- 2,860
- 13,820
- 159
Bahut hi behtareen update tha Rahul. Wese ek cheez mene notice ki h aapki har kahani me ,log gayab bahut hote hai, kher joke sapat, shayed in sabhi logo ko gayab ker kisi kam me lagaya jana hai .like manpower ki jarurat hai, ab ye vikral ke aadmi bhi ho sakte hai aur koi bhi ho sakta hai , jisme nai chull jagi ho. Kher dekhte hai hangama kyu hai barpa ...
Aapka andaja sahi hai bhai. Manpower hi bada rahe hai ye log. Or ha maine bhi notice kiya hai bahut log gayab hote hai. Meri stories me. Lekin kya kare. Jo man me aata hai likh deta hu. Baaki maja bahut aata hai. Isi bahane population control karne me thoda bahut yogdan de deta hu main apna.
Baaki dekhiye aage kya hota hai.
Keep supporting........