UPDATE 73
Uunki baatoo sai mujhe etna ghussa aa raha tha maine drawaje par laat mari darwaja tut gaya
Komal- tum yaha kaise
Mai- kyu aa nahi sakata toh ess liye uss din natak kiaya tujhesai toh aacha huu mai shaadhi hi ki thi teere tarah ezzat nahi lutwa…. Chiii
Komal- jaban sambhal kar baate karo mai aab tumhati gf nahi samajhe
Mai- ab farak bhi nahi padata
Komal- haa essi ko toh payaar kehate hai naa
Mai- are tunne dhokha diya aur mujh par chadh rahi hai
Komal- ek baar bhi pucha mai yaaha kyu aur kaise aaayi huu
Mera gussa aur baadh gaya
Mai- maine saab sunn liyaa thaa kaya kaya bola tumnai
woh bhaag kar mere gale lag gayi
Mai- chhodo mujhe
Komal- mujhe maaf kar doo ess nai mom dad ko kidnap kar liya hai aur mujh sai yeh sab karnae koo kaha
Mai - esski maa ki chut bosidke teri himmat kaise hui esse chhune ki
Komal- mujhe bhaut dar lag raha hai essnai kaha aagar maine payaar sai nahi kiyaa aur gandi baate nahi ki yoh yeh mujhe maar kar mom dad ko bhi maar dega mai khudh toh mar sakti huu par mom dad ko maranai nahi de sakati
Ladaka- aaye kaya bak rahi maine tere maa baap
Maine komal ko hataya aur uss ko pakad kar utha diya
Mai- madharchod behan ke lode tuh janata hai tune kis ko chua hai
Ladaka - meri baat sunno
Komal- dev mujhe bhaut dar lag raha yeh mujhe mar dega
Maine usse diwal par de kar mara aur komal ke paas aya
Mai- daaro mat mai hu naa
Komal- aaaaahahhahhahaha
Ladake nahi gun nikal li
Ladaka - mardhajaato kaya laga raakah hai ek behanchod thkwane ke liye mujhe bulati haai aur apne aassique ke bare mai baate karnai koh kehati hai aur dusara tuh bosidka naa jane kaha sai gya aur yeh kutiya palat gayi chutiya samjaha hai kaya abb bol saale
Mai- komal kaya bol raha hai yeh
Komal phir mere gaale lag gayi mujhe yeh azzeeb laga
Komal- please dev mom dad ko bacha lo
Mai-bata be kaha hai woh
Ladaka - abe chutiye ho gaye ho tum dono kaya bak rahe kon maa baap kisi ladki
Tabhi komal khadi ho gayi
Komal- mujhe maar do aur mere dev ko jane do
Mai- ruk jao komal
Komal uss ke pass jane lagi
uss nai fire kar diya
Mai-komal
komal ke seedhe dil mai goli lagi maine aav dekha naa taav apni tawal laayi aur uss ke pet mai gused di aur bahar nikal kar uski garadan udha dii meri tawalar ekdum gayab ho gayi
Mai komal ke liye piche mudha aur usse shir god mai rak liya
Mai- daro mat jaan sab thik hoga
Komal- haa mai jaanti hu mujhe kuch nahi hoga
Mai-haa mai tumhe ..ek min......aaaaaaahahhahahahhhhhhhhhhhhhhh
Komal- kuyki hona toh tumhe hai
Mai- kkkkk....ooooo mmaall
Komal- mai koi komal nahi huu mai hu devika
Mera khon jaise kisi nadhi ki tarah beh raha thaa
achan woh ek dusri ladki mai badal gayi jo ek pari jassi lag rahi thi
Mai- kon hai tuh aahh mera chest
Devika ek khursi par bethete hue - mai woh hu jisse tunne dokha diya mai pure parilok mai sabsai khobsurat ladki thi par mera dil tujh par aa gaya aur tune kaya kiya
Haa kaya kiya mujhe thukra diya dhartilok ki saadharan ladki ke liye aur jab mere pita ji nai tumhare ghar waalo sai shaadi paaki kar di toh tumnai apni hi jaan de di bhujdil kahi ke
Mai- kaya bol rahi ho mujhe kuch samjah mai nahi aa raha aur meri shaktiyo ko kaya ho gaya hai
Devika -ab jab tak tumko apna sharir nahi mil nahi jata tab tak tum kuch nahi kar paoge aur joh mai nahi hone dungi
Mai- komal kaha hai
Devika - padi hai uss kamre mi mujhe bas usska roop liya aur tumsai badala lena hai aakhir tum bhi toh jano ki aakhir ek ladki par kaya betati hai jab uss par elzzam lagaya jaye ki woh ashubh hai sirf tumhari maut nahi hui uss din uss din tin chije aur mari
Ek meri izzat
Dusar mere pariwar ka samaan
Tisra sabsai bada humara rajaye hum sai chin liya kyuki tum samarat joh the ek bujdil samarat
Mai- please joh karana ha karo mere saath karo komal ko chod doo
Devika - usse kuch nahi hoga par aane waale time mai tum maut ki bhikh mangoge par tumhe maut nahi aayegi kyuki tumnai ek begunah ki hatya ki hai jiski saja tumhe milegi narak sai dardanak hogi tumhari yeh saja aur deviye shaktiya kabhi ek begunah ke hatyare ka saath kabhi nahi deti
Mai kuch bolnai waala hi tha ki ek kaala sa dhund waha aa gayi woh mere aakho mai lagnai lagi
Maine apni aakhe dhak li jab kholi toh mai ek gaav mai tha joh ek dum sunsan tha ek bhi aawaj nahi thi andhera bhi kafi tha mera khoon nikal raha tha par abb halka halka
Mai khadha hua
Mai- yeh kon si jagah hai yaar
Mai ek ghar ki taraf bhadh gaya maine ek gate bajya aisa laga jaise mai koi ghata baja raha etna sanata tha waha
Kisi nai gate khola
Mai- eeeehhhhhh yeh kaya bee bosidi ka mai ladakada kar niche gir gaya
Adami- kaya cahiye beta
Mai- beta abe tuh hai kaya naa haath hai naa puri khaal tere shair pe
Uss nai ek lohe ki sariya uthayi aur meri taraf badha mai aakhe band ki gayab hone ke liye par kuch hua nahi
Mai bhagne ke liye utha ki woh mere samne aa gaya
Adami- yeh le lo
Mai- nahi lenna chal hat
Adami- le loo naa
Mai- kaha naa ek baar hat aaaaaahhhhhhh maaaa.........abe madarchod yeh kaya kiya
Adami- aap ab chal paoge aache
Mai- aabe bosidke jhaag mai rod gusa ke baate kar raha hai maa oh maa bacha lo
uss nai ek aur rod utha li
Adami- beta esse bhi le lo
Aaj pheli baar etna dar lag raha sach batau toh gaand fat rahi thi
Mai- ruk jaa waha
Mai reng kar aage jane laga
Mai-aaaahhh mar diya haramkhor aah mera haath
Uss ne rod mere hatho ke aar paar kar dii
Mai dard sai karah raha tha par sunn nai wala koi nahi tha