Mother of coincidence ? Matlabh riya aur sanjana sholey ka sikke ke jaise hai... Yeh Atharva to dono ko fasana charaha hai.. phir dekhtey hai sanjana aur riya ke dimag me kya hai
Bengali ladkiyo wala case original hai
ab ye kya hai... abhi tak koi update nahi...
Bhati tension hai... Upar se daru nahi mil raha..
Ye to galat bat hai naa koi tumhe apna concept btaaye aur usi ko kisi aur ko btaa de
Vishwashghat ki sazaa milni chahiye
Kise...?? Atharva ko yaa ranjan ko..?? Pahle ye batao

fir aage ki karyavahi ki jayegi
Sari kasar puri ho gyi aaj 
av to ummid km hi lg rhi mujhe Riya ke maanne ki
Shri Gyn ke yaahan ke der hai, andher nahi
Riya ne Atharva ko dogla tak kah diya


Esi beizzati kaise sah li Atharva ne
Khush to bahut hogi aaj
प्रत्येक अपडेट चाहे हजार शब्दों का हो या दो हजार शब्दों का , लगता है छोटा ही रह गया । मन ही नही भरता है । सोचता ! कुछ और बड़ा होता तो और मजा आता
Bas bhai aapne ne itna kah diya toh next update chhota dunga

Wo kya hai ki... Next update ke baad new chapter chalu hoga aur use main new update se hee shuru karna chahta hu..

Thanks a lot
to main ye pakki samjhu
Yug Purush saheb ki atharva aur sanjana ek dusre ko pyar ka izhar kar denge aaj nahi to kal...
Khair... Let's see what happens next
Ab kahani me ranjan bhi toh hai aur khud atharva and the great saahityakar patwa rahe sanjana ko ranjan se...??
dekha....
Yug Purush saheb aapne sanjana ka pyar sirf aur sirf atharva ke liye
Wah bhai kya baat hai....Atharva to fully fans geya ranjan ke chakkar me...bechari riya Atharva ko hi doshi thehra rahi hai.....dekhte hai aage kya hota hai....
Waiting for next update
Abhi tak ranjan ne bhatti ka sath diya.. Ab bhatti ki baari... Ki wo riya ko ranjan ki galti naa bataye... Aur khud pe le le.. Hai naa mast scene??
worsened even more

Many such secrets that I could not see or those secrets are still hidden
Too much... Sab saale dhokhebaaj hai bruu
The Periodologist
Atharva andar se dukhi h lekin vo apni sadness kamm karne ke liye ulul julul harkate kar raha h..
Bas yahi toh.. Yahi toh.... koyi nahi bola abhi tak... 1 point
Ekk kand too hogya ab dekhna hoga ab dusra kand kya karta h Atharva .
Bhai ye kaand hai

ye toh aise mutth maarne ke barabar hai.. Atmakami pafhne ke baad bhi isko kaand maan rahe ju
Ya hu

akhir bina chabi ke gadi start ho gayi par jaldi petrol khatm ho gya Matlab
Jitna khatarnak action tha utna hi jyada reaction
I love you to bol diya par mila ka baba ji ka
Aisa reader magta hai jo har situation me maje le... Thanx..
चलो ! रिया का नाम लेने से कम से कम डंडे खाने से तो बच गए तीनों । वैसे यदि रिया रोज से अथर्व की शादी होती तो ' सैंया भए कोतवाल अब डर काहे का ' वाली लगभग स्थिति अथर्व के लिए रहती । ससुर पुलिस इंस्पेक्टर हो तो फिर डर काहे का ।
अथर्व सिंह भट्टाचार्य - ज्ञानी भाई ! अथर्व , सिंह भी हैं और भट्टाचार्य भी । राजपूत भी है और बंगाली ब्राह्मण भी । ये कैसे संभव हुआ ?
रंजन कुछ अधिक ही ' जोशी ' से मेल मुलाकात बढ़ा रहा है । लगता है जफर की ठुकाई अभी ठीक से होनी बाकी है ।
रिया रोज भुनभुनाते हुए अथर्व और वेद की तरफ आ रही है । लगता है अभी अथर्व को भली भांति सुनाने में कोई कोर कसर बाकी है । देखते है आगे क्या होने वाला है ।
बहुत ही बेहतरीन और आउटस्टैंडिंग अपडेट ज्ञानी भाई ।
Sidha sidha brahman maan lo... Singh surname rewa side free me add hote rahte hai

Patel bhi use kar lete hai
Update..2
Mc order aise de rha hai jaise alibaba company ka assistance maneger ho ye comman hai koi na koi office me aise gyani gandu mil hi jaye hai
Chahe kitna bhi strict reh le par ved teri bina tel ke hi mar hi lega hhaà apni badai khud hi kar rha hai yhi hota hai ek unsuccessful man ki pehchan
Lagta hai dono langotiya yar hai sath me peshay karte vakt uski dhar se monalisa ka sketch bnate hai ek hi thali ke chatte batte lagte hai dono ek marega uske sath dusta bolega sale teri himmat kaisi hue mere dost ko marne ki uske sath mere ko bhi mar or ha jitna uski mara usse do char lat jyada hi mariyo kyo ki vo mera bestfriend hai use lagna chahiye ki me uske liye kis hadd tak ja sakta hu
Aye hai

