- 8,889
- 58,264
- 173
update. 113
sakti vayom ......ji ham samaj gaye hai aapki baat ko our uski gahrai ko bhi
sadhvi ji .......vayom apne lok me sampark kro our kuch jiniyo ko yaha bulao apne king se kaho ye gurudev ka aadesh hai
vayom ......ji jaisa aapka aadesh
Sadhvi ji ......ab tum log jao .........
Ad aaghe........
Dophar ke khane ke waqt pe surya alina vijay merry charo ghar pahuche
sabko itne jaldi wapis lout aane pe sabhi khush the
surya sabse pahle apni mom se milta hai
shalini .....aa gaya mera beta
surya ........ji mom aap yaad kro our main na aaun aisa ho sakta hai
dada ji ......are bhai ham bhi yahi khade hai hai
surya apne dada ji pe pair chu kar unse gale lag milta hai
dada ji .......waha ka kam pura hua beta ya bich me he lout aaye
surya ......aisa kabhi hua hai dadu ki jo kam karne ka socha ho our fir bina pure kiya louta hun kabhi
komal .....bhai hamari di hui list kaha hai
surya ......sorry di wo kya hai jaldi jaldi ke chakar me main aapki list bhul he gaya
surya ki baat sunte he komal ka chehra utar jata hai
dadi ji.......aise udash nahi hote beti ye jo tera bhai hai na bhut sararti ho gaya hai chal ab bta bhi de dekh meri ful si bachi ka chehra utar gaya hai

surya ......are are sorry komal di dekho main kaan pakadta hun aap udash na ho di aap kuch kaho our main na kru aisa kabhi ho sakta hai
komal ......tum juthe ho surya main tumse kabhi baat nahi karungi
rekha ji .....komal ye kya hai wo tumhara chota bhai hai kam me bhul gaya to bhul gaya kya tum iske liya baat nahi krogi
surya .....badi mummy aap komal di pe kyu gussa ho rahi hai wo meri di hai unka haq hai mujhe datne ka kuch bhi kahne ka
komal ....sorry bhai wo...
Surya ......sorry di wo main aapse majak kar raha tha saman jyada tha to cargo karja pada saam tak aapka pura saman aapke samne hoga
merry ji.....ha komal ye surya tumhe bas preshan kar raha tha
dadi ji .....ruk tu dekh meri bachi ko bina vajha he dant lagwa di
surya ....sorry dadi ji our badi mummy aap fir kabhi komal di pe gussa nahi hongi promise kijiye
rekha ji ......thik hai nahi karungi gussa chalo sab khana khao
surya .....ha bhut bhuk lagi hai mummy jaldi se khana lagao
vijay alina dada ji dada ji mom mummy merry komal surya sabhi khana khane lagte hai
surya .....mom ye radha nahi dikhai de rahi hai kaha hai wo
mom .....chup kar apni bua ko name se bulate hue saram nahi aati
surya .....sorry per btaye na radha kaha hai
komal ......bhai wo apni kisi saheli se milne gai hai aati he hogi
surya chupchaap khana khane lagta hai
khana finish kar surya apne room me ja kar aaram karne lagta hai
wahi komal alina ke sath uske room ki taraf nikal gai
baki sab hall me be the vijay our merry se baat kar rahe the
Asur lok ........
darika ......parnam asurguru
asurguru ......kalyan ho maharani darika kaho kaise aana hua maharani darika
darika .......asurguru aapne jo karya sonpa tha main varjadur our bhayasur ko uski jimedaari sonp di hai
asurguru ......ye tumne uchit kiya maharani agar un dono ne apna karya bina kisi samashya ke purn kar liya to sigra he ek baat fir asuro ka parcham lahrayega
darika ........main kuch samji nahi asurguru aapke kahne ka arth kya hai our aapne asur lok ki suraksha kyu badhane ko kaha
asurguru ........sigra he asurraj narkasur mahakal dwara kiye kaid se muqt ho jayenge kintu wo bahut he kamjor our urjavihin honge tene lambe samay se mahakal ki kaid me unki samasth sakriya urja nast ho chuki hai ya fir supt awastha me ja chuki hai
darika .....aise me to unke satruho ka asur lok pe aakarman ka sabse uchit samay hoga
asurguru ......uske liya varjasur our bhayasur ko karya sonpa hai rahi baat asurlok pe satruho ke aakraman ki to kisi me itna sahash nahi hai agnimukhasur ke rahte asurlok pe sankat aaye
darika ......fir aapne seema pe suraksha kyu badha di hai
asurguru .......asurlok me hone wali guspet ko rokne ke liya
darika ......kya us sakti ka aapko pta chala kuch
asurguru ........ha hame pta chal gaya kintu purnataya se nahi
darika .....kis rup me us sakti ne janam liya hai asurguru
asurguru .....ham nahi jante ki mahakal ke ansh ne kis rup me janam liya hai wo kisi bhi yoni me janam le sakte hai
chahe naag ho jin ho manav ho
darika .....fir is puja se aapko kya pta chala hai asurguru aaj bhi ham khali hath hai na hame asurraj ka pta chala ki wo kis sthan pe kaid hai na unke kaal ke rup me janam le chuke mahakal ke ansh ka pta chala hai
asurguru .....aaj se thik 4 din baad poonam ki raat kuch palo ke liya us sakti ka sampurn bharmand me pta chalega kintu.....
