• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

kingkhankar

Multiverse is real!
6,651
14,619
188
Update-22

Subha ho chuki thi par manya or harsh toh ek dusre ki bahon mai besud abhi tak soo rhe the tabhi unke darwaze par knock hoti hai

Darwaze par ridhi thi
ridhi:- manya dii ,harsh bhai aap log ready ho gye kya hume jana hai beach par aaj !!
or wo 2-3 baar or gate knock karti toh manya ki aankh khulti hai

wo apne aapko harsh se lipta hua pakar muskara deti hai or harsh ki taraf dekhti hai wo abhi bhi soo rha tha manya ko uspar bhot pyaar aata hai or wo dhere se uske gaal par kiss kar deti hai

nuzzle-coffee

or iss kiss ka ehsaas harsh ko ho jata hai or sote hue hi uske chere par ek muskaan or sukoon dekha ja sakta tha

jab ridhi dubara awaz lagati hai toh manya hosh mai aati hai toh time dekhti hai ki 9:30 ho gye hai

Manya:- ohh my God itna late ho gya

Or Manya harsh ko uthati hai

Harsh:- manya thoda or sone Dona aaj itne dino baad toh achi neend aayi hai
Manya:- nhii harsh chalo bhot late ho gya hai or ridhi bhi ready ho kar aa chuki hai aisa karo tum jaldi nahane jao mai ridhi ko dekhti hu
Manya harsh ko uske kapde deti hue bolti hai

harsh bas usse dekhta hi rheta hai jisse manya thodi si irritate ho jati hai
Manya(chidte hue):- kya hua harsh aisa kya dekh rhe ho jaldi karo na
harsh (muskurate hue):- dekh rha hu tumne abhi se biwi ki tarah order dena or kaam karwana shuru kar diya hai

manya ye sunkar sharama jaati hai
harsh:- haaye tumhara ye sharama
Manya(blush Karte hue):- bas bas or makan Mat lagao or jaldi jao or naha lo

Harsh nahane chala jaata hai or manya apne thode baal or huliya thik karke door open karti hai

ridhi:- kya diii !!! Itni der se aap logo ko bhula rhi thi kya kar rhe ho aap log hume jaana bhi hai
Manya(haste hue):- aare meri maa shant ho jaa wo raat ko late neend aayi thi isliye abhi uthne mai late ho gya

Ridhi(mazak mai):- haa harsh bhai ke sath raat ko neend kha aayegi
Manya usko ghoor kar dekhti hai or uske kaan pakadte hue bolti hai
Manya:- bhot bolne lagi hai tu

Ridhi:- aare dii mai toh mazak kar rhi thi aap toh serious ho gye!! Chalo chordo aap log jaldi se ready hokar aa jao

fir ridhi chali jaati hai harsh bhi ready hokar aa jaata hai or fir manya bui ready hone chali jaati hai or uske ready hokar aane ke baad wo sab ready ke liye nikal jaate hai

beach par bhot jayada log nhi the
par waha ki jayda tar ladkiya harsh ko dekh rhi thi kyuki wo khadi handsome lag rha tha or ladke manya ko

images-3

images-5

manya ko ye dekh kar un sab par gussa aa rha tha
Manya (mann mai):- dekho toh inn chudelo ko kaise harsh ko ghur ghur kar dekh rhi hai jaise abhi khaa jayegi

harsh ne bhi ye baat notice kar li thi ki manya ko gussa aa rha hai or mann hi mann uski aise dekh kar hass rha tha

UN sab ko waha aaye hue 1 ghante se upar ho chuka tha or wo log khafi maze bhi kar rhe the or beach par dhup jayada hone se garmi bhot lag rhi thi isliye harsh apni t shirt utaar deta hai or lovish bhi

images-6
or dono hi ek dum fit the lekin is baar manya ke sath sath ridhi bhi aag babula ho rhi thi. Or wo un dono ko kheti hai

ridhi:- aap dono ko kuch jayada hi garmi lag rhi hai kya or bhi toh log hai yaha unhone toh kapde nhi utare

HArsh or lovish dono uski baat par hasne lagte hai

manya or ridhi dono ko hi ab gussa aa rha tha kyuki ab jayada tar saari ladkiyo ka focus un dono par hi tha

Itne mai ek ladki akar harsh se hath milate hue kheti hai

ladki:- hyy I am alia and you?
harsh ne abhi haath aage badhaya hi tha ki manya harsh ko baju se kheechte hue waha se le jaati hai
or alia ko bolti hai
Manya:- sorry miss he is mine!!!!!