me mar java
Ha bhai tu ja us chutiye ved ki bato me mat aa kasam se muje bhi lag rha hai ki vo tuje line se thi hai par ha check kar lena ki us line me 11000 voltage k current na ho varna vhi kankal ban jayega
Bhai yhi to hint hai ki vo tumhe pyar karti hai gm ge ye kya kam hai hhaà lauda sala
Ha ha

me bander or vo badariya bilkul mere jaisi thi meri nivedita
Kyo ki end time me kuve se pani ladka hi nikalta hai it's normal yar just chill
Abe vo tuje gali de rhi hai es illusions se bahar nikal
Madarchod ne dikha di na apni chindi harkat
Atharva, Ved ko to itna opposite gang waalo ne nahi gariyaya hoga jitna review me gariya diya

. Anyway.. Thanks man
Oscar ke liye nominate kro esko pakka milega kasam se
Oh teri
Wese bhi abhi toh bahut kuch hona baki hai story me abhi se agar ladayi ho jayegi dono ki toh maja nahi aayega.
Maja se kya matlab

Hum readers atharva ko dev manush samajhte the par ye to kamina nikla

re atharva swarth ke liye dosti karta hai

Kuch to dar us upor wale se...
agar ranjan ko pata chala to kya bitega uspar...
Deception King... You have to decide.. Wether it was true friendship or not..
ha ha ha ha ha ha ha
Big bang tea stall
Waise .... riya-wiya-siya... jitna bhi krle atharwaa... mann se piya to Sanjana ka hi hai.. ignore maar rha hai ... kyon abhi option available hai... lekin bechara chah kar bhi sanjana se dur nhi reh paa rha hai..
Kisi na kisi tarah se.. kuch na kuch kand karke... sanjana se judaa hi rehta hai..
Philhaal to gang-bang ke pratifal ka intezaar hai..jiska prasaad inspector saab.. mtlb riya ke papa shyd de hi de... inn teno ko.
As Always.... a unique point of view
अथर्व गाली गलौज की भाषा युज करता है ! और अब तो आवारा लड़कों की तरह मारपीट भी करने लगा है ! '- अथर्व से किसी भी तरह का रिश्ता न रखने का इससे बढ़िया बहाना और क्या हो सकता है ।
To mai rishta naa samjhu

lekin aapne gyani sir ki is baat dhyan nahi diya shayad...
Kahani ke hero ko hi maarne ki planning chal rahi hai shayad
Jor jor se bol ke scheme bata do sabko
Bahut badhiya update hai bhai.... Mere kheyal se Sanjana hi main heroin hogi...
Koyi main nahi hai

main sirf Ved Sir aur Bhagwan das Gupta hai
Dekh kar aisa lagta h Jafar ab sympathy card play kar dega riya ke samne aur riya jaisi ladki uski baat par vishwas bhi kar legi...
Aur riya aur Atharva ki prem kahani yahi par dam tod degi...
Riya ke reaction ko guess kar sakta h kya hoga but Sanjana ko predict kar pana thoda muskil h...
Ab Atharva ki khatiya khadi hone wali h uske ghar wale use kafi chamkaye ge...
Adhbhut guess...

dil khush kar diya bidu is reply se
Ab apne ko nahi lagta riya ka baap apni beti ka hath Atharva ke hath me dega...
Wait.. Wait.. That was the option ???
jab ye teeno bhage the to saamne se aane ki kya jarurat thi

..police ne pehchan liya ki ye bhi ladhai me involve the aur ek policewala tha riya rose ka baap nikla ..
Maja le rahe the saamne se aakar... Dhar liya J B Kujur ne...
Khair...... baat, baat pe baat badh gayi aur ab dekhiye baat kaha tak pahunch gayi.. school students ki ladayi police case tak pahunch gayi... aur jiski wajah se hua ye sab ushe to pata hi nahi shayad... matlab sanjana ko..
Upar wali line aur last wali line fantabulous
Dhanyavaad mitra
Everything was fun if the policeman doesn't come in the middle, it would be more fun
Fight was according to upcoming incidents.. Short, simple...

Main fight will be 1 vs 3.. That too in School
Wow.. Kya word suggest kiya hai.. Ise kahi naa kahi awashya add karunga..
Thanx

aur don ke dialogue kya pele jaa rahe ho comment me, maza aa gaya
Ye to sabne milkar aapas me hi gang bang karli...
Nice...
nice update ...to sabke gand pe danda maarke bhaga diya kujur ne
..aur jab atharva ki baari aayi to usne riya ka dost hai aisa kaha
..shayad maar se bachne ka yahi rasta tha uske liye ..
par ye kujur to atharva ko jaanta hai quiz competition ko lekar ..
aur riya ki maa se milne hospital bhi gaya tha atharva ..
ved ne sahi kaha ki atharva ne ranjan se dosti ki hai support paane ke liye
..
saxsena ko kuch pata nahi chala kisike naam ka ki jhagde me kaun tha involve ,,par sabko warning dekar baat end kar di ..
aur ab ye riya ko kya hua hai
kahi iske baap ne bataya to nahi atharva ke jhagde ke baare me jisliye riya gusse me hai .
Bahut badhiya update hai bhai....
Waiting for next update