darika .....kintu kya asurguru aap kaise asurguru hai jo ek balak ka pta nahi kar pa rahe hai
asurguru ........murakh darika bhulo nahi ham asurguru hai asurkulguru guru shukracharya ke sishya
tum apni maryaada bhang kar rahi ho hamse uchsawar me baat kar ke
ye sab asurguru ne gusse me kha jis se ek baar to darika bhi hil gai
darika ........hame maff kre asurguru hamse anmane me bhul ho gai ( ek baar asurraj ko aazad hone dijiye fir aapko bhi pta chal jayega mujhe murakh maharani darika ko murakh kahne walo ke sath me kya karti hun )
asurguru darika ke man ke vicharo ko sun uspe bhut gussa aata hai kintu apne gusse ko jahir kiye bina sant ho kar
darika .........maharani darika ham apne apasado ke liya maffia chahte hai
darika ......ye sab bhul jaye asurguru hame aaghe kya karja hai uske vishya me sochiye
asurguru .......poonam ki raat us sakti ka kuch samay ke liya sampurna bharmand me pta chalega wahi samay hame pta karna hoga ki wo sakti kaha jaagrit ho rahi hai
darika ......kintu kaise asurguru aapke kathnaanusar to kuch he samya wo sakti samne aayegi aise me itne bade bharmand me usko khoj pana sambhav nahi hai
asurgur .....ham us tak nahi pahuch sakte hai kintu jab wah sakti jaagrit hogi to uska parbhav us lok pe awashya najar aayega jaha usne janam liya hai
darika .....iske liya hame pahle se he tyaari karni hogi asurguru
asurguru ......hame jinlok naaglok our partvilok pe najar rakhni hogi
darika ......ji asurguru kintu partvilok ke suraksha kavach ko ham me se koi bhi nahi bhed pata hai
asurguru ......waha keval kantkasur rajkumari nagina our visudhi he parivesh kar sakti hai
darika .....kintu waha pahuchate he unki sabhi sakriya supt awastha me pahuch jayegi asurguru fir waha unhe us sakti ka pta kaise chalega
asurguru .....uska marg hame pta hai aap dono rajkumariyo ke sath kantkasur ko yaha bhej dijiyega
darika ......ji asurguru jaise aapki aagya
darika waha se apne mahal ki our parsthan kar gai
gufaa me keval asurguru he bache the
asurguru .....murakh darika tumhe mera apmaan nahi karna chaiye tha kya kuch nahi kiya tumhare liya maine ab asurkul ka agla asurraj mera putra kantkasur banegaa jisne tum apna putra samaj rahi ho wo tumhara nahi mera putra hai ab wahi tumhare asur maharani hone ka abhimaan toudega our tumhari putri jisne maine apni putri bana rakha hai wo tumhare pariwar ka sarvanaash kregi
asurguru guffa me bane ek kaksh me jata hai jaha pe ek ladki ko rakha gaya tha

ladki .......baba mujhe bhukh lagi hai
asurguru .......mujhe maff karja putri main bhul gaya tha karya me vayast hone ke karan
ladki .....baba main yaha se bahar kab niklungi
asurguru .......abhi nahi putri tum yaha surakshit ho bahar tumhari jaan ko khatra hai
ladki ......aapne mujhe aajtak nahi btaya ki mujhe kis se khatra hai
our wo kyu mujhe marna chahte hai maine kisi ka kya bigada hai
asurguru .....wahi putri jinhone tumhari mata ki hatya ki thi wo log aaj bhi tumhari talash kar rahe hai
asurguru ladki ke liya bhojan la kar rakh deta hai
ladki ....baba mujhe ye bhojan nahi karja hai kitni baar kaha hai
Asurguru .....putri is lok me yahi bhojan milta hai kuch samay baad tumhe main dusre lok me bhej dunga surakshit fir tum wahi rahna
ladki ...be-man se us bhojan ko khane lagti hai
darika jab mahal pahuchi to bhut gusse me thi jiska karan tha darika ko asurguru dwara murakh kahna
darika apne kaksh me pahuchate he apna gussa un bekan chizo pe nikalne lagti hai
Jo kaksh me rakhi hue thi ..........
Update posted friends .......
read and enjoy friends .........
Ab se jyadatar update. Saam ko he aayenge friends