Manya ke aise karne se waha ke sab log ye sochne lagte hai ki manya pakka harsh ki girlfriend ho gyi

harsh bas mukura rha tha usko manya ki jealous dekh maza aa rha tha

WO log kuch der or waha maze karne ke baad hotel ke liye nikal jaate hai or kuch der aaram karne baad shopping par jaane ki sochte hai kyuki unhe aaj raat ki flight se wapas jaana tha or abhi sabke liye gifts bhi lene the

room mai aane ke baad harsh samjh jaata hai manya ka mood acha nhi hai isliye wo usko back hug karte hue puchta hai

Harsh:- kya hua meri jaan mujse naraz hai
Manya:- naraz nhi hu harsh lekin wo ladki kaise tumhe ghur ghur kar dekhe rhi mai toh uska murder hi kar deti

Harsh:- mayu shant ho jao itna gussa achi baat nhi

Manya palat kar harsh ko jor se gale kaga leti hai abhi uski aankhon mai nami dekhi jaa sakti thi

giphy-1

manya:- gussa nhi harsh bas ek darr hai ki koi tumhe mujhse cheen na le
or apna pyaar kisike sath share nhi kar sakti kisi ke sath nhi

harsh Manya ki nam aankhon ko mehsus kar sakta hai or usse ye samjh bhi aa rha tha ki uske ek chote se mazak se manya kitni hurt hui hai usse khud par bhi gussa aa rha tha

wo manya ko shant karta hua kheta hai

harsh:- shant ho jao mayu koi tumhe mujhse durr nhi kar sakta koi bhi nhi or tum mujh par vishwas rakhon humare pyaar par vishwas rakhon

Harsh ye sab manya ki aankhon mai dekhte hue kheta hai or uske labon ko chumna shuru kar deta hai

love-kiss

harsh ka manya ke labon yu chumna manya ko uske pyaar ka ehsaas dila rha tha samjha rha tha ki harsh sirf uska or sirf uska hi hai

dono uske baad ek dusre ki baahon mai aaram karte hai

lekin kya inki life aise hi aaram se chalti rhegi ? Kya inke pariwar wale inke pyaar ko samjh jayege ? Kya ye dono puri tarah se ek dusre se ko payege?

TO BE CONTINUED
STAY TUNED
AND GIVE YOUR REVIEWS 😊
Lovely update and Superb writing...
 
Devil king domnic

Active Member
887
3,263
138

Nice Update
 
Angelmahi

My life my rules 😎
102
304
63
Bht hi mst update tha bhai....... Mujhe aaisa lag raha k yaha manya Or harsh k sath sath ridhi bhi kahi lovish se pyaar toh nhi krti 😋... Baki dekhte hai kya hoga agge...
Waiting for nxt update
 
Sauravb

Victory 💯
8,108
14,357
189

Nice romantic story bhai.harsh aur manya ka love din ba din badta jaa raha hai.sab updates shandar hain.
 
Anshu Sharma

Shubham Yadav
2,564
1,370
159
Update-20

kiss ke baad jab manya ko ehsaas hota hai ki abhi ye kya hua toh toh wo apni aankhe jhuka leti hai ab usse harsh se nazre milane mai sharam aa rhi thi

harsh usko aise dekh muskurate hue bolta hai :- manya ek baar meri taraf toh dekho

manya palke uthakar ek baar harsh ki taraf dekhti hai

Large-Jittery-Gavial-size-restricted

harsh:- haaye tumhari ye jaan lewa adaye toh mera dil le gayi

manya muskurate hue:- bas bas ab jayada baate mat bano or chalo ridhi or lovish humara wait kar rhe honge dinner ka time bhi hone wala hai

Harsh:- aare yaar Abhi kaha mai tumhare sath thoda or waqt guzarna chata hu or waise bhi abhi ek or suprise hai

Manya(excite hote hue):- wow ek or surprise!!!

itna bolkar harsh manya ka hath pakad kar uss ghar ke piche ki taraf jaata hai

images-1
Manya:- ohh my God harsh this is so beautiful

harsh:- tumhare liye kuch bhi
Harsh manya ka haath pakde hi table ki taraf jaata hai or manya ke liye ek chair aage karta tha

manya muskurate hue baith jaati hai

or harsh ek waiter ko ishara karke bulata hai jo wohi thodi dur khada tha or wo waiter kahana laga kar chala jaata hai
manya dekhti hai ki harsh ne sab uski pasand ka hi mangaya tha wo khush hote hue bolti hai

Manya:- ye kya harsh tumne toh sab meri pasand ka hi mangva hai bas
harsh :- abse tumhari har pasand meri pasand hai

or harsh phela niwala manya ko apne haatho se khilata tha
Manya harsh ka apne liye itne pyar dekhti hai toh uski aankhen fir se thdi nam hone lagti hai

harsh uski aankhon se aasu niche girne se phele hi poch deta hai

do-du-un-ev-kaderindir-zeymeh

Harsh:- bas ab rona nhi hai abse mai tumhe bas muskurate hue khush dekhna chahta hu

or harsh usko khilata hai or manya bhi pyaar bhari nazro se usse dekhte hue kah leti hai

images-2

Fir manya bhi harsh ko khilata hi
dono ka khana khatam hone ke baad harsh upna hath uspar karke kisi ko kuch ishara karta hai or ek romantic music bajna shuru ho jaata hai

Fir harsh apna haath aage badha kar manya se puchta hai

harsh:- may I dance with you
Manya bhi khushi se uska haath tham leti hai
mahool khafi romantic dekha jaa sakta tha agar koi abhi aakar unko dekh bhi leta toh usko lagta ki 2 pyaar mai pagal Premi ek dusre mai khoye dance kar rhe hai

giphy-downsized
Wo log khafi der yak dance karte rhete hai or fir thak kar beach ke kinare baith jaate hai

harsh dhere se apna sir manya ki ghod mai rakh deta hai or manya harsh ke baalo mai haath ferane lagti hai manya ke aise karne se harsh ko wo sukoon mil rha tha jisse baya nhi kiya jaa sakta tha

sleep-on-lap

Harsh:- manya mujhe toh abhi abhi ye kisi sapne ki tarah lag rha hai tum mujhe mil gyi mai itna khush hu ki bata nhi sakta or agar ye sapna hai toh mai saari umar iss sapne mai hi rhena chata hu

manya:- haa harsh yakeen toh mujhe bhi ho rha lekin ye sapna nhi hai harsh

dono hi khadi emotional ho chuke the or issi kaaran dono ke chere ek dusre ke kareeb aane lage the or dono ek dusre ke tapte hooth mila dete hai

images-3

Unn dono ke iss milan mai sirf ek dusre ke liye niswarth prem tha jo wo dono hi mehsus kar sakte

kuch der wo dono kuch or pyaar bhari baate karte hai jo itne waqt se karna chate the
fir harsh ka phone ring karne lagta hai wo dekta hai ki ridhi ka call tha

Harsh:- hello haa bolo princess
Ridhi:- kha rhe gye aap log kab tak aaoge
harsh:- sorry princess wo traffic itna tha raste mai ki hum pareshan ho gye
ridhi:- koi nhi ab aap jaldi se aa jao

ye bol kar ridhi phone cut karti hai toh harsh time dekta hai ki 10:45 ho gye the sach mai khadi waqt ho chuka tha dono ko hi waqt kab guzra ye pata hi nhi chala or sach toh ye hai ki unhone janne ki khosish bhi nhi ki thi

harsh manya ka haath pakad kar uthata hai or wo dono cab lekar hotel ki taraf nikal jaate hai

TO BE CONTINUED
STAY TUNED!!
AND GIVE YOUR REVIEWS
Traffic ka bahna bana liya whaa
 
Anshu Sharma

Shubham Yadav
2,564
1,370
159
UPDATE:- 21

Harsh or manya hotel phochte hai pure raste dono ek dusre ka haath thame hue the

ridhi unka hi wait kar rhi thi or lovish so gya tha
ridhi(thoda naraz hote hue):- kitna time laga diya aap logo ne
Harsh:- acha baba sorry or ye lo
harsh uske liye chocolate leke aaya tha
ridhi:- aap bhi na bhai naraz bhi nhi rehene dete or chocolate le leti hai
harsh:- acha ab ye drama band karo or chalo so jaao kal hum log beach par ghumne jaaye

fir sab apne apne kamre mai aa jayege par manya kisi soch mai gum thi harsh usse piche se hug karte hue bolta hai

kunal-jaisingh-omkara-singh-oberoi-1

Harsh:- ab meri rajkumari kis soch mai pad gayi an toh unka rajkumar bhi unko mil gaya hai

manya:- aisa kuch ni tum mujhe ye batao ki tumne ridhi ko kya bola
Harsh:- maine kya bola usse

Manya:- jhuth mat bolo mujhse usne itni asani se sab baate maan kaise li
mujhe toh laga tha gusse se aag babula hogi wo
harsh:- acha.. maine usse jayada kuch nhi bola bas ye bataya diya ki mai uske liye bhabhi lene jaa rha hu

Manya bhabhi sunkar fir sarma jaati hai lekin fir harsh ko ghur kar dekhti hai
Harsh:- aare baba mazak kar rha hu maine usse bas itna bola ki tum mujhse naraz ho isliye tumhe manane ke liye le jaa rha hu or wo maan gyi

