ...chalo sab andar chal kar ghar dekhte hai
Kiran...ruko ruko bhabi aaj aapka ghar parvesh hai
aap kya aise he andar chali aawogi
nana ji ne mujhe bataya tha ki sadi ke baad oti patni ko kaise ghar me laya jata hai
jinisha our kiran andar chal di jaise he kiran ne puja ki thal ko yaad kiya sabkuch uske hatho me aa gaya
kiran our jinisha ne dono ko tilak kar gharparvesh karwaya
sapna ...aakai me ghar to bhut accha hai ji
Kiran ...kya hai ji aaj wah kya baat hai kal tak beta tha aaj hai oh ji suniye ji
badi fast ho yaar bhabi aap to hehehe ....
sapna be maze lete huye ...
Sapna...chinta na kar banhi ki nanadrani aapka no. Be jaldi he lagne wala hai
kiran....aise kaise lag jayega mera no..abe to mujhe bhut kuch dekhna hai gumna hai college jana hai
sapna...college se yaad aaya aapne be to baba ke saath us din college ke leya aaye the na
surya ...ha mai in sab me bhul he gaya mujhe kiran ke our khud ke school college ke kagaj banwane the
koi nai ab sahar me aa gaye hai to kal ja kar baat karta hu
kiran ....mujhe be bhai ke saath he college jana hai mai nai jane wali akeli school
sapna ...par kiran tu abe college jane jitni badi to ho ja
surya ...ha choti sapna thik bol rhe hai
kiran ka muh latak jata hai ye soch kar ki surya bhai ke saath ab wo jyada samya nai rah payegi
jinisha ....didi aap chinta na kro mai sab dekh lungi
Our aap sartaj aapko kisi se milne ki jururat nai hai
bas aap panch mint rukna
itna kah kar jini gayab ho gayi kuch pach mint baad wapis aayi
jinisha ne sabse phele kiran ka hath pakda kuch 5 mint bad kiran ka hath choda
Fir sapna our surya ke saath be wohi sab kiya
jinisha ...ab aap teeno ko yaha se judi jankari .( study's ..business ..medical .aadi ki jankari ) aapko mill chuki hai ab aap college nai be jaaoge to be kuch farak nai padega
our di aapko maine medical our business ki jankari maine me dali hai jiss ab aap business be kar sakti hai
our sartaj aapke dimak me medical study's + business 3 ability dali hai
our sahjadi aapko kya ability mili hai jra btayenge
kiran....medical study's + computer networking ability and little more
surya ...ok ok ab chal kar dinner tyar kar lo jra bhut bhukh lagi hai
surya ke bolte he he waha garma garam khana sabki pasand ka lagna suru ho jata hai
kiran ....wah kya baat hai jinisha didi aapne to migic se khana itni jaldi magwa be liya
jinisha ...is ghar me aap jo sochogi wohi chiz aapke samne hogi
surya ...ye kuch jyada nai ho rha hai jinisha
aise to koi be ghar me aayega to usko ota chal sakta hai magic ka
tbe waha 3 khubasurat jini parkar huyi
Jinisha ....sartaj ye hai meri khass sevika ...maya chaya kaya ....ab se yaha ka jo be kam aapki iccha anusaran ( muskurate huye ) ye wo kam krengi
jab be koi ghar me aayega to jo be aap khoge ye wo sab le kar aayengi
aap teeno ke time ye gayab rhengi
5 jini guard ki our isara karte huye ye didi ki suraksha ghar ki pharedari krenge
surya ...ye tumne bhut accha kiya mai apna khayal rakh sakta hu kintu sapna our kiran ki mujhe chinta rahti hamesha is sahar ke mahol se
jinisha ...sartaj ab aap jab chaho kisi be jin ya jini ko bula sakte hai aapke sochne bhar se pure jin lok ki samast jin jiniya aapke samne honge
surya ....khana khate huye .....khana aakai bhut testy bnaya hai maya chaya kaya .
aap logo ne
sab log khana kha kar room ki our chal diya
jab sapna ek room me gai to wo pura saza huwa tha our ek khubasurat sadi ka joda pda tha bed pe sapna bathroom ja kar fresh huye fir wo joda phens our dulhan bani bed pe ja kar surya ka intjaar karne lage
surya ke saath be aisa he kiya jinisha ne
surya jabtyaar ho sapna ke room ki our chala to bich me he kiran ne rasta rok liya
kiran ....kha chale mere dulhe raja bina sagun diya andar nai ja sakte aap
surya ....hmmm bolo kya chahe tumhe
kiran... sochte huye ...filhal to aap mujhe 2 vachan de do baki jab jururat hogi mang lungi me
surya ....thik hai ha mai vachan deta hu tumhe jab tum chawo apna vachan pura karwa sakti ho thik hai
kiran aaghe bad kar surya ke gale lag jati hai
kiran....thanks bhai
surya .....our kuch chaye
jinisha ....ha abe aap 2 ' 3 din to didi ko chodne wale ho nai to tab tak sahjadi mera saath jinlok chali jaye
surya .....kiran kya tum jinisha ke saath jana chahti ho jinlok
kiran ....ha bhai mujhe nabab me haddi nai banna yaha rah kar hehehe
surya ....thik hai chali jaao
Jinisha meri choti ka khayal rakhna
jinisha .....ji sartaj shajidi ka pura khayal rakhugi
dono gayab ho nikal gai jinlok ki our ..........
read and enjoy friends
share your suggestions ........






