Manya:- ohh acha...
Manya fir kisi soch mai gum ho jaati hai

harsh:- ab kya sochne lagi
manya:- bas ye yehi kaash baki sab bhi ishi tarah samjh jaaye

harsh manya ko palta kar apni or karta hai
harsh:- tumhe mujh par Bharosa hai na
Manya haa mai gardan hilati hai
harsh:- bas fir tum or kisi cheez ki chinta mat karo sirf meri chitna karo

ye bol kar harsh uske hotho ki taraf badne lagta hai or unke hoth milne phele hi manya harsh ko jhatake se alag kar deti hai or hasti hui bathroom mai chali jaati hai
harsh bas uski iss harkat par muskura deta hai

tabhi usse yash ka phone aata hai
Yash:- or bhai kaisa rha tune manya ko apni dil ki baat batayi ki nhi
Harsh(udasi se ):- yaar batayi toh thi lekin ......

yash ko lagta hai manya ne mana kar diya isliye bolta hai
yash:- tu tension na le bhai sab koi nhi abhi mana kar diya toh kya hua yaha wapas aane ke baad hum koi or plan banayege dekhna maan hi jaayegi wo

harsh:- yaar mere wapas aane ke baad toh ab bas ek hi plan banayege ki...
yash:- ki...
harsh:- yehi ki shadi kaha karni hai
Bhai wo maan gyi (harsh khushi se chilate hue kheta hai )

yash bhi ye sunkar bhot khush jo jaata hai
yash:- wahh bhai maine bola tha na ki wo maan jayegi dekha na , mai tere liye bhot khush hu yaar

harsh:- haa yaar tu sahi kheta tha yaar or terko jitna thanks bolu kam hai tu nhi hota toh kaise ye sab hota
YAsh:- chal chal ab jayada mat bann
abhi baad mai baat karta hu

Ab tak manya bhi change karke aa chuki thi
Manya:- kisika call tha harsh or tum abhi thodi der phele chilaye kyu
harsh:- aare wo yash ka phone aaya tha toh mai usse bhi ye khush khabri dedi

manya:- whatt... Tum ne usse kya bola
harsh:- yehi ki ab manya ko bhabhi bolne ki aadat daal le

Manya(tension mai ):- harsh tumne usse sach mak bata diya kya
Harsh:- aare tum tension kyu le rhi ho usko ye sab phele se pata tha or aaj ke plan ke baare mai bhi

Manya shock rhe jaati hai
Manya:- acha toh unhone kya bola
harsh (mazak mai ):- bola ki bhai ki tu Goa mai or sath mai manya bhi hai toh manya ko bhabhi bana kar le kar aaiyo

manya jab harsh ki baat sunti hai toh sharama jaati hai or uske kandhe par marte hue kheti hai :- hatt gande kahi ke beshram hote jaa rhe ho bilkul

harsh:- acha ji ab hum gande ho gye chalo koi ni hume apni hit girlfriend sab baate manzoor hai

Manya:- acha jiii.. chalo ab jayada baate mat bano soo jao khafi late ho gya hai

harsh:- tumhare sath hu yaar toh neend kaise aayegi
MAnya harsh ko aankhe dikhate hue
harsh:- acha baba thik hai soo rha hu lekin ek shart hai meri

manya:- kya...
Harsh:- mai tumhare sath hu souga

Manya apne haath apni kamar par rakhte hue badi ada se bolti hai
manya:- nahi jii... Agar aapko sath sula liya toh aap koi na koi badmashi jarur karoge isliye aap sofe par or mai bed par

harsh:- acha toh aisi baat hai
harsh ye bolkar jaldi se bed par let jaata hai
harsh:- chalo fir tum sofe par soo jao or mai bed par soo jata hu

manya ko ek taraf thaka deti hai or apne liye bed par jagah banati hai

harsh usko aise dekh kar mazak mai darte hue bolta hai
harsh:- nhi aisa mat karo mujhe jaane do

Manya:- nhii jii ... Aaj toh mai tumhe kahi nhi jaane dungi

or itna bolkar wo harsh se lipat jaati hai or apne sir uske seene par rakh deti hai harsh bhi usse apne se lipata leta hai or uske baalon mai haath fairne lagta hai

9d5073ea2a3b5d6ac9f9318d4d160768

Dono ko iss waqt ek alag hi sukoon mil rha tha manya harsh ki bahon mai khud ko kafi mehfuz Mehsus kar rhi thi or yehi harsh manya ko apni bahon mai pakar khud ko bhot khushkismat maan rha tha or manya ko har khushi dene ka khud se wada kar chuka tha

TO BE CONTINUED
STAY TUNED!!
AND GIVE YOUR REVIEWS

Short update ke liye sorry guys try karuga ki ek update aaj shyam ko nhi post karu😊
Nice update bro but short tha thoda
 
Anshu Sharma

Shubham Yadav
2,564
1,370
159
Nice

